سگِ عطار مراسلہ: 10 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 10 مارچ 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 10 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 10 مارچ 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 10 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 10 مارچ 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 10 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 10 مارچ 2008 ٰیہ تو تھے وہابیوں کے قصے۔۔۔۔ میرے اعلیٰ حضرت مجدد دین و ملت علیہ الرحمہ فرماتے ہیں۔ وہی ہےاول وہی ہیےآخروہی ہےباطن وہی ہےظاہر اُسی کےجلوےاُسی سےملنےاُسی سےاُسکی طرف گئےتھے کمان امکاں کے جھوٹے نقطو تم اول آخر کی پھیر میں ہو محیط کی چال سے تو پوچھو کدھر سے آئے کدھر گئے تھے تیری نسل پاک میں ہے بچہ بچہ نور کا تو ہے عین نور تیرا سب گھرانہ نور کا اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 10 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 10 مارچ 2008 Abhi tak kissi aik ne bhi hadees-e-Jabir ka sanad nahin pesh ki.Hadees-e-Jabir ki sanad to aap se pesh ho nahin rahi aur baton main waqat zaia ker rahe hain اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 10 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 10 مارچ 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 10 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 10 مارچ 2008 Telenor Sahib Is Hadees-e-Noor Ki Sanad Key Sath Sath Hadees-e-Bey Saya Ki Sanad Bhi Sabit Ho Gayi Hai... Is Hadees Mein 3 Rawi Hain.. Jin Mein Imam Abdul Razaq Ki Saqahat Oper Bayan Hoyi Baqiya 2 Rawiyon Ki Sanad Aakhir Mein Mojod Hai... Yeh Article Bhi Aap Ney Kafi Pehlay Post Kiya Tha... Is Liye Key Quran-o-Aahadees Sey Anbiya Key Aib Talash Kerna Wahabiyon Key Hisey Mein Aaya Hai.. Is Marz Ki Wajah Sey Woh Sahih Aahadees Ko Zaeef wa Mozo Qarar De Detey Hain... Allah Aisi Hadees Dushmani Sey Mahfooz Fermaye.. Aameen... Agerchey Is Article Ka Tafseeli Jawab Aapko Dey Diya Gaya Tha.. Mager Ahle Hadees Naam Rakh Ker Hadees Sey Dushmani Aur Phir Hadees Sahih Sabit Honey Per Na Man'na Ghair Muqalideen Hi Ka Wateerah Hai... Hum Allah Sey Aafiyat Talab Kertey Hain.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Talinenoor مراسلہ: 12 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 12 مارچ 2008 Asslamoalaikum 2 all muslims, plz read اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Talinenoor مراسلہ: 12 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 12 مارچ 2008 more اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Talinenoor مراسلہ: 12 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 12 مارچ 2008 Aik aur mazmoon اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Talinenoor مراسلہ: 12 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 12 مارچ 2008 (ترمیم شدہ) Mann Garrhat nuskhe ka radd Edited 12 مارچ 2008 by talinenoor اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Talinenoor مراسلہ: 12 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 12 مارچ 2008 more اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Talinenoor مراسلہ: 12 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 12 مارچ 2008 more اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 12 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 12 مارچ 2008 MAIN KAFI ARSA SAY ISS HADITH-E-MUBARIK KE SAHI HONE KA BAYAN AUR PURI HADITH TALASH KARNE KI KOSHISH MAIN LAGA HOA THA. TU KAL TAK MUJHE ISS BARAY MAIN KAFI INFO MIL GAI. INSAHALLAH ABB KOI WAHABI/DEOBANDI ISS HADITH KO ZA'EEF KEHNE KI KOSHISH NAHI KARAI GA. itny muhaddis ne kaseer tadad me is hadith e noor ko sahih kaha hai par Talinoor sahab in sab se bary muhaddis paida huey hain jo in sab ko chutkiyon me hawa me ura dete hain....Allah aisy logo ke ilm se bachaye...abhi in sahab ne masla rafa-ul-yadein topic me kuch karnama anjam diya hai..usi si inki kuch lines yahan paish kar raha hu jis se aap log khud hi andaza laga sakty hain ki inky khud ke qowl kis tarah thali me begun ki taah hichkoly khaty hain...haq wahi hai jo sir charh kar boly jo inky sir bhi charh hi gaya hai...mulaheza ho... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Talinenoor مراسلہ: 13 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 13 مارچ 2008 Asslamoalaikum 2 all muslims, Ya-Mohammadah aap ki preshani aur la'chari sab k saamne hai. Aap ne mere Rafa-ul-Yaden wale mazmoon se mera jo iqtibaas lia hai. woh hamare haq main hi hai. Uss main bhi saaf likha hai k kissi bhi hadees ko sahih keh dene se woh hadees sahih nahin ho jaati jab tak uss ko dalael k saath sahih saabit nahin ker dia jaata. Chahe kehne wala koi bhi ho. Kia main ne Hadees Ibn-e-Masood ko dalael ki roo se zaeef saabit nahin kia. Kia main ne mahez Ulma se hi iss hadees ko zaeef kehne per zor dia hai.? Hergiz nahin bal k jis tarah Hadees Ibn-e-Masood ki sanad zaeef saabit ki ja cukki hai ussi tarah aap ki Hadees-e-Jabir ki to sirre se sanad hi saabit nahin. Bal k ager aap mere Rafa-ul-Yaden wale mazmoon ko zara dhayan se parrhen to aap ko nazer aaye ga k aap ke Ahmed yar khan Naeemi ne Ahadees ki kitabon main mojood kai basanad sahih rawaiat ko zaeef aor mozoo kaha hai. Halan k unn ahadees ko kai mohadissen ne sahih ya hassan kaha hai jis ka main ne tafseeli jawab dia hai aur unn ki sanad ko sahih saabit kia hai, mahez ulma se unn ko sahih kehna nahin bataia. Aap ke Ahmed yar Khan Naeemi ka asnaad per aitraaz kerna kia yeh baat saabit nahin kerta k jab tak sanad saabit nahin ho jati hadees ko qabool nahin kia jae ga. Kia main yahan per keh sakta hoon k kia aap k Ahmed Yah Khan Naeemi sahib kia Mohadissen se barre aalim the jo unhon ne Ja-ul-Haq main kai rawaiat ki asnaad per tanqeed ki hai, jin ko mohadissen ne sahih kaha hai? Halan k woh tanqeed hai bhi galat jis ko saabit kia ja chukka hai. Wasalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 20 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 20 مارچ 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 20 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 20 مارچ 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 20 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 20 مارچ 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 20 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 20 مارچ 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 20 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 20 مارچ 2008 Mazeed Pages Buhut Jald اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Talinenoor مراسلہ: 20 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 20 مارچ 2008 (ترمیم شدہ) Sag-e-Attar sahib aap ki iss khana poori se kuch saabit hone wala nahin. Na siref juz-al-Mafqood ka saboot shubhaat se pur hai bal'k uss ki ahadees khud apas main mukhtalif hain. Phir aap iss se kia sabit ker sakte hain. Allah aap ko hadayat de. Apne aqeede ke asbaat k liye aap ko kaise kaise kamzor saharon ki zaroorat parr rahi hai. Alhamdulillah hamen apne aqeede k asbaat k liye koi cheez gharrne ki zaroorat nahin. khud aap ke muhaqaq ko kitni jaga tasleem hai k yeh nuskha nadir hai aur galtion se bharpoor hai phir iss per aqeeda k baab main aitmaad zulam nahin to kia hai. Wasalam Edited 20 مارچ 2008 by talinenoor اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 20 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 20 مارچ 2008 Sag-e-Attar sahib aap ki iss khana poori se kuch saabit hone wala nahin. Talinenoor Sahib.. Aap Samjhey Key Main Yeh Wahabiyon Ko Sabit Kerney Key Liye Articles Post Ker Raha Hoon? Jis Din Wahabi Yeh Maan Gaye Key Sarkar Noor Hain Aur Awal Takhleeq Hain Tu Us Din Wahabi Aqeedey Ka Peechay Bachay Ga Kiya? Aap Ko Quran Ki Aayat Dikha Di Jaye Key Sarkar Noor Hain Tu Aap Man'ney Ko Nhin.. Yaqeen Na Aaye Tu Bughz Ki Defination Perh Lein... Yeh Tu Main Apney Sunnis Key Liye Post Ker Raha Hoon Takey Woh Yeh Na Sochein Key Aitaraz Ho Rahay Hain Aur Jawab Koi Nhin... Sunnis Perh Ker Khud Hi Faisla Ker Lein Gey Key Wahabiyon Ki Apni Merzi Hoo Tu Kesey Kesey Asool Bana Ker Hadees Ko Maan Letey Hain.. Aur Jab Azmat-e-Rasool Sabit Ho Rahi Hoo Tu Kesey Kesey Man Gharat Asool Bana Ker Sahi Aahadees Ko Jhutla Detey Hain... Mazeed Pages.... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 20 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 20 مارچ 2008 khud aap ke muhaqaq ko kitni jaga tasleem hai k yeh nuskha nadir hai aur galtion se bharpoor hai phir iss per aqeeda k baab main aitmaad zulam nahin to kia hai. Ahle Hadees Honey Key Dawedar Hoker Aap Loug Sahi AaHadees Per Zulm Kertey Hain.... Kabhi Aap Kehtey Hain Yeh Hadees Mozo Hai.. Aur Hadees Ko Mozo Keh Ker Tamam Muhadisen Per Bohtan Bandhtey Hain Key Unho Ney Mozo Hadees Ko Sahi Qarar Diya Hai.. Kabhi Aap Sanad Mangtey Hain Aur Dawa Kertey Hain Key Iski Sanad Hai Hi Nhin... Jab Aapko Sanad Pesh Ki Jati Hai Tu Aap Nuskhey Ko Jaali Qarar Dey Detey Hain.. Aur Jab Nuskhey Ki Baat Chirti Hai Tu Kehtey Hain Key Khud Muhaqiq Maan Raha Hai Key Yeh Ghaltion Sey Bharpur Hai... Apni Kisi Aik Bat Per Tu Stop Ho Jayen... Aap Ney Merey Post Kerdah Article Key Jawab Mein Zubair Ali Zayi Ka Article Tu Post Ker Diya.. Ager Aap Insaf Ki Nazer Sey Apney Is Muhadis Ka Rad Perh Letey Jo Main Ney Pehlay Post Kiya Hai Tu Aap Yeh Na Kehtey Key Chonkey Nuskha Ghaltion Sey Bharpur Hai Is Liye Yeh Hadees Sahi Nhin Ya Iski Sanad Sabit Nhin... Apney Ejad Kerdah Man Gharat Qawaneen Sey Aap Aahadees Ko Ghalat Mangharat Jaali Qarar Dey Detey Hain.... Ina Lilahi Wa Inna Alaihi Raje-oon... Aur Ager Aap Dubai Key Sheikh Sahib Ka Mojodah Article Jo Main Post Ker Raha Hoon Isey Bhi Perh Lein Tu Aapka Yeh Aitaraz Batil Sabit Ho Jaye Ga.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 21 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 21 مارچ 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 21 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 21 مارچ 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔