Jump to content

rafa yadein


Khalil Rana

تجویز کردہ جواب



پہلی بات تو یہ کہ رفع یدین ہمارے " بنیادی اسلامی عقائد" میں سے نہیں اگر عقائد پر بات ہو تو زیادہ بہتر ہوگا، دوسرے اس پر بحث ہوچکی ہے، آپ پہلے سرچ کرلیں پھر اس طرح کے ٹاپک شروع کریں۔ آپ کی مدد کے لیئے یہ بتا دوں کہ ان لوگوں کے لیئے ایک الگ سیکشن " ردّ غیر مقلّد " کے نام سے موجود ہے۔


Edited by Ghulam.e.Ahmed
Link to comment
Share on other sites

جناب فیصل صاحب

 

آپ یہ تھریڈ پڑھیں اور آپ کو اپنے اشتہار کے مندرجات

 

کا جواب مل جائے گا۔ کوئی بات رہ گئی ھو تو بتانا ۔ ھم

 

انشاء اللہ تعالیٰ جواب دیں گے۔

Edited by Saeedi
Link to comment
Share on other sites

  • 5 months later...
  • 7 months later...

Hum Rafe yadain Kyun

Nahi

Karte ?

Ghair Muqallideen

Hazraat Abdullah

Bin Omer ki Rafe-yadain ki

Riwayato ko Bade Shauq

se Pesh

Karte haiLekin Hazrat

Ibn Umar Rdh.

ki Ahadees Ek Ek Jaisi Nahi

Hai.

Unki Ahadees me

Shadeed Isteraab

hai.

1. Hazrat Abdullah Bin Umar (Raz.)

Bayaan Farmaate Hai Ke

Maine

Rasool Ullah SAW Ko

Dekha Ke Jab

Aap SAW Ne Namaz Shuru

Farmaayi Toh Haato Ko

Kaandho

Tak Utaaya Aur Ruku Me

Jaate

Waqt Aur Ruku Se Uthte Waqt Aap

Saw Ne Haat Nahi

Utaaye Aur Dono

Sajdo Ke Darmiyaan Bhi

Haat Nahi

Utaaye. [Musnad Al-Humaydi

277/2 ,

Hadees 614 , Saheeh Abu

Awwaana : Jild 1 :

90 , Madawana Kubra:

71/1 , Saheeh Ibn Khuzaima : Jild

1 : 289 , Al-Khilaaqyaat

Lil

Bayhaqi V1/P404,

Bawala Nasb

Ur Riwaya 479/1] 6. Hazrat Abdullah Bin

Umar Rdh.

Takbeer e Tehrima ,

Ruku ke Baad ,

2 Rakaato ke Baad Rafe-

yadain Karte. (Saheeh Bukhari :

Jild 1 :

Safa 368 , Hadees No :

700 )

Note : Is Hadees me

Ruku me Jaate Waqt Rafe-yadain

Karne ka

Koi Zikr Nahi hai.

7. Hazrat Abdullah Bin

Omer Rdh. se

Takbeer e Tehrima , Ruku se Pehle ,

Sajde se Pehle Rafe-

Yadain Karna

Manqool Hai. (Abu

Dawud : 108/1)

Lekin Iske Qilaaf Bahut Saare

Sahaba Ikraam Rdh. Aur

Tabien Rh.

Namaz Me Takbeer E

Tehreema Ke

Waqt Haat Utaate The Phir Dobaara

Nahi Utaate The. (Tirmizi

Shareef :

Aur Isi Tarah Khud

Hazrat Ibn Umar

Rdh. Ka Amal bhi In Tamaam

Ahadees ke Khilaaf

Hai.SANAD: Ibne

Abi Dawood »»►

Ahmad bin Yunus »»►

Abu Bakar bin Ayaash »»► Hussain

»»►

Mujahid (rahmatullahi

alaihim)

Mujahid (Rah.) Farmate

Hain Ke, “Maine Hazrat Abdullah

Bin Umar

(Raz.) Ke Peeche Namaz

Parhi, Aap

Ne Is Me Kahi’n Bhi

Rafaul-Yadain Nahi Kiya Sivaaye

Takbeer Aulaa

(Tehreemah) Ke, Namaz

Me.”

[sharah Ma’aaniul Asaar :

163/1 , Musannaf Ibn Abi

Shaiba : 417/2 ,

Hadees 2467]Aur Isi

Tarah Yeh

Riwayat Hazrat

Mujahid Rh. ke Alawa Hazrat Ibn

Umar Rdh. Ke Shaagird

Hazrat

Abdul Aziz Bin Hakeem

se Manqool

Hai. Wo Riwayat Karte Hai ke

Maine

Hazrat Abdullah Bin

Omer Rdh. Ko

Dekha ke Takbeer e

Tehrima ke Waqt Kaano Tak Haat

Utaate The

aur Uske Siwa Haat Nahi

Utaate

The.

(Muwatta Imam Muhammed :

93 , Al Hujjah Ala Ahlul

Madinah :

97/1)

Yeh Riwayat

Muhaddiseen ke Usool ke Mutabiq Hasan Darje

ki Hai.

In Saheeh Riwayato se

Maloom

Huwa ke Ibn Umar Rdh.

Tark e Rafedain ke Qaayal The.

Aur

Muhaddiseen ka Usool

Hai :

JAB RAAVI KA AMAL

AHADEES KE KHILAAF HO TOH WO

HADEES

MANSOOQ MAANI JAATI

HAI.

Isliye Rafe-yadain

Mansooq Hogaya Tha.

Tabhi Toh Hazrat

Abdullah Bin Umar

(Raz.) Se Rivayat Hai Ke,

“Nabi

(Sallallahu Alaihi Wa Sallam) Sirf

Namaz Ke Shuroo’ Me

Rafaul-

Yadain Farmate The, Iske

Ba’d

Dobarah Hath Nahi Uthaate The.”

[Al-Khilaaqyaat Lil Bayhaqi V1/

P404, Bawala Nasb Ur

Riwaya

479/1]

Muhaddis-E-Hara m Sheikh Aabid

Sindhi (Rah.) Farmate

Hain Ke,

“Mere Nazdeek Ye

Hadees Yaqeeni

Taur Per Saheeh Hai.” [ba-Hawalah

Mu’arif As-Sunan 494/2].

Aur Ek Riwayat Me

Hazrat Abdullah

Bin Umar (Raz.) Bayaan

Farmaate Hai Ke Maine Rasool

Ullah Saw Ko

Dekha Ke Jab Aap Saw

Ne Namaz

Shuru Farmaayi Toh

Haato Ko Kaandho Tak Utaaya Aur

Ruku Me

Jaate Waqt Aur Ruku Se

Uthte

Waqt Aap Saw Ne Haat

Nahi Utaaye Aur Dono Sajdo

Ke

Darmiyaan Bhi Haat Nahi

Utaaye.

[Musnad Al-Humaydi

277/2 , Hadees 614 ,

Hazrat Abdullah Bin

Omer Rdh.

Farmaate Hai ke Hum

Sahaba Rdh.

Makkah Mukkaramah me Aap SAW

ke Saat Shuru Namaz me

Namaz

ke Andar Ruku ke Waqt

Rafedain

Kiya Karte The , Pas Jab Nabi e

Karim SAW ne Madina

Munawwara

ki Taraf Hijrat Farmaayi

Toh Namaz

ke Andar Ruku Wala Rafedain Tark

Farmaadiya aur Sirf

Shuru Namaz

Wala Rafedain par Saabit

Qadam

Rahe. (Akhbaar ul Fuqaha Wal

Muhaddiseen : 213).

Is Wazeh Qaul se Saabit

Hogaya

Hai ke Rafedain Mansooq

Hogaya Tha.

Ahnaaf ka Maslak :

Ahnaaf ka Maslak Tark e

Rafe-

yadain ka hai.Iski Daleel

Yeh hai : Hazrat Abdullah Bin

Mas’ood

(Raziallahu Anhu) Ne

Apni

Shaagirdo Se Farmaya:

“Kya Main Tumhein Us Tarah

Namaz Padhkar Na

Dikhaao , Jis

Tarah Rasoolullah

(Sallallahu Alaihi

Wa Sallam) Namaz Padha Karte

The , Phir Hazrat Ibn

Masood Rdh.

Ne Namaz Parhi Aur

Takbeer E

Tehreema Ke Alawa Dobara Haat

Nahi Utaaye.”

(Tirmizi : 59 /1 , Hadees :

252,

Abu Dawud 748 , Nisaai :

1060 ). Yeh Jaan Le ke Sirf Yahi

Ek Sahabi Hazrat

Abdullah Bin

Masood Rdh. Hai Jinse

Sirf Tark e

Rafedain Saabit. Rafedain karne Koi

Hadees

Hazrat Abdullah Bin

Masood Rdh.

Se Nahi Hai.

Jitni Bhi Hai Sab Tark e Rafedain

ki hi Hai.

Yahi Wajah hai ke Ulama

e Ahnaaf

ne Hazrat Abdullah Bin

Masood Radhi Allahu Anhu ki Is

Hadees se

(Jo Isteraabaat se Baari

hai)

Istedlaal Kiya hai —

 

Hum Rafe yadain Kyun

Nahi

Karte ?

Ghair Muqallideen

Hazraat Abdullah

Bin Omer ki Rafe-yadain ki

Riwayato ko Bade Shauq

se Pesh

Karte haiLekin Hazrat

Ibn Umar Rdh.

ki Ahadees Ek Ek Jaisi Nahi

Hai.

Unki Ahadees me

Shadeed Isteraab

hai.

1. Hazrat Abdullah Bin Umar (Raz.)

Bayaan Farmaate Hai Ke

Maine

Rasool Ullah SAW Ko

Dekha Ke Jab

Aap SAW Ne Namaz Shuru

Farmaayi Toh Haato Ko

Kaandho

Tak Utaaya Aur Ruku Me

Jaate

Waqt Aur Ruku Se Uthte Waqt Aap

Saw Ne Haat Nahi

Utaaye Aur Dono

Sajdo Ke Darmiyaan Bhi

Haat Nahi

Utaaye. [Musnad Al-Humaydi

277/2 ,

Hadees 614 , Saheeh Abu

Awwaana : Jild 1 :

90 , Madawana Kubra:

71/1 , Saheeh Ibn Khuzaima : Jild

1 : 289 , Al-Khilaaqyaat

Lil

Bayhaqi V1/P404,

Bawala Nasb

Ur Riwaya 479/1] 6. Hazrat Abdullah Bin

Umar Rdh.

Takbeer e Tehrima ,

Ruku ke Baad ,

2 Rakaato ke Baad Rafe-

yadain Karte. (Saheeh Bukhari :

Jild 1 :

Safa 368 , Hadees No :

700 )

Note : Is Hadees me

Ruku me Jaate Waqt Rafe-yadain

Karne ka

Koi Zikr Nahi hai.

7. Hazrat Abdullah Bin

Omer Rdh. se

Takbeer e Tehrima , Ruku se Pehle ,

Sajde se Pehle Rafe-

Yadain Karna

Manqool Hai. (Abu

Dawud : 108/1)

Lekin Iske Qilaaf Bahut Saare

Sahaba Ikraam Rdh. Aur

Tabien Rh.

Namaz Me Takbeer E

Tehreema Ke

Waqt Haat Utaate The Phir Dobaara

Nahi Utaate The. (Tirmizi

Shareef :

Aur Isi Tarah Khud

Hazrat Ibn Umar

Rdh. Ka Amal bhi In Tamaam

Ahadees ke Khilaaf

Hai.SANAD: Ibne

Abi Dawood »»►

Ahmad bin Yunus »»►

Abu Bakar bin Ayaash »»► Hussain

»»►

Mujahid (rahmatullahi

alaihim)

Mujahid (Rah.) Farmate

Hain Ke, “Maine Hazrat Abdullah

Bin Umar

(Raz.) Ke Peeche Namaz

Parhi, Aap

Ne Is Me Kahi’n Bhi

Rafaul-Yadain Nahi Kiya Sivaaye

Takbeer Aulaa

(Tehreemah) Ke, Namaz

Me.”

[sharah Ma’aaniul Asaar :

163/1 , Musannaf Ibn Abi

Shaiba : 417/2 ,

Hadees 2467]Aur Isi

Tarah Yeh

Riwayat Hazrat

Mujahid Rh. ke Alawa Hazrat Ibn

Umar Rdh. Ke Shaagird

Hazrat

Abdul Aziz Bin Hakeem

se Manqool

Hai. Wo Riwayat Karte Hai ke

Maine

Hazrat Abdullah Bin

Omer Rdh. Ko

Dekha ke Takbeer e

Tehrima ke Waqt Kaano Tak Haat

Utaate The

aur Uske Siwa Haat Nahi

Utaate

The.

(Muwatta Imam Muhammed :

93 , Al Hujjah Ala Ahlul

Madinah :

97/1)

Yeh Riwayat

Muhaddiseen ke Usool ke Mutabiq Hasan Darje

ki Hai.

In Saheeh Riwayato se

Maloom

Huwa ke Ibn Umar Rdh.

Tark e Rafedain ke Qaayal The.

Aur

Muhaddiseen ka Usool

Hai :

JAB RAAVI KA AMAL

AHADEES KE KHILAAF HO TOH WO

HADEES

MANSOOQ MAANI JAATI

HAI.

Isliye Rafe-yadain

Mansooq Hogaya Tha.

Tabhi Toh Hazrat

Abdullah Bin Umar

(Raz.) Se Rivayat Hai Ke,

“Nabi

(Sallallahu Alaihi Wa Sallam) Sirf

Namaz Ke Shuroo’ Me

Rafaul-

Yadain Farmate The, Iske

Ba’d

Dobarah Hath Nahi Uthaate The.”

[Al-Khilaaqyaat Lil Bayhaqi V1/

P404, Bawala Nasb Ur

Riwaya

479/1]

Muhaddis-E-Hara m Sheikh Aabid

Sindhi (Rah.) Farmate

Hain Ke,

“Mere Nazdeek Ye

Hadees Yaqeeni

Taur Per Saheeh Hai.” [ba-Hawalah

Mu’arif As-Sunan 494/2].

Aur Ek Riwayat Me

Hazrat Abdullah

Bin Umar (Raz.) Bayaan

Farmaate Hai Ke Maine Rasool

Ullah Saw Ko

Dekha Ke Jab Aap Saw

Ne Namaz

Shuru Farmaayi Toh

Haato Ko Kaandho Tak Utaaya Aur

Ruku Me

Jaate Waqt Aur Ruku Se

Uthte

Waqt Aap Saw Ne Haat

Nahi Utaaye Aur Dono Sajdo

Ke

Darmiyaan Bhi Haat Nahi

Utaaye.

[Musnad Al-Humaydi

277/2 , Hadees 614 ,

Hazrat Abdullah Bin

Omer Rdh.

Farmaate Hai ke Hum

Sahaba Rdh.

Makkah Mukkaramah me Aap SAW

ke Saat Shuru Namaz me

Namaz

ke Andar Ruku ke Waqt

Rafedain

Kiya Karte The , Pas Jab Nabi e

Karim SAW ne Madina

Munawwara

ki Taraf Hijrat Farmaayi

Toh Namaz

ke Andar Ruku Wala Rafedain Tark

Farmaadiya aur Sirf

Shuru Namaz

Wala Rafedain par Saabit

Qadam

Rahe. (Akhbaar ul Fuqaha Wal

Muhaddiseen : 213).

Is Wazeh Qaul se Saabit

Hogaya

Hai ke Rafedain Mansooq

Hogaya Tha.

Ahnaaf ka Maslak :

Ahnaaf ka Maslak Tark e

Rafe-

yadain ka hai.Iski Daleel

Yeh hai : Hazrat Abdullah Bin

Mas’ood

(Raziallahu Anhu) Ne

Apni

Shaagirdo Se Farmaya:

“Kya Main Tumhein Us Tarah

Namaz Padhkar Na

Dikhaao , Jis

Tarah Rasoolullah

(Sallallahu Alaihi

Wa Sallam) Namaz Padha Karte

The , Phir Hazrat Ibn

Masood Rdh.

Ne Namaz Parhi Aur

Takbeer E

Tehreema Ke Alawa Dobara Haat

Nahi Utaaye.”

(Tirmizi : 59 /1 , Hadees :

252,

Abu Dawud 748 , Nisaai :

1060 ). Yeh Jaan Le ke Sirf Yahi

Ek Sahabi Hazrat

Abdullah Bin

Masood Rdh. Hai Jinse

Sirf Tark e

Rafedain Saabit. Rafedain karne Koi

Hadees

Hazrat Abdullah Bin

Masood Rdh.

Se Nahi Hai.

Jitni Bhi Hai Sab Tark e Rafedain

ki hi Hai.

Yahi Wajah hai ke Ulama

e Ahnaaf

ne Hazrat Abdullah Bin

Masood Radhi Allahu Anhu ki Is

Hadees se

(Jo Isteraabaat se Baari

hai)

Istedlaal Kiya hai —

 

Hum Rafe yadain Kyun

Nahi

Karte ?

Ghair Muqallideen

Hazraat Abdullah

Bin Omer ki Rafe-yadain ki

Riwayato ko Bade Shauq

se Pesh

Karte haiLekin Hazrat

Ibn Umar Rdh.

ki Ahadees Ek Ek Jaisi Nahi

Hai.

Unki Ahadees me

Shadeed Isteraab

hai.

1. Hazrat Abdullah Bin Umar (Raz.)

Bayaan Farmaate Hai Ke

Maine

Rasool Ullah SAW Ko

Dekha Ke Jab

Aap SAW Ne Namaz Shuru

Farmaayi Toh Haato Ko

Kaandho

Tak Utaaya Aur Ruku Me

Jaate

Waqt Aur Ruku Se Uthte Waqt Aap

Saw Ne Haat Nahi

Utaaye Aur Dono

Sajdo Ke Darmiyaan Bhi

Haat Nahi

Utaaye. [Musnad Al-Humaydi

277/2 ,

Hadees 614 , Saheeh Abu

Awwaana : Jild 1 :

90 , Madawana Kubra:

71/1 , Saheeh Ibn Khuzaima : Jild

1 : 289 , Al-Khilaaqyaat

Lil

Bayhaqi V1/P404,

Bawala Nasb

Ur Riwaya 479/1] 6. Hazrat Abdullah Bin

Umar Rdh.

Takbeer e Tehrima ,

Ruku ke Baad ,

2 Rakaato ke Baad Rafe-

yadain Karte. (Saheeh Bukhari :

Jild 1 :

Safa 368 , Hadees No :

700 )

Note : Is Hadees me

Ruku me Jaate Waqt Rafe-yadain

Karne ka

Koi Zikr Nahi hai.

7. Hazrat Abdullah Bin

Omer Rdh. se

Takbeer e Tehrima , Ruku se Pehle ,

Sajde se Pehle Rafe-

Yadain Karna

Manqool Hai. (Abu

Dawud : 108/1)

Lekin Iske Qilaaf Bahut Saare

Sahaba Ikraam Rdh. Aur

Tabien Rh.

Namaz Me Takbeer E

Tehreema Ke

Waqt Haat Utaate The Phir Dobaara

Nahi Utaate The. (Tirmizi

Shareef :

Aur Isi Tarah Khud

Hazrat Ibn Umar

Rdh. Ka Amal bhi In Tamaam

Ahadees ke Khilaaf

Hai.SANAD: Ibne

Abi Dawood »»►

Ahmad bin Yunus »»►

Abu Bakar bin Ayaash »»► Hussain

»»►

Mujahid (rahmatullahi

alaihim)

Mujahid (Rah.) Farmate

Hain Ke, “Maine Hazrat Abdullah

Bin Umar

(Raz.) Ke Peeche Namaz

Parhi, Aap

Ne Is Me Kahi’n Bhi

Rafaul-Yadain Nahi Kiya Sivaaye

Takbeer Aulaa

(Tehreemah) Ke, Namaz

Me.”

[sharah Ma’aaniul Asaar :

163/1 , Musannaf Ibn Abi

Shaiba : 417/2 ,

Hadees 2467]Aur Isi

Tarah Yeh

Riwayat Hazrat

Mujahid Rh. ke Alawa Hazrat Ibn

Umar Rdh. Ke Shaagird

Hazrat

Abdul Aziz Bin Hakeem

se Manqool

Hai. Wo Riwayat Karte Hai ke

Maine

Hazrat Abdullah Bin

Omer Rdh. Ko

Dekha ke Takbeer e

Tehrima ke Waqt Kaano Tak Haat

Utaate The

aur Uske Siwa Haat Nahi

Utaate

The.

(Muwatta Imam Muhammed :

93 , Al Hujjah Ala Ahlul

Madinah :

97/1)

Yeh Riwayat

Muhaddiseen ke Usool ke Mutabiq Hasan Darje

ki Hai.

In Saheeh Riwayato se

Maloom

Huwa ke Ibn Umar Rdh.

Tark e Rafedain ke Qaayal The.

Aur

Muhaddiseen ka Usool

Hai :

JAB RAAVI KA AMAL

AHADEES KE KHILAAF HO TOH WO

HADEES

MANSOOQ MAANI JAATI

HAI.

Isliye Rafe-yadain

Mansooq Hogaya Tha.

Tabhi Toh Hazrat

Abdullah Bin Umar

(Raz.) Se Rivayat Hai Ke,

“Nabi

(Sallallahu Alaihi Wa Sallam) Sirf

Namaz Ke Shuroo’ Me

Rafaul-

Yadain Farmate The, Iske

Ba’d

Dobarah Hath Nahi Uthaate The.”

[Al-Khilaaqyaat Lil Bayhaqi V1/

P404, Bawala Nasb Ur

Riwaya

479/1]

Muhaddis-E-Hara m Sheikh Aabid

Sindhi (Rah.) Farmate

Hain Ke,

“Mere Nazdeek Ye

Hadees Yaqeeni

Taur Per Saheeh Hai.” [ba-Hawalah

Mu’arif As-Sunan 494/2].

Aur Ek Riwayat Me

Hazrat Abdullah

Bin Umar (Raz.) Bayaan

Farmaate Hai Ke Maine Rasool

Ullah Saw Ko

Dekha Ke Jab Aap Saw

Ne Namaz

Shuru Farmaayi Toh

Haato Ko Kaandho Tak Utaaya Aur

Ruku Me

Jaate Waqt Aur Ruku Se

Uthte

Waqt Aap Saw Ne Haat

Nahi Utaaye Aur Dono Sajdo

Ke

Darmiyaan Bhi Haat Nahi

Utaaye.

[Musnad Al-Humaydi

277/2 , Hadees 614 ,

Hazrat Abdullah Bin

Omer Rdh.

Farmaate Hai ke Hum

Sahaba Rdh.

Makkah Mukkaramah me Aap SAW

ke Saat Shuru Namaz me

Namaz

ke Andar Ruku ke Waqt

Rafedain

Kiya Karte The , Pas Jab Nabi e

Karim SAW ne Madina

Munawwara

ki Taraf Hijrat Farmaayi

Toh Namaz

ke Andar Ruku Wala Rafedain Tark

Farmaadiya aur Sirf

Shuru Namaz

Wala Rafedain par Saabit

Qadam

Rahe. (Akhbaar ul Fuqaha Wal

Muhaddiseen : 213).

Is Wazeh Qaul se Saabit

Hogaya

Hai ke Rafedain Mansooq

Hogaya Tha.

Ahnaaf ka Maslak :

Ahnaaf ka Maslak Tark e

Rafe-

yadain ka hai.Iski Daleel

Yeh hai : Hazrat Abdullah Bin

Mas’ood

(Raziallahu Anhu) Ne

Apni

Shaagirdo Se Farmaya:

“Kya Main Tumhein Us Tarah

Namaz Padhkar Na

Dikhaao , Jis

Tarah Rasoolullah

(Sallallahu Alaihi

Wa Sallam) Namaz Padha Karte

The , Phir Hazrat Ibn

Masood Rdh.

Ne Namaz Parhi Aur

Takbeer E

Tehreema Ke Alawa Dobara Haat

Nahi Utaaye.”

(Tirmizi : 59 /1 , Hadees :

252,

Abu Dawud 748 , Nisaai :

1060 ). Yeh Jaan Le ke Sirf Yahi

Ek Sahabi Hazrat

Abdullah Bin

Masood Rdh. Hai Jinse

Sirf Tark e

Rafedain Saabit. Rafedain karne Koi

Hadees

Hazrat Abdullah Bin

Masood Rdh.

Se Nahi Hai.

Jitni Bhi Hai Sab Tark e Rafedain

ki hi Hai.

Yahi Wajah hai ke Ulama

e Ahnaaf

ne Hazrat Abdullah Bin

Masood Radhi Allahu Anhu ki Is

Hadees se

(Jo Isteraabaat se Baari

hai)

Istedlaal Kiya hai —

Link to comment
Share on other sites

Hum Rafe yadain Kyun

Nahi

Karte

Istedlaal Kiya hai —

Can you make bit of effort to format what you write or copy paste. I hate seeing one or two word lines. Its a sign that person doesnt want to invest time but wants to reap rewards. The least you can do after copy pasting is format in a way that lines are complete. Thats all I ask nothing else, just a bit of effort which shows you care about others and the pain they will go through reading this.

Link to comment
Share on other sites

  • 4 weeks later...
  • 8 months later...

Ap is baaaaaaaaat ko bayan kar dain plzzzzzzz is sae to saaaaaaaaaaaa zahir hota hai k rafa yadain karna jaiz nai

 

تو ہم نے کب کہا رفع یدین جائز ہے۔ ٹاپک کو ایک دفع پھر سے پڑھ لیں۔

دیوبندی پوسٹر سے بھی زیادہ اوپر دلائل موجود ہیں۔ رفع یدین نہ کرنے پر۔

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...