Jump to content

Fitna-e-Najad wali Hadees ka Misdaq kon?


Talinenoor

تجویز کردہ جواب

Asslamoalaikum 2 all muslims,

 

Mera khayal hai k aik hi tarah ki baaten baar baar duhrai jaa rahi hain. Lahaza abb dobara main wohi baat nahin keroon ga. Siref aap ki itni baat ka jawab dena maqsood hai k Iraq najad nahin issi liye doosri hadees main Iraq ka naam lia gaya hai. Mere bhai chale aap ne itna to maana k Iraq se mutalib bhi naam le ker fitne ki ahadees hain. Abb raha yeh sawal k pehli hadee main phir kion najad kaha to aap se guzarish hai k Arab main jo najad hain unn main aik Najad Iraq bhi hai. Jab Najad Yamen aur Najad Shaam k liye Nabi s.a.w. ne dua ki to aik najad k logon ne kaha k hamare najad k liye bhi jis per aap s.a.w. ne mazkoora baat kahi. Doosri rawaiat main wazahet aa gai k Iraq kaha gaya tha.

Iss main mushkil baat konsi hai.

Aap logon ki badhawasi ka iss se barra saboot aur kia ho ga k mere images jis main tafseel se baat ki ahadees k saath wazahet thi usse delete ker dia gaya hai. Kia yeh iss baat ka saboot nahin k khud aap log iss baat ki wazahet se ghabra chuke hain.

wasalam

Link to comment
Share on other sites

Asslamoalaikum 2 all muslims,

 

Mera khayal hai k aik hi tarah ki baaten baar baar duhrai jaa rahi hain. Lahaza abb dobara main wohi baat nahin keroon ga. Siref aap ki itni baat ka jawab dena maqsood hai k Iraq najad nahin issi liye doosri hadees main Iraq ka naam lia gaya hai. Mere bhai chale aap ne itna to maana k Iraq se mutalib bhi naam le ker fitne ki ahadees hain. Abb raha yeh sawal k pehli hadee main phir kion najad kaha to aap se guzarish hai k Arab main jo najad hain unn main aik Najad Iraq bhi hai. Jab Najad Yamen aur Najad Shaam k liye Nabi s.a.w. ne dua ki to aik najad k logon ne kaha k hamare najad k liye bhi jis per aap s.a.w. ne mazkoora baat kahi. Doosri rawaiat main wazahet aa gai k Iraq kaha gaya tha.

Iss main mushkil baat konsi hai.

Aap logon ki badhawasi ka iss se barra saboot aur kia ho ga k mere images jis main tafseel se baat ki ahadees k saath wazahet thi usse delete ker dia gaya hai. Kia yeh iss baat ka saboot nahin k khud aap log iss baat ki wazahet se ghabra chuke hain.

wasalam

 

RasoolAllah {SAW} nay farmaya kay Wahabiyoon kee nishaani yeh hogi kay yeh intihahi bewaqoof hoon gay, suhafa ahlaam ka lafz bola. Aur tooh be intihaahi bewaqoof heh, jab ham nay wazahat ker deeh kay Najd say fitna e qarn shaytan shoroon huwa, aur Iraq meh jah ker Hazrat Ali {RA} say laray.

 

Puray Arab meh lakhoon NAJD hoon, magir Najd joh EAST per heh woh RIYADH {NAJD} hee heh. Agir Najd Iraq hota toh phir is Hadith kay mutalq kia rahay heh, jis meh Najd say ek aadmi ko pakarnay ka hokam deeya RasoolAllah {SAW} jis ka talluq Bani Hanifah say thah {Hanifah Valley Is In Najd}. Iraq meh toh RasoolAllah {SAW} nay kohi jang hee nahin lari thee, agir lari hoti toh HADITHOON SAY SABIT HOTA, aur IRAQ MEH TOH KOHI MUSALMAAN NAHIN THAY US WAQT, yeh baat be Sahih Bukhari kee hadith say sabit heh, IS LEYEH IRAQIYOON KAY LOGOON KO PAKARNAY KEE ZEROORAT HEE NAHIN THEE:

 

Sahih Bukhari, Volume 1, Book 8, Number 451:

Narrated Abu Huraira: The Prophet sent some horsemen to Najd and they brought a man called Thumama bin Uthal from Bani Hanifa. They fastened him to one of the pillars of the mosque. The Prophet came and ordered them to release him. He went to a (garden of) date-palms near the mosque, took a bath and entered the, mosque again and said, "None has the right to be worshipped but Allah an Muhammad is His Apostle (i.e. he embraced Islam)."

 

Is kay baad RasoolAllah {SAW} nay IRAQ AUR NAJD meh waziyah farq ker deeya thah:

 

Sahih Al Bukhari Volume: 1, Book Number: 3, Hadith 135.

Narated By Nafi : 'Abdullah bin 'Umar said: "A man got up in the mosque and said: O Allah's Apostle 'At which place you order us that we should assume the Ihram?' Allah's Apostle replied, 'The residents of Medina should assure the Ihram from Dhil-Hulaifa, the people of Syria from Al-Ju,hfa and the people of Najd from Qarn." Ibn 'Umar further said, "The people consider that Allah's Apostle had also said, 'The residents of Yemen should assume Ihram from Yalamlam.' " Ibn 'Umar used to say, "I do not: remember whether Allah's Apostle had said the last statement or not?"

 

Sahih Al Bukhari Volume 9, Book 92, Hadith 443:

Narrated 'Abdullah bin Dinar: Ibn 'Umar said, "The Prophet fixed Qarn as the Miqat for the people of Najd, and Al-Juhfa for the people of Sham, and Dhul-Hulaifa for the people of Medina." Ibn 'Umar added, "I heard this from the Prophet, and I have been informed that the Prophet said, 'The Miqat for the Yemenites is Yalamlam.' "When Iraq was mentioned, he said, "At that time it was not a Muslim country."

 

Aur aakhar meh bilqul wazia hadith jis say sabit ho jata heh kay IRAQ AUR NAJD DONOON EK NAHIN BALKAY ILADA ILADA HEN, KEYUN KAY AGIR DONOON EK HEE HOTAY TOH DONOON KEE MIQAT EK HEE HOTI.

 

Sahih Muslim Book 007, Number 2666:

Abu Zubair heard Jabir b. 'Abdullah (Allah be pleased with them) as saying as he was asked about "the place for entering upon the" state of Ihram. I heard (and I think he carried it directly to the Apostle of Allah) him saying: For the people of Medina Dhu'l-Hulaifa is the place for entering upon the state of Ihram, and for (the people coming through the other way, i. e. Syria) it is Juhfa; for the people of Iraq it is Dbat al-'Irq; for the people uf Najd it is Qarn (al-Manazil) and for the people of Yemen it is Yalamlam.

 

Sabit huwa kay Najd Iraq nahin, aur nah hee iraq kee hee janab heh, keyun kay agir iraq kee janab hota ya iraq meh NAJD hota toh phir us kee MIQAAT joh Dabt Al Irq hoti, keyun kay puray iraq walaoon kay leyeh yeh jaga muntakhib kee gaee heh Ihraam pen'nay kay leyeh. Najd sirf aur sirf Mashrik kee tarif heh, aur woh Najd jis kay mutaliq RasoolAllah {SAW} nay dua nahin farmahi thee woh Najd EAST aur modern Riyaadh hee heh, jis kee confirmation mukhtalif website bee kerti hen, aur aaj ka modern geographical imagery be kerti heh, aur balkay khud Wahabiyoon nay be is baat kee tasdeeq kee heh kay AbdulWahab Najd meh peda huwa.

 

Zera kabi Naqsha utha ker toh dekho, Najd: http://groups.msn.com/IslamChristianty/sho...&PhotoID=14

 

Hadisoon say sabit hota heh kay Qarn e Shaytaan Naajd say niklay ga aur Iraaq say zhir hoga, aur Yahee huwa Zulkhawaisirah aur us kay chamchay Najd say niklay aur apni TAMIMI TRIBE KAY SAATH, LARNAY KAY LEYEH IRAQ GAHAY.

 

:lol::lol::rolleyes::rolleyes::lol::lol:

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

Jab Najad Yamen aur Najad Shaam k liye Nabi s.a.w. ne dua ki to aik najad k logon ne kaha k hamare najad k liye bhi jis per aap s.a.w. ne mazkoora baat kahi. Doosri rawaiat main wazahet aa gai k Iraq kaha gaya tha.

 

Tumara fuse to kharab nahin nah, tum nay Shaam aur Yemen ko be Najd bana deeya, hadith ka matan hee nahin samaj sakka.

 

Ya Allah England meh barkat deh, Ya Allah Germany meh barkat deh. Ek sakhs bola: "Hazrat e pagal, hamaray pakistan kay leyeh be dua farma denh."

 

Abh kia Pakistaan-England aur Pakistan-Germany kay leyeh dua kee, aray bewa qoof hamaray pakistan say muraad heh jahan per ham rehtay hen us jaga kay leyeh be dua keren, yeh muraad nahin kay germany aur england, pakistan-england aur pakistan-germany hen.

 

Is'see tera Sahabi e RasoolAllah (saw) ka kehna kay hamaray Najd kay leyeh dua keren yeh mafoom nahin kay pehli do jagoon kay naam kay saath NAJD jor deeya jahay.

Edited by Sag-e-Attar
Link to comment
Share on other sites

Siref aap ki itni baat ka jawab dena maqsood hai k Iraq najad nahin issi liye doosri hadees main Iraq ka naam lia gaya hai.

 

Iraq Najd Nhin... Tu Najd Wali Hadees Mein Najd Sey Kiya Murad Hai? Dosri Hadees Mein Iraq Ka Naam Liya Gaya Uska Jawab Dey Diya Gaya.. Aap Zara Tasali Sey Members Key Reply Perhein.. Jawab Ki Jaldi Nhin Hai..

 

Aur Aap Sey Pehlay Bhi Kafi Topics Per Behs Ho Chuki Hai Aur Aap Ney Sub Mein Yahi Kiya Hai Jo Abhi Ker Rahay Hain.. Apni Baat Zabardasti Thoopna....

 

Aap Key Jawabat Sey Waziha Ho Gaya Hai Key Aap Ka Kam Bas Apni Molvi Ki Blind Taqleed Kertey Howay Book Sey Naqal Shuda Mawad Yahan Paste Kerna Hai... Baqi Ikhtilafi Behs Ya Munazirah Mein Jo Batein Hoti Hain Un Sey Aapka Dour Dour Tak Koi Ta'aluq Hi Nhin Hai... Aap Chahtey Hain Hum Wahabiyon Ki Terha Aapka Article Ankhein Band Ker Key Qabool Ker Lein... Ager Ikhtilaf Ya Suwal Kerein Gey Tu Buhut Bara Ghalat Ka Kam Ker Liya.. Aap Key Replies Sey Yahi Waziha Ho Raha Hai... Aur Aap Apney Kis Ghair Muqalid Munazir Ko Bhi Ley Aayen Yahan Tu Woh Bhi Un Aahadees Sey (Jo Apney Post Ki Hain) Woh Matlab Sabit Nhin Ker Sakta Jo Aap Kerna Chah Rahay Hain...

 

Aap Kuch Study Key Key Koi Post Kiya Kerien.. Ikhtilafi Behs Mein Ilmi Guftagoo Hoti Hai.. (Yahan Woh Neutral Sunni Nhin Hain Jinko Aap Gali Mein Paker Ker Behla Phusla Letey Hain) Aapko Members Ney Itni Details Sey Jawab Diya Hai Mager Aap Kisi Ki Baat Ka Jawab Nhin Dey Rahay... Zabardasti Shumal Mein Iraq Ko Sabit Kerney Per Tuley Howay Hain... Ulta Aap Apni Post Sey Khud Phans Chukey Hain...

 

JAD DUL MUKHTAR Bhayi Aur Sybrite Bhayi Ney Apni Posts Mein Najd wa Iraq Key Lughavi Maani Likhey Hain.. Iska Jawab Dejiye...

 

agar lughwi maani se bhi dekha jaye tu "Najd" se muraad kuch ho na ho magar "Iraq" hergizz nahi ho sakta. "Najd" ke maani hain "Oonchi Zameen". Lafz "Iraq" nikla hai Arabic lafz "Areeq" se jis ke maani hain "Gehra" ya "Gehrai". Matlab ke "Najd" ke lughwi maani bhi "Iraq" se qadre bar'aks hain.

 

Aur Jis Hadees Mein Iraq Ka Lafz Istimal Howa Hai Uska Tafseeli Jawab Aapko Member Aahadees Sey Dey Chukey Hain.. Aap Mein Aub Samajhney Aur Rad Kerney Ki Salahiyat Hi Nhin Hai Tu Hum Kiya Ker Saktey Hain...

 

Aap logon ki badhawasi ka iss se barra saboot aur kia ho ga k mere images jis main tafseel se baat ki ahadees k saath wazahet thi usse delete ker dia gaya hai. Kia yeh iss baat ka saboot nahin k khud aap log iss baat ki wazahet se ghabra chuke hain.

 

Acha Tu Aap Ney Us Mein Wazahat Sey Saboot Diya Tha.. Tu Chahye Tha Jo Material Aap Pehlay Post Ker Chukey They Woh Us Mein Shamil Na Kertey... Anyway Main Woh Posts Back Kerta Hoon... Takey Aapki Koi Ghalat Fehmi Na Rahay Aur Perhney Walon Per Aapki Ilmiyat Aashkar Hoo Key Aap Kis Terha Iraq Ko Zabardasti East Mein Sabit Ker Rahay Hain.. Aur Najd Wali Aahadees Mein Maanavi Tehreef Ker Key Un Sey Iraq Matlab Sabit Kerney Per Tuley Howay Hain...

Link to comment
Share on other sites

Asslamoalaikum 2 all muslims,

 

Sag-e-Attar, aap ne likha hai k main copy paste kerta hoon halan k aik do topic ke ilawa mere mazmoon iss baat per gawah hain k main unhen khud likh ker post kerta hoon bal k unn ke jawab main kitaab Jaa-ul-Haq ke poore poore abwab paste ker die jaate hain.

 

Iss ke ilawa aap ne yeh bhi likha hai k main gussa kerta hoon to iss ke liye aap "RadiatingAli" ke replies per gor karen, aap ko pata chal jae ga k gussa kon ker raha hai.

 

Iss ke ilawa yehi kehna chahoon ga k main yeh saari post sab k saamne hai main ne aap ke jawab bhi die hain chahe app unhen maanen ya na maanen mager aap ne meri baaton k jawab nahin die.

 

Ager aap log gor karen to Iraq k baare main to tasreeh mojood hai fitnon ki phir kia wahan per jo peda hua uss hadees ka misdaq hai?

 

Jab Iraq ka naam aane per aap baat ko tasleem nahin ker rahe to mujh per zaberdasti kion?

 

wasalam

Link to comment
Share on other sites

Sag-e-Attar, aap ne likha hai k main copy paste kerta hoon halan k aik do topic ke ilawa mere mazmoon iss baat per gawah hain k main unhen khud likh ker post kerta hoon bal k unn ke jawab main kitaab Jaa-ul-Haq ke poore poore abwab paste ker die jaate hain.

 

Main Ney Kab Yeh Kaha Hai Key Hamarey Members Copy Paste Nhin Kertey.. Aur Hum Tu Waisay Bhi Taqleed Waley Loug Hain.. Apney Ulema-e-AhleSunnat Key Pechay Pechay Hain...

 

Mera Matlab Tha Aap Khud Type Ker Key Likhtey Hain Mager Likhtey Tu Apney Aalim Ki Kisi Kitab Sey Hi Hain Na... Agerchey Writer Ka Naam Nhin Detey.. Aur Bilfarz Aap Bukhari Wa Muslim Wa Deger Kutub Sey Khud Hi Aahadees Dhoond Ker Type Ker Key Article Post Kertey Hain.. Phir Tu Aap Ka Qasoor Nhin... Aap Kesay Jawab Dein Gey Key Yahan Aik Aik Masley Per Kaseer Ikhtilafi Aahadees Mojod Hain.. Alhamdu Lilah Hum Tu Muhadiseen-o-Mujtahideen Key Pechay Pechey Hain Jo Faisla Woh Ikhtilafi Aahadees Sey Bayan Kertey Hain Aur Aahadees Ki Sharah Bayan Kertey Hain Wohi Mantey Hain...

 

Aap Chonkey Khud Hi Mujtahid Hain Is Liye Apney Aksar Ulema-e-AhleHadees Ko Aksar Masail Mein Gumrah Qarar Detey Hain (Mager Un Key Masail Per Zyada Behs Nhin Kertey.. Siwaye Apno Key Baqi Sub Key Ulema Per Aitaraz Ka Ghair Muqaliden Ney Thaika Liya Howa Hai) Aur Khud Chonkey Ikhtilafi Aahadees Mein Faisla Nhin Ker Saktey... Is Liye Ya Tu Aik Hadees Ko Mantey Hain Dosri Ko Nhin.. Ya Phir Aahadees Ki Tafseer Bil Raye Kerna Shurow Ker Detey Hain..

 

Aur Iska Saboot Aapki Pehli Post Ki Pehli Line Mein Mojod Hai.. Aap Ney MASHRIQ Key Aagey Matlab IRAQ Bayan Kiya Hai.. Aur Baad Mein Aap Ney Mashriq Mein Iraq Ka Kuch Hisa Maana.. Aur Abhi Pichli Posts Mein Likha Hai Key Najd Sey Muraad Iraq Nhin... Aur Iraq Ko Aap Mashriq Mein Sabit Hi Nhin Ker Saktey... Tu Aap Apni Heading Sey Hadees Mein Tahreef Key Murtakib Ho Gaye...

 

Iss ke ilawa aap ne yeh bhi likha hai k main gussa kerta hoon to iss ke liye aap "RadiatingAli" ke replies per gor karen, aap ko pata chal jae ga k gussa kon ker raha hai.

 

Main Ney Ghusey Ka Nhin Likha Balkey Likha Hai Key Zabardasti Baat Manwana Chahtey Hain.. Is Mein Ghusa Murad Nhin Hai.. Baqi Hamarey Members Bhi Jazbati Ho Ker Ghusey Mein Alfaaz Likh Detey Hain.. Is Liye Kayi Posts Mein Sey Alfaaz Main Khud Edit Kerta Hoon.. Yeh Aap Ney Dekha Hoga...

 

main ne aap ke jawab bhi die hain

 

Aap Ney Hamarey Konsey Dalail Ka Jawab Diya Hai? Aub Aap Kahain Gey Key Hamari Her Baat Ka Jawab Aapkey Article Hi Mein Mojod Hai.. Yeh Bhi Ajeeb Jawab Hai... Aap Apney Article Ki Heading Ko Bhi Abhi Tak Sabit Nhin Ker Sakey.. East Mein Iraq...

 

Jab Iraq ka naam aane per aap baat ko tasleem nahin ker rahe to mujh per zaberdasti kion?

 

Yani Aapki Baat Waziha Ho Gayi... Awal Tu Aap Apna Minhaj Quran-o-Hadees Batatey Hain.. Aur Humein Pata Nhin Kiya Samjhtey Hain.. Muqalideen Ko Tu Mushrik Tak Kaha Hai Aapkey Ulema Ney.. Pata Nhin Aap Kiya Kehtey Hain... Albata Aub Aap Yeh Maan Rahay Hain Key Baqool Aapkey Hum Iraq Wali Hadees Ko Tasleem Nhin Ker Rahay Tu Aap Najd Aur East Wali Hadees Ko Tasleem Nhin Kerein Gey.. Ya Matlab Zabardasti Iraq Ki Taraf Phair Dein Gey Baghair Daleel Key... Apney Minhaj Mein Hi Rasta Bhool Gaye Aap...

 

Aur Yeh Bhi Waziha Ho Gaya Key Aap Ney Abhi Tak Members Key Replies Ko Perha Hi Nhin Hai... Wegerna Yeh Na Kehtey Key Jawab Nhin Diya Gaya.. Aur Chonkey Aap Ney Iraq Wali Is Hadees Per Members Ko Jawab Al-Jawab Bhi Nhin Diya Is Sey Bhi Baat Clear Ho Gayi... Key Kawwa Safaid Hai... Aap Ney Article Post Ker Diya.. Bas Abhi Yahi Sub Ko Accept Kerna Chahye..

 

Aisey Articles Post Kerney Ka Shukriya... Khush Nazer Hazraat Key Liye Buhut Faida Mand Hain Aur Kaur-e-Nazer Tu Waisey Bhi Hamesha Marhom-e-Nazarah Rehtey Hain...

Link to comment
Share on other sites

Asslamoalaikum 2 all muslims,

Sag-e-Attar, aap ne likha hai k main copy paste kerta hoon halan k aik do topic ke ilawa mere mazmoon iss baat per gawah hain k main unhen khud likh ker post kerta hoon bal k unn ke jawab main kitaab Jaa-ul-Haq ke poore poore abwab paste ker die jaate hain.

Iss ke ilawa aap ne yeh bhi likha hai k main gussa kerta hoon to iss ke liye aap "RadiatingAli" ke replies per gor karen, aap ko pata chal jae ga k gussa kon ker raha hai.

Iss ke ilawa yehi kehna chahoon ga k main yeh saari post sab k saamne hai main ne aap ke jawab bhi die hain chahe app unhen maanen ya na maanen mager aap ne meri baaton k jawab nahin die.

Ager aap log gor karen to Iraq k baare main to tasreeh mojood hai fitnon ki phir kia wahan per jo peda hua uss hadees ka misdaq hai?

Jab Iraq ka naam aane per aap baat ko tasleem nahin ker rahe to mujh per zaberdasti kion?

wasalam

 

Yeh IRAQ JOH NORTH HEH us ko EAST WALI HADITH A MISDAQ TEHRA RHAH HEH.

 

Baat bari simple aur asaan heh, East kee simat NAJD heh, NAJD SAY NIKAL KER logh NORTH IRAQ KEE TARIF LARNAY KAY LEYEH GAHAY. Joh hadith Iraq ka zikr kerti heh woh KHARIJIYOON kee larahi wali jaga ka zikr ker rahi heh, AUR JOH EAST ka zikr ker rahi heh, us meh jahan say yeh FITNA SHOROON HUWA, JAHAN SAY US BUNYAAD THEE US KA ZIKR HUWA.

 

Zulkhwaisirah Tamimi joh kay bani Tamim say talluq rakhta heh aur Bani Tamim Riyadh meh heh, us ka Najd {Riyaadh} say jaa ker Hazrat Ali {RA} say IRAQ MEH larna daleel heh:

 

Sahih Bukhari, Volume 9, Book 84, Number 67:

Narrated Abu Sa'id: "While the Prophet was distributing something, 'Abdullah bin Dhil Khawaisira At-Tamimi came and said, "Be just, O Allah's Apostle!" The Prophet said, "Woe to you ! Who would be just if I were not?" 'Umar bin Al-Khattab said, "Allow me to cut off his neck ! "The Prophet said, " Leave him, for he has companions, and if you compare your prayers with their prayers and your fasting with theirs, you will look down upon your prayers and fasting, in comparison to theirs. Yet they will go out of the religion as an arrow darts through the game's body in which case, if the Qudhadh of the arrow is examined, nothing will be found on it, and when its Nasl is examined, nothing will be found on it; and then its Nadiyi is examined, nothing will be found on it. The arrow has been too fast to be smeared by dung and blood. The sign by which these people will be recognized will be a man whose one hand (or breast) will be like the breast of a woman. These people will appear when there will be differences among the people (Muslims)." Abu Sa'id added: I testify that I heard this from the Prophet and also testify that 'Ali killed those people while I was with him. The man with the description given by the Prophet was brought to 'Ali. The following Verses were revealed in connection with that very person. (i.e., 'Abdullah bin Dhil-Khawaisira At-Tarnimi): 'And among them are men who accuse you (O Muhammad) in the matter of (the distribution of) the alms.' (9.58)"

 

Yeh hadith explain kerti heh IRAAQ WALI HADITH KO. KEYUN KAY ZUL KHAWAISIRAH RIYAADH {NAJDI} THAH, JOH IRAQ MEH GAYA LARNAY KAY LEYEH HAZRAT ALI {ra} KAY KHILAAF, SIRF WOH HEE NAHIN BALKAY IS KAY FALLOWRS Be GAHAY THAY. Toh uper wali hadith explain kerti heh neechay wali hadith ko:

 

Sahih Al-Bukhari: Vol 9, Book 84, Number 68:

"I asked Sahl bin Hunaif, "Did you hear the Prophet saying anything about Al-Khawarij?" He said, "I heard him saying while pointing his hand towards IRAQ. "There will appear in it {Iraq} some people who will recite the Quran but it will not go beyond their throats, and they will go out from (leave) Islam as an arrow darts through the game's body.'"

 

Tafseeli hadith meh is hadith ka mafoom be majood heh, keyun Hazrat Ali {RA} kee khilafat Iraq meh thee:

 

"These people {Khawariji} will appear when there will be differences among the people (Muslims)." Abu Sa'id added: I testify that I heard this from the Prophet and also testify that 'Ali killed those people while I was with him {in Iraq}. The man with the description given by the Prophet {Zul Khawaisirah} was brought to 'Ali. The following Verses were revealed in connection with that very person. (i.e., 'Abdullah bin Dhil-Khawaisira At-Tarnimi): 'And among them are men who accuse you (O Muhammad) in the matter of (the distribution of) the alms.' (9.58)"

 

Tumaray points ka rad ker deeya gaya heh, bas ab tum ko samajh nahin is leyeh bar bar iraq iraq ker raha heh, ham nay toh bari wazahat kay saath tumari hadith ko explain ker deeya heh,

 

Allah tallah say dua heh kay Allah ham Sunniyoon kee gherat ko qahim rakhay aur is meh izafa keray, ameen.

 

Ali

Edited by Sag-e-Attar
Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

(saw)

Man'ney Walon Key Liye Aik Daleel Bhi Kafi Hai.. Aur Na Man'ney Walon Key Liye Dalail Key Dafter Bey Kaar...

 

Kuch Mazeed Haqaiq Is Mozo Per... Aahadees Ka Apni Merzi Sey Mafhoom Bayan Ker Key Apney Peshwa Ibn-e-Abdul Wahab Najdi Ko Bachaney Ki Buhut Koshish Ki Ahle Wahabiya Ney Mager...................... Sirf Deeda-e-Kaur Wahabiyon Hi Ney Iraq Ko Najd Maana Hai.. Ahle Ilm Kiya Middle Key Student Ko Bhi Tareekhi Naqshey Aur Haqaiq Dikha Ker Samjhaya Jaye Tu Usey Samajh Aajaye Gi Key ... Iraq Aur Najd Aik Dosrey Ki ZID Hain..

01.psd.jpg

02.psd.jpg

03.psd.jpg

04.psd.jpg

Link to comment
Share on other sites

  • 2 years later...
  • 1 month later...

Yeh log mar jayain ge zalil o khawar ho jayain ge lekin haq kabhi tasleem nahin karain ge kyunkeh bachpan hi se in ke gharon mein inko brain wash kiya jata hai yeh log waqaiye hi Badtareen log hain . aap dekhain ke usko itna waziyah aur thos dlail diye gaye magar woh apni hi ek baat pe jis ka jawab kitni baar le chuka hai usi par arka hua hai .

 

Yeh nahin manain ge chahay jo bhi ho jaye . baki Allah azzwajal hi hidayat denay wala hai -

Link to comment
Share on other sites

(salam)

Aik Waqia yaad aaraha hai.. EK shaks ne dawa kia 2 or 2 5 hote hain..

doosre ne kaha: 2 or 2 4 hote

pehla shaks: nahin 5 hote hain chaho to shart lagalo

doosra Shaks: Dekho Haar jaoge..

Pehla Shaks: Haroonga to tab na jub main manoo ga..

Yahi Hissaab in wahabio ka hai..

Bus ek hi rut hoti hai

Main na Manoo.....

Link to comment
Share on other sites

  • 1 year later...

Asalam O Alikum Warehmatullah Hiwabarakaruh Sunni Bhaion mujhe net itna chalana nahi aata lakin meri apse guzarish hai mujhe ye kuch Hadees clear kar den ya jawab de den urdu ma hon to apki meharbani hogi JAZAK ALLAH

 

Sahih Bukhari Volume 3 : Book

46 : Hadith 719

Sahih Muslim Book 31 : Hadith

6133

 

ﺟَﺮِﻳﺮٌ، ﻗُﺘَﻴْﺒَﺔُ ﺑْﻦُ ﺣَﺪَّﺛَﻨَﺎ ﺳَﻌِﻴﺪٍ، ﺣَﺪَّﺛَﻨَﺎ

ﺯُﺭْﻋَﺔَ، ﻋَﻦْ ﻣُﻐِﻴﺮَﺓَ، ﻋَﻦِ ﺍﻟْﺤَﺎﺭِﺙِ، ﻋَﻦْ ﺃَﺑِﻲ

ﺃُﺣِﺐُّ ﺃَﺯَﺍﻝُ ﻻَ ﻫُﺮَﻳْﺮَﺓَ ﺃَﺑُﻮ ﻗَﺎﻝَ ﻗَﺎﻝ

ﺍﻟﻠَّﻪِ ﺭَﺳُﻮﻝِ ﻣِﻦْ، ﺳَﻤِﻌْﺘُﻬُﻦَّ ﺛَﻼَﺙٍ ﻣِﻦْ ﺗَﻤِﻴﻢٍ ﺑَﻨِﻲ

ﻋﻠﻴﻪ ﺍﻟﻠﻪ ﺻﻠﻰ

ﺍﻟﻠﻪ ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠَّﻪِ ﺭَﺳُﻮﻝَ ﺳَﻤِﻌْﺖُ ﻭﺳﻠﻢ ﺃُﻣَّﺘِﻲ ﺃَﺷَﺪُّ ﻫُﻢْ " ﻳَﻘُﻮﻝُ ﻭﺳﻠﻢ ﻋﻠﻴﻪ

ﺍﻟﺪَّﺟَّﺎﻝِ ﻋَﻠَﻰ

ﺍﻟﻨَّﺒِﻲُّ ﻓَﻘَﺎﻝَ ﺻَﺪَﻗَﺎﺗُﻬُﻢْ ﻭَﺟَﺎﺀَﺕْ .ﻗَﺎﻝَ "

ﺻَﺪَﻗَﺎﺕُ ﻫَﺬِﻩِ " ﻭﺳﻠﻢ ﻋﻠﻴﻪ ﺍﻟﻠﻪ ﺻﻠﻰ

ﻗَﻮْﻣِﻨَﺎ

ﺍﻟﻠَّﻪِ ﺭَﺳُﻮﻝُ ﻓَﻘَﺎﻝَ ﻗَﺎﻝَ ﻭَﻛَﺎﻧَﺖْ ﺳَﺒِﻴَّﺔٌ ﻣِﻨْﻬُﻢْ ﻋِﻨْﺪَ ﻋَﺎﺋِﺸَﺔَ . " ﺃَﻋْﺘِﻘِﻴﻬَﺎ " ﻭﺳﻠﻢ ﻋﻠﻴﻪ ﺍﻟﻠﻪ ﺻﻠﻰ

ﺇِﺳْﻤَﺎﻋِﻴﻞَ " . ﻭَﻟَﺪِ ﻣِﻦْ ﻓَﺈِﻧَّﻬَﺎ

 

Narrated by Abu Huraira: I have loved

the people of

the tribe of Bani Tamim ever

since I heard, three

things, Allah's Apostle said

about them. I heard him saying, These people (of the

tribe of Bani Tamim)

would stand firm against

Ad-Dajjal. " When the Sadaqat

(gifts of charity)

from that tribe came, Allah's Apostle said, "These are them

Sadaqat (i.e. charitable gifts)

of our folk." 'Aisha had a

slave-girl from that tribe, and

the Prophet said to

'Aisha,"Manumit her as she is a

descendant of Ishmael (the

Prophet).

 

" Ibn Hajr al-

Asqalaanee said, "This hadeeth

also

contains a clear mention of the excellence and superiority of

Bani Tameem. " [Fatha al- bari

5/217]

 

 

 

Sahih Bukhari Book 93 Hadith

651

 

ﺣَﺪَّﺛَﻨَﺎ ﺃَﺑُﻮ ﺍﻟﻨُّﻌْﻤَﺎﻥِ، ﺣَﺪَّﺛَﻨَﺎ ﻣَﻬْﺪِﻱُّ ﺑْﻦُ ﻣَﻴْﻤُﻮﻥٍ، ﺳَﻤِﻌْﺖُ ﻣُﺤَﻤَّﺪَ ﺑْﻦَ

ﺳِﻴﺮِﻳﻦَ، ﻳُﺤَﺪِّﺙُ ﻋَﻦْ ﻣَﻌْﺒَﺪِ ﺑْﻦِ

ﺳِﻴﺮِﻳﻦَ، ﻋَﻦْ ﺃَﺑِﻲ ﺳَﻌِﻴﺪٍ ﺍﻟْﺨُﺪْﺭِﻱِّ ـ

ﺭﺿﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﻪ ـ ﻋَﻦِ ﺍﻟﻨَّﺒِﻲِّ ﺻﻠﻰ

ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺳﻠﻢ ﻗَﺎﻝَ " ﻳَﺨْﺮُﺝُ ﻧَﺎﺱٌ

ﻣِﻦْ ﻗِﺒَﻞِ ﺍﻟْﻤَﺸْﺮِﻕِ ﻭَﻳَﻘْﺮَﺀُﻭﻥَ ﺍﻟﻠﻪ ﺍﻟْﻘُﺮْﺁﻥَ ﻻَ ﻳُﺠَﺎﻭِﺯُ ﺗَﺮَﺍﻗِﻴَﻬُﻢْ، ﻳَﻤْﺮُﻗُﻮﻥَ

ﻣِﻦَ ﺍﻟﺪِّﻳﻦِ ﻛَﻤَﺎ ﻳَﻤْﺮُﻕُ ﺍﻟﺴَّﻬْﻢُ ﻣِﻦَ

ﺍﻟﺮَّﻣِﻴَّﺔِ، ﺛُﻢَّ ﻻَ ﻳَﻌُﻮﺩُﻭﻥَ ﻓِﻴﻪِ ﺣَﺘَّﻰ

ﻳَﻌُﻮﺩَ ﺍﻟﺴَّﻬْﻢُ ﺇِﻟَﻰ ﻓُﻮﻗِﻪِ ". ﻗِﻴﻞَ ﻣَﺎ

ﺍﻟﺘَّﺴْﺒِﻴﺪُ ". ﺳِﻴﻤَﺎﻫُﻢْ. ﻗَﺎﻝَ " ﺳِﻴﻤَﺎﻫُﻢُ

ﺍﻟﺘَّﺤْﻠِﻴﻖُ ". ﺃَﻭْ ﻗَﺎﻝَ "

 

Narrated Abu Sa'id Al-Khudri:

The Prophet said, "There will

emerge from the East

some people who will

recite the Qur'an but it

will not exceed their throats and who will go out of

(renounce) the religion

(Islam) as an arrow passes

through the game, and they

will never come back to it

unless the arrow, comes back to the middle of the bow (by

itself) (i.e., impossible). The

people asked, "What will their

signs be?" He said, "Their sign

will be the habit of shaving

( their heads).

 

 

 

Sahih Bukhari Volume 9, Book

93, Number 651:

 

ﻣَﻬْﺪِﻱُّ ﺣَﺪَّﺛَﻨَﺎ ﺃَﺑُﻮ ﺍﻟﻨُّﻌْﻤَﺎﻥِ، ﺣَﺪَّﺛَﻨَﺎ

ﺑْﻦُ ﻣَﻴْﻤُﻮﻥٍ، ﺳَﻤِﻌْﺖُ ﻣُﺤَﻤَّﺪَ ﺑْﻦَ

ﺳِﻴﺮِﻳﻦَ، ﻳُﺤَﺪِّﺙُ ﻋَﻦْ ﻣَﻌْﺒَﺪِ ﺑْﻦِ

ﺳِﻴﺮِﻳﻦَ، ﻋَﻦْ ﺃَﺑِﻲ ﺳَﻌِﻴﺪٍ ﺍﻟْﺨُﺪْﺭِﻱِّ ـ

ﺭﺿﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﻪ ـ ﻋَﻦِ ﺍﻟﻨَّﺒِﻲِّ ﺻﻠﻰ

ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺳﻠﻢ ﻗَﺎﻝَ " ﻳَﺨْﺮُﺝُ ﻧَﺎﺱٌ ﻣِﻦْ ﻗِﺒَﻞِ ﺍﻟْﻤَﺸْﺮِﻕِ ﻭَﻳَﻘْﺮَﺀُﻭﻥَ ﺍﻟﻠﻪ

ﺍﻟْﻘُﺮْﺁﻥَ ﻻَ ﻳُﺠَﺎﻭِﺯُ ﺗَﺮَﺍﻗِﻴَﻬُﻢْ، ﻳَﻤْﺮُﻗُﻮﻥَ

ﻣِﻦَ ﺍﻟﺪِّﻳﻦِ ﻛَﻤَﺎ ﻳَﻤْﺮُﻕُ ﺍﻟﺴَّﻬْﻢُ ﻣِﻦَ

ﺍﻟﺮَّﻣِﻴَّﺔِ، ﺛُﻢَّ ﻻَ ﻳَﻌُﻮﺩُﻭﻥَ ﻓِﻴﻪِ ﺣَﺘَّﻰ

ﻳَﻌُﻮﺩَ ﺍﻟﺴَّﻬْﻢُ ﺇِﻟَﻰ ﻓُﻮﻗِﻪِ ". ﻗِﻴﻞَ ﻣَﺎ

ﺍﻟﺘَّﺴْﺒِﻴﺪُ ". ﺳِﻴﻤَﺎﻫُﻢْ. ﻗَﺎﻝَ " ﺳِﻴﻤَﺎﻫُﻢُ ﺍﻟﺘَّﺤْﻠِﻴﻖُ ". ﺃَﻭْ ﻗَﺎﻝَ "

 

Narrated Abu Sa'id Al-

Khudri:The Prophet said,

"There will emerge from the

East some people who will

recite the Qur'an but it

will not exceed their throats and who will go out of

(renounce) the religion (Islam)

as an arrow passes through

the game, and they will never

come back to it unless the

arrow, comes back to the middle of the bow (by itself)

(i.e., impossible). The people

asked, "What will their signs

be?" He said, "Their sign will be

the habit of shaving (of their

beards). (Fateh Al-Bari, Page 322, Vol. 17th)

Umair.Saify Sahab nay yei Report kay zareay likh kar bhaija Umair sahb yaha post kia karain aap is tarah ... shukria

Link to comment
Share on other sites

  • 3 months later...
  • 4 months later...

صحیح بخاری:جلد دوم:حدیث نمبر 1555        حدیث مرفوع        مکررات  6   متفق علیہ 5
 حدثني زهير بن حرب حدثنا جرير عن عمارة بن القعقاع عن أبي زرعة عن أبي هريرة رضي الله عنه قال لا أزال أحب بني تميم بعد ثلاث سمعته من رسول الله صلی الله عليه وسلم يقولها فيهم هم أشد أمتي علی الدجال وکانت فيهم سبية عند عائشة فقال أعتقيها فإنها من ولد إسماعيل وجائت صدقاتهم فقال هذه صدقات قوم أو قومي

 

زہیر بن حرب، جریر، عمارہ بن قعقاع ، ابوزرعہ، حضرت ابوہریرہ رضی اللہ عنہ سے روایت کرتے ہیں انہوں نے بیان کیا کہ جب سے میں نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم سے بنو تمیم کے حق میں تین باتیں سنی ہیں انہیں برابر دوست رکھتا ہوں بنو تمیم میری امت میں دجال کے مقابلہ میں سب سے زیادہ سخت ہیں حضرت عائشہ رضی اللہ تعالیٰ عنہا کے پاس اس قوم کی ایک باندی تھی تو آپ صلی اللہ علیہ وسلم  نے فرمایا کہ اسے آزاد کردو کیونکہ یہ اولاد اسماعیل میں سے ہے جب ان کے صدقات کا مال آیا تو آپ نے فرمایا کہ یہ میری قوم یا فرمایا قوم کا صدقہ ہے۔

Link to comment
Share on other sites

  • 6 months later...

Koe bhai  user" mujahid islam" ke post ke gae Hadees per roshni dalay ga???

 

Najdi is hadees kay base per kahtay hain kay wo he Dajjal kay sab se baray dushman hain

salam alayqum wa rahmatullah wa barakaat,

 

Awal jis hadith kee bunyad per wahhabi apnay aap ko dajjal kay sakht dushman samajtay hen woh hadith wahhabiyoon kay baray meh nahin balkay qabila Bani Tamim kay mutaliq heh. Dosri baat qabila bani Tamim kee tazleel be hadith say sabat heh:

 

Narrated Abu Bakra: The Prophet said, "Do you think that the tribes of Juhaina, Muzaina, Aslam and Ghifar are better than the tribes of Bani Tamim, Bani Asad, Bam 'Abdullah bin Ghatafan and Bani Amir bin Sasaa?" A man said, "They were unsuccessful and losers." The Prophet added," (Yes), they are better than the tribes of Bani Tamim, Bani Asad, Bani Abdullah bin Ghatafan and Bani Amir bin Sasaa."  (Book #56, Hadith #718)

Narrated Abu Bakra: The Prophet said, "Do you think if the tribes of Aslam, Ghifar, Muzaina and Juhaina are better than the tribes of Tamim, 'Amir bin Sa'sa'a, Ghatfan and Asad, they (the second group) are despairing and losing?" They (the Prophet's companions) said, "Yes, (they are)." He said, "By Him in Whose Hand my soul is, they (the first group) are better than them (the second group)."  (Book #78, Hadith #630)

Dosri baat, Dajjal kay khilaf sakht hona alamat e imaan nahin keun kay Bani Tamim kay sakht tareekay ka ek namoona Zhul Khuwaisira Tamimi jis nay RasoolAllah sallallahu alayhi wassallam ko kaha Muhammad tum nay insaaf nahin keeya. Khawarij kee majority Banu Tamim say thee in logoon nay musalmanoon ko qatal keeya. Sahabah say jang kee. Yeh Banu Tamim kay sakht tareek kee daleel heh. Aur sakht rawayya agar RasoolAllah sallallahu alayhi was'sallam aur Sahabah kay khilaaf apnaya toh dajjal in kee behan kee ulaad nahin hoga joh narmi keren gay. Banu tamim dajjal kay khilaf sakht hogi magar is ko alamat e emaan lena bewaqoofi heh. Banu Tamim kee halat e emaan uper wali doh hadithoon meh biyan heh.

Link to comment
Share on other sites

aik sahib nay bataya kay moujooda saudi hukamraanoon ka silsala NASAB  zulkhwais say ja milta hay.

 

is baray main ko e islami bhaee  roshni daalay ga.  thank you

Salam alayqum wa rahmatullah wa barakaat,

 

Baee, Khadam nay kissi kitab meh ghaliban Muhammad bin Abdul Wahhab kay nasab ka Zhul Khawaisira say milna pera thah magar Saud khandan kay nasab ka kohi pata nahin. Yeh tehqeeq talab masla heh aur khadam kay pass nah toh ilm heh geneology trace kernay ka aur na wasail. Kohi ahle ilm ho joh is meh maharat rakhta ho toh us say rojooh keren. Nasab ka trace krna specialist field heh aur meh nay if field meh kabi kissi specialist ka suna nahin.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...