Ghulam E Mustafa مراسلہ: 14 اکتوبر 2008 Report Share مراسلہ: 14 اکتوبر 2008 admin bhai please iss topic mein Mushtaq bhai ne aik buhat achi suggestion di hai woh read karain. http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=5708 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Exothermic07 مراسلہ: 17 اکتوبر 2008 Report Share مراسلہ: 17 اکتوبر 2008 Baat yeh hai kay Kalam e AlaHazrat ajj kay kam ilme (refereing to samajh of Deen) mahool mai loog theek sai nahi samjh patay........tabhee tu Hadiaq e Bakhsish par Aiteraz kertay hain!!!!........Isliay Ulema ke Taqreer bhut zaroore hain ...naat aur Hamd sunniay kay sath.Aur by the way Imam e Ahle Sunnat nay sirf Ashar hee nahi kahai balkay unhoo nai Nasar mai bhee Ahle Sunnat ka diffa aur promotion kiya hay. Bhai jan main apki baat say ittefaq karta hoon keh naats kay saath saath ulema ki taqreerain sun na bhi bohat zaroori hai. Ap nay kaha tha keh youtube par ziyada tar log sirf naats hi upload kartay hain. Yeh baat sahi hai Is ki waja, meray khayal main wohi hai jo ap nay kaha tha keh log kam ilm hai... naats upload karnay kay liye samjhnay ki zaroorat nahi hoti, ilm ki zaroorat nahi hoti. Upload karna bohat aasaan hai. Magar aqeeday ka difa karnay kay liye ilm zaroori hota hai. Jin logon kay paas ilm hai (maslan ap) woh beshak aqeeday ka difa bhi kar rahey hain. Allah aeson ko jaza khair ata farmaey. Ameen Aesi videos kay liye kissi ilm waley ki madad bhi chahiye hoti hai... maslan main Maslak AlaHazrat kay introduction ki aik video banana chahta hoon magar meray paas itni ziyada information nahi hai Agar koi help karnay wala ho to yeh kaam bara aasan hota hai. Waisay AlaHazrat ka kalam bhi to itna piyara hai keh log naats upload kartay jatey hain. Aur yeh bhi dosron ko impress karnay ka behtareen zariya hai, keh dekho to hamaray Imam ka kalam kitna mazay ka hai... arey unka to saara khandan hi Ala hai! Issi waja say main Un ki videos upload karta hoon اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 29 اکتوبر 2008 Report Share مراسلہ: 29 اکتوبر 2008 Aapki Suggesstion's Ka Shukriya.. Muazrat Key Main Late Reply Ker Raha Hoon... main bohot important mamla ap se share karna chahta hoon. Hamare Tanatan Sunni bhaiyon on youtube ko, maslan ExposingNifaq, aik team work ki zaroorat hai. Lehaza jis tarha composing team ka section hai aur translating team ka... wese hi Video-making section hona chahiye. is ki bohot zaroorat hai, saare bhai abhi individually kaam karrahe hain aur un ko team ki sakht zaroorat hai Aap Ney Bilkul Sahi Kaha... Main Khud Bhi Iska Soch Raha Tha Aur Youtube Key Deger Bhayon Sey Meri Bat Bhi Hoyi Thi... InshaAllah Jald Hi Main Section Ka Setup Kerta Hoon... Phir Aap Sunni Bhayon Ko Invite Kerein Section Join Kerney Key Liye.. Phir Jo Kam Kerney Per Razi Hongey Unko Access Dey Dein Gey.. Aur Munazra Section Mein Bhi Aik Sub Video Section Shayed Hum Bana Dein Jis Mein Ja-AlHaq Per Post Kerdah Videos Share Ki Jayen... Ja-AlHaq Video Section ko Jald Hi Upgrade Kerna Hai.. admin bhai please iss topic mein Mushtaq bhai ne aik buhat achi suggestion di hai woh read karain.http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=5708 Education & Information Ka Section Ager Dekha Jaye Tu Us Mein Islami Topics Wohi Hain Jo Deger Sections Mein Easly Move Ho Saktey Hain.. Maslan Islamic Stuff mein.. Is Liye Alag Sey Education & Information Ko Bator Islami Section Use Kerney Ka Koi Reason Nazer Nhin Aaraha... Iski Phir Yoon Tarkeeb Ho Sakti Hai Key Islami Topics Sab Islamic Stuff Aur Articles Waghera Section Ko Move Ker Diye Jayen Aur Iska Rename Ker Key IT Education & Information Ker Diya Jaye... Aur Computer Sey Related Masail, Unicode Tutorial Topics/Posts Waghera Sab Woheen Move Ker Diye Jayen... Yeh Mera Naqis Mashwara Hai Aap Bhi Apni Raye Ka Izhar Ker Saktey Hain.. Wassalam Ma'Al Ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam E Mustafa مراسلہ: 30 اکتوبر 2008 Report Share مراسلہ: 30 اکتوبر 2008 Education & Information Ka Section Ager Dekha Jaye Tu Us Mein Islami Topics Wohi Hain Jo Deger Sections Mein Easly Move Ho Saktey Hain.. Maslan Islamic Stuff mein.. Is Liye Alag Sey Education & Information Ko Bator Islami Section Use Kerney Ka Koi Reason Nazer Nhin Aaraha... Iski Phir Yoon Tarkeeb Ho Sakti Hai Key Islami Topics Sab Islamic Stuff Aur Articles Waghera Section Ko Move Ker Diye Jayen Aur Iska Rename Ker Key IT Education & Information Ker Diya Jaye... Aur Computer Sey Related Masail, Unicode Tutorial Topics/Posts Waghera Sab Woheen Move Ker Diye Jayen... Yeh Mera Naqis Mashwara Hai Aap Bhi Apni Raye Ka Izhar Ker Saktey Hain.. Wassalam Ma'Al Ikram Ji Bhai yeh thekh rahe ga aur aghar kisi ko iT say related Question pochna hoo tu woh bhi bajai Requests ke wahan pochai. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madinah_Madinah مراسلہ: 1 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 1 نومبر 2008 see all these topics are similar: ALLAH's name visible on Africa- Libiya Miracles Of Islam (very rare to see) miracles of islam (rare) ALLAH's Name ON Different Things Images (tea cup me ALLAH ka naam) Islamic Miracles MIRACLE- Gandum K Khait Me Ism e Muhammad Sallallaho alihi wasallam) must see...MARICLE on 22 rajab ul murajab in my home Chand k Do Tukry The name of Allah azawajal and Hazrat Muhammad salalahoalaiwaslam visible on Mars meri naqis raey hy k in sbko merge kr diya jay.......... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madinah_Madinah مراسلہ: 1 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 1 نومبر 2008 g Sag e Attar bhai apka mashwara buht acha hy......... mera b yehi mashwara hy........... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madinah_Madinah مراسلہ: 13 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 13 نومبر 2008 (ترمیم شدہ) me ny ye poochna tha k VIDEO MAKING SECTION ME kis typ ki videos banany ka plan hy.............mera matlab hy kis tarha.........??? (can v see any sample video to get an idea..?? ) Aqaid e Ahlesunnat sy related Clips banany hain ......?? aur speeches upload krna b is me shamil hy.......??? Edited 13 نومبر 2008 by madinah_madinah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madinah_Madinah مراسلہ: 15 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 15 نومبر 2008 see dis person ( BarelvismUnveiled) on Youtube has uploaded so many videos against ALAHAZRAT n Sunnis..........and Dawateislami.........iski videos ko respond krna chahiye hum logo ko...........!! اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
ExposingNifaq مراسلہ: 15 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 15 نومبر 2008 Bhai (madinah_madinah) jiss najdi kee videos app nay refer kee hain unn mai ziada tar main saboot nahi diya giya. Bghair saboot agar najdi kaian kaian kerta hay tu karta rahay. Albata jiin videos mai uss nay kuch saboot diya thay unn ka jawab diya jaa chuka hay.Agar app bhee utube par videos bana chatain hain tu iss muzoo par ADMIN bhai nai alag section bana diya hay ....woh join ker lain....Taka behtar tareeqay sai kaam kiya ja sakay. Shukriya & JazakAllah. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 15 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 15 نومبر 2008 me ny ye poochna tha k VIDEO MAKING SECTION ME kis typ ki videos banany ka plan hy.............mera matlab hy kis tarha.........??? (can v see any sample video to get an idea..?? ) Aqaid e Ahlesunnat sy related Clips banany hain ......?? aur speeches upload krna b is me shamil hy.......??? Jee.. Akser Videos Aqaid Per Hi Hongi.. Jo Bhayi Youtube Per Kam Ker Rahey Hain.. Yeh Section Un Key Liye Hi Hai.. Aur Jo Kerna Chahtey Hain Tu Woh Mujhey PM Ker Dein Tu Unko Access Di Ja Sakti Hai... Wassalam Ma'Al Ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Nisar A Mughal مراسلہ: 20 جنوری 2010 Report Share مراسلہ: 20 جنوری 2010 Asalam o Alikum .... sir i wana know k yahan per koi aisa thread hai like Praying corner ya prayer request ?? basic idea is tht k kia pata kis ki dua Allah ki bargah mai bandon k liye qabool ho jai ... so thts why zehn mai aya aur post ker dia ... JazakAllah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mzc مراسلہ: 7 مئی 2011 Report Share مراسلہ: 7 مئی 2011 You should add some Urdu Fonts too. So when members write in Unicode urdu others can read it clearly. I would recommend "Jameel Noori Nastaleeq". اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Yusuf1211 مراسلہ: 13 مئی 2011 Report Share مراسلہ: 13 مئی 2011 meri request hai ki shaf'ae maslak k barey mai literature jama kiya jaye.kaafi pareshani hoti hai to get sunni shaf'ae articles on internet. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔