Jump to content

WAHABION (AHL-E-HADITHSION) KA ASLI CHEHRA

Ghulam E Mustafa

تجویز کردہ جواب

Asslamoalaikum 2 all muslims,

Ghulam-e-Mustafa sahib aap ne jo masael likhen hain unn main se jo masael Quran-o-Sunnet ke khilaaf hain woh hergiz Ahlehadees k masael nahin. Jaisa k aap khud bhi Ahlehadees ka asool ooper likh aaye hain. Phir iss asool ke khilaaf koi bhi masla ho chahe kissi Ahlehadees ka ho ya ger-Ahlehadees ka hamare haan qabool nahin. Yehi to Ahlehadees ki khoobi hai k woh taasub ka shikaar nahin hota ager uss ka koi apna masla bhi Quran-o-Sunet k khilaaf ho to woh usse hergiz tasleem nahin kerta.

tafseel k liye dekhiye meri post Ahlehadees ka Manhaj

http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=2704

wasalam

Edited by talinenoor
Link to comment
Share on other sites

AHL-E-HADITH SAHIB MUJHE NAHI PATA THA MAINE JO LIKHA WOH APP K AQAID NAHI I THINK MAIN HEE PAGHAL HOON :lol::lol::lol:

KYON KI APP HER KAAM QURAN-O-HADITH SAY HEE KARTAY HO AUR JO USS MAIN NAH HO WOH NAHI KARTAY TU APP ZARRA MERAY INN SAWALAT KA JAWAB DAIN QURAN-O-HADITH KI ROSHINI MAIN.

1. NABI-E-PAK (saw) NE KISS SAHABI KI GHAIBANA NAMAZ-E-JANAZA PARHAI ?

2. NABI-E-PAK (saw) K ZAMANA-E-AQDAS MAIN GHILAF KABA NAHI THA ABB KYON HAI KIA KAHEEN QURAN-O-HADITH MAIN ISS KA ZIKR HAI ?

3. NABI-E-PAK (saw) K ZAMAN-E-AQDAS MAIN MASAJID K MINAAR NAHI THAY TU APP KI TU HAR MASJID PER HOTA HAI QURAN-O-HADITH MAIN KAHEEN INN KA HUKM HAI ?

4. KHANA KABA KO HAR SAAL JO GHUSAL DIA JATA HAI USS KA QURAN-O-HADITH MAIN KAHAN HAI ?

5. TUM LOGH JO JHASN-E-AHL-E-HADITH MANATAY HO USS KA KAHAN ZIKR HAI QURAN-O-HADITH MAIN ?

AUR MERI ISS POST MAIN MARAY SAWALAT KA JAWAB DO...

http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=3362

Link to comment
Share on other sites

Asslamoalaikum 2 all muslims

Ghulam E Mustafa sahib mujhe afsos hai k aap mera nuqta aap abhi bhi nahin samjhe. jo baten aap ne likhi hain unn main se kuch to saabit bhi hain aur kuch ka taluq duniva amoor se hai. Baher haal ager na bhi hon to uss ka iss baat se kia taluq k asal asool Quran-o-Sunnat hi hai. Ager yeh amaal jin k motaliq aap ne sawal kie hain Quran-o-Sunnat se saabit nahin to bhala Ahlehadees k kerne se unn ka jawaz mil jae ga? Hergiz nahin jis baat ko deen bana lia jae ager uss ka saboot na ho to phir Ahlehadees k kerne se bhi woh sahih nahin ho jaata, galat hi rehta hai.

Wasalam

(wasalam)

JANAB MAINE YEH SAB SAWALAT WOHI POCHE JO WAHABI KARTEY HAIN TU APP LOGH TU TAQLEED KO BHI NAHI MANTAY TU PHIR YEH KAAM DEEN MAIN QURAN-O-HADITH SAY BAHAR KYON KARTAY HO ?...

AUR JANAB MAINE JITNI CHEEZAIN LIKHI HAIN INN MAIN SAY KOI BHI DUNYAWI AMOOR NAHI WOH SABHI DEEN MAIN KAAM KAR RAHAI HO TUM LOGH YA TU INN PER BHI AITRAAZ KARO AUR INN KAMOO KO KHATAM KARO NA.

SIRF EID-E-MILAD PER HEE AITRAAZ KYON ?

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...