Qufl e Madinah مراسلہ: 18 فروری 2008 Report Share مراسلہ: 18 فروری 2008 Hazrat Data Ganj Bakhsh k Darbar ka Outside View: اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qufl e Madinah مراسلہ: 18 فروری 2008 Author Report Share مراسلہ: 18 فروری 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qufl e Madinah مراسلہ: 18 فروری 2008 Author Report Share مراسلہ: 18 فروری 2008 HAZRAT DATA GANJ BAKSH K DARBAR KA INSIDE VIEW: اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qufl e Madinah مراسلہ: 18 فروری 2008 Author Report Share مراسلہ: 18 فروری 2008 HAZRAT DATA GANJ BAKSH K DARBAR KI MASJID K MANAZIR: اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qufl e Madinah مراسلہ: 18 فروری 2008 Author Report Share مراسلہ: 18 فروری 2008 HAZRAT DATA GANJ BAKSH K URS K MOQA PER DARBAR K MANAZIR اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qufl e Madinah مراسلہ: 18 فروری 2008 Author Report Share مراسلہ: 18 فروری 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 18 فروری 2008 Report Share مراسلہ: 18 فروری 2008 .. Buhut Khobsorat Images Hain.. Share Kerney Ka Shukriya.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 18 فروری 2008 Report Share مراسلہ: 18 فروری 2008 dil afroz tasaweer hain....bohot khoobsorat hai DAATA ka DARBAR or Masjid.... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Tayyib Qadri مراسلہ: 18 فروری 2008 Report Share مراسلہ: 18 فروری 2008 ...brother nice images...wasay ek shurf hasil hay samjha kay ap logon say bayan kar don........kay ya DATA sahib ra darba project ALLHAMDULILAH mera abu ko mukamal karnay ka shurf hasil hoa ..aur woh is kay project manager thay....... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madinah_Madinah مراسلہ: 19 فروری 2008 Report Share مراسلہ: 19 فروری 2008 ss.............v nice images u shared........!! tayyib bhai ko mubarik ho phir to....... buht piyari nisbat hy......!! اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
marhaba مراسلہ: 17 مئی 2008 Report Share مراسلہ: 17 مئی 2008 Dear Qufle Madinah sister DATA SAHIB kay darbar kay images dakh kar dil bage madinah ho giya ALLAH ap ko is ki jazayae khir ata farmayae AMEEN plz ap mujy yeh bata dain k ap nay yeh pictures kaha say li ha deobandeoo ko to dakh kar ag lag gayae ho gi lagay ag in ko to hamari har bat sun kar aur har cheez dakh kar ag lag jati ha اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Karam Ho Ya Rasool Allah مراسلہ: 17 مئی 2008 Report Share مراسلہ: 17 مئی 2008 Dear Qufle Madinah sister DATA SAHIB kay darbar ki tasweerain dekh ker khushi hui kyou kay main nay kabhi nahi dekhi thi ajj dekh lain hai.bas naam to bohaaaaaaaat suna hai bohaat karam ka bhi suna hai but ye nahi pata kay pakistan main kaha hai data sahab ka darbar....................sory bora nahi maniye ga kay mujhay ye bhi nahi pata kay darbar kahan hai??????????app ko to malom hai na kay mujhay kyo nahi pata........plz jaldi bataye ga........ deobandeoo ko to dakh kar ag lag gayae ho gi lagay ag in ko to hamari har bat sun kar aur har cheez dakh kar ag lag jati ha deobandiyoon ko aag lag gai jaldiiiiiiiiiiiiiiiiiii jaldiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii agg bhojanay wali gari ko bolaoooooooooooooooo............smile................. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Muhammad Furqan مراسلہ: 17 مئی 2008 Report Share مراسلہ: 17 مئی 2008 (ترمیم شدہ) Nice photos but why Females are there? Are they allowed to go inside Mazar? I don't think if it is Allowed, I think I once heared Shah sahab, disallowing females to visit Maza'ars. Only Hazrat Fatimah (r-a) was allowed by Prophet him self for his own grave. I went there about 12-14 years ago, A lot of changes, good. agg bhojanay wali gari ko bolaoooooooooooooooo............smile................. Lmao, oos ko "Fire brigade" kehtay hain.... (jo Pakistani mai kissi kam ki nahi). Edited 17 مئی 2008 by Sag-e-Attar اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Karam Ho Ya Rasool Allah مراسلہ: 17 مئی 2008 Report Share مراسلہ: 17 مئی 2008 Lmao, oos ko "Fire brigade" kehtay hain.... (jo Pakistani mai kissi kam ki nahi). islaah kernay kay liye kyon kay mujhe urdu kush khaas nahi ata.wese yaha ki fire brigade to bohat achi hai bas ek bar un kay pas phone kar do baat na bhi karoo to wo number se hi pata laga ker 4-5 min main pohanc jati hain.chahay agg lagi ho ya na lagi hoo.yaha mean (saudi arab) اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Gham-e-Madinah مراسلہ: 18 مئی 2008 Report Share مراسلہ: 18 مئی 2008 masha Allah subhan ALlah azwajal اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
marhaba مراسلہ: 18 مئی 2008 Report Share مراسلہ: 18 مئی 2008 Dear Fatima sister DATA SAHIB ka darbar pakistan kay soba punjah kay darulhakumat lahore may ha jo pakistan ka dosra bara shahar ha jis ko dawateislami ki istilah main DATA SAHUB ki wajah say markaz-ul-oleya kaha jata ha DATA SAHIB buhat baray buzurg ha yeh GHOUS PAK say pehlay kay ha GHOUS PAK nay bi farmaya tha k agar main in kay zamanay main hota to main bi in ka mureed hota is say andaza lagayae k ap kitnay buland muqam par faiz ha KHAJA MUEEN DEEN CHISHTI AJMERI jin ka darbar india main ajmeer shreef main ha unhon nay bi yahan par chila kiya ha yani ap kay darbar par 40 din abadat ki ha HAZRAT BABA FAReED SHAKAR GUNJ jin ka darbar pakistan main pakpatan shareef main ha wo lahore ap kay darbar main salam karnay k liyae ai lakin darbar say kai kilometer door hi say salam kar kay chalay gayae ap nar farmaya k main is qabil nahi hon k itni bari hasti kay darbar main jaoo mera wajood is qabil nahi halan k ap khud bi itnay baray buzurg ha DATA SAHIB ki buhat barkatain ha اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Karam Ho Ya Rasool Allah مراسلہ: 18 مئی 2008 Report Share مراسلہ: 18 مئی 2008 marhaba behna allah app ko is ki jazaa day.sahch kahoon too jo kuch app ne bataya mujhe is ka ilam nhi tha. allah app kay ilam main azafa aur barkat day(ameen) اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
marhaba مراسلہ: 19 مئی 2008 Report Share مراسلہ: 19 مئی 2008 dear fatima sister ap ki duaoo ka shukriya ALLAH yeh duayae tamam suniyon kay haq main qabool farmayae AMEEN dear sister ap saudi arabia main rahti ha to ap ko madinay janay ka sharaf milta rahta ho ga to plz jab bi madinay jayae to hum sab ghar walon kay liyae bulkay sub musulmanoo kay liyae iman ki salamti aur duayae magfirat kiya kijiyae اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Karam Ho Ya Rasool Allah مراسلہ: 19 مئی 2008 Report Share مراسلہ: 19 مئی 2008 dear fatima sister ap ki duaoo ka shukriya ALLAH yeh duayae tamam suniyon kay haq main qabool farmayae AMEEN (ameen) dear sister ap saudi arabia main rahti ha to ap ko madinay janay ka sharaf milta rahta ho ga to plz jab bi madinay jayae to hum sab ghar walon kay liyae bulkay sub musulmanoo kay liyae iman ki salamti aur duayae magfirat kiya kijiyae allah ki razaa aur aqa ki ata se zaroor karoon gi. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔