Jump to content

Hazrat Ali Radi Allahu Anhu ki khasusiyat


Qufl e Madinah

تجویز کردہ جواب

(bis)

 

(saw)

 

Hazrat Ali (ra) ki Buhat si khasusiyat main say aik khasusiyat ye b hai k Aap (ra) Sarkar Aqdas (saw) k Damad,Chacha zad bhai honay k sath sath "A'aqad e Mawakhat" main b Aap (saw) k bhai hain.

 

Jaisa k Tirmizi Shareef main Hazrat Abdullah Bin Umar (ra) say riwayat hai k Rasool (saw) ny jab Madina Tayyeba main Akhuwat yani Bhai chara qaim kiya k 2,2 Sahaba ko bhai bhai banaya to Hazrat Ali (ra) rotay huwe Bargah e Risalat (saw) main hazir huwe aur Arz kiya,Ya Rasool Allah (saw) ! Aap ny Saray Sahaba k darmeyan akhuwat qaim ki.Aik Sahabi ko Dusray Sahabi ka bhai banaya magar mujhe kisi ka bhai na banaya main to yun he reh gaya.To Sarkar Aqdas (saw) ny farmaya:

 

"TUM DUNIA AUR AKHIRAT DONO MAIN MERE BHAI HO"

(Mishkat Shareef page 564)

 

MURTAZA SHAIR E HAQ ASHJA'A AL ASHJA'AEEN

BAB E FAZL O WILAYAT PY LAKHOON SALAM

SHAIR SHAMSHEER ZAN SHAH E KHAIBAR SHIKAN

PAR TO DAST E QUDRAT PAY LAKHOON SALAM

Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...
  • 1 month later...
  • 2 months later...

(sa)

 

(ja)

 

wah kia batt hay MOLA ALI SHARE E KHUDA KI

 

 

 

jis ko doba hua suraj bhi palat ker dekhey

 

hum esy apney aqeedy main ALI khety hain

 

 

aiana khaney osey a"aks e jali khety hain

 

lehja e aisq mein walioun ka wali khety hain

 

 

 

aur durr tak phllei hai tareekh mein oski khasbhu

 

oski benaai key shuley ko kali khety hain

 

 

ilm key shaher ka derwaza hay laqab os ka

 

oski her sans ko hikmat ki gali khety hain

 

 

harf harf isko perha mein ne tu maloom hua

 

key lughat e deen e MUHAMMAD (saw) ko ALI (ra) khety hain

Edited by ata_ho_ghame_madina
Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

MashaAllah nice post!

 

me wana share Hadees Pak.

 

Tirmaze ki Rawayat he,Ye Huzoor Pak kay Gulam Hazarat Jabir(RadiAllahAnhu) se marwe hai:Aik din Huzoor Pak k paas paka howa parinda kisi ne paish kia,Hazoor Pak k Haath Mubarik Dua k leye oth gae or Farmaya k "Mein is Parinde(Bird) ko aqaila nahi khana chahata, Moula to Makhlooq mein jis k saath zaida mohabbat karta hai us ko baijh Ta'ake Ham done baith kar khaen."

 

Hazarat Jabir Farmate hein Intizaar hone laga k kon aane wala hai?

 

Achanak kia daikha Hazarat Ali(RadiAllah Anhu) a gae.

 

Huzoor Pak ne Hazarat Ali ko saath baithaya kar khaya.

 

JazakAllah.

 

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

MashaAllah nice post!

 

me wana share Hadees Pak.

 

Tirmaze ki Rawayat he,Ye Huzoor Pak kay Gulam Hazarat Jabir(RadiAllahAnhu) se marwe hai:Aik din Huzoor Pak k paas paka howa parinda kisi ne paish kia,Hazoor Pak k Haath Mubarik Dua k leye oth gae or Farmaya k "Mein is Parinde(Bird) ko aqaila nahi khana chahata, Moula to Makhlooq mein jis k saath zaida mohabbat karta hai us ko baijh Ta'ake Ham done baith kar khaen."

 

Hazarat Jabir Farmate hein Intizaar hone laga k kon aane wala hai?

 

Achanak kia daikha Hazarat Ali(RadiAllah Anhu) a gae.

 

Huzoor Pak ne Hazarat Ali ko saath baithaya kar khaya.

 

JazakAllah.

 

 

(sa)

 

(ja) FOR SHARING such a nice raiwayt

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...