Mutlaashi مراسلہ: 12 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 12 اگست 2008 Maire bhai kis nain keh diya k dusre jamaat nahin kar suktei shart hei k imaam dusraa hona chahei... in se bolein k daleel dein hawa main fire naan marein duniyaa main kitni aessi masjidein hein jahaan office timing main 2 jamat hoti hein maire bhaai zara ghore se deakh kar bat karein aap nain sirf fatwaa de deiyaa us fatwei ki daleel nahin di.... please darul fatah walon se kaehin please hawala zaroor dei dein .. Dear Kafeel main nay aap k aitiraaz per aap ko app k alim say hi aik fatwa la ker day dia hay ab yeh tumhary alim sahib nay fatwa day dia hay to aab aap un say pochain k is ki daleel kia hay or wo undheray main fire kion ker rahay hain mera kaam to aap aap k atiraaz per aap k hi alim say fatwa day na maqsad sirf or sirf yeh hi hay k aap k Ulma kuch keh tay hain or un k chailay chaantay kuch or keh tay hain baki aagay aap khud samjh saktay hain main or kia keh na chah ta hoon, or way say bhi aap ko itnay dalail day diya hain taraveeh ki 20 rakaat k aap wo bhi nahi maan rahay or aap k alim nay bhi aap ki baat ko jhutla dia aap wo bhi nahi maan rahay, na manain mujhay issay kia way say bhi aap logoon ka kaam hi yeh hi k aap log sirf aik aitiraaz seekh lay tay ho or us per behas ker tay ho or utni hi behas k lea aap logoon ko training di jati hay jistna ghalat hota hay or sahi baat bilkul nahi batai jati k kaheen app log Sunni Hanafi Braivli Maslak main na chalay jao Alhumdullilah yeh sahi or ghalat ki pechaan krana sirf or sirf Ulma-e-Haq Ahle-e-Sunnat waljamat Sunni Hanfi Brailvi Maslac k Ulma-e-Kiraam ki shaan hay or jis k dil per Alllah ki mohat lag jai to phir us k samnay 300 dalail day do us ko naih maan na kion k aqal k andhoon ko sahi or ghalat ki pehchaan ker wahi hi nahi jati hay aap log shirk or biddat ka nara sirf hamary lea laga tay ho kabhi aap nay aap nay ulma kiram k ghar main jhaak ker dekha hay k jis ko wo shirk or biddat keh tay hain wo khud is shirk or biddat bohat khushi say or apna imaan samjh ker ker tay hain saboot k toor per main aap ko dikha sakta hoon اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Kafeel Ahmed Khan مراسلہ: 12 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 12 اگست 2008 Dear Kafeel main nay aap k aitiraaz per aap ko app k alim say hi aik fatwa la ker day dia hay ab yeh tumhary alim sahib nay fatwa day dia hay to aab aap un say pochain k is ki daleel kia hay or wo undheray main fire kion ker rahay hain mera kaam to aap aap k atiraaz per aap k hi alim say fatwa day na maqsad sirf or sirf yeh hi hay k aap k Ulma kuch keh tay hain or un k chailay chaantay kuch or keh tay hain baki aagay aap khud samjh saktay hain main or kia keh na chah ta hoon, or way say bhi aap ko itnay dalail day diya hain taraveeh ki 20 rakaat k aap wo bhi nahi maan rahay or aap k alim nay bhi aap ki baat ko jhutla dia aap wo bhi nahi maan rahay, na manain mujhay issay kia way say bhi aap logoon ka kaam hi yeh hi k aap log sirf aik aitiraaz seekh lay tay ho or us per behas ker tay ho or utni hi behas k lea aap logoon ko training di jati hay jistna ghalat hota hay or sahi baat bilkul nahi batai jati k kaheen app log Sunni Hanafi Braivli Maslak main na chalay jao Alhumdullilah yeh sahi or ghalat ki pechaan krana sirf or sirf Ulma-e-Haq Ahle-e-Sunnat waljamat Sunni Hanfi Brailvi Maslac k Ulma-e-Kiraam ki shaan hay or jis k dil per Alllah ki mohat lag jai to phir us k samnay 300 dalail day do us ko naih maan na kion k aqal k andhoon ko sahi or ghalat ki pehchaan ker wahi hi nahi jati hay aap log shirk or biddat ka nara sirf hamary lea laga tay ho kabhi aap nay aap nay ulma kiram k ghar main jhaak ker dekha hay k jis ko wo shirk or biddat keh tay hain wo khud is shirk or biddat bohat khushi say or apna imaan samjh ker ker tay hain saboot k toor per main aap ko dikha sakta hoon Baqole aap k hum to ghair muqallid hein naan. aur aap muqallid alimon ki bat aap baghair choo charaan maan ;leite honggei hum sirf mohmmad(SAW) ki sahee hadith baghair choo charaan manttei hein mairei bhai is tarhaan to aap k barhei barhei alimon k fatwei bhi main nian upper diye hein zara ghore farmaiye ga please bhai main nian pehilei bhi 2 baar kahaa tha ub phirr keh raha hon k please maire topic ko read karein is main daleel hei aur bukharee shareef ka poora panna main nain post kar diay hei jo Mohmmad(SAW) se 8 taraqweeh hein aur jo 20 taraveeh ki hadith ap la rahe hien woh zaeef hei aur tehreef hei awwal to woh hadith 20 ki hei hi nahin woh hadith 20 raat parhanein ki 20 din nahin isi lyein aap k alimon nain bhi 8 ko hi sahee mana hei zara apnain barho alimon kaa maan rakhein yaad rakhein aa[p muqallid hein alim ki bat aap logon k lyein hujjat hoti hei bhaai.... please ye to yad karein اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 12 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 12 اگست 2008 ub aap bhaag rahei hein topic se mairei bhai ager ye topic yehaan se peihlei bhi kaheen psot ho chukaa hei to yehaan dubara post kyun kiya... aur aap mujhi jawaab dein main nian to aap k hanafee barhei barhei alimon se bhi sabit kar diyaa k taraweeh 8 hi hein Kafeel Sahib.. Pehli Bat Key Aap Apni Roman Urdu Sahi kerein.. Bech Mein Kayi Alfaaz Ki Samajh Nhin Aati... Ya Urdu Rasm-ul-Khat Mein Type Ker Key Post Kerein.. Baqi Yeh Topic Mahfooz Hai... Aap Fikr Na Kerein.. Dekhney Waley Khud Dekh Lein Gey Key Jawab Deney Sey Koun Bhag Raha Hai... Aapki Apni Bat Sey Aub Main Aapko Bhagney Nhin Doun Ga... apnain 2 number alimon ki book yehaan share kartei ho jissm ain koot koot k jhot bharaa hei 1 bhi hawala nahin diya Andaza Ho Chuka Hai Key Aap Ki Benayi Yaqeenan Kamzoor Hai.. is Liye Main Ney Aapki Post#6 Key Asal Alfaaz Ko Highlight Ker Deta Hoon... Aap Ney Likha.. To aap nain qaiyaass kar liya k ager 10 nahin hoti to woh 20 parhtei hongei mohmmad| ki 8 rakat taraweeh hoti thin aur 3 witer hotei thei mair ebhaia ub dubarah deakhnaa ramadhan aa rahe hein jo imam pehieli 10 rakat parhatei heinwoh parha kar chalei jatie hein aur jo baqee 10 raat hotein hein woh sureiparhatei hei aur ye assaami hei taa k sub ko taraweeh mil jai.... baqee aap shafai kafatwaa deakh lein.... WallO Alam Blue Alfaaz Sey Zahir Hai Key Kul 11 Rakaat Hoti Hain.. Jo Ba'Qaul Aap Key Hadees Sey Sabit Hain.. 8 Rakat Taraweeh Aur 3 Witer... Red Alfaaz Sey Zahir Hai Key Aik Imam Aaker 10 Perha Ker Chala Jata Hai Phir Dosra Aaker Shurow Sey 10 Rakat Perhata Hai Takey Jinko Taraweh Nhin Mili Hai Unko Mil Jaye.. Merey Khayal Mein Aap Key Apney Alfaz Sey in 2 Points Ko Samjhney Mein Koi Dushwari Nhin Hai.. Phir Aap Jawab Deney Sey Kiyon Bhag Rahey Hain??? Aap Ney Apni 8 Rakat Taraweeh Ka Tu Khud Radd Ker Diya.. Humein Kerney Ki Kiya Zarorat Hai.. Aap 10 Sabit Kerein.. Werna Likhein Key Aap Ney Ghalat Likha Hai 10 Ki Jamaat Aik Imam Kerta Hai... Main Ney Aapko Bar Bar Kaha Hai Key Aap Pehley Apni Pehli Bat Sabit Kerein Phir Aagey Bat Hogi... Suwal Howa Key Saudi Imam 20 Rakat Taraweeh Perhatey Hain... Aap Ney Jawab Diya.. Nhin 10/10 Ki Shift Hoti Hai... Aap Key Jawab Sey 3 Masaley Malom Howey... Taraweeh Ki Jamaat Hoti Hai.. Baad Mein Aaney Walon Key Liye Dosri Jamaat Hoti Hai.. 10 Rakat Aik Imam Perhata Hai.. Aur 10 Rakat Dosra Imam. Aub Merey Suwal Phir Sey.. Aur Abhi Aap Ney Inkey Jawab Deney Hain.. Quran-o-Sahi Hadees Sey... Apney Mazhab Ki Laaj Rakh Lein.. Key Hamara Mazhab Quran o Hadees Hai.. Tu Inkey Jawab Mujhey Dein.. Jo Key Aapki Apni Baat Sey Akhaz Shuda Suwal Hain.. Wahabiyon Sey 4th Suwal: Taraweeh Ki Jamaat Konsi Aayat ya Sahi Hadees Sey Sabit Hai? Kiya Sarkar Ney Kabhi Taraweeh Ki Ba-Qaida Jamaat Kerwayi? Aik Sahi Hadees Darkar Hai... Wahabiyon Sey 5th Suwal: Konsi Sahi Hadees Sey Sabit Hai Key Taraweeh Ki 2 Jamaat Ki Jayen Takey Baad Wali Awam Ko Taraweeh Mil Jaye.. Kiya Sarkar Key Dour-e-Mubarak Mein Kabhi 2 Jamats Hoyeen Taraweeh Ki.. Aik Sahi Hadees Darkar Hai.. Wahabiyon Sey 6th Suwal: Tarweeh Ki Jamaat Ki 10/10 Rakat Ki Shift Lagti Hain.. 10 Rakaat Konsi Sahi Hadees Sey Sabit Hain.. Ager 8 Rakaat Taraweh Hai tu 2 Rakaat Kiya Perhatey Hain Imam? Aur Aap Sey AIk Bat Phir Guzarish Hai Key Aap Pehley 10 Sabit Kerein Phir 8 Sabit Kejiye Ga... Ya Apni Oper Wali Baat Ko Ghalat Maan Lein Key Saudi Imam 10/10 Ki Shift Nhin Lagatey... Umeed Hai Aub Meri Hightlight Likhayi Aapki Samajh Mein Aajaye Gi... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Kafeel Ahmed Khan مراسلہ: 13 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 13 اگست 2008 Kafeel Sahib.. Pehli Bat Key Aap Apni Roman Urdu Sahi kerein.. Bech Mein Kayi Alfaaz Ki Samajh Nhin Aati... Ya Urdu Rasm-ul-Khat Mein Type Ker Key Post Kerein.. Baqi Yeh Topic Mahfooz Hai... Aap Fikr Na Kerein.. Dekhney Waley Khud Dekh Lein Gey Key Jawab Deney Sey Koun Bhag Raha Hai... Aapki Apni Bat Sey Aub Main Aapko Bhagney Nhin Doun Ga... Andaza Ho Chuka Hai Key Aap Ki Benayi Yaqeenan Kamzoor Hai.. is Liye Main Ney Aapki Post#6 Key Asal Alfaaz Ko Highlight Ker Deta Hoon... Aap Ney Likha.. Blue Alfaaz Sey Zahir Hai Key Kul 11 Rakaat Hoti Hain.. Jo Ba'Qaul Aap Key Hadees Sey Sabit Hain.. 8 Rakat Taraweeh Aur 3 Witer... Red Alfaaz Sey Zahir Hai Key Aik Imam Aaker 10 Perha Ker Chala Jata Hai Phir Dosra Aaker Shurow Sey 10 Rakat Perhata Hai Takey Jinko Taraweh Nhin Mili Hai Unko Mil Jaye.. Merey Khayal Mein Aap Key Apney Alfaz Sey in 2 Points Ko Samjhney Mein Koi Dushwari Nhin Hai.. Phir Aap Jawab Deney Sey Kiyon Bhag Rahey Hain??? Aap Ney Apni 8 Rakat Taraweeh Ka Tu Khud Radd Ker Diya.. Humein Kerney Ki Kiya Zarorat Hai.. Aap 10 Sabit Kerein.. Werna Likhein Key Aap Ney Ghalat Likha Hai 10 Ki Jamaat Aik Imam Kerta Hai... Main Ney Aapko Bar Bar Kaha Hai Key Aap Pehley Apni Pehli Bat Sabit Kerein Phir Aagey Bat Hogi... Suwal Howa Key Saudi Imam 20 Rakat Taraweeh Perhatey Hain... Aap Ney Jawab Diya.. Nhin 10/10 Ki Shift Hoti Hai... Aap Key Jawab Sey 3 Masaley Malom Howey... Taraweeh Ki Jamaat Hoti Hai.. Baad Mein Aaney Walon Key Liye Dosri Jamaat Hoti Hai.. 10 Rakat Aik Imam Perhata Hai.. Aur 10 Rakat Dosra Imam. Aub Merey Suwal Phir Sey.. Aur Abhi Aap Ney Inkey Jawab Deney Hain.. Quran-o-Sahi Hadees Sey... Apney Mazhab Ki Laaj Rakh Lein.. Key Hamara Mazhab Quran o Hadees Hai.. Tu Inkey Jawab Mujhey Dein.. Jo Key Aapki Apni Baat Sey Akhaz Shuda Suwal Hain.. Wahabiyon Sey 4th Suwal: Taraweeh Ki Jamaat Konsi Aayat ya Sahi Hadees Sey Sabit Hai? Kiya Sarkar Ney Kabhi Taraweeh Ki Ba-Qaida Jamaat Kerwayi? Aik Sahi Hadees Darkar Hai... Wahabiyon Sey 5th Suwal: Konsi Sahi Hadees Sey Sabit Hai Key Taraweeh Ki 2 Jamaat Ki Jayen Takey Baad Wali Awam Ko Taraweeh Mil Jaye.. Kiya Sarkar Key Dour-e-Mubarak Mein Kabhi 2 Jamats Hoyeen Taraweeh Ki.. Aik Sahi Hadees Darkar Hai.. Wahabiyon Sey 6th Suwal: Tarweeh Ki Jamaat Ki 10/10 Rakat Ki Shift Lagti Hain.. 10 Rakaat Konsi Sahi Hadees Sey Sabit Hain.. Ager 8 Rakaat Taraweh Hai tu 2 Rakaat Kiya Perhatey Hain Imam? Aur Aap Sey AIk Bat Phir Guzarish Hai Key Aap Pehley 10 Sabit Kerein Phir 8 Sabit Kejiye Ga... Ya Apni Oper Wali Baat Ko Ghalat Maan Lein Key Saudi Imam 10/10 Ki Shift Nhin Lagatey... Umeed Hai Aub Meri Hightlight Likhayi Aapki Samajh Mein Aajaye Gi... maire bhai aap nain sahee kahaa k dikh jaigaa k kon topic se bhaag raha hei yehaan topic hei k 20 hein ya 8 rakat mager aap to shayad yehaan pata nahin sirf sawaal hi sawal kar rahei hein 1 bhi sahee daleel k sath aap nain jawaab nahin diya ager time pass karnaa hei to bhai mujhei bata dein kyun k main yehaan time pass karnain nahin aiyaa hoon main yehaan sirf is post ko thikanain laganain aiyaa hoon aur aap logon ko 8 rakat taraweeh bhi main nain sabit kar di hei mager afsoss k abhi tuck aap nain apnee 20 taraweeh wali daleel nahin di aap k kisi user nain to upper kisi alim ka fatwa lei kar aiya tha k Mohmmad(SAW) nain 8 rakat parhee hi nahin jub k 8 hi parhe hein maire bhai aap mairi post deaikhein main nain upper Bukharee shareef ki hadith pesh kar di hei brai meherbani aap bhi apnee 20 taraweeh wali khwaa woh Mohmmad(SAW) se ho ya Umer se yehaan post kar dein meherbani hogi aap sirf apnain alim ki hi post dei rahei hein jub k aap ki daleel bhi main nain upper post kar di thi mager aap to shayad yehaan bus sawaal 10 karhorh ka khail rahei hein buss ye hi sawaal ko poochnain hein to aap shafiya ka fatwaa uthaa kar deakh lein mairei bhai aap ko maire sawalat ki zaroorat nahin ager aap un k refrence se rahei ho k shafee to 20 rakat parhtei hein aur hanafee bhi to maire bhai woh to ragayuldei,aameen bil jehear, Surah Fatiha imam k peechei, salat woh nahin parhtei azan sepeihlei mager azan k baad, milad woh nahin mananatei, Mohmmad(SAW) kohayaat nahinmanttei, Alim ul ghaib nahin manttei, Sub se barhee bat kuch hanafion ki tarhaan shirk aur bid'at nahin kartei please in cheezon main bhi to un ki seaali karein jub k ye sub to Imam Abu Hanafia Rehmatullah nain bhi nahin kiya ye sub to ahl e bidat ki ijadaat hein ub aap kaho aap kon ho hanafee ya kuch aur.... Amed Raza Khan Brhalvi k payro kaar...... Ji Bhai bohat se aessei maire zehen mein bhi sawalaat hein mager main sirf yehaan topic attandkarnain k lyein hoon ye hi wala jo mojoo chal raha hei please mujhei yehaan apnee woh daleel post kar dein jis ki buniyaad pe aap bat kar rahei hein jub k main nain aap hi k alim se sabit kar dia k taraweeh kitni hei aur baqee original tasneefaat main nain yehaan post kar di hein please bhai ji ager ho sakei to 15 aug tuck ye kaam kar dein phirr mairei paper hein main yehaan nahin hongga 8 sep ko phirr main aap ko miloongga Insha'Allah ...... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Kafeel Ahmed Khan مراسلہ: 13 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 13 اگست 2008 Wahabiyon Sey 4th Suwal: Taraweeh Ki Jamaat Konsi Aayat ya Sahi Hadees Sey Sabit Hai? Kiya Sarkar Ney Kabhi Taraweeh Ki Ba-Qaida Jamaat Kerwayi? Aik Sahi Hadees Darkar Hai... [/qoute] Ji Maire bhai Mohmmad nain 3 din parhee thi mager farz honain k darr se parhana chorh di mager umer k dore main issei 1 sath jamaa kar k parhaya gaya shayad aap ko ye bhi yaad ho k Mohmmad(SAW) Nain ye bhi farmaya hei k mairei baad maire khulfa e rashideen ki sunnat ko apnana isi lyein maire bhai humaire lyein jamaat se parho tub bhi sahee hei ager naan bhi parho to bhikoi maslaa nahin aur umer nain us ko sath main is lyein kar diya kion k jub us k farzz honain ka koi darr nahin tha kion k shariyat poori ho chuki thi mager is cheez ko deakh kar aap nain bhi nai nai cheezein nikalnee shuroo kar di hein Allah hidyat dei Ahl-e-Bid'at ko.... Imam malim aur imam yousof Jo Imam Abu hanafia k shagird hein in k nazdeek qiyam-ul-lail gher main hi parhna chahei humarei nazdeek donon sahee hein mager jo bat Nabee ki bat se takrai ki woh baat khwaa kisi ki bhi ho tukraa di jaigi aur wessei bhi aap ki 20 taraweeh wali sanad zaeef hei aur us main 1 aur nuqss hei aap pesh kareinggei to Insha'Allah bataongga .. Wahabiyon Sey 5th Suwal: Konsi Sahi Hadees Sey Sabit Hai Key Taraweeh Ki 2 Jamaat Ki Jayen Takey Baad Wali Awam Ko Taraweeh Mil Jaye.. Kiya Sarkar Key Dour-e-Mubarak Mein Kabhi 2 Jamats Hoyeen Taraweeh Ki.. Aik Sahi Hadees Darkar Hai.. Phirrrrr Ilm Ki Kamee..... Maire Bhai Namaaz e khof k se paree jati hei ye ja kar apnain alim sepoc leinaa... aur jub jangmain hotei thei to 2 jamaat hi hoti thin kyun k kuch log hifazat kar rahei hotie thei taa k sub ko baa jamaat namaazmil jai ismain koi harjj nahin.... aur yehaan jo topic hei woh hi bat karein apnain topic se paltee naan marein please.. ye aaplogon ki pooran aadat hei.. Wahabiyon Sey 6th Suwal: Tarweeh Ki Jamaat Ki 10/10 Rakat Ki Shift Lagti Hain.. 10 Rakaat Konsi Sahi Hadees Sey Sabit Hain.. Ager 8 Rakaat Taraweh Hai tu 2 Rakaat Kiya Perhatey Hain Imam? Aur Aap Sey AIk Bat Phir Guzarish Hai Key Aap Pehley 10 Sabit Kerein Phir 8 Sabit Kejiye Ga... Ya Apni Oper Wali Baat Ko Ghalat Maan Lein Key Saudi Imam 10/10 Ki Shift Nhin Lagatey... Umeed Hai Aub Meri Hightlight Likhayi Aapki Samajh Mein Aajaye Gi... Sirf Hum To Duaa hI Kar Suktei Hein.... Kiy aBahana Dhoonda Hei Platee khnain ka bai aap maan Jaao k aap k pass koi sahee daleel nahin hei 20 taraweeh kisirf taqleed hi karnee hei lakeer k fakeer hi rehnaa hei ye maan jaao ye to Insha'Allah main sabit kar hi doongga .... A Allah Ahl-e-Bid'at Ko hidayaat Dei Aur Such Bat ko Tasleem Karnain Ki Taufeeque Ataa Farmaa... Aameen ya Rabul Alameen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 13 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 13 اگست 2008 kafeel tumhary Nursery ke paper hony waly hain to bhai ja kar parhai karo or haan jab wapas aao to zara Roman Urdu Sahi tareeqy se likhna seekh kar aana..or idhar udhar ki marna band karo or jo sawaal Highlighted hain agar tum Quran or Sunnat ki Roshni me unka jawab de sakty ho to post karna ye 20-20 Lines ki kissy kahaniya likhna band karo.... in sawalaat ke jawabaat dene me aapko saanp kyo soongh jata hai Wahabiyon Sey 4th Suwal: Taraweeh Ki Jamaat Konsi Aayat ya Sahi Hadees Sey Sabit Hai? Kiya Sarkar Ney Kabhi Taraweeh Ki Ba-Qaida Jamaat Kerwayi? Aik Sahi Hadees Darkar Hai... Wahabiyon Sey 5th Suwal: Konsi Sahi Hadees Sey Sabit Hai Key Taraweeh Ki 2 Jamaat Ki Jayen Takey Baad Wali Awam Ko Taraweeh Mil Jaye.. Kiya Sarkar Key Dour-e-Mubarak Mein Kabhi 2 Jamats Hoyeen Taraweeh Ki.. Aik Sahi Hadees Darkar Hai.. Wahabiyon Sey 6th Suwal: Tarweeh Ki Jamaat Ki 10/10 Rakat Ki Shift Lagti Hain.. 10 Rakaat Konsi Sahi Hadees Sey Sabit Hain.. Ager 8 Rakaat Taraweh Hai tu 2 Rakaat Kiya Perhatey Hain Imam? Wahabiyon Sey 7th Suwal: or ek sawaal or ki aapny apni post me Namaz e tehejjud ko taraweeh se tabeer kiya hai is par Quran or Sunnat se Daleel dein, mere khayal is ismy to koi masla nahin hoga aap jaisy Naam Nihaad Ahle Khabees i Mean Ahle Hadith ke paas. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 13 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 13 اگست 2008 maire bhai aap nain sahee kahaa k dikh jaigaa k kon topic se bhaag raha hei yehaan topic hei k 20 hein ya 8 rakat mager aap to shayad yehaan pata nahin sirf sawaal hi sawal kar rahei hein 1 bhi sahee daleel k sath aap nain jawaab nahin diya ager time pass karnaa hei to bhai mujhei bata dein kyun k main yehaan time pass karnain nahin aiyaa hoon main yehaan sirf is post ko thikanain laganain aiyaa hoon aur aap logon ko 8 rakat taraweeh bhi main nain sabit kar di hei mager afsoss k abhi tuck aap nain apnee 20 taraweeh wali daleel nahin di aap k kisi user nain to upper kisi alim ka fatwa lei kar aiya tha k Mohmmad(SAW) nain 8 rakat parhee hi nahin jub k 8 hi parhe hein maire bhai aap mairi post deaikhein main nain upper Bukharee shareef ki hadith pesh kar di hei اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madinah_Madinah مراسلہ: 13 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 13 اگست 2008 maire bhai aap nain sahee kahaa k dikh jaigaa k kon topic se bhaag raha hei yehaan topic hei k 20 hein ya 8 rakat mager aap to shayad yehaan pata nahin sirf sawaal hi sawal kar rahei hein 1 bhi sahee daleel k sath aap nain jawaab nahin diya ager time pass karnaa hei to bhai mujhei bata dein kyun k main yehaan time pass karnain nahin aiyaa hoon main yehaan sirf is post ko thikanain laganain aiyaa hoon aur aap logon ko 8 rakat taraweeh bhi main nain sabit kar di hei mager afsoss k abhi tuck aap nain apnee 20 taraweeh wali daleel nahin di aap k kisi user nain to upper kisi alim ka fatwa lei kar aiya tha k Mohmmad(SAW) nain 8 rakat parhee hi nahin jub k 8 hi parhe hein maire bhai aap mairi post deaikhein main nain upper Bukharee shareef ki hadith pesh kar di hei brai meherbani aap bhi apnee 20 taraweeh wali khwaa woh Mohmmad(SAW) se ho ya Umer se yehaan post kar dein meherbani hogi aap sirf apnain alim ki hi post dei rahei hein jub k aap ki daleel bhi main nain upper post kar di thi mager aap to shayad yehaan bus sawaal 10 karhorh ka khail rahei hein buss ye hi sawaal ko poochnain hein to aap shafiya ka fatwaa uthaa kar deakh lein mairei bhai aap ko maire sawalat ki zaroorat nahin ager aap un k refrence se rahei ho k shafee to 20 rakat parhtei hein aur hanafee bhi to maire bhai woh to ragayuldei,aameen bil jehear, Surah Fatiha imam k peechei, salat woh nahin parhtei azan sepeihlei mager azan k baad, milad woh nahin mananatei, Mohmmad(SAW) kohayaat nahinmanttei, Alim ul ghaib nahin manttei, Sub se barhee bat kuch hanafion ki tarhaan shirk aur bid'at nahin kartei please in cheezon main bhi to un ki seaali karein jub k ye sub to Imam Abu Hanafia Rehmatullah nain bhi nahin kiya ye sub to ahl e bidat ki ijadaat hein ub aap kaho aap kon ho hanafee ya kuch aur.... Amed Raza Khan Brhalvi k payro kaar...... Ji Bhai bohat se aessei maire zehen mein bhi sawalaat hein mager main sirf yehaan topic attandkarnain k lyein hoon ye hi wala jo mojoo chal raha hei please mujhei yehaan apnee woh daleel post kar dein jis ki buniyaad pe aap bat kar rahei hein jub k main nain aap hi k alim se sabit kar dia k taraweeh kitni hei aur baqee original tasneefaat main nain yehaan post kar di hein please bhai ji ager ho sakei to 15 aug tuck ye kaam kar dein phirr mairei paper hein main yehaan nahin hongga 8 sep ko phirr main aap ko miloongga Insha'Allah ...... salamun ala manit'taba'al Huda huzur apki EYESITE buuuuuuuhhhhhhhhhhhhhhhhttttttttt ziada weak hy.......... aap sy sag e Attar bhai ny kaha hy k ap k images display nhe ho rahy hain.........so aap yahan POST kr dain ye images........... mery pas b ye images nhe display horahy thy........me ny windows phir sy Install ki hain, ub ye images nzr aa rahy hain...... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Hunter of Najdiat مراسلہ: 13 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 13 اگست 2008 I would like to explain something about Ghulam E Mustafa bhai's topic. Alhumdulillah i read Monthly Raza-e-Mustafa Magazine every month. And yeh Questions Raza-e-Mustafa ne Wahabion ke 2 Rasail ko as a Challenge kiye thay but Alhumdulillah Musalsal buhat months yeh Questions Raza-e-Mustafa mein shaya hotay rahai but Wahabion ke kisi bhi Magazine ne inn ka ajj tak koi answer nahi publish kiya tu yeh Kafeel sahib humara aur apna time kyon barbad kar rahai hain ?? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Kafeel Ahmed Khan مراسلہ: 15 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 15 اگست 2008 Bhai jaan taraveeh ko thajjud ki hi namaaz hei mager ramdhan main is ka ehtamam hota hei Shayad aap ko maloom ho k issei qayaam-ul-lail kehtei hein aap mari post kartei nahin bass hawa main bomb martei hein bhai peihlei mari poost parh lein us main is ka bhi jawaab hei aap bhai jaan ye sub chorh deijye k bat kon keh raha hei aap ye deikhein k mairi daleel kahaan se aap k hi hanafee alimon ki books hei aur unhon nain hi mana hei 8 hein qayam-ul-lail aur 20 rakat aap mujhei sabit kar dein sahee hadith se..... insha'Allah kabhee sabit nahin kar painggei.... Jub Jawabaat nahin hotei to idher udher ki batein hi kartei hein aap log Insha'Allah main aap ki daleel ka intezaar karoongga maire pass aaj ka hi din hei please koshish karein aaj hi dei dein... Shukriyaa اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Kafeel Ahmed Khan مراسلہ: 15 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 15 اگست 2008 salamun ala manit'taba'al Huda huzur apki EYESITE buuuuuuuhhhhhhhhhhhhhhhhttttttttt ziada weak hy.......... aap sy sag e Attar bhai ny kaha hy k ap k images display nhe ho rahy hain.........so aap yahan POST kr dain ye images........... mery pas b ye images nhe display horahy thy........me ny windows phir sy Install ki hain, ub ye images nzr aa rahy hain...... Sorry Bro ye Server wokign days main on hota hei.... Shukriyaa... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Kafeel Ahmed Khan مراسلہ: 15 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 15 اگست 2008 I would like to explain something about Ghulam E Mustafa bhai's topic.Alhumdulillah i read Monthly Raza-e-Mustafa Magazine every month. And yeh Questions Raza-e-Mustafa ne Wahabion ke 2 Rasail ko as a Challenge kiye thay but Alhumdulillah Musalsal buhat months yeh Questions Raza-e-Mustafa mein shaya hotay rahai but Wahabion ke kisi bhi Magazine ne inn ka ajj tak koi answer nahi publish kiya tu yeh Kafeel sahib humara aur apna time kyon barbad kar rahai hain ?? Maire bhai to aap yehan dei dein nan jwaab yehaanbat naan wahabi ki hei naan ahl-e-bidat ki yehaan to bat aap k khud imam pe agaai hei shayad aap nain airi post parhee nahin hei main nain apnee daleel baad main di hei pehlei main nain aap k hi alimon ki list di hei jinhon nai ye fatwa diya hei k qiyam-ul-lail 8 hi hein warnaa ager main apnein risalei post karnaa chahoon to buss ho gaya kam jub k main nain sirf original book se hi kiya he bukharee se aur aap logon ki alim k books ka majmooa hei brai meherbani aap yahin pe jawaab dein warnaa mein nein ehnaaf ko bohat si jagahon pe la jawaab kiya hei main bhi wahan ka link de suktaa hoon mager yehan bat karnee hei is lyein yehaan pe jo bat karnee hei karein aur apnee 20 taraveeh ki daleel dein main anin request ki thi k mujhei apnee 20 taraveh wali daleel dei dei aaj 15 aug hei aur 2 din guzar gaie hein mujhei ub tuck nahin mili shayad mujhei hi yean dikhani parhei gi... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Kafeel Ahmed Khan مراسلہ: 15 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 15 اگست 2008 kafeel tumhary Nursery ke paper hony waly hain to bhai ja kar parhai karo or haan jab wapas aao to zara Roman Urdu Sahi tareeqy se likhna seekh kar aana..or idhar udhar ki marna band karo or jo sawaal Highlighted hain agar tum Quran or Sunnat ki Roshni me unka jawab de sakty ho to post karna ye 20-20 Lines ki kissy kahaniya likhna band karo....in sawalaat ke jawabaat dene me aapko saanp kyo soongh jata hai Wahabiyon Sey 4th Suwal: Taraweeh Ki Jamaat Konsi Aayat ya Sahi Hadees Sey Sabit Hai? Kiya Sarkar Ney Kabhi Taraweeh Ki Ba-Qaida Jamaat Kerwayi? Aik Sahi Hadees Darkar Hai... Wahabiyon Sey 5th Suwal: Konsi Sahi Hadees Sey Sabit Hai Key Taraweeh Ki 2 Jamaat Ki Jayen Takey Baad Wali Awam Ko Taraweeh Mil Jaye.. Kiya Sarkar Key Dour-e-Mubarak Mein Kabhi 2 Jamats Hoyeen Taraweeh Ki.. Aik Sahi Hadees Darkar Hai.. Wahabiyon Sey 6th Suwal: Tarweeh Ki Jamaat Ki 10/10 Rakat Ki Shift Lagti Hain.. 10 Rakaat Konsi Sahi Hadees Sey Sabit Hain.. Ager 8 Rakaat Taraweh Hai tu 2 Rakaat Kiya Perhatey Hain Imam? Wahabiyon Sey 7th Suwal: or ek sawaal or ki aapny apni post me Namaz e tehejjud ko taraweeh se tabeer kiya hai is par Quran or Sunnat se Daleel dein, mere khayal is ismy to koi masla nahin hoga aap jaisy Naam Nihaad Ahle Khabees i Mean Ahle Hadith ke paas. Mairei bhai aap mujhei bata dein k main kiya ye topic off kar doon aap k pass ager koi daleel nahin hei.. itna time lagtaa ye to kafee choti si post hei kafee suljhaa sa maslaa hei taraveeh ka to ..... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Kafeel Ahmed Khan مراسلہ: 15 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 15 اگست 2008 Yar bhai jan ye jis nain bhi likhi hei book us ko ye bhi nahin maloom k taraveeh kehtie kissei hein Afsoss hei phir afsoss hei... aap nain ye acha kahaaa mairi images show kara di.. Aap aap khud check kar sktei hein umer ® se kitni taraveeh marvee hein aur mohmmad(SAW) se kitni hein aur us hadith ko sayaque o sabaque k sath parheinggei to aur achi sumajh main ajaigi aap mairi daleel bad mein deikhein pehlei apnain alim ki deikhein kyun k aap ahl-e-taqleed hein maire bhai aap ko daleed se koi leinaa deina nahin aap ko to imam k qoal se matlub hei so please Qoal ka hawala mojoood hei.. Daleel to sirf Ahl-e-Ittbaa e sunat walon ko hoti hei.... Yani k sirf Musalman Naan hanafee naan wahabi naan shafeei koi nahin sirf Musalman yani k Allah ar rasool(SAW) ka farmaa bardar... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Kafeel Ahmed Khan مراسلہ: 15 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 15 اگست 2008 (ترمیم شدہ) Insha'Allah Mujhei aaj hi 20 qiyam-ul-lail walee daleel mil jaigi... Aur Ya Mohmmad Bhai to ye hi sawal dubara kareinggei jis ka jawaab main 13 tareekh ki post main kar chukaa hoon is lyein mujhei Ya Mohmmad BHai se to koi ummeed nahin hei... Maire Lyein Allah(SWT) Hi Kafee Hei.........! Edited 15 اگست 2008 by Kafeel Ahmed Khan اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 22 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 22 اگست 2008 Kafeel Sahib.. Aapko Main Kafi Bar Keh Chuka Hoon Key Is Topic Mein Suwal Yeh Nhin Key Taraweeh 20 Rakaat Hai Ya 8 Rakaat..... Aap Topic Ki 1st Post Read Kerein.. Us Mein Aik Suwal Taraweeh Per Tha Key Imam-e-Kaaba 20 Rakaat Taraweeh Perhatey Hain.. Aapko Is Suwal Key Jawab Mein Kehna Chahye Tha.. Key Imam-e-Kaaba 20 Nhin 8 Perhtey Hain.. Ya Imam-e-Kaaba 20 Perh Ker Khilaf-e-Sunnat Kam Aur Buri Bidat Kertey Hain.. Mager Subhan Allah... Aap Ney Woh Jawab Diya Jis Per Abhi Baat Kerney Sey Aap Bhaag Rahey Hain.. Taraweeh Per Aapko Ya Muhammadah Bhayi Ney Dalail Post Kiye Hain.. 20 Rakaat Key.. Mager Chonkey Humein Maloom Ho Chuka Hai Key Aapki Benayi Kamzor Hai.. Is Liye Aapko Woh Post Nazer Nhin Aaye Gi.. Aayi Tu Dalail Nazer Nhin Aayen Gey.. Mager Main Aapko Aapki Pehli Baat Sey Nhin Bhagney Doun Ga Jab Tak Aap Aetaraf Na Ker Lein Key Wahabi Saudi Imam 20 Rakaat Perhatey Hain Ya Nhin.. Aur Yeh 10 Rakaat Kahan Sey Sabit Hain? Aur Taraweeh Ki 2 Jamaat Kahaan Sey Sabit Hain? Aik Tu Aap Apni Roman Urdu Kuch Sahi Kerein Ya Urdu Rasm ul Khat Mein Likh Ker Post Kerein.. Nez Aap Posts Ko Quote Bhi Sahi Kiya Kerien.. Aapka Apna Text Quote Mein Aajata Hai.. mager umer k dore main issei 1 sath jamaa kar k parhaya gaya shayad aap ko ye bhi yaad ho k Mohmmad(SAW) Nain ye bhi farmaya hei k mairei baad maire khulfa e rashideen ki sunnat ko apnana isi lyein maire bhai humaire lyein jamaat se parho tub bhi sahee hei ager naan bhi parho to bhikoi maslaa nahin Yahi Baat Main Aap Sey Kehlwana Chahta Tha.. Aub Zara Aap Hazrat Umer Key Woh Alfaaz Post Ker Dein Gey??? Key Unho Ney Taraweeh Ki Jamaat Ko Kin Alfaaz Sey Mansoob Kiya? Ya Humein Ijazat Dein Tu Hum Post Ker Dein? Mujhey Malom Hai Aap Woh Alfaaz Kabhi Post Nhin Ker Saktey Werna Aapkey Wahabi Mazhab Ka Janaza Aap Key Apney Hathon Nikal Jaye Ga.. Jesay Aap 10/10 Rakaat Aur 2 Jamaat Ka Maan Ker Aub Jawab Nhin Dey Rahey Hain... Hazrat Umer Ney Taraweeh Key Barey Mein Fermaya نعمت البدعت ہذہ Yeh Tu Buhut Achi Biddat Hai.. Kafeel Sahib... Hazrat Umer Taraweeh Ko Achi Biddat Keh Rahey Hain.. Aur Aap Kehtey Hain Koi Biddat Achi Hoti Hi Nhin... Her Biddat Gumrahi Hai.. Kiya Hazrat Umer Ney Taraweeh Ki Jamaat Ko Biddat Keh Ker Gumrahi Ki? Muaz Allah... Soch Lejiye.. Aapka Biddat Ka Fatwa Kin Tak Jaye ga... Aap Ney 4 Sey 6 Tak 3 Suwalat Mein Sey Aik Ka Hi Jawab Diya ... Jiska Ka Jawab Aapko Dey Diya Hai... Aub 3 Suwal Phir Sey.. Pehla Suwal Thora Sa Change Hai.. Aap Number Laga Ker Jawab Dey Dein.. Jab Aapkey Sahi Jawabaat Aajayen Gey... Tu Phir Aap Sey 20 Ya 8 Rakaat Per Bat Hogi.. Pehley Aap Topic Na Badlein.. Aur Jo Topic Hai Saudi Imam Per Uska Jawab Dein... Wahabiyon Sey 4th Suwal: Taraweeh Ki Jamaat Ko Hazrat Umer Ney Feramaya نعمت البدعت ہذہ Yeh Tu Buhut Achi Biddat Hai.. Wahabi Taraweeh Ki Jamaat Kerwa Ker Biddati Howey Ya Nhin? Ya Is Riwayat Sey Bidat Ki Aqsaam Sabit Hoyi Ya Nhin? (Riwayat Ka Mukamal Hawala Darkar Ho Tu Bataye) Wahabiyon Sey 5th Suwal: Taraweeh Ki Aik Jamaat Ko Achi Biddat Sey Jaleel ul Qadar Sahabi Hazrat Umer Ney Tabeer Kiya.. Wahabi Batain Konsi Sahi Hadees Sey Sabit Hai Key Taraweeh Ki 2 Jamaat Ki Jayen Takey Baad Wali Awam Ko Taraweeh Mil Jaye.. Kiya Sarkar Key Dour-e-Mubarak Mein Kabhi 2 Jamaats Hoyeen Taraweeh Ki.. Aik Sahi Hadees Darkar Hai.. Wahabiyon Sey 6th Suwal: Ba Qaul Aapkey Tarweeh Ki Jamaat Ki 10/10 Rakat Ki Shift Lagti Hain.. 10 Rakaat Konsi Sahi Hadees Sey Sabit Hain.. Ager 8 Rakaat Taraweh Hai tu 2 Rakaat Kiya Perhatey Hain Imam? Umeed Hai Is Bar Aap Bat Badalney Ki Bajaye In Key Jawabaat Dein Gey... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ahle Islam مراسلہ: 22 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 22 ستمبر 2008 Mairei bhai aap mujhei bata dein k main kiya ye topic off kar doon aap k pass ager koi daleel nahin hei.. itna time lagtaa ye to kafee choti si post hei kafee suljhaa sa maslaa hei taraveeh ka to ..... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔