Jump to content

Matam Karne Ka Sharai Hukum


Shareef Raza

تجویز کردہ جواب

  • جوابات 76
  • Created
  • Last Reply

(bis)

 

 

Dil ko nahee , dimagh ko bhee !

 

Shia ki kisee kitab mein nahee likha hai ki nabee paak ki waffat ke baad Ali rd ne aisa kiya! Shiaon ke mutabik Ali rd nabee paak se muhabbbat nahee kartey they ! Ali rd ki wafat ke baad hassan rd aur hussein rd ney bhee koee matam nahee kiya , wah bhee apaney walid sey muhabbat nahee kartey the!!

 

pata yeh chala ki yeh sab harkatein JAHILANA hai aur islam sey isake koee talluk nahee !!

Link to comment
Share on other sites

Ufff Lanat On Shia/Rawaafiz !

 

 

(bis)

 

 

Well , they are making lanat on themself! Cant we all see? This is their own act which they do becase they ditched Sayyedina Hussein rd ! They invited him to Kufa , promising that they will support and help him . But they never came out of their home to support sayyedina Hussein rd.

 

So they do this , which has no place and no basis!

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

 

Sabsey pehlee guzarish hai ki quran ke jab reference dein tab SURAT KA NAAM YA NUMBER DEIN AUR AYAT NUMBER.

 

"PARA" reference na dein.

 

Pehley hadees post ki gayee thee ki nabi paak ki aankhon mein khud aansoo aa gae they jan unakey farzand ka inteqal hua. Nabee paak ne gham karne ki muddat teen din ( 3 days) rakhee.

 

Ab agar bil farz Ayatullah ka inteqaal aaj ho jae ,, to aap teen dink tak ( 3 days) tak khoob ro lijiye , aanson baha lijiye . Lekin har saal aaj ki tarikh per kapadey utar ker khoon nikalana kaun si ayat se sabit hai?

 

jawab dein ,,, MATAM wale thread mein !

 

 

Al Hasani

Link to comment
Share on other sites

Ayatullah kya aap ko pata hai hum Gayaarhveen Sharif kyon karte hain.

 

Agar pata hai to Jawab do phir main aagay chaloon ga>

 

Issue ye nahi ke jisam se khoon nikala jaye. Issue ye hai ke os din gham karna. afsoos karna.

 

Afsos wohi kare ga jis ko Ahal-e-Bait ya Hussain (as) se mohabbat ho gi. Jis ko nahi ho gi wo jaanay or or os ka anjaam Allah ke pass.

 

Main thori der main Para-6 ki pehli ayat translation ke sath paste karta hoon

Link to comment
Share on other sites

Ye Lo Islami Bhaio. Para-6 ki pehli ayat duly translated.

 

Yahaan Jehar se muraad oonchi oonchi awaaz main bolna ke hain. Mera pass aik or tarjma hai jis main clearly likha hai oonchi awaaz main wavila karna zulam par. To koi zulam par wavila kar de ya ro bhi de to koi gunah nahi hai. Na backbiting hai na kuch or. Aap Ala Hazrat (as) ka translation check kar lijiye

post-2656-1227880330.jpg

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

 

Quran al kareem , sUrat An Nisa , ayat no 148 .

 

لَّا يُحِبُّ اللَّهُ الْجَهْرَ بِالسُّوءِ مِنَ الْقَوْلِ إِلَّا مَن ظُلِمَ ۚ وَكَانَ اللَّهُ سَمِيعًا عَلِيمًا

 

Allah ta'ala be awaaz buland buri baat kahney ko na pasand farmaata hai siwae mazloom ( ki baat) key aur Allah bahut sunaney wala nihayat ilm wala hai.

 

 

Sitara sahab , kya aap bata saktey hain , is ayat sey aap ney kaisey yeh istedlal kiya ki 10 muharram ko kameez khol kar badan per khoon nikalana jayaz hai..

 

Bara e meharbani batlaein.

 

Aur is ayat ki tafseer mein Ali rd ka qawl bhee mawjodd hai , wah bhee dekh lein.

 

Aap gyrahween kyun manate hain isasey mujhey koee saraokaar nahee. Agar aap koee point kehna chahtey hain to tahreer karein , mujhey nahee pata aap gyauhreween sey matam kaisey sabit karegein.

 

Aap is ayat say shion ka matam sabit karein.

 

Request to moderators :: IN SABHEE POST KO MATAM WALEY THREAD MEIN TRANSFER KAR DEIN.

 

( Last 5 post and this post )

 

Al hasani

 

 

Link to comment
Share on other sites

Ayatullah Bhai jaan

 

Pehle aap ye to manay ke Zalim ke zulam pe oonchi awaaz se wavila kiya jaa sakta hai.  Khooni maatam bilkul alaihda issue hai.

 

Main ne pehle bhi bataya ke agar kisi ko Hussain (ra) ki shahadat ka gham hai to 10th moharram ko yaad kar ke kyon ke wo mazloom hain afsos kare ga wo roye ya na roye.  Jissay nahi gham wo Khsmaa Da Sar Khaye.

 

Maatam ki to main baat hi nahi kar raha ke maatam karna hai ya nahi.  Main to gham or afsos karnay ki baat kar raha hoon.  Jis tarha hum har Gayarveen ko aisaal-e-sawaab karte hain wo kis liye karte hain.  Gaus Paak (as) ka yahi hukam tha ke os din Islam par qiamat toot pari thi.  Nawas-e-Rasool or Aulaad-e-Rasool mazloomaiyyat se katal kar di gai thi  Aaj ke din bohat bhari hai.  Sadka khairaat karo.

 

Ap to Justice Taki Usmani ki tarha baat kar rehe hain os ne aik kitaab likha hai "Moharram ki Bidaat" Os main wo kahta hai ke 10th Moharram ko Hussain (as) ka gham manana bidat hain os din shadi ki jaye nikah kiye jaaye dhol bajaye jayen sawab mile gaa.

 

Main to brailvi hoon or mujhe 10th moharram ko Hussain (ra) ki mazloomiyyat ka bohat afsos hota hai kyon ke on ki nisbat Rasoolallha Se hain.  Aap Hussain Zameen par gir rehe hain or Aap PBUH khutba tor kar onhain zameen se uthanain ke chalay gaye hain ke main Hussain ko girta howa nahi dekh saka.

 

Ap kaisay brailvi ho ke jis din hamaray Rasoolallah ke Aziz niwasa mazloomiyyat se shaheel kiya gaya ho os din hum zubaan se afsos bhi na karen.  Rona dhona or maatam to alag baat hai.

 

Agar hamara akida hai ke Rasoolallh apnay roza main zinda hain to kya 10th moharram ko wo ghamgeen nahi hote hon ge

 

Apni zindgai main to Aap bibi khadija ke liye har saal on ki barsi manate the kya wo Hussain ke gham main ghamzada na hon ge?

post-2656-1227886360.jpg

post-2656-1227886371.jpg

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

 

IS FORUM KE SABSEY BADEY JHOOT KA PARDA FAASH

 

Sitara sahab ney Sunan Ibn Majah say hadees ka scan kiya aur phir EDIT option ka istemal kartey hue hadees ka aakhiri hissa ERASE kar diya !! Aap sabhee bhai gaur say DEKHEIN TO KALE SPOT nazar aayegein !!

 

Sitara sahab nay AISA KYUN KIYA aur MUkammal hadees kya hai ,, wah main aap logon ki khidmat mein pesh karta hoon

 

سنن ابن ماجه كتاب الجنائز

باب مَا جَاءَ فِي الْبُكَاءِ عَلَى الْمَيِّتِ

 

 

 

 

 

1659 - حَدَّثَنَا هَارُونُ بْنُ سَعِيدٍ الْمِصْرِيُّ، حَدَّثَنَا عَبْدُ اللَّهِ بْنُ وَهْبٍ، أَنْبَأَنَا أُسَامَةُ بْنُ زَيْدٍ، عَنْ نَافِعٍ، عَنِ ابْنِ عُمَرَ، أَنَّ رَسُولَ اللَّهِ ـ صلى الله عليه وسلم ـ مَرَّ بِنِسَاءِ عَبْدِ الأَشْهَلِ يَبْكِينَ هَلْكَاهُنَّ يَوْمَ أُحُدٍ فَقَالَ رَسُولُ اللَّهِ ـ صلى الله عليه وسلم ـ ‏"‏ لَكِنَّ حَمْزَةَ لاَ بَوَاكِيَ لَهُ ‏"‏ ‏.‏ فَجَاءَ نِسَاءُ الأَنْصَارِ يَبْكِينَ حَمْزَةَ فَاسْتَيْقَظَ رَسُولُ اللَّهِ ـ صلى الله عليه وسلم ـ فَقَالَ ‏"‏ وَيْحَهُنَّ مَا انْقَلَبْنَ بَعْدُ مُرُوهُنَّ فَلْيَنْقَلِبْنَ وَلاَ يَبْكِينَ عَلَى هَالِكٍ بَعْدَ الْيَوْمِ ‏"‏ ‏.‏

 

 

URDU TRAJUMA

 

Sunan Ibn Majah , Kitab Al Janaiz , bab : Mayyat per ronay ka bayan

 

Hazrat Abdullah bin Umar Rd say rawayat hai ki Huzoor alayhis salam Ab al asheel ( ek qabiley ka naam ) ki auraton ke qarreb say guzary , wah ro rahee thee apaney logon per jo uhad ki jung mein marey gai they. Aap nay farmaaya " lekin Hamzah per koee ronay wala nahee hai" . Yeh sun kar Ansaar ki auratein aaein aur hamzah per ronay lagee. Huzoor Alayhis salam jaagey aur farmaya " KHARABI HO IN KI ABHEE TAK YEH SAB AURATEIN NAHEE WAPAS NAHEE GAYEEN? IN SAY KAHO WAPAS HO JAEIN AUR KISEE MURDEY PER AAJ SAY NA ROEIN.

 

English Translation

 

Ibn Umar rd is reported to have said that Allah's messenger ( alayhis salam) happened to pass by some women beonging to Abd al Ash-hel ( tribe) who were bewailing their (dears) killed on the day of ( the battle of ) Uhud. Allah's messenger ( alayhissalam) said " There is none to weep for Hmaza rd" . Upon which the women of Ansar began to weep for Hamza . Then Allah's messenger ( alahys salam) woke up and said " WOE TO THEM . HAVE THEY NOT RETURNED ( TO THEIR HOUSES) TILL NOW?.ORDER THEM TO GO BACK AND NOT WEEP OVER ANY DEAD AFTER THIS DAY"

 

 

REQUEST TO MODERATORS : YEH SITARA EK SHIA HAI , JO SUNNI KI SHAKL MEIN TAQQYA KAR RAHA HAI. AISAY SHIAON KI WAJAH SEY FORUM PER JAHALAT FAILATEE HAI AUR SACCHEY SUNNI MUSLAMAN SHUBAH KA SHIKAR HO JATEY HAIN.

MAINWEY IS SHIA KI DUSARI POST BHEE CHECK KI HAI JAHAN ISANEY QURAN SHERIF KI AYAT AUR HADITH KO GALAT MAFHOOM KE SSATH PESH KIYA HAI .

 

AGAR AAP LOG MUNASIB SAHMAJEY TO ISAKO BAN KAR DEIN TAKI ISAKEE TAMAM POST KI JAANCH KI JA SAKEY.

 

AL HASANI

post-2659-1227896373.jpg

Link to comment
Share on other sites

FATAH E MAKKAH KAY BAAD NABI KAREEM SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM KI AURTOON SAY BAYAT KI SHARAIT ::

 

(BAHAR UL ANWAR , JILD 2, PAGE 700, BAB 43 , FATAH E MAKKAH KA HAAL)

 

 

post-1051-1227912374.jpg

 

 

MULLA BAQAR MAJLI SAHIB TO MATAM KAY KHILAF RIWAYAT BAYAN KARAIN, FATAH MAKKAH KAY DIN JIN SHARAIT PER AURTOON SAY BAYAT LI GAYEEN UN MAIN MATAM KI MUZAMMAT HAI.

 

JAWAB DARKAR HAI ????

Link to comment
Share on other sites

How To Cut Your Forehead in 3 Steps

 

post-1051-1227913131.jpg

 

Step No 1

 

You wash your head with water , to soften your skull, you take the short sword in your hand, grasp it firmly, look at the edege of the blade tauntingly, yes you will cut the blade with your forehead , assymetrical warfare, scaring the blade.

 

post-1051-1227913180.jpg

 

Step 2

 

Around you the begin the chants of Ya Ali, you take the sowrd , with all the strength slice your forehead, there is a paper tearing feel , nothing else, you feel the blood streaming from your wound, you have to be fast as the guys around you will snatch the sword, you have to be careful you dont cut them either.

 

post-1051-1227913233.jpg

 

Step 3

 

One last stroke they have grabbed your sword, now you hit the open wound on your head with both the hands, aggravate it to open up.

If not satisfied you can take another shot..

They do this without stop at Rehmatabad Shia cemetery in Mumbai Mazgaon.

This is known as Kamazani or foreheading cutting in Moharam.

Any one can take a go, provided you feel the pain of Hazrat Imam Hussain , you are clean, you are protected by the aura of Ahle Bait.

 

SAWAL YE HAI KAH DOOSRAY THREAD MAIN KUCH FATAWA HAIN JIN MAIN MATAM OR KAMAZANI KO NAJAIZ KAHA GAYA HAI. LAKIN ISS KAY BAWAJOOD SHIA WEBSITE PER ISS KAY TARIQAH KYON ??

Link to comment
Share on other sites

post-1051-1227919677.jpg

 

SITARAGROUP NAY ISS AYAT SAY YE SABIT KARNAY KI KOSHISH KI KEH ISS SAY GAAM MANA SABIT HOTA HAI, KYA ISS KA YE HI MATLAB HAI.

 

AAYE SHIA MUFASSIR SE POOCHTAY HAIN.

 

post-1051-1227921163.jpg

post-1051-1227921189.jpg

 

 

JANAB MUFASSIR SAHIB KEH RAHAY HAIN KAH JISS PER ZULIM KIA GAYA HAI WO HAQ RAKHTA HAI KAH WO ZALIM KI BURAYE KO BAYAN KARE. YANI FALAAN NAY MUJH PER ZULUM KIA YANI FAQAT WOHI BAYAN KARAY. AAGAY LIKTAY HAIN KAH AGAR TUM BURAYE ZAHIR KARNAY KAY BAJAYE ACCHI BAAT ZAHIR KARO YA BIKUL SABAR KAR KAY USSAY DABA DO OR DAR GUZAR KAR TO ALLAH BHI DAR GUZUR KARNAY WALA HAI, YANI ALLAH TUMHARI BHI ISS QISIM KI BURAYE KO MUAF KAR DEGA.

 

ISS SAY KAHAN YE SABIT HOTA HAI KAH APP GAAM MANATAY JAO, WAWELA KARO, CHEEKH O PUKAR KARO, MATAM KARO, HALANKAH 3 DIN KAY BAAD GAAM MANA JAIZ NAHI.

 

JUB AMEER UL MOMINEEN KA INTIQAAL HOA, TO IMAM HASSAN RADI ALLAH ANHU NAY ISS KI KHABAR IMAM E HUSSAIN RADI ALLAH ANHU KAY PASS BAIJHI, JO MADAIN MAIN THAY, JUB YE KHABAR POONCHI, TO FARMAYA, HAYE KESI BARI MUSIBAT HAI OR RASOOL ALLAH SALLALLAHO ALAHI WASALLAM NAY FARMAYA , JUB KOI MUSIBAT TUM PER AAYE, TO MERI MUSIBAT KO YAAD KAR LIA KARO, KAH ISS SAY BARI KOI MUSIBAT NAHI, RASOOL ALLAH SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM NAY SACH FARMAYA.

 

( FOROO E KAFI, JILD 2, PAGE 220, KITAB UL JANAIZ)

Link to comment
Share on other sites

Mukhtaar Bhai.

 

Kaash aap meri poori post parh lete. Main ne Hazrat Hamza (as) par maatam bhi paste kya hai sahi hadis se. Phir Imam-e-Hussain ka girna or Aap PBUH ka khutba torna bhi Sahi Hadis se sabit kya hai. Phir Awais Karni ka daant torna bhi.

 

Mera khayaal hai ke issue sirf ye hai ke har saal maatam ya gham na manaya jaye? right?

 

To na manayen. Jo Muhammad (PBUH) se mohabbat karta hai wo yakeenan aap ki aulaad ke zulam se shaheed honay ka bhi gham manaye ga.

 

Main ne aap ko proof diya aap PBUH har saal Bibi Khadija ke gham main Barsi kya karte the.

 

Ab suniyon brailvion ka akida hai ke Aap PBUH apne Roza main zinda hain. Agar wo zinda hain to kya har saal Imam-e-Hussain ke shahadat ke muka par wo ghamzada na hote hon ge?

 

Agar koi aap Imam Hussain (as) ko yaad kar ke Ro de ya afsos kare kisi ko kyon takleef hoti hai.

 

Aap ko shayad pata nahi jis time imam-e-Hussain (as) shaheed howe theek osi din Qiamat kaim ho gi or Qiamat se pehle Qiamat-e-Sughra. Ab mera khayaal hai Qiamat-e-Sughra ka aap ko pata hi nahi ho ga. Agar fazool tankeed karnay ki bajaye aap itni mehnat hak or succhai ko jaanany ke liye karen to aap aaj aitraaz na karte.

 

Har cheez Imam-e-Hussain ke shahaydat ke time se mansoob hai. Koi bhi beghambar hai os ko jis time Imam-e-Hussain shaheed howe osi time maafi mil rahi hai. Younis ko dekho ya Loot ko, Aadam ko dekho ya Nooh ko.

 

Khair aap ki marzi aap Hussain (as) ke shahadat ka afsos karen ya na karen aap ka or aap ke Allah ka maamla hai.

 

Aap ne to shiya ke tafseer or tarjama mujhe dikh diya. Kya main apni suniyion ki hi tafseer dikhaaon jo sabit kare ke mera pehle wala tarjama theek hai?

 

Jitni tafseeren utne tarjama. Ab kya karen.

 

Please comments.

Link to comment
Share on other sites

Kaash aap meri poori post parh lete. Main ne Hazrat Hamza par maatam bhi paste kya hai sahi hadis se. Phir Imam-e-Hussain ka girna or Aap PBUH ka khutba torna bhi Sahi Hadis se sabit kya hai. Phir Awais Karni ka daant torna bhi.

 

SITARA SAHIB JAWAB TO AYATULLAH BHAI NAY BHI DI ATHA HAZRAT HAMZA RADI ALLAH ANHU KA TUM KO, KYON WO NAHI PARHA, YA PARHA NAHI JA RAHA WO JAWAB, YA JAWAB NAHI HAI APNI USS TEHREF KA, BACHA GIRTA HAI TO MAAN BAAT USSAY UTHA HI LETAY HAIN, ISS MAIN GAM O MATAM KI DALEEL KAHAN SAY LAY LI TUM NAY.

 

SIRF OWAIS E QARNI KO HI NABI KAREEM SALLALLAHO ALAIHI SAY PYAR THA HAZRAT ALI KO NA THA, IMAM E HASSAN KO NA THA, IMAM E HUSSAIN KO NA THA, HAZRAT FATIMAH RADI ALLAH ANHA KO NA THA. YE TO SABIT KARO HAZRAT OWAIS E QARNI RADI ALLAH ANHU KA WO FAIL GAAM O MATAM MAIN THA.

 

Mera khayaal hai ke issue sirf ye hai ke har saal maatam ya gham na manaya jaye? right?

 

To na manayen. Jo Muhammad (PBUH) se mohabbat karta hai wo yakeenan aap ki aulaad ke zulam se shaheed honay ka bhi gham manaye ga.

 

Main ne aap ko proof diya aap PBUH har saal Bibi Khadija ke gham main Barsi kya karte the.

 

Ab suniyon brailvion ka akida hai ke Aap PBUH apne Roza main zinda hain. Agar wo zinda hain to kya har saal Imam-e-Hussain ke shahadat ke muka par wo ghamzada na hote hon ge?

 

Agar koi aap Imam Hussain ko yaad kar ke Ro de ya afsos kare kisi ko kyon takleef hoti hai.

 

Aap ko shayad pata nahi jis time imam-e-Hussain shaheed howe theek osi din Qiamat kaim ho gi or Qiamat se pehle Qiamat-e-Sughra. Ab mera khayaal hai Qiamat-e-Sughra ka aap ko pata hi nahi ho ga. Agar fazool tankeed karnay ki bajaye aap itni mehnat hak or succhai ko jaanany ke liye karen to aap aaj aitraaz na karte.

 

MAIN NAY BAHAR UL ANWAR KA SCAN PAGE BHI CODE KIA HAI, USS KA JAWAN HAZAM KAR GAYE, SAMNAH SAMNAH TAQIYYA SHRO KAR DIA BETA KAHAN SABIT KAI HAI KAH HUZOOR SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM HAR SAAL HAZRAT KHADIJAH RADI ALLAH ANHU KE GAM MAIN BARI KIA KARTAY THAY.

 

KISI MOKAH PER GAMZADAH HONA ALAG BAAT HAI, OR SARI UMER GAM KAY NAAM PER MATAM KARNA, KAMAZANI KARNA, AAG KA MATAM KARNA, ROONA PEETNA. ISS KI KAHAN EJAZAT DI HAI.

 

MAIN TO SABIT KIA BAHARUL ANWAR SAY SAY MATAM KARNA, WAWELA KARNA,.................IN SUB SAY NABI KAREEM SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM NAY MANA KAI, HAZRAT ALI RADI ALLAH ANHU KI SHAHDAT PER IMAM E HASSAN O IMAM HASSAN NAY MATAM NAHI KIA, IMAM E HASSAN KAY INTIQAL PER IMAM HUSSAIN NAY MATAM NAHI KIA.

 

CHALO BILFAR AGAR MATAM KARNA JAIZ BHI MAAN LAIN TO PHIR UMER, ABU BAKAR, USMAN KA MATAM BHI MANAO YE BHI IMAM E HUSSAIN RADI ALLAH ANHU KAY SATH SHAHEED HOYE THAY, YE BHI HAZRAT ALI RADI ALLAH ANHU KI AULAD MAIN SAY THAY.

 

Har cheez Imam-e-Hussain ke shahaydat ke time se mansoob hai. Koi bhi beghambar hai os ko jis time Imam-e-Hussain shaheed howe osi time maafi mil rahi hai. Younis ko dekho ya Loot ko, Aadam ko dekho ya Nooh ko.

 

Khair aap ki marzi aap Hussain ke shahadat ka afsos karen ya na karen aap ka or aap ke Allah ka maamla hai.

 

Aap ne to shiya ke tafseer or tarjama mujhe dikh diya. Kya main apni suniyion ki hi tafseer dikhaaon jo sabit kare ke mera pehle wala tarjama theek hai?

 

DIKHA DIA NA APNA ASLI CEHRA, TAQIYYA KARNAY SAY BHI NAHI CHOOPA SAKHAY APNA AQEEDA, KEH DIA NA ANBIYA ALAIMUSSALAM KO GUNAHGAR, LANAT HAI TUM PER.

 

MAIN NAY AGAR APNI TAFSEER POST BHI KAR DI TO TUM NAY KON SA JAWAB DE DENA HAI, UB TAK KON SA JAWAB DIA HAI DALEEL KAY SATH.

Link to comment
Share on other sites

Mr. Mukhtaar

 

Bohat ziadti hai tumhari.

 

Tum ne aaj zardari wala haal kar diya naa

 

Jawab aata nahi karnay chalay hain manazra.

 

Or ye "Laanti" kyon kaha. Agar kisi baat ka jawaab nahi de sekte to apna ilam or apni akal pe "Laanat" bhaijo.

 

I have nothing to say but just shame on you

Link to comment
Share on other sites

Bohat ziadti hai tumhari.

 

Tum ne aaj zardari wala haal kar diya naa

 

Jawab aata nahi karnay chalay hain manazra.

 

Or ye "Laanti" kyon kaha. Agar kisi baat ka jawaab nahi de sekte to apna ilam or apni akal pe "Laanat" bhaijo.

 

I have nothing to say but just shame on you

 

KYON KHUD PER LANAT PARI TO TIMILA UTHAY , ANBIYA ALAIHIMUSSALAM KO GUNAH GAR KEHTAY HOYE SHARAM NAHI AAYE, HAZRAT UMER E FAROOQ RADI ALLAH ANHU KO ZALIM KEHTAY SHARAM NAHI AAYE, TAQIYYA KARTAY SHARAM NAHI AAYE, MUNAFIQAT KARTAY SHARAM NAHI AAYE.

 

JAWAB SAY KON BAAG RAHA HAI YE BATANA TUMHARA KAAM NAHI , MEMBERS KAY COMMENTS HI BATA DEEN GE, SABAR KARO.

 

ISS TARHAH UTARTAY HAIN HUM SHIAT OR RAFZIAT KA PARDAH TAQIYYA BAZOON KAY CEHRAY SAY.

 

LANAT HO SHIOON RAFZIOON TAQIYYA BAZOON TABARRA BAZOON PER.

Link to comment
Share on other sites

Sitara ne achi lanat bheji khud par.

Agar sawal ka jawab naiata to lanat bhejo apni aqal par.

 

Apni posts read kar le. shayed tujhey pata chal jaye ke to ab shai ho chuka hai.

 

Khud ko barelvi mat kehna.

 

Aur tera jawab se farar hona bhi tujh pe khul jaye ga.

Link to comment
Share on other sites

(salam) ,

JAZAK ALLAH,, MUKHTAR BHAI,, ALLAH APP KAY ILM AUR AMAL MAIN IZAFA FARMAY,

AUR SITARA GROUP,, TUM APNAY APP KO BRALVI KAHTAY HO AUR AQAID SHIYOON WALAY RAKTAY HO,, YEA ILAMTEEN TO MUNAFAQEEN MAIN HOTEE HAIN,,, TO ZARA KHOL KAR APNA AQEEDA TO WAZIA KARO,, ?

Link to comment
Share on other sites

  • 1 year later...

chishti sahab meri to aap se ye guzarish ha ke teejani or sag madina ko topic se dor he rehne ka mashwara deen deen take behas zara pursakoon or BAD WORDS se paak ho sake kher aap ne bat ki shaheed par matam karne ki ke shaheed zinda hota ha is ka matam nahi kiya ja sakta,.

 

or jahan tak matam wale thread ki bat ha to wo usi waqt khatam ho gya tha jab aap ke jad al mukhtar sahab IBNE ISHAQ ko zaeef sabit nahi kar sake.

pehla jawab:

 

shaheed be shak quran ki ro se zinda ha magar shaheed ke ahkam bhi murde he ki tarhan hote hain maslan us ki tadfeen karna ,us ki werasat ki takseem karna, wagera wagera aap ke mutabiq shaheed ka matam is liye nahi ho sakta ke wo zinda ha ye aap ki MANTAQ(LOGIC) ha shaheed ke matam ke hawale se to pher isi mantaq ke hisab se mere khuch sawaloon ka jawab dejiye.

 

agar shaheed zinda ha to us ki tadfeen kyun hoti ha jabke tadfeen to murde ki hoti ha.

 

shaheed ki bivi ko wedwa kyun kaha jata ha?

 

use edat kyun guzarni parti ha?

 

dosri shadi ki ijazat kyun hoti ha jabke us ka khawand to zinda ha?

 

shaheed ka matam is liye nahi kar sakte ke wo zinda ha to pher jo aksar hamare hain agar kisi ka koi rishte dar shaheed ho jaye to wo rota kyun ha kya wo ro kar ghalt karta ha ??? agar wo ro kar ghalt nahi karta to matam kiss tarhan ghalt howa, or agar ghalt karta ha or is ka us ko gunah milta ha to kiya un logooon ke sath zulm nahi ha ke unhe rone bhi nahi diya ja raha jabke wo rona chahte hain?

 

jis tarhan ke maine kaha ke shaheed beshak zinda hota ha par is ke ehkam murdoon jaise he hote hain jiss tarhan shaheed ki tadfeen wagera ho sakti ha jabke tadfeen murda ki hoti ha to matam kyun nahi?

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

dosra jawab.

 

aap ko pehla jawab maine mantaqi andaaz main diya ab dosra jawab aap ki motabar tareen kutub se shaheed or zinda ka matam pesh e khidmat ha,.

 

hazrat bilal ka matam:

 

 

hazrat bilal ne jab rasool saww ko marz ki halat main dekha to matam karte howe bahar aye.

 

 

madarij al nabowa jild 2 page 544

 

ye leen janab hazrat bilal ne nabi ki zindagi main matam kiya.

 

BIBI FATIMA KA MATAM:

 

ohad ke ehwal main shah abdul haq muhadis dehalvi likhte hain.

 

 

oor jab fatima zehra sa ne ye bat sunni(nabi kareem saww ki shahadat ki)to sar petateen hoween ghar se bahar(ohad ki janib)doreen

 

 

madarij al nabowa jild 2 pagr 163(kanpoor)

 

BIBI FATIMA SA ne nabi ki shahadat pe matam kiya.

rasool saww ka gham karna imam hussain as par

 

2f09bw5.png

 

RASOOL SAWW OR HAZRAT ALI AS

 

hazrat ali as ne farmaya ke main ik roz hazoor saww ki khidmay main hazir howa to aap ki ankhoon se anso jari the maine kaha ya nabi saww kiya aap saww ko kisi ne naraz kiya ? aap saww ki ankhoon se anso kyun jari hain?to aap saww ne farmaya ke jabraeel as abhi mere pass se uthe hain bus unho ne mujh se ye biyan kiya ha ke hussain as furat par qatal kiye jaye ga pher jabraeel as ne kaha ke agar aap chahate hain to main aap saww ko wahan ki khak sunghaoon? maine kaha" han"pas jabraeel as ne hath barhaya or ik muthi khak mujhe di pas meri ankheen aisi to na theen ke na roteen.

 

muntakhab kunzul imal bar hasheya musanad ahmed ibne hambal vol 5 page 112 misar

 

ye rawayat kai tareekoon se warid hoi ha khuch rawayat main hazrat ali as ka rona bhi ata ha.

 

ye dekheen RASOOL SAWW iam hussain as abhi shaheed bhi nahe howe or aap as ki shahadat pe ro rahe hain jo shahadat se pehle ro raha ha kiya wo bad main na rota?? apne aap ko sunni kehne waloo imam hussain as ka gham manana RASOOL SAWW ki sunat ha ab tum agar apne aap ko suni kehte ho to is sunat par amal kyun nahi karte or kehte ho ke zinda ka kaisa gham?

 

 

ibne hajar iskilani kehte hain ke imam hussain as ke gham main aap as ki zoja ume robab ik saal tak roteen raheen

 

(asaba)

 

hazrat usman shaheed howe the ya aap use shahadat nahi mante agar mante ho to ye dekheen hazrat usman ki zujaoon ka matam.

 

 

346t2lv.jpg

 

hazrat umer shaheed howe the?????

 

hazrat umer ki wafat pe jinaat ne kale kapre pehne noha parha or matam kiya.

 

Riyadh al Nadhira Volume 1 page 198,

 

hazrat umer bhi aap ne nazdeek shaheed hain na? un ka matam howa wo bhi jinat ne kiya.

 

 

yakeenan aap loog nabi ko zinda mante ho to ye leen NABI KAREEM SAWW ke wisal par matam.

 

hazrat ayesha ka matam.

 

28amjrc.jpg

 

kiya hazrat ayesha bhi ye manteen theen ke nabi mar kar matti main mil gaye hain????????? agar zinda manteen theen to matam kyun kiya????

 

hazrat zaid bin sabit ka marsiya:

 

25po4dj.jpg

 

kiya hazrat zaid bin sabit bhi rasool saww ko mara howa samajhte the??

 

tesra jawab :

 

 

 

agar shaheed ka gham karna jaiz nahi ha to aap ke ulma IMAM HUSSAIN AS ka gham kyun manate hain darasal ye to aap logoon ki zid or ahle bait as se bugz ha jo is kam se mana karte ho maine khud kai sunni ulma ko imam hussain as ka gham manate suna ha or baqaida majalis hoteen hain or saboot ke liye ye khuch pages bhi laga raha hoon

 

 

shah abdul haq mohadsi dehavi ke han ki majalis:

 

 

2vkndbp.jpg

 

 

 

 

shah rafiuddin mohadis dehalvi kehte hain ke moraam main mailis karnasahi ha

 

2jbnvxk.jpg

mazeed

 

swcoiu.jpg

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...