Aamir Malik مراسلہ: 14 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 14 مارچ 2008 dear modz.. mujy ap logon se sirf aik sawal karna hai .. Sorat Anfaal mein hai keh tum logoon mein se koe shakhs us waqt tk momin nhi ho skta jb tk apne tammam jhagroon ka faisla quran se na kr lien mein ne kal kuch posts Qurani Aayyat k hawale se dali thein lekin delete kar di gai ap sb loog sirf yeh bata dein keh kya yahan Quran ki baat krna manna hai??? ager ap logoon mein se koe yeh kahe keh yehan Ikhtalfi Topic Discuss nhi kr skte to etna barra forum bana kar ap DEEN ki konsi Khimdat kr rahai hain ager yahan kisi ko Quran se dalayl nhi day skte Khabar dar ager kisi ne hum pe Keechar uchalne ki koshish ki yahaan Jawab awr baat hogi to sirf Quran e kareem se YEH MERA CHELLANGE HAI AP SAB KO KEH AU WAR DEKHO KEH QURAN KYA KEHTA HAI ager ap sache hain to mujy jawab dein gay awr ager buzdil thehre to buzdiloon ki trah yahan see mujy nikal bahir karein gay اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 14 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 14 مارچ 2008 aap apni post aqaid e ahle sunnat me post na karein balki gerneral discussion ya phir Munazira & Radd e Bad Mazhab me karein o behtar hoga..isha Allah aapki post delete nahin ki jayegai. kal ki post phir se post karein insha Allah quran or sunnat ki roshni me us par kalam kiya jayega.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Aamir Malik مراسلہ: 29 مارچ 2008 Author Report Share مراسلہ: 29 مارچ 2008 Jazzak Allah Bhai Jaan Apka Replay dekh kr bahut khushi howe Inshallah Next Time jb bhi aaya kuch Khas lay kar aaonga ager koe baat buri lagi ho to Muafi chahta hon اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
SunniDefender مراسلہ: 6 فروری 2010 Report Share مراسلہ: 6 فروری 2010 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔