Sawad-e-Azam مراسلہ: 29 جنوری 2008 Report Share مراسلہ: 29 جنوری 2008 Assalam o Alaikum! Mujhe Attaullah Shah Bukhari ke muta'aliq tahqeeqi maaloomat (Aqaid waghaira) darkar hein. Tamam islam bhaioan se Madani iltija he. Jazak ALLAH khair, اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Aashique-Mustafa مراسلہ: 29 جنوری 2008 Report Share مراسلہ: 29 جنوری 2008 Assalam o Alaikum Brother Baqaeda Hawala jaat ke saath to info nai hai mere paas haan confirm itna zaroor hai ke wo deobandi tha,, Tehreek e Pakistan ka Mukhalif tha,, or deobandi jo itna us ki taqreero se josh mein aajate the or us ki Taqreerein bhot purjosh hoti thi,, wo is waja se ke us ne 1 dafa Hazrat Peer Meher Ali Shah REhmatullah alaih se apne liye dua karwayee thi us ke baad se us ke gale or us ki Zubaan mein ye Taseer hogayee thi... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sybarite مراسلہ: 29 جنوری 2008 Report Share مراسلہ: 29 جنوری 2008 (ترمیم شدہ) Assalam o Alaikum!Mujhe Attaullah Shah Bukhari ke muta'aliq tahqeeqi maaloomat (Aqaid waghaira) darkar hein. Tamam islam bhaioan se Madani iltija he. Jazak ALLAH khair, Assalam-o-Allaikum wa`Rehmatullahe wa`Barakatuhu! Hazrat maloomat to khair mujhay bhi kuch zyada nahi lekin aap ki post parh kar search kya to ye results milay hain. Dekh lijiye shayad kuch madad mil jaye. http://en.wikipedia.org/wiki/Syed_Ata_Ullah_Shah_Bukhari http://mjanji.tripod.com/bukhari.htm The 2nd link says ; His role is discussed at length in the translator's note `Hazrat Maulana Muhammad Ilyas's Attention Towards Various Muslim Parties'. Muhammad Ilyas, the founder of Deobandi Tablighi Jamat (The-bug-League)! So there is something fishy.... will try to get some more information in this regard soon InshAllah! Edited 29 جنوری 2008 by Sybarite اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sawad-e-Azam مراسلہ: 30 جنوری 2008 Author Report Share مراسلہ: 30 جنوری 2008 Jazak ALLAH Ashique-Mustafa Bhai! Lekin Hazrat Peer Mehr Ali Shah Sahib Rahmatullahalaih ne aik badaqeeda badmazhab ke liye dua kion farmai? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 30 جنوری 2008 Report Share مراسلہ: 30 جنوری 2008 Lekin Hazrat Peer Mehr Ali Shah Sahib Rahmatullahalaih ne aik badaqeeda badmazhab ke liye dua kion farmai? <span style="font-size: 18px; font-family: urdu naskh asiatype, tahoma; line-height: 160%"> السلام علیکم۔۔ محترم بھائی پیر مہر علی شاہ صاحب علیہ الرحمہ نے کہاں دعا فرمائی ہے؟ کیا پیر صاحب کی اپنی کسی کتاب میں موجود ہے؟ دیوبندی پیر مہر علی شاہ صاحب علیہ الرحمہ اور دیگر علمائے اہلسنت پر الزامات لگاتے ہیں اور جب حوالہ مانگا جائے تو اپنی کتاب کا حوالہ دیتے ہیں۔ اسی طرح دیوبندی حضرات پیر مہر علی شاہ صاحب علیہ الرحمہ کے متعلق لکھتے ہیں کہ انھوں نے قاسم نانوتوی کی تعریف کی ۔ اور حوالہ دیتے ہیں کتاب "ڈھول کی آواز" کا۔۔ حالانکہ یہ کتاب ایک دیوبندی مولوی کی لکھی ہوئی ہے۔ بطور دلیل اپنی کتاب کا حوالہ دینا یہ نہ تو برہانی انداز ہے نہ جدلی۔۔ اس پر مزید بھی کلام ہے۔ حوالہ ملے تو پھر انشاء اللہ عزوجل </span> اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Aashique-Mustafa مراسلہ: 31 جنوری 2008 Report Share مراسلہ: 31 جنوری 2008 Sajjad bhai ye dua wali baat muje mere teacher ne batayee thi jo ke TTS hain,, or un ka mutalla bhi kafi wasee hai,, per is ki tafseel mein ne nahi poochi thi... sorry for that.... ho sakta hai peer sahab ne us waqt dua ki ho jab unhein ataullah ke aqaid ke bare mein ilm naa hoo.... Wallaahu wa rasooluhu AAlamu اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sawad-e-Azam مراسلہ: 31 جنوری 2008 Author Report Share مراسلہ: 31 جنوری 2008 Sag-e-Attar bhai, Yeh deobandi jhoot ki paidawar hein, yeh apne khuda ko jhoota kehte hein. Aik jhoot yeh aur bhi boltay hein ke Hazrat Ghazi Ilm Din Shaheed Alairahmat ne Attaullah Shah Bukhari ki koi taqreer sun kar rajpal ko qatal karne ka irada kia tha, jiska inke paas koi saboot nahin. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔