Jump to content

Kia in Mazaro'n aur Qabron ko Dha daina jaiz nahe?


Commander_Faisal

تجویز کردہ جواب

(salam) Muslims only.

 

Najdi commander dhethae kai sath apnay jhootay mazhab kaa parchaar kar raha hay.

Iss kay Dalail kay montur jawabat diya jaa chuka hai par yeh hay kay Mai Na Mano............Baas jhoot par jhoot bolay jaa raha hai....................AKHIR KOO INKA Guru Ghantaal Ismail Dehlvi jab Allah (azw) kay Lia Jhoot Koo Mumkin Manata hai tu Uss ke Ismaile Zurriayt sai aur kia Umeed kee jasaktee hay.

 

Issay iss baat kee bhut Takhleef hai kai may nay Iss kay Liay "ZALEEL" kaa Lafz istimal kiya...........par Munafqat kee Intiha hai Inn Najdion kee.....Innhay zara brabar bhee sharm nahi Atee jaab innka Guru Ghantaal Ismail Dehlvi yahi Alfaaz Ambiya e Kiraam aur deegar muaziz Hastion kay liay wahabi mazhab kee Bible mai Istaimaal kerta hai (Taqwait ul Emaan).

 

Iss kee Takhleef iss baat ka confession hay kay Ismail Dehlvi kee woh Ibarat Sakht Kufriya hain............Fatwa tu yeh Najdi lagai gai nahi apnay Imam par..................Najdi commander ab pehlay iss par Fatwa lagaa aur Phir mazeed bogus aiteraz kerna.

Jhoota kehta hay kai "Imam e Shafi (Rehmatullah Aliah)” kaa fatwa hay kay Mazrat e Janat ul Baqi koo dhaa daina chiaye………..aur aik bohtani taweel yeh kerta hay kay agar iss zamanay mai Imam e Shafi (Rehmatullah Aliah) aajian tu voh bhee wahabion wala amaal kertay…………..

Najdi Mazarat e Sahaba kay Alfaaz nikaal kar dikhio???

Imam e Shafi (ra) kaa fiqha unkay Fiqha walay khoob jantay haan…….Fiqha e Shafi mai bhee baishumar Fuqha guzray hain…………Jinn kay zamanay main Mazraat e Sahaba banay bhee aur sabqa bhee mojood thay………….Abb joo matalab Najdi nikalta hay voh in lakhoon Muftiyan e Shafiya ko kion samajh naa aiya???

Hijaz par Najdi Qabzay kaay waqt bhee baishumar Shafi , Hanbali, Hanafi, Maliki Ulama aur Fuqha thay………………Najdi kiaa voh Ilm e Deen may tum logoon say kaam thaay???…………….Batio Kitnoo nay Mazrat e Sahaba koo giranay kay silsilay maay Fatway diay/yaa kitabian likheen???

 

Tumharee Najdi samajh mai kabhee yeh Farq nahi aiye gaa kai aik aam Musalmaan (even Auliya) aur Sahaba e Kiraam kaay mansab mai zameen o asmaan sai bhee zaida farq hay…..isse hisab say Shariat kaa Hukam mai bhee different hota hay)

 

Wajhaa saaf zahir hay kay tum tu Aqqa e Kainaat (saw) koo bhee apnay jaisa Bashar (aur bara bhai )samjhaty hoo (Taqwiat ul Emaan).

 

Tumharay jaan yeh keh ker nahii choot saktee kay kion kay tum Ghair Muqalid ho tu Ismail Dehlvi kee kufriyat tumm par hujat nahi…..agar thoori see bhee tum may sachaiy hay tu uss kee tehreerion par Fatwa e Kufr lagio……….zaban kee chalakian apnay ghar tak hee rakhoo.

 

Aur yah joo tum nay Shatehat e Auliya kaay hawaly dian hain…iss kaa jawab bhee kai baar diya jaa chukaa hay…….Himat karo aur apnay mustand mullion kee kitabay nikal kar dekha loo…joo khud in Shateehat kay kiyal hay (Yeh sab ref tumhay Talib ur Rehman aur Mufti Shoukat Sialwi kee debate may mil jian gain).

 

Tumharee jahalat kaa tu kio thikana hee nahi….har mislay koo barelvion kay khatay mai daal daitay hoo…………….Ahmak yah Barelvi koon hain?????Tumharay mazhabee mulla tu kehty hay kay barelviat Imam AhmedRaza (ra) say shroo hoie!!!

 

Jahiloon kia Mazarat sab mazarat …. Imam Imam Ahmed Raza ((Rehmatullah Aliah) kay hukam kaay baad bana shooro hoin hay???

Unssay pehlay aur unkay Hamasar Ulama barelvi kaab say hoo giay…………..Sachi baat tu yeh hay kay unhoo nai uss Maslak e Haqq (Ahle Sunnat ) kaa diffa kiya joo pehlay Ulama e Haqq ka thaa.

 

Aur haan tumhara Talib ur Rehman iss Shatihaat walay muzoor per kafi humiliate hoo chukka hay……aur jab Mufti Fazal Chisiti nay Muhammad Panha kay sath ussay Mubahillay kaa challenge kiya tu voh bhaag giay .....Mairay paas audio sabot mujood hay.

Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...
  • 2 weeks later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...