Jump to content

La Nabi Baadi Awr Bzurgaan E Ummat


Aamir Malik

تجویز کردہ جواب

(bis)

(salam)

 

oye mein teri post ka jawab dena bhi psand nien krta lakin majboori hay .

tu ne jo NABI HAZRAT MOHAMMAD (saw) ki KHATM-E-NUBUWWAT ki taraf hath berhaya hay os ka jawab bhi dena hay.

tu ye sabit kerna chahta hay k NABI HAZRAT MOHAMMAD(saw) k baad bhi nabi aasakty hain aor tu es pe dalail de k mirza qadyani lannati ko nabi sabit kerna chahta hay .

 

pehly apny jalli nabi mirza kazzab ki book k page perha wo to NABI HAZRAT MOHAMMAD (saw) K deen ko shaitani mazhab keta hay (maaz ALLAH).

LE YE OS LANNATI KI BOOK HAY PERH AOR HIMMAT HAY TO JAWAB DE K OS NE AYSA KYUN KAHA.HALLAN K WO LANNATI KHUD KO NABI HAZRAT MOHAMAMD (saw) ka ummati bhi keta hay .

 

 

post-1668-1205774246.gif

post-1668-1205774416.gif

post-1668-1205774444.gif

Link to comment
Share on other sites

Amir Malik sahab mein tu Khatm-e-Nabuwwat per baat hi nahi karo ga... uss per humaray bhaiyo ne aap ko kaafi kuch dikha dya hai. Lekin jo bohut si awaam ki aankhon se oojhal hai ab zara woh bhi dekh lijiye.

 

Umooman awaam ke khayal mein Mirza Qadiyani ne Nabuwwat ka jhoota dawa kya tha lekin ghar ke bheedi khud jantay hain ke soorat-e-haal iss se bhi zyada bad'tarr hai. Mirza nay nabuwwat ka dawa tu aik taraf Khudai ka dawa bhi khullay aam kya hai! Ye aap ke Mirza Qadiyan ki mashoor kitaab aur aap Qadiyani hazrat mein sab se zyada parhi jani wali Roohani Khazain ke 40th volume ke kuch scans hain. Inhay parh kar bataiye ke aap ke Mirza Nabi thay ke Khuda?

 

title.jpg

 

pg100.jpg

 

pg101.jpg

 

pg102.jpg

 

pg103.jpg

 

pg104.jpg

 

pg105.jpg

 

 

Haa tu janab highlighted text aap ko saaf nazar aa raha hoga aur uss mein likhi Mirza ki kharafaat bhi. Bus itna sa sawal hai iss ka simple sa jawab dijiye ga.

 

Aur haa! Yaha raah-e-faraar ke tour pe ya na kahiye ga ke ye scans naqli hain, jhootay hain kyu ke Roohani Khazain ka ye 40th volume mein ne abhi kuch dair pehlay hi Qadiyaniyo ki official website se download kya hai.

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

 

jazak ALLAH bahi sybarite.aap ne achy pages scan kyse.

ab dekhin aamir kya jawab deta hay? ya deta bhi hay ya nien.

wesay mien aap ko aik nai cheez batun.aap ne to ye hawaljaat send kye hain k mirza ne khudai ka dawa kya hay lakin mery pass mirza ki book ka hawala hay jis mein mirza ne insan hony ka hi inkaar kya hay.

mien sirf hawal send kerta hn jis mien mirza lannati kehta hay k mien insan nien balke insanoun ki jaaaye nafrat hn. ab aamir khud hi bata de k insan ki jaaye nafrat kya hay?

samaj to sary gye hn ge filhaal sirf hawal chek karin asal pages aamir k jawab k baad bejhun ga.

oye aamir kuch sharam kar.

hawalaea2.gif

 

Link to comment
Share on other sites

AASHIQ sahib Mirza Sahib ki kitab Baraheen se jo apne quote kya hai uska wohi page porra par h lien to apko jawab khud he mill jae ga

 

rahi baat apne ap ki to sab se pehli line mein he yahi likha keh " mein ne kashf mein dekha" ab sb se se pehaly to Allah se Jhagra karein keh unhoon ne Mirza Sahib ko Q aise Kashf o Elhaam se nawaza.

 

Dosri baat yeh hai keh mein bhagne waloon mein se nhi hon

 

mein ne apni post " Kyoon" mein likha tha keh yahan ager Quran e Kareem - Hadis awr Sunat e Rasool SAW se baat karo gay to mein karonga es trah aik dosre per Keechar uchalne se hum sirf waqt barbaad karein gay

 

Jahan tak Aqeeda Khatam e Nabwuat ki baat hai mein ap logoon ko Quran se he Imkaan e Nabwat dikha dounga

 

mein bhagne waloon mein se nhi hon kuch masroofyat ki wajja se visit nhi kr ska

 

mein Entazzar karunga keh ap loog Quran o Sunat pe baat krne k liye tyar hain ya nhi

 

awr agr ap logoon ne sirf etrazaat awr elzamaat se kaam lena hai to ap logoon ki Murzi karte rahein yeh koe nai baat nhi her nabi k sath aisa hota aaya hai

 

 

 

ap k aqaid mein awr humari aqaaid mein jo farq hai woh kuch yoon hai

 

1. Hum Hazrat Essa ko Qurani Talimat k mutabiq tamam Anbyaa Aleh e salam ki trah wafat yafta mante hain

 

2. Khatam e Nabwat k hum bhi qail hain lekin aise nhi jaise ap hain Quran k mutabiq ko Shariat wala nabi nhi aa skta Tabe nabi aaein gay

 

3. Jihad k Mozoo pe Thora sa Ikhtalaf hai

 

4. Mirza Sahib ko ap loog Jhutlate ho awr hum Quran o Sunnat o Ahadees ki roshni mein mante hain

 

mein ne sab se pehlay yahi baat ki thi keh Qurani Dalayl se baat ho gi

 

ab sab se Pehlay ap loog Quran se mujy Hazrat Essa AS ki zinda hone per Dallayl dein mein unk wafat pe dunga

 

esi trah topic vise clear ho jaein gi sab baatein

kya Khyal hai apka?

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

AASHIQ sahib Mirza Sahib ki kitab Baraheen se jo apne quote kya hai uska wohi page porra par h lien to apko jawab khud he mill jae ga

janab aamir sahib mera khayal hayk tum ne khud hi es page ko ghour se nien perha warna mujy ye na kehty.tum ne ye to mana k ye mirza ki book hay lakin mirza khud ekhta hay k HAZRAT MOHAMMAD(saw) k baad nabi nien aye ga.

neechy azalao awhaam aor hamamatul bushra ka tum ne jawab hi nein dya.

 

mein ne apni post " Kyoon" mein likha tha keh yahan ager Quran e Kareem - Hadis awr Sunat e Rasool SAW se baat karo gay to mein karonga es trah aik dosre per Keechar uchalne se hum sirf waqt barbaad karein gay

 

rahi baat RUAN AOR HADEES ki to tum ne jo hawala jaat dye hain en k asal pages scan nein kye zara asal pages scan kro.

 

Khatam e Nabwat k hum bhi qail hain lekin aise nhi jaise ap hain Quran k mutabiq ko Shariat wala nabi nhi aa skta Tabe nabi aaein gay

 

rahi ye baat k tum bhi khatm-e-nubuwwat k qail ho to zara mirza ki books se khatm-e-nubuwwat k dalail dekhow k koun si khatm-e-nubuwwat k tum log qail ho.

 

Mirza Sahib ko ap loog Jhutlate ho awr hum Quran o Sunnat o Ahadees ki roshni mein mante hain

tum zara apny mirza ko sirf insan hi sabit ker do kyun k tumhara mirza khud ko insanoun ki jaye nafrat kehta hay.

ab tum khud aqal waly ho aor janty ho k insanoun ki jaye nafrat koun si hay.?

ab zara ghur se dekh ker btow k mirza insan tha ya nien aor phir jawab dena

 

 

hawalaea2.gif

titlert1.gif

57521114sz4.gif

 

 

Link to comment
Share on other sites

Her cheeza ko "AS IT IS " Leene se to sari kainaat ka Nizaam he darham barham ho jae ga

 

Shairi aik essi cheez hai Jis mein insaan kabhi kabhi apna matlab bayaan krne k liye kisi cheeza se tashbeeh deta hai ..

 

zara kisi Adeeb ya Adab se dilchaspi lay kar dekhain apko samjh aa jae gai

 

 

Inshallah Bahut Jald mein ap loogon k samne IMKAAN e Nabuwat ki Ayat rakhoon ga

 

Hawala Jaat mein ne Quote kr diye hain ap Khud dekh lien mujy Scan krne ki zarorat nhi

 

Mera Maqsad Quran e Karim k Hukm k mutabiq Haq ki baat ap tak Pahunchanna hai

 

manna ya na Manna ap logoon ki Marzi hai .

 

 

Makkah ki Jahleen awr Yahood oo Nassara bhi to Nabi e Karim SAW ko jhutlate aae hain

 

Ap ne Mirza sahib ko Jhutla dya to kya Farq Parh jae ga Ahmadiyyat Ki traqi mein

Link to comment
Share on other sites

mere pyar bhai.. mein to Quran e karim se ap logon ko Jawab day raha hon Quran e Karim ki Ayat dikha raha hon Bazurgaan E Ummat k Aqwal Dikha raha hon

 

 

ab zara es topic pe Apni Pehli Post dekho awr batao keh Topic kya tha awr Apne Post kya ki Jab ap Topic se hatt kr baat kro gay to mein bhi Jawab donga na

 

ager ap aisa he samjhte hain to Wada krein k Jo Topic mein start krunga ap us se mutaliq he jawab post kya krein gay

 

yeh nhi hoga keh Mein post kr raha hon " La Nabi Baadi awr BzurGaan e Ummat " awr ap jawab mein Mirza Sahib pe etraazz utha rahay hon

Kya Khyal hai TYAR HAIN ?

Link to comment
Share on other sites

 

 

bismillah.gif
salam.gif

jazak ALLAH bahi sybarite.aap ne achy pages scan kyse.
ab dekhin aamir kya jawab deta hay? ya deta bhi hay ya nien.
wesay mien aap ko aik nai cheez batun.aap ne to ye hawaljaat send kye hain k mirza ne khudai ka dawa kya hay lakin mery pass mirza ki book ka hawala hay jis mein mirza ne insan hony ka hi inkaar kya hay.

mien sirf hawal send kerta hn jis mien mirza lannati kehta hay k mien insan nien balke insanoun ki jaaaye nafrat hn. ab aamir khud hi bata de k insan ki jaaye nafrat kya hay?
samaj to sary gye hn ge filhaal sirf hawal chek karin asal pages aamir k jawab k baad bejhun ga.

oye aamir kuch sharam kar.
hawalaea2.gif



 
Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

mr aamir. aap ne mujy kaha k mien topic se related baat nien ker raha to aap khud apni pehli post dekho.

 

tumhari pehli post k end mein ye hi likha hay k jammat aehmadia k aqeeda jo mien ne apni postt k sath attach kya tha.

 

es se ye hi zahir hota hay k tum yahan qadyani jammat ka aqeeda bata rhy thy.

mien ne os ka jawab dya tha k mirza khud kehta hay k HAZRAT MOHAMMAD(saw) k baad nabi nein aye ga aor mien ne hawaly dye thy lakin tum ne jawab nien dya.

 

dosri baat k tum ne jo karm-e-khaki ka jawab dya hay to zara bible ka aor ahadees ki books k asal hawal send karo ye tumhary hi ksi padri ki likhi book hay asal hawaly nien hain.

 

es mien kuch aitraz hain mujy.

tum zara HAZRAT DAOWD(as) ka tarjuma aor apny qadyani ka tarjuma dekho aor farq samjo.

dounou mein farq saaf zahir hay .

khud batow kya tumhary mirzy ka aor HAZRAT DOWD(as) ka tarjuma aapas mien milta hay?

 

dosra sawal ye k AAJ TAK MIRZY K ELAWA KSI INSAN NE KHUD KO JAYE NAFRAT KAHA HAY?

agar kaha hay to asal hawale send karo.

teesara sawal tumhari hi post mien k yahan MASSEH(as) AOR HAZOOR(as) SE KOUN MURAAD HAY?teesri attechment hay zara soch k jawab dena

 

QADYANI YA hazrat eesa(AS)?

zara wazeah jawab dena

post-1668-1207495639.gif

post-1668-1207495653.gif

post-1668-1207495735.gif

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...