Khalil Rana مراسلہ: 28 فروری 2008 Report Share مراسلہ: 28 فروری 2008 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 28 فروری 2008 Report Share مراسلہ: 28 فروری 2008 Rana Sahib... Allah Aapko Aur Dr. Altaf Hussain Saeedi Sahib Ko Jaza-e-Khair Ata Fermaye... Aameen Bijahin Nabiyil Aameen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Talinenoor مراسلہ: 29 فروری 2008 Report Share مراسلہ: 29 فروری 2008 Asslamoalaikum 2 all muslims, Rafayeden k masle per aik tafseeli mazmoon aaj kal likh raha hoon jald post keroon ga. Iss waqt siref itna arez kerna chahoon ga k aakhri aser main, uss ki sanad se qata nazer jo yeh kaha gaya hai k Namaz aur hajj aur umra main siref saat mawaqe RafaYaden k liye rakhe gaye hain unn main zara door'been laga ker bhi Eid ki namazon ki Rafa'Yaden aur witer wali Rafa'Yaden nikaal ker dikhaen. Apne matlab k liye kiss tarah aap log ahadees ki taveel kerte ho. Allah hadayat de, Aameen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Khalil Rana مراسلہ: 3 مارچ 2008 Author Report Share مراسلہ: 3 مارچ 2008 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Talinenoor مراسلہ: 3 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 3 مارچ 2008 Rana sahib, Jab issi rawaet main saat ke hindse ka haser haqeeqi nahin azaafi hai to phir iss main jis Rafa-Yaden ka ziker nahin usse iss main dakhil kaise smjha ja sakta hai. Waise bhi aik cheez ka ziker na hona uss ki nafi ki daleel nahin hota jab woh doosri jagah se saabit ho. Aur main ne yeh baat pehle bhi likhi thi yeh sab baaten tab bahes ke laeq hon gi jab yeh rawaet saabit ho gi. Halan k khud hanfi ulma aur jamhoor muhadissen ke nazdeek iss ka aik raawi "ibn-e-abbi laila" zaeef hai. Main jo tafseeli mazmoon likh raha hoon bas takmeel ke marahel main hai jald post keroon ga uss main badaleel iss baat ko saabit kia jae ga. Wasalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Khalil Rana مراسلہ: 6 مارچ 2008 Author Report Share مراسلہ: 6 مارچ 2008 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sarfaraz مراسلہ: 9 جولائی 2008 Report Share مراسلہ: 9 جولائی 2008 Salam to all bhai ye rafa yadain ka kia jhagra khara kia hua hai dekhain k american crusaders iraq aur afghanistan k baad pakistan k ooper attack kar rahay hain aur hum apas hi main lar rahay hain ... ALLAH ka azab nazil na ho to aur kia ho? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sarfaraz مراسلہ: 9 جولائی 2008 Report Share مراسلہ: 9 جولائی 2008 Raising one’s Hands during Salaah Question: A few people in our locality raise their hands before and after doing ‘Rukoo’. Is it a correct act while praying? ****************email not allowed in posts. Answer: In addition to raising one’s hands in prayer when pronouncing Takbir al-Ihraam (the first Takbir), it is Mustahab (i.e. a recommended act) to raise one’s hands at three other times during Salaah (the Muslim prayer): (i) just before bowing in Rukoo’, (ii) when rising from Rukoo’ and (iii) when standing up after the first Tashahhud. The reports of raising of the hands are ‘mutawaatir’, which means they are reported by so many narrators to so many that it is inconceivable that they could all have agreed on a lie. Narrations: Whenever Ibn 'Umar started the prayer with Takbir, he used to raise his hands: whenever he bowed, he used to raise his hands (before bowing) and he also used to raise his hands on saying, "Sami a-l-lahu Liman hamida", and he used to do the same on rising from the second Rak'a (for the 3rd Rak'a). Ibn 'Umar said: "The Prophet used to do the same." [sahih Al-Bukhari Vol.1 Hadith No.739] Imam al-Bukhari (may Allah have mercy on him) wrote a separate book on this issue, which he called ‘Juz’ fi Raf’ al-Yadayn’ (Section on Raising the Hands), in which he proved that the hands should be raised at these points in the prayer. Raising the hands in prayer was a well-known practice amongst the companions of the Prophet (pbuh). Imam al-Bukhari said: “Al-Hasan and Humayd ibn Hilaal said: ‘The Companions of the Messenger of Allah (pbuh) all used to raise their hands, without exception.” [Juz’ raf’ al-yadayn, page 26]. There are no less than four Ahadith in Sahih Al-Bukhari and six in Sahih Muslim with respect to raising the hands before and after Rukoo’ (bowing), besides several other authentic traditions in other Ahadith compilations. The traditions of not raising hands at these instances are classified as da’eef (weak) by the scholars of Hadith. It is important for us to remind ourselves that once the Sunnah of the Prophet (pbuh) becomes clear to a person, it is not permissible for him/her to ignore it in favour of the opinion of anyone, since we all are Ummatis and followers of the Prophet (pbuh). Hence, a Muslim should not fail to raise his hands at the points in prayer described in the Sunnah. Every Muslim should strive to make his prayer like the prayer of the Prophet (pbuh) who said, “Pray as you have seen me praying.” [sahih Al-Bukhari Vol.1 Hadith No.631]. And Allah knows the best. ="http://www.******** اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam E Mustafa مراسلہ: 9 جولائی 2008 Report Share مراسلہ: 9 جولائی 2008 Sarfaraz sahib i tihnk app ne yahan say Ban hone ka program banaya howa hai app ko bar bar kaha gaya hai ke kisi Badmazhab Wahabi/Deobandi ki site share nah kiya karain phir bhi app ko kuch samajh nahi aa rahi aur meray bhai Rafah Yadain per Khalil Rana Sahib kafi likh chukay hain aur InsahAllah app ko Inn Ahadith ka jawab bhi humare bhai dai dain gai. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sarfaraz مراسلہ: 9 جولائی 2008 Report Share مراسلہ: 9 جولائی 2008 O MERE BHAI MAIN NE TO YEH BATAYA THA K MAIN NE YEH ARTICLE KAHAN SE COPY PASTE KIA HAI .. WAISY BHI ISS SE KIA FARQ PARTA HAI DR ZAKIR NAIK KO TO POORI DUNIYA JANTI HAI AUR USS KI SITE KO BHI ... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Jad Dul Mukhtar مراسلہ: 9 جولائی 2008 Report Share مراسلہ: 9 جولائی 2008 MR. SARFARAZ DUNYA MIRZA QADYANI KO BHI JANTI HAI TO KYA APP USS KI BHI PAIRVI KARNA SHROO KAR DAIN GAY, QURAN O HADEES SAY TO WO BHI BAAT KARTA HAI TO KYA APP USS KAY DAWOON KO BHI MAN LO GAY, JIN LOGOON KAY APP 1 -2 DIN SAY YAHAN ARTICLES POST KAR RAHAY HAIN ZARA UN SAY BHI ZAKIR NALAIK KA POOCH LO WO KYA KEHTAY HAIN ZAKIR NALAIK KAY KAY BARAY MAIN. APP KO ITNI BHI KNOWLEDGE NAHI QURAN O SUNNAT KI JO APP COPY PASTE PER GUZARA KAR RAHAY HAIN, AIK TARAF TO APP KO MUSALMANOON PER HONAY WALAY MAZALIM NAZAR AATAY HAIN DOOSRI POST PER APNAY MOLVIOON KI SOOCH KO YAHAN POST KAR RAHAY HO, HUM KARAIN TO FITNA APP KARAIN TO QURAN O SUNNAT KI DAWAT O TABLEEG. WAH G WESAY HAMARAY LIYE KOI HARAT KI BAAT NAHI APP JESAY PEHLAY BHI AACHUKAY HAIN JO PEHLAY TO FIRKA WARIAT KAY KHILAF BAAT KARTAY HAIN LAKIN SATH HI APNI SOOCH KO DOOSROON PER THOPNAY KI KOHSISH KARTAY HAIN. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sarfaraz مراسلہ: 9 جولائی 2008 Report Share مراسلہ: 9 جولائی 2008 o mere bhai main ap par kuch bhi nahi thop raha ALLAH ne ap ko azadi di hai aur rasta bhi dikha diya hai aur ub ap ki marzi hai jiss marzi rastay par chalo so main ne to yeh dekha k yahan par ap ne brelvi point of view dikhaya hai to main ne zakir naik ka point of view bata diya ub ap ki marzi hai ap jo cheez bhi quran o hadees k mutabiq dekhto ho uss ko maan lo research by yourself mera kaam to sirf ap ko messgae puhancha dena hai main ap par koi darogha to nahi hun sirf iss liye post kar raha hun k ALLAH ki taraf se ajar milay ga INSHALLAH aur agar ap reality dekhna chahtay ho to youtube par iraq war, paletine, masjid e aqsa, afghanistan ki videos dekhain dhoondnay k liye key word likh deta hun iraq jehad least we can do for ummah peace propaganda masjid aqsa palestine bosnia afghanistan اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Peaceful مراسلہ: 1 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 1 اگست 2008 Qabil-e-Izzat Bhaio humain to yeh sochna hai k woh kaun si bunyadain hain jis say firqa wariat khatam ho sakti hai. humain to aik doosray ko convince kerna hai na k aik doosray k bura bhala kehna. is liya jo bhi kehna ho achay tareeqay say likhna aur kehna chachiya ta k aik doosray ko samjha sakian. rahi baat rafa yadain ki to mujeh bhi is topic per mazeed information chahiya k haqeeqat main nabi ka kia tareeq tha aur jo ahadess is sisilay main (chahay woh rafa yadain k matrook k liya hain ya is k haq main) majood hain woh kia hain. aap bhaion say iltmas hai k aik doosray ko bura kehnay so jo bhai ilm k khatir aatay hain woh deen say bezaar na ho jain, kiun k Islam k matlab peace hai na k firqawariat. aur hain behas bhi islah k liya kerni chahiya agar kissi ko koi baat buri lagay to mazar chahta hoon aur achi lagay to ummeed kerta hoon k ab hum achay tareeqay say baat kerain gay aur sunain gay. Wassalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Kafeel Ahmed Khan مراسلہ: 6 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 6 اگست 2008 Masha Allah bohat he achi sharing ke hay aap nay. please also share munazra about Rafa Yadain if u have.I am in trouble now a days due to wahabia. Asslamualikum 1962 main lahore ki 1 masjid main 82,000 ka inaam tha jo rafa ya dein pe 1 munkir hadith laa dei mager afsos aaj kitna time hogaya hei kuch nahin ho paya hei rafayadein ki kum o besh 400 hadith hein jo har hadith ki book mainmileinggi bus ap bukharee shareefpoori parhein is main aap ko sub kuchmil jai ga... Insha'Allah Allah tala Hum Ko mohmmad(SAW) ki suchee sunnat pe chalnain ki toufeeque ataa farmai aur humain un ka farmaa bardaar banaai Aameen Ya Rabbul Alameen..... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdur Rehman مراسلہ: 6 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 6 اگست 2008 to maire bhai aap ko challange hei kafeel sahab aap ko jo bhee challenge karna hai Munazra and Radde BadMazhab section mai ja kay waha post kareay. dosray sections mai wahee say related post karain ya muta'lika post pay he baat karain.. baki jo bhee aap ka challenge hai munazara and raddebadmazhab section maujood hai aur jo batain aap kar rahay hain waha kaafi discuss ho bhee chuki hai parh lain pahlay phir jo section makhsoos hai us mai koi challenge karain tu bahtar hai takay aasani ho sab kay leay.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Kafeel Ahmed Khan مراسلہ: 7 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 7 اگست 2008 Maire bhaion loat aao Sirf kitab e Allah aur Sunnt e rasool(SAW) pe ager.. HUm Nain Kalmei Main Mohmmad(SAW) ki risalat ka ziker kiya hei hum kyun k un k samnain kisi Ummati ya alim ki bat ko Mohmmad(SAW) ki bat k agei rakhnain main Mohmmad(SAW) ki shan main ghustakhee hei bhai... Loat aao sirf Quran Aur SUnnat pe...... Ager Mohmmad(SAW) nain rafayadein kiya aur sahee sanad se sabit bhi hei to hai humain bhi karnaa chahei yehaan bat ghair muqallid ki nahin yehaan bat ahl e bidat ki nahin yehaan bat wahabiyat ki nahin yehaan bat hei sirf Nabee ki farmaan ki jahaan nabee ka farman ajai wahaan duniyaa k barhei se barhei alim ki bat bhi samnain ajai us ko bhi radh kiya jaa suktaa hei mager Mohmmad(SAW) ki bat ko radh nahin kiya jaa suktaa kyun k Unhi Ka Rasta hi sirat e mustaqeem ka rastaa hei.. wessei har suahaba nain rafayadein kiya hei... Ager maan bhi lein k nahin kiya..!! To maire bhai hum Mohmmad(SAW) k samnain Kisi suhabi ki bat maneingei Hum ager kisi maslei main phastei hein to humain pehlei kitab e Allah Se Madad leini chahei us k baad Sunnat E Nabawee aur us k baat Ijtehaad o Ajmaa e suahaba bhai ye hi hei deen naan k Nabee ki sunna ko chorh diya jaai aur kisi alim ki bat ko utha liya jaai... Zara sochye ye hi hall hei firqa bandee khatum karnain ka humara ager maqsad 1 hi ho jai yani k sif quran aur hadith to be shcuk ye firqei wariyat khutum ho jaigi jub k humain pata hei k mOhmad(SAW) nain hadith main farmaya hei k 73 firqei baneinggei aur sare k sare jahannumi honggi mager 1 k aur woh wohi hoga jo Quran Aur Hadith pe chalta hoga phirr bhi hum nahin manttei humarei samnain hum ko pata hei ager hum e sawaal yaad kar lein to pass ho jainggei mager phirr bhi hum cheeting k chaker main phassei hein afsoss hei Allah tala hum sub ko hidyat dei aur humain Quran Aur Sunnat ki ittbah karnian ki toufeeque dei aur deen ki sumajh dei aur shirk aur bidat se bachaai... Ager humain firqei wariyat khutum karni hei to humain sirf quran aur hadith ko manttei ho 1 ho jana hei... aur ummat k 1 barhei hissei ka nazariya ye hi hei aur deen ye hi hei mager pata nahin kahaa humari ummat ki ye bat kharaab ho gai aur hum firqei ban gai.... har koi jis se koi sawaal poocho peihlei apnain imam ya alim ka tarruf karwata hei aur daleel mango to kehtaa hei ghustakhee kartei ho.. Allah Hidyaat dei.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Peaceful مراسلہ: 7 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 7 اگست 2008 Maire bhaion loat aao Sirf kitab e Allah aur Sunnt e rasool(SAW) pe ager.. HUm Nain Kalmei Main Mohmmad(SAW) ki risalat ka ziker kiya hei hum kyun k un k samnain kisi Ummati ya alim ki bat ko Mohmmad(SAW) ki bat k agei rakhnain main Mohmmad(SAW) ki shan main ghustakhee hei bhai... Loat aao sirf Quran Aur SUnnat pe...... Ager Mohmmad(SAW) nain rafayadein kiya aur sahee sanad se sabit bhi hei to hai humain bhi karnaa chahei yehaan bat ghair muqallid ki nahin yehaan bat ahl e bidat ki nahin yehaan bat wahabiyat ki nahin yehaan bat hei sirf Nabee ki farmaan ki jahaan nabee ka farman ajai wahaan duniyaa k barhei se barhei alim ki bat bhi samnain ajai us ko bhi radh kiya jaa suktaa hei mager Mohmmad(SAW) ki bat ko radh nahin kiya jaa suktaa kyun k Unhi Ka Rasta hi sirat e mustaqeem ka rastaa hei.. wessei har suahaba nain rafayadein kiya hei... Ager maan bhi lein k nahin kiya..!! To maire bhai hum Mohmmad(SAW) k samnain Kisi suhabi ki bat maneingei Hum ager kisi maslei main phastei hein to humain pehlei kitab e Allah Se Madad leini chahei us k baad Sunnat E Nabawee aur us k baat Ijtehaad o Ajmaa e suahaba bhai ye hi hei deen naan k Nabee ki sunna ko chorh diya jaai aur kisi alim ki bat ko utha liya jaai... Zara sochye ye hi hall hei firqa bandee khatum karnain ka humara ager maqsad 1 hi ho jai yani k sif quran aur hadith to be shcuk ye firqei wariyat khutum ho jaigi jub k humain pata hei k mOhmad(SAW) nain hadith main farmaya hei k 73 firqei baneinggei aur sare k sare jahannumi honggi mager 1 k aur woh wohi hoga jo Quran Aur Hadith pe chalta hoga phirr bhi hum nahin manttei humarei samnain hum ko pata hei ager hum e sawaal yaad kar lein to pass ho jainggei mager phirr bhi hum cheeting k chaker main phassei hein afsoss hei Allah tala hum sub ko hidyat dei aur humain Quran Aur Sunnat ki ittbah karnian ki toufeeque dei aur deen ki sumajh dei aur shirk aur bidat se bachaai... Ager humain firqei wariyat khutum karni hei to humain sirf quran aur hadith ko manttei ho 1 ho jana hei... aur ummat k 1 barhei hissei ka nazariya ye hi hei aur deen ye hi hei mager pata nahin kahaa humari ummat ki ye bat kharaab ho gai aur hum firqei ban gai.... har koi jis se koi sawaal poocho peihlei apnain imam ya alim ka tarruf karwata hei aur daleel mango to kehtaa hei ghustakhee kartei ho.. Allah Hidyaat dei.. Hi Kafeel Sahib ki mujeh rafa yadeen k baray main ahadees quote ker saktay hain mukamal reference k sath aur please woh ahadees jo rafa yadain k matrook main hain woh be likhiya ga. baqi bhaion say bhi yehi apeal hai Wassalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 7 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 7 اگست 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Khalil Rana مراسلہ: 7 اگست 2008 Author Report Share مراسلہ: 7 اگست 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam E Mustafa مراسلہ: 7 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 7 اگست 2008 (ترمیم شدہ) i hope abb Kafeel bhai idher udher ki bajai jiss topic per baat ho rahi hai usi per dalail pesh karain gai. Edited 7 اگست 2008 by Ghulam E Mustafa اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
ata_ho_ghame_madina مراسلہ: 7 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 7 اگست 2008 aslmolikum AHKAM E SHAIRET PROGM mein rafa yadeen key bary mein question aya tha jo MUFTI SB NE answer kia wo derj e zaeil hay "rafa e yadeen ki sahree haseit suunet ki hay imam E AZAM ABU HANIFA rehmatullah key nazdeeek TAKBER E THEREEMA key elawa RAFA YADEEN KEY qaiIL nahi JAB KEY IMAM SHAFEE iss key qail hain IMAM E AZAM ky NAZDEEK NABI E SALHOALHEWASLM ne akhri UMER E MUBARAK meiin isko terk ker ddia tha" ( ub jo log hanfi hain ager wo nahi kerty tu log kiuon iss masleyy per itnii bahes kertyy hain jo kerta hay keryy jo nahi kerta na keryy yeh thora koi kufro shirk ka masla hay ? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Kafeel Ahmed Khan مراسلہ: 8 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 8 اگست 2008 [quote name='khalil rana' post='26723' date='Aug 7 2008, 06:50 PM'][/quote] Rafayadein K Munkir Koi Sahee Hadith nahin Aap Koi Sahee Hadith Pesh Karein To Meherbani Hogi Baqee mZain Muslim Aur Bukharee Ki Saree hadith pesh kar doonga insha'Allah Aap pehlei ye bhi bataa deinkub tuck hotaa raha hei aur kyun rok diya gaya kis wajha se ager aessi bat thi to kyun 4 khulfaa e rashideen aur tabaeen aur tibatabeen kartei rahe...???????? Shukriyaa... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Kafeel Ahmed Khan مراسلہ: 8 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 8 اگست 2008 Nabee Ki Koi BHi Sunnat Sahee Sanad Se Sabit Ho To HUm per Apnaana WajibHei Kyun K..... [Aur Tumhein jo Kuch Rasool Dein, Le lo Aur Jiss Se Rokein, Ruk Jaao,{Surah Al Hasher Aiyat # 7}] ___________________________________________________________________________[Jo Loag Hukm e Rasool Ki Mukhalfat Karte Hein Unhein Darte Rehnaa Chahye K Kaheen IN Per koi Zaberdast Aaffat na Aa Padhe, ya Unhein DardNaak Azaab Na pohnchei{Surah Al Noor Aiyat # 23}] ___________________________________________________________________________ [Yaqeenan Tumhare Lyein Rasool(SAW) Ki Zaat Main Behtreen Namoona Hei, Her Is Shakhs K Lyein Jo Alllah Talaa Ki Aur Qayamat K Din Ki Tawaqqo Rakhtaa Hei Aur Ba Kasrat Allah Taaa Ki Yaad kartaa hei.{Surah Al Ahzaab Aiyat # 21}] اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ubaid-e-Raza مراسلہ: 8 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 8 اگست 2008 2 topics par nazar padi hay rafa yadein se related. dono topic kafeel ahmad ki posts par hain. main ne merge kar dye. takey sabko aasani ho.. kafeel ahmad ap pedhtey bhi hain ya baghair pedhey post karte hain? ap kehte hain hadees zaeef hay. konsi hadees zaeef hay? wahabion k khilaf jo hadees ho wo zaeef hay? sab sey pehli post main khalil rana bhai ne 1 hades pesh ki hazrat abdullah ibn e masood wali. jis ko wahabi zaeef kehte hain. or us post zaeef kehney par sab objections ka answer dya gaya hay. or apki ye bat pedh kar tu yaqeen ho gaya k ap baghair pedhey post karte hain. ager aessi bat thi to kyun 4 khulfaa e rashideen aur tabaeen aur tibatabeen kartei rahe ap is topic ki pehli post read karain or phir apni is bat ko dobara pedhen. or phir daleel ho tu reply karain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Kafeel Ahmed Khan مراسلہ: 8 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 8 اگست 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔