Ghulam E Mustafa مراسلہ: 22 فروری 2008 Report Share مراسلہ: 22 فروری 2008 Mera app say aik sawal hai k kia Allah tala har Jagah Mojood hai ? Chand roz pehlay aik Dost ne kaha k nahi Allah tala har jagah mojood nahi kyon ki Quran-o-Hadith mein iss ka koi zikr nahi aur main ussay koi jawab nah dey saka kyon ki meray pass uss ka koi proper jawab nahi tha. Meharbani farma kar iss ka tasila baksh jawab send karain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qufl e Madinah مراسلہ: 22 فروری 2008 Report Share مراسلہ: 22 فروری 2008 Allah ki Zaat wa Sifaat k baray main hmain kya Aqaid rakhne chahain wo aap YAHAN say Mulahiza Farmain. Neez Is Fatway ko B parh lain: Was'salam ma'alikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam E Mustafa مراسلہ: 22 فروری 2008 Author Report Share مراسلہ: 22 فروری 2008 LAIKIN APP YEH BATAIN K JAB ALLAH HAR CHEEZ KO DEKH RAHA HAI TU ZAHIR HAI DEKHTA WOHI HAI JO WAHAN MOJOD HO. MAINE SHAID KAHEEN AIK HADITH-E-MUBARIKA SUNNI THI K ALLAH BANDAY KI SHAH RAGH SAY BHI ZYADA QAREEB HAI KIA ISS BARAY MAIN KUCH MALOOMAT DAIN GAI APP ? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam E Mustafa مراسلہ: 22 فروری 2008 Author Report Share مراسلہ: 22 فروری 2008 ASAL MAIN MERA SAWAL HAI K ALLAH HER JAGAH MOJOOD HAI YA NAHI ? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 23 فروری 2008 Report Share مراسلہ: 23 فروری 2008 bhai.... Allah har jagah apny ilm or qudrat se mojood hai par jismaniyat chunki Allah ke liye nahin hai is liye har jagah mein mojood hony se wo pak hai kyu ki is se jehat sabit hoga..or Allah ka sari simton se ghira hona sabit hoga saath hi is duniya ka Allah ko ahata kiya hona sabit hoga or ye aqeeda rakna kufr hai is liye Allah har jagah apni zaat se mojood nahin hai balki apny ilm or qudarat se zaroor mojood hai. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam E Mustafa مراسلہ: 23 فروری 2008 Author Report Share مراسلہ: 23 فروری 2008 Tu aghar koi Muslim yeh kahai k Allah sirf Asmaan per hai tu phir ? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 23 فروری 2008 Report Share مراسلہ: 23 فروری 2008 uska ye kehna ghalata hai or usko samjhaya jaye ki Allah waqt,simt,jehat,zamany,jismaniyat sab se paak hai.... mazeed maloomat ke liye ye audio clip zaroor suniye Mufi Mohammad Akamal Attari Sahab ki awaaz mein.. http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=1496 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam E Mustafa مراسلہ: 23 فروری 2008 Author Report Share مراسلہ: 23 فروری 2008 JI SUKRIYA. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Muhammah AhsanUllah Attari مراسلہ: 8 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 8 ستمبر 2008 Tahnkxx اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madinah_Madinah مراسلہ: 26 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 26 ستمبر 2008 4 asking this imp Question......n removing da confusion from many minds........... 4 sharing fatwa........... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
SAYYED MASOOD مراسلہ: 17 مئی 2014 Report Share مراسلہ: 17 مئی 2014 assalamu alaikum wa rahmatullatahi wa barkaatuhu....... bakhidmat huzur mufti shb arz ye hai ke abhi kuchh roz pahle meri do aalimo se guftagu huyi doraane guftagu unme se ek ne aalim ne farmaya ke AALAH SUBHAANUHU HAR JAGAH MOJOOD HAI LEKIN WO JAGAH SE PAAK HAI mene apni naaqis samjh se ilm ka jo thoda hissa mujhe mila mene unki baat ka radd kiya to fir dusre aalim shb ne us aalim ki taaeed ki aur farmaya ke" SAYYED SHB ISSE ZYADA FASEEH JUMLA HO HI NHI SAKTA" to mene kaha ke ke hazrat mujhe fasaahat to nhi pata par jis jumle se mere rabb ki toheen hoti ho mai use kaise kabool karun mujhe aisi fasahat nhi chahiye to unhone mujhe tanziya andaz me farmaya FALSAFA YA MULLAH HASAN PADTE TO SAMJHTE IS BAAT KO NA TUM HUYULA SAMJHTE HO NA TAHT E QUDRAT SAMJHTE HO NA WAAJIB UL WAJOOD KA MATLAB SAMJHTE HO....to mai iss darr se ke kahin sharaee masalaa jaati na ban jaye mai khamosh ho gaya.. aakhir me mene unse kaha hazrat jiss bhi falsafi ne ye farmaya ho mujhe uska qol dikhyen ya mullah hasam me jahan aisi ibaarat hai mujhe dikhyen to unhone ye kah kar taal diya ke mere pass time nahi hai ab daryaafat talab ye hai ke kya un dono aalimo ka kahna sahi hai mujhe un tamaam kitabon ke hawaale chahiye jisme allah ke liye makaan sabit kiya ho agr waqaee me unki baat durust hai do is surat me har jagah wajood e khuda ka kya maana hoga mera aqeeda yahi hai k ALLAH MOJOOD HAI AUR WO APNE ILM AUR QUDRAT SE PURI KAYINAAT KO GHAIRE HUYE HAI TAFSEELAN JAWAAB INAAYAT FARMAYEN اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔