Jump to content

Ahlehadees ka Mazhab

Talinenoor

تجویز کردہ جواب

YEH BATAO K AHL-E-HADITH NAAM TU TUMHAIN AIK '' ANGRAIZ '' NE DIA THA TU KIA YEH BID'AT NAHI ? AGRAIZ K AGENT...

ISS KA SABOOT MAIN INSAHALLAH KAL YA PARSOO SCAN KAR K POST KAROON GA.

AUR TUMHARI BAQI GUMRAH BATOON KA BHI... INSAHALLAH

Link to comment
Share on other sites

Asslamoalaikum 2 all muslims,

Ghulam-e-Mustafa sahib aap jo scan ker k post karen ge woh mere ilem main hai. Uss se kuch hasil nahin hota. Ahlehadees naam angrezon se pehle bhi Ahlehadees istimaal kerte the. Jis tarah Babri masjid shuroo se musalmanon ki hai ager aaj india ki hindu adaleton ne bhi iss baat ko tasleem ker lia hai k yeh musalmanon ki hi hai to kia yeh kehna sahih hai k Babri Masjid Hindu logon ne di hai...? Issi tarah ager angrezon ki adalat ne bhi Ahlehadees k naam ko hamare haq main sahih tasleem kia to yeh kehna hergiz sahih nahin k yeh naam bhi angrezon ne hamen dia hai. Allah samajhne ki tofeeq de, Aameen.

(wasalam)

Janab yahan baat aik Masjid ki nahi aik MAZHAB ki hai.

App k Maslik ki baat tu start hee angraiz say hoti hai baqi app ne kia kehna hai ?...

Aur Rafah Yadain k baray main app k Ulama say humare Ulama k buhat buhaaaat Debates ho chukai hain aur Alhumdulillah Jeet sirf aur sirf humari yani Haq ki hoi hai.

Tu app say Guzarish hai Rafah Ibtada-e-Islam main shaid hoo phir kahtam ho gaya.

Link to comment
Share on other sites

Asslamoalaikum 2 all muslims

Ghulam E Mustafa sahib RafaYaden k masle per aik tafseeli mazmoon likh raha hoon jald post keroon ga.

Tab dekh lain ge kis k paas mazboot daleel hai. Baherhaal apna yeh dawa yaad rakhiye ga k Rafayaden Ibtida Islam main hua phir khatam ho gaya.

wasalam

JANAB RAFAHYADAIN KARNA NA JAIZ HAI APP KO JO KEHNA HAI KAHO INSAHALLAH USS KA JAWAB BHI DALAIL SAY DOON GA. fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

Asslamoalaikum 2 all muslims,

Iss mazmoon main siref Rafayaden ka masla hi nahin bal k kai doosre masael bhi hain jin main Ahlehadees sahih ahadees ke mutabiq hain jab k ahnaaf mukhalif. Allah Ahadees k mutabiq amal kerne ki tofeeq de, Aameen.

YEH AHL-E-HADITH LAFZ KISS HADITH SAY SABIT HAI ?

AUR MAINE JO AITRAZAT KIYE UNN K TU TUM NE JAWAB HE NAHI DIYE.

Link to comment
Share on other sites

Asslamoalaikum 2 all muslims,

Khalil Rana Sahib, Aap ne likha hai k main ne aap ki baaton k jawab Taqleed ke mozoo per nahin die the. Halan k baat yoon hai k aik post main pehle main wazaher ker chukka tha k taqleed hoti kia hai? jab aap ne jawab likha to ger-mutaliqa cheezon ko bhi uss main le aaye. Zahir hai main aisi baaton ka kia jawab doon jin se istidlal banta hi nahin.

Doosra yeh k main to yeh pehla mazmoon kissi aalim ka idher post ker raha hoon jab k aap k bande poori poori kitaab iss forum per copy paste ker dete hain chahe uss main jawab ho ya na ho mahez iss liye ke jawab de dia gaya hai.

Mahez jawab dena to koi baat nahin baat to yeh hai k jo baat ki gai hai uss ka radd bhi hai ya nahin.

Allah samajhne ki tofeeq de, Aameen.

Link to comment
Share on other sites

  • 9 years later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...