سگِ عطار مراسلہ: 11 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 11 مارچ 2008 Commander Sahib Aub Aap Per Aur Wahabi Saudi Hakomat Per Tu Wajib Ho Chuka Hai.. Aap Kesay Quran o Hadees Key Aamil Hain Key Wajib Amal Ko Tark Kiye Howay Hain Mazeed Nabi Ki Khasiyat Keh Ker Jaiz Bhi Keh Rahay Hain...? Aap Wahabiyon Ka Aqeedah Tu Aik Dosrey Sey bhi Nhin Milta... Na Hi Quran-o-Hadees Sey Mil Raha Hai.. Koi Jaiz Keh Raha Hai Koi Giraney Ka Keh Raha Hai (Muaz Allah) ... Wahabi Awam Kis Taraf Jaye Gi? Sub Gumrah Wa Gumrah Ger... Allah Bughz-e-Rasool Ki Waba-e-Aazam Sey Mahfooz Fermaye.. Aameen Bijahin Nabiyil Aameen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Commander_Faisal مراسلہ: 13 مارچ 2008 Author Report Share مراسلہ: 13 مارچ 2008 Salam to all muslims, Hmmm....aap ki posts ka jawab diya jaye ga ,inshaALLAH.filhaal to main rana sahib kay reply ka intizaar ker raha hoon, wsalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Talinenoor مراسلہ: 13 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 13 مارچ 2008 Asslamoalaikum2 all muslims, Sag-e-Attar sahib aap ka gussa fazool hai. Ager ham galat baat apnon ki bhi nahin maante to yeh to achi baat hai. Kia aap yeh chahte hai k aap ki tarah apne ulma ki kamzor aur galat baaton ki bhi taaeed k liye Quran-o-Hadees k matlab bigarne shuroo ker dain. Ham Ulma ko aalim maante hain Nabi nahin, na hi unhen masoom samajhte hain k unn se koi galat bat kabhi ho hi nahin sakti. Khud Imam Abu Hanifa ke apne shagired jab unn ki baat ko na maante hue unn se ikhtilaaf kerte hain to kia aap yeh kehte hain k unn ke shagirdon ne unn ko gumraah qarar dia hai...? Jahan tak taluq iss qabron per imaretain banane ke masle ka hai to iss ki mana per ahadees mojood hain jis ke saamne shubhaat se sahara lena fazool hai. Aap ke paas iss masle main sawae shubhaat ke aur kuch bhi nahin. Aap log unn cheezon ko deen banane per zor dete rehte ho jiss ka wahem-o-gumaan bhi kabhi sahaba ikraam R.A. k zahen main nahin tha aur fazool main aik masle ko dalael ki bajae jazbaati'pan se saabit kerne ki koshish ker rahe ho. Wasalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Commander_Faisal مراسلہ: 13 مارچ 2008 Author Report Share مراسلہ: 13 مارچ 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Anwar200 مراسلہ: 13 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 13 مارچ 2008 janab faisal sahib mein ne na to mozu tabdil karnay ki koshish ki ha aur na hi kohi baat apni taraf se kar raha ho asal haqeeqat yeh ha ke ap ki likhi post se jin point per ap ne khud likha ha mein to siraf on per ap ke hi diye hawalay per ap ki raie malom kar raha hon ager ap yeh nahi pasand farmatay ke ap ke hi hawalay se kohi sawal kiya jay to ap likh dain ke ap apnay kisi hawalay ke jawab day nahi ho to phir siraf mushraf ko hi kiyon kosa jay? kash ap ko Allah himat ata karta ke meray sawal ka siraf aur siraf han ya na mein jawab farma daytay aur mugh ko bi ihsas ho jata ke ap ke dil mein jo ha wohi zuban per bi ha. khair ap mera 1st sawal to gool kar gaay ho ke ap ke jo dil mein ha wo zuban per nahi la sakay. baherhal phir bi mein kiyal hon ke ap ko Allah zaroor kahin na kahin himat ata kare ga ke apni likhay howay kisi hawalay ka ap se jawab pa lon ga insha Allah. ap ne apni post mein aik jaga yeh likha ke (rana sahib is mamlay ka nitija jo bi niklay is ka fiasila ap ke buzrogon ki qabron per mojood mizaron ko dhanay se bilkul na bacha sakay ga) ji han ap ne dorosat farmaya ap kafi saaf go molom hotay ho ke khud hi maan gaay ho ke ap ka taloq on azim Allah aulliyia se nahi jin ke wasila se Allah ne hindustan ke kafaron ko islam ki dolat se nawaza. zahir ha ke ap ne khud on azim Allah aulliyia ko humray buzorg likha to wo log to is sar zamin per Allah ka deen islam lay kar aye lihaza ap ka kiya taloq ha is deen se? maza tab ha ke pehlay sabat kro ke ap ke aur deger wahabi jin ka taloq is sar zamin se ha ap sab ke abawo ajdad kiya najdi ki kitab altoheed per karhindo se muslaman banay thay ya on Allah aulliyia ka daman tham kar hindo se muslim banay thay jin ke moqadas mizarat ko ap log gehranay ka na paak irada rakhtay ho. mein ne apni taraf se kohi baat nahi likhi ap ki debate jin hazrat se ha os ka taloq on ke saath rakho bahi sahib mein to siraf ap ki likhi baton se hi sawal nikal raha hon. lihaza ager tum ne meray 1st sawal ha jawab nahi diya to is sawal ka hi jawab day do ke tumharay aur deger wahabion ke ghar tak islam najdi ki kitab per kar aya ya Allah aulliyia ke zariye jin ke mizarat ko ap gheranay chatay ho? yeh to kaffi assan sa sawal ha is ko na tal daina. purani se panjabi ki misal ha ke(zaat di korkili tay shatiriyan no jahapay) yeh ap ke liye nahi mein to siraf on ko keh raha hon jo ahsan faramosh hotay hain. baqi ap ka jawab anay per. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Anwar200 مراسلہ: 13 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 13 مارچ 2008 sab hazrat se darhowasat ha ke ke wo meray aur faisal sahib ke sawal jawab ko mad-e- nazar rahktay howay apni asal debate se door na hon.mein kohi debate nahi kar raha mein to siraf faisal sahib ki likhi post se on ke hi hawalajat ki roshni se baat kar raha hon. malom yeh karna maqsad ha ke on ke hawalajat ki kiya ahmiyat ha ke siraf post ki had tak ha ya in mein himat ha ke wo apnay ko haq jantay howay sawal ka jawab bi day skatay ya nahi?ager 1st sawal ka jawab nahi diya to khair ha hazrat ke pass kafi ilm ha 2nd ka jawab wo zaroor dain gay. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Commander_Faisal مراسلہ: 14 مارچ 2008 Author Report Share مراسلہ: 14 مارچ 2008 Salam to all muslims, anwar sahib aap kay zehan main jitnay bhi sawalaat hain aik hi dafa likh ker post ker dain,inshaALLAH main jald az jald jawab daynay ki koshis karoon ga. wsalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Anwar200 مراسلہ: 14 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 14 مارچ 2008 o bahi faisal sahib pehlay 2 ka to jawab day do ta ke malom ho ap jawab dainay ke juroat mand ho. 1 st ka jawab nahi mila ap ki taraf se to ap tamam sawalat ki kiya baat karte ho muhtaram? ap han ya na jasa jawab nahi day paa rahay to ap per mazid kiya sawal karon? pls ap itmanan kro abhi ishq ke imtahan aur bi hain. pehlay 2 ka jawab na dainay walay ki baat ka kiya itbar? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Khalil Rana مراسلہ: 14 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 14 مارچ 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Commander_Faisal مراسلہ: 16 مارچ 2008 Author Report Share مراسلہ: 16 مارچ 2008 Salam to all muslims, o bhai anwar sahib main nay aap say kab keh diya kay main nay aap kay sawalat kay jawab nahi daynay.pehlay sawal kay baray main bata chuka hoon kab jawab doon ga,or doosray sawal kay mutaliq to main nay aap say kaha hi nahi kay jawab nahi dayna,aager aap yeah samajh rahay hain kay main jawab nahi dena chah raha to doosray sawal ka jawab inshaALLAH jald hi diya jaye ga takay aap ko kuch hosla ho. or Rana sahib yeah kiya? "Jawab-ul-Jawab" kay nam per mujh say hi mazeed sawalat,bohat khoob.khair in ka jawab bhi inshaALLAH diya jaye ga laikin kuch nazr-e-karam meray poochay gayay sawalt per bhi farma dijeyeay. wsalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Anwar200 مراسلہ: 16 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 16 مارچ 2008 meray 1st sawal ka jawab HAN ya NA tha kiya qabahat ha kohi ahle haq han ya na se farar ihktiyar kare? 2nd sawal bi kohi mushkil nahi tha ager mugh jasay kam ilm insan ko malom ha ke meray abawo ijdad jo ke hindo thay likin aik azim Allah aulliyia hazrat miyan mir ke faiz se musalaman howay. faisal sahib to bohat bailm hotay howay bi apnay abawa ke musalaman honay ki zariye na biyan karna pasand karin to raz fash ho jay ga ke jin azim hustiyon ke wasila se in ke ghar tak islam aya wo on hustiyon ke naam se bezar hain na ke on ke wasilay se apnay raab se mushkor hain.Allah ne jin waliyon ko beja ke ja kar faisal ke buzoron ko musalman kro to alam yeh ha ke faisal sahib ko on azim hastiyon kiya is baat per nafrat ke wo ap ke abawo kiyon muslim kiya lihaza is dil ko nafrat mein la kar hi faisal sahib on ke mizarat ko gehrana chatay hain aj.Allah ki qasam aik musalman ki yeh pehchan ha ke wo ahsan mand hota ha.hum to ahsan mand hain aur jo nahi hotay to wo kiya munafik nahi hotay bahi sahib? main mehsos karta hon ke ap meray jawabat nahi day skatay ager nahi to phir to the point jawab apni next post mein do janab.phir ap ke saath baqi sawal o jawab ka silsala ho ga insha Allah. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Anwar200 مراسلہ: 16 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 16 مارچ 2008 aik baat jo is debate ko dekh kar mehsos ho rahi ha wo yeh ha ke faisal sahib aur rana sahib wo deger hazrat ap sab log is baat se to itafaq hi karte ho ke qabar zamin se buland honi chahiye likin kitni buland honi dorosat ha is baat per hi ihktalaq ha na ge? baharhal ager bilfaraz faisal sahib ke dalail ko hi dorosat man liye jay ke qabar buland balashat ki had tak sahi ha baqi dosri qisam dorosat nahi to phir sawal yeh piyda hota ha ke kiya jab 1925 mein ya os se qabal bi jab wahabiyon ne sahaba ikram ki qabron ke opar buldozar chala kar on qabron ko aik chatial maidan bana diya tha to phir malom howa ke wahabiyon ne apnay daway ka bi khiyal na kiya ke qabar zamin ki sata se bilshat tak buland honi chahiye. kon si hasid se sabaat kro gay ke phelay qabar banwo aur phir wahabiyon ke saath mil kar os per buldozar chala do ta ke qabar aur sata-e- zamin ka faraq bi khatam ho jay? mein darhowast karta hon ke kohi bahi sahib is mamlay mein mayri madad farma dain ke ager ziyada buland qabar banani ghalat ha to kiya qabar ko sata-e-zamin jaisa karna jaiz ham kiya? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 17 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 17 مارچ 2008 Ager ham galat baat apnon ki bhi nahin maante to yeh to achi baat hai. Kia aap yeh chahte hai k aap ki tarah apne ulma ki kamzor aur galat baaton ki bhi taaeed k liye Quran-o-Hadees k matlab bigarne shuroo ker dain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Commander_Faisal مراسلہ: 17 مارچ 2008 Author Report Share مراسلہ: 17 مارچ 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Commander_Faisal مراسلہ: 17 مارچ 2008 Author Report Share مراسلہ: 17 مارچ 2008 more.... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Commander_Faisal مراسلہ: 17 مارچ 2008 Author Report Share مراسلہ: 17 مارچ 2008 more.... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Commander_Faisal مراسلہ: 17 مارچ 2008 Author Report Share مراسلہ: 17 مارچ 2008 reply to anwar sahib... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Anwar200 مراسلہ: 17 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 17 مارچ 2008 aik to bahi sahib ap isharon mein bohat baat karte hain jab bi kohi baat ho to ap foran girgit ki tarah rang badal ke keh diyte ho ke gi mera ishara yeh nahi tha wo tha, yeh debate ha isharon se nahi naam lay kar baat kro.ok. ap ka faraz banta tha ke ap pehlay naam likhtay ke kehtay ke ap ki nazar mein kon kon Allah aulliya hain jin ke faiz se ap ke buzorg hindo se musalman howay?kiya ap data hujwari ko moeen uldin chisti ko Allah ke aulliyia mantay ho ya nahi? aur kon ke humaray buzorg asay hain jin ko ap log ghomraha kehtay ho awo baat khul kar kro yeh kiya ke bad mein ap bolo ke g mera ishara kuch aur tha. hum to mantay hain ke wali nabi ka aik ghulam hota ha likin ap to aik wali to koja aik aam se banday najdi ko nabi se bi bar kar mantay ho bolo haqeeqat ha ke nahi? ap is haqeeqat se kis tarah farar kar skatay ho? ager ap yeh dawa karin ke ji nahi ap najdi ko nabi se bar kar nahi mantay to yeh bi doghla pan ho ga. kiyon ke ap log najdi ki muhabat ko afzal jantay ho is liye to os ke farman ko ihkmiyat daytay howay roza rasool ko gehrana chatay ho aur mazi mein apnay najdi ke farman ke mutabiq yeh na paak kaam kar bi chokay ho.ap khud hi fiazla kro ke ap ne najdi ke farman ki passdari ki ya na ki? to maan lo ke ap log hi wo hain jo nabi ki nahi balke najdi ki muhabat mein giraftar ho.aur ulta ilzam hum per ke hum nabi ke farman ko raad karte hain? ok mein phir ap ko azma layta hon likh do ke jis najdi ne nabi ka raza mubarak gehrany ka farman jari kiya wo aik musalman nahi ho skata. likh do ke asa admi munafik ha likh do ke asa admi apnay baap ki olad nahi likh do ke asa admi jahanmi ha likh do ke jo asay admi ko musalam manay wo bi ghamrah ya kufar ha. likh do ke jis ne raza mubarak per bamb gehray wo sab harami thay aur jo is ka irada karte hain wo bi harami hain, ager ap yeh sab likh do to mein jaan loon ga ke ap najdi ki muhabat mein giraftar nahi ho. awo bata do ke tum mein kitna daam ha.awo duniya ko bata do ke ap bi her os bad bakhat ko murtad mantay ho jo roza mubarak gehrany ka farman ya irada karta ha. mugh ko yakin ha ke ap is masaly per kisi maslak ya kisi maslahat ko ihmiyat diye bina yeh sab likh do gaay jin ka mein ne ap se sawal kiya ha. rahi baat meray sawalat ki to muhtaram ap ne 1st sawal ka jawab han ya na mein to diya nahi abhi tak? aur muhtaram aainda ke liye apni post mein isharon se kaam nahi layna. aur han kiya qabar per buldozar chalanay aur chatial maidan banay ka kiya fatwa ha ap ki nazar main? bahi sahib mein kohi zidi qisam ka insan nahi hon jo baat haq ho gee os ko haq hi mano ga. aur omeed karta hon ap bi is fekar ke malik hon gay. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Commander_Faisal مراسلہ: 18 مارچ 2008 Author Report Share مراسلہ: 18 مارچ 2008 Salam to all muslims, page 3 ki pehli post kay aakrhi 2 images post honay say rerh gay thay wo yahan mulahiza farmayain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Anwar200 مراسلہ: 18 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 18 مارچ 2008 faisal sahib ap tamam haqaik ko yahsar nazar andaz kar ke siraf aik hi baat ko bar bar dohraha rahay ho jis ka bohat hi mantaqi aur asoli jawab rana sahib ne day diya howa ke (Nabi paak/pbuh/ke do naibon ki qabrin jab bina ke andar bani thee to hazrat jabar,hazrat abu saeed,aur hazrat om-e-salma ne kiyon na roka?) aur bi bohat si dalil rana sahib aur deger ahbab ne diye hain asol yeh hota ha ap pehlay dosri janab ki dalil ko batil sabat kro. jo ap na kar sakay to phir jaan lo ke behas baray fasad ka asol hi ap ka shava ha kiya? sage attar sahib ne saaf tor per ap ke samnay ap hi ke nami garami ullama hassan bopali aur shahid ki likhi kutab se sabaat kar diya ke wahabi ghunbad-e- khizra ko gehrana aain islam mantay hain.aur phir munafat ki had yeh ha aik taraf to ap kehtay ho ke ap ghunbad kizra ke ilwa tamam deger ghunbad gherana chatay ho aur dosri taraf ap ko saboot bi de diya giya ke ap ke ullama ka na paak irada on ki kutab mein chapa howa ha likin hat dharami ki intaha yeh ha ke ap ne kisi post mein nahi likha ke bopali aur shahid ka na paak irada aik musalaman ka nahi balke aik kafar ka irada ha.cholo ager ap logon ko pehlay hassan bopali aur shahid ki baat ka rad karana yad nahi raha to phir aj kohi apnay ullama se os ke raad ka fatwa lay awo? subha ka bola sham lot aye to kiya muzaika ha? likin mein dawa karta aur mugh ko yaqeen ho choka ke ap yeh nahi kar skatay.kash ap meray daway ko ghalat sabat karte howay najdi, hassan bopali aur shahid per ghustakh Nabi ka fatwa jari kar do. cholo phir aik bar ap yeh hi bata do ke ager qabar per ghunbad bana maqroo ha to kiya Nabi paak ke roza-e- mubarak ko gherana kiya ghustakhi o kufar nahi ha kiya assa amal to hazrat noor udin ke waqat mein 2 yahoodion ne karanay ki koshish ki thee to aj ap kis ki sunnat per amal peraha ho? jis amal ko maqroo mantay howay itnay dalail de rahay ho are muhtaram pehly zara hosh se kaam laytay howay aik bar jo ap ki nazar main maqroo amal se bi bar kar bura juram o kufriya irda ghunbad-e kizra ko gheranay ki bi khabar loo.yeh ha ap ka iman? ap ka asol ke mutabiq to yeh ha ke choor ko phansi laga do aur qatil ko inam do. are muhtaram ap ketay ho ke ji falam amal maqroo ha falan amal bidat ha aur apnay kufria o ghustakhi per chop kiyon ho belke ap to in per khush hotay ho ha na sharam ki baat? omeed thee ke ap meri last post per towaja farmatay howay kuch izhar kro gay likin ap ne to os ka zikar tak nahi kiya jis se sabat howa ke ap Nabi paak (pbuh) ki nahi balke najdi ki muhabat mein giraftar ho. ap ko najdi ki muhabat aur hum ko Nabi ki muhabat yeh faraq ha ap mein aur hum mein.ager nahi to jawab ata kro to the point. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Anwar200 مراسلہ: 18 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 18 مارچ 2008 kiya kahbi kisi wahabi ullama ki taraf se kisi ne kohi fatwa suna ha ke sar zamin-e- mokadas se wo city jo ghair muslim amrikiyon ne banye thee jahan per night club,disco club,sharab khanay,zina ke aday aur gambling ke aday majood hain ko ghera diya jay? kafar to kafar jahan wahabi badsha Saud bin Abdul Aziz wo deger wahabi log ja kar zina aur sharab khori kiya kiya karte thay aur jo aj tak jari o sari ha. ager kisi ko is baat per shaq ha to wo khud wahan ja kar itmanan kar lay. wahabi hukmarono ki islam dushmani ki is se bar kar kiya zinda misal ho ge ke jis maqadas sar zamin ko Allah ke mehboo Nabi wo sahaba ikram apnay sajdon se seejaya karte thay likin aj yeh wahabi os azmat wali sar zamin per aayashi ke aday bana rahay hain.tamam ahle wahabiyat ko challenge karta hon ke wo meray is daway ko ghalat kar ke dikha day. tum kiya kisi mizar ko gherawo gay ager ghairat islami ha to pehlay wo aday to gehra do jahan is waqat bi kohi wahabi kisi kafar ke saath rang raliyan mona raha ha. na to aj tak kisi wahabi ne is kare haram per kohi fatwa diya aur na hi is ko gheranay ka farman jari kiya. aik Allah ke dosat ka mizar mubarak jahan her waqat talawat quran hoti ho jahan her waqat Allah ke naam ka wird ho raha ho in wahabiyon ki nazar mein ghera dainay qabil likin wo haram kari ke aday ke baray mein kiyon chop...ha na yeh munafkat o riyakari. na mein kohi choot bolaya? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Khalil Rana مراسلہ: 25 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 25 مارچ 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Anwar200 مراسلہ: 25 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 25 مارچ 2008 bahi rana sahib faisal sahib ko tang na karin assa malom hota ha ke on ki ghairat islami jag choki ha aur wo pehlay sar zamin mokadas se eyashi ke aday gehranay ke bad hi ap ki post ka jawab ata karin gay اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 25 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 25 مارچ 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
F.Shahzad مراسلہ: 28 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 28 مارچ 2008 (ترمیم شدہ) I dont think there is any further need of giving more answers to Najdi Azaaims..........thier hearts are burning with hatred of Allah and Nabi e Azeem (Salal laaho alihai wasulam) , they will never accept the truth. Enmity towards Green Dome or things associated to of Our Nabi e Azeem (Salal laaho alihai wasulam) is one of the basic agenda of Ibne Abdul Wahab najdi . He was educated this by his master Hamphray (Read Confession of British Spy). Seeing Green dome is a special blessing for Sunnis, on the other hands all najdis and mushrik get deeply hurt due to internal disease of kufr. I have once heard the speech of prominent Sunni Alim ( I think it was a speech of Allama Muzaffar Hussain Shah) on this topic , in which he has quoted that Najdis have made devlish attempt to destroy Green Dome just after getting territorial control of Madinah Munawara ( same as they have done to Mazars of Sahaba e Kiram). When they have reached closer with this devlish Niyaat all of them were burnt to death immediately by Allah. Its better that all Wahabi Najdi should check with there forefathers about the incident and reasons why the Glorified Green Dome is present …..…It will remain as it is forever. first go and demolish Saudi Palaces, Five star hotels, Kings Saud museums and burn all luxurious cars. Aur agar kuch ghairat hai tu apnay tamam Madarasso / markazoo /maktaboon ko bhee jala dhoo….phir tum jaisai sai baat hoo gee……………..Ab iss baat ka jawab or is pir Amal dekhatai tumharay dill ke takhleef yani Munafqat ka parda fash hoo jiay gaa!!!!!!!!!!!!!! Edited 7 اپریل 2008 by Sag-e-Attar اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔