Jump to content

Murdy Zinda Hoty Hain (Waliyon ki karamat)


Ya Mohammadah

تجویز کردہ جواب

  • 1 month later...
  • 1 month later...
  • 1 month later...
yaar paani khushk hota hai

 

suraj ka saya hota hai

 

kapray pahnanay se insaan nanga hota hai

 

aur issi tarha murda zinda hota hai :lol::lol::lol::lol::lol:

 

Aap Munkir-e-Quran Ki Fehrist Mein Tu Nhin Hain?

 

Allah (azw) Quran-e-Pak Mein Fermata Hai...

 

ابری الاکمہ و الابرص و اُحی الموتیٰ باذن اللہ (آل عمران: ۴۹)۔

میں شفاء دیتا ہوں مادر زاد اندھوں اور سفید داغ والے (یعنی کوڑھی کو) اور مردے جلاتا ہوں اللہ کے حکم سے۔

Pas Ahle Hadees Hazraat Aur Deobandi Hazraat Jo Murdey Zindah Honey Ka Inkar Kertey Hain.. (Halankey Deobandiyon Key Peeron Ka Sabot Oper Aachuka) Woh Dar-Asal Quran-e-Pak Ki Is Aayat Ka Inkaar Ker Key Munkir-e-Quran Hotey Hain... Ya Apni Zati Taveelat Gerh Ker Aayat Ka Matlab hi Badal Detey Hain...

 

Dr. Allama Iqbal Ney Wahabiyon Key Liye Fermaya...

خود بدلتے نہیں قرآن بدل دیتے ہیں

ہوئے کس قدر فقیہان عرب بے توفیق

 

Aur Aapko Pehley Bhi Warning Di Ja Chuki Hai.. Key IM Per Mazaq Maskhri Ki Ijazat Nhin.. Abhi Aapko Sirf Munazra Section Mein Posting Allow Hai.. Is Liye Dalail Key Sath Bat Kerein..

Link to comment
Share on other sites

(salam)

 

Ahlesunnat ka aqida kay Allah azzawajal har mumkin pay qadir hai wahabi deobandiyo ka aqida hai Allah azzawjal muhal pay bhee qadir hai chahay burai ho jhot ho koi bura kam ho magar deobandi wahabi us pay bhe Allah azzawajl ki qudrat mantay hai chahay nuqs ho ya burai.

 

laiken ab mamla kisi wali ki kiaramat ka ho aur jab Allah azzawajal ki marzi say Allah kay kisi wali say karamat ka zahoor ho tu us say munkir ho jatay hain kia yei Allah azzawajal ki qudrat ka inkar nahee Allah jab chahay jisay chahay zinda kar day jaisay Quran mai maujood hai Sage Attar bhai nay ayat quote ki ..

 

yad rakhain Auliya ki karamat darasal Nabi ka moajiza hoti hai aur wohi cheaz moajiza hai jo aam taur say kharq e aadat yani aadat kay khilaf ho loag us ko daikh kar hairan he rah jaiay aur man lain kay yei sab Allah azzawajl ki Qudrat e kamil ka izhar hai takay loag iman laiay sachay deen sacha rasta ikhtiyar kar lain

 

chahay moajiza ho ya na ho karamat ho ya na ho Allah azzawajal ka har nabi sacha hai aur Allah azzawajal ka har wali sacha hai ham un ko sacha aur haq mantay hain Alhamdulillah aur jo un kay Mujizat hain jo Kiramat hain us ko bhe tasleem kartay hain.

 

Murda ham apni zaban mai usay kahtay hain jo kabhe zinda tha ab foat hogaya magar asal murda tu aisi chez howi jis mai kabhe zindagi kay aasar he na ho jaisay koi lakri patthar waghaira yaha tu jo kabhee zinda thay ab murda hain un ka inkar hai alayazo billah magar andhay wahabiyo ko kabhee Qurane azeem mai zikar nahe mila wo Asaiay Syedina Musa alaislam jo aik bay jan lakri aap hath say zameen pay daltay tu chalta phirta Azdaha hojata phir hath mai uthatay phir murda phir daltay phir zinda ..

 

magar Wahabia ka deen o mazhab kuch nahee siwaiay Allah azzawajal aur us kay Rasul alaislam Auliya kiram rizwanullah ajmaeen ki gustakhi kay

 

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

  • 9 years later...

*?SHAAN E AULIYA ALLAH?*

Allah k kuch bande aise hai k na wo Nabi hai na shaheed Lekin Qayamat k din Allah ki taraf se unko Milne Wale rutbe par ambiya wa Shohuda b rashk karange.

*?Sunan Abu Daoud hadees no. 3527)*

? *Scan Page?????? Click here*

http://www.sunnihanfi.tk/2016/10/rasulullah-salallaho-alehewslm-ney.html?m=1

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...