Jump to content

madni work . plz Share UR Experiences (good or bad)


Madinah_Madinah

تجویز کردہ جواب

(bis)

(saw)

(salam)

im starting dis topic 2 help new commers of dawateislami (like me).........!!

plzzzzzzz yahan per tajarba kaar islami bhai aur islami behnen apny apny experiennces share kren.......

 

zahir hy......buht c mistakes b krty hain hum log.........

 

aur koi koi achy kaam b sarzad hojaty hain , hum jesoon sy......

 

yahan pr share krny sy may b muj jesy na tajarba kaar logo ka bhala hojay........aur hum jesy logoo ko guidence mil jay...k madani kaam kon kon sy tareeqoon sy krna ziada mo'ssar ho skta hy.........kin kin tareequn sy dawateislami ko nuksan ho skta hy (ta k un sy bach sken)

 

aur madani kamun k hawaly sy jo hum mistakes kr beth'ty hain........unko kesy overcome kiya ja skta hy.......??

 

 

aur jo isl behen ya bhai.........apni kisi mistake sy dawateislami k image ko khatry me daal bethy hun.........unko seniors guide kr skty hain is topic me.........!!

 

so plzzzzzzz add here ur experiences here.......!!

 

Duaun Ki taliba:

madinah_madinah

 

Link to comment
Share on other sites

  • 2 months later...
zahir hy......buht c mistakes b krty hain hum log......... :unsure:

 

(salam)

insan tu khata ka putla hay. mistakes tu kam main ho hi jati hain. magar mistakes par dil main nadim ho kar ai,nda bachne ki koshish ki jaye.

 

ameer e ahlesunnat farmate hain k jo car road pr chalti hay ussi ko hadsa pesh ata hay jo ghoda maidan main bhagta hay wohi girta hay.

 

pas kam ko chodna nahi chahye.

 

nigran e shora farmate hain kamyab zimmadar wo hay jo matehet ki ghalti ko nazar andaz kar de ya apne sir le le. ye nahi k ghalti par usse jhad dya. be izzati kar di.

 

aur koi koi achy kaam b sarzad hojaty hain ;) hum jesoon sy

 

dawateislami ka har madani kam acha hay hum karne wale ban jayen.

 

k madani kaam kon kon sy tareeqoon sy krna ziada mo'ssar ho skta hy........

 

madani inamaat

 

kin kin tareequn sy dawateislami ko nuksan ho skta hy (ta k un sy bach sken)

 

bad ikhlaqi

matehet ko jhad dena

nigrano ki burayi karna

ghalti karne wale se rabta kia baghair uski ghalti ko dosron k age bayan karna

tanzemi tarkeb ko chod kar apni marzi karna

 

 

aur madani kamun k hawaly sy jo hum mistakes kr beth'ty hain........unko kesy overcome kiya ja skta hy.......??

 

nigran ki itaat kar k (agar shariat k against na ho tu)..

 

plzzzzzzz add here ur experiences here.......!!

 

bas markaz ki itaat main kamyabi hay.

hum andhe hain akhyare pyare murshid k hath main hath dya hay bas abhi hath ko churana nahi. agar hath chod dya tu gir jayen ge. bade bade hath chuda gaye hum tu kisi khate main nahi hain. istiqamat ki dua mangte rahain.

Link to comment
Share on other sites

kin kin tareequn sy dawateislami ko nuksan ho skta hy (ta k un sy bach sken)

bad ikhlaqi

matehet ko jhad dena

nigrano ki burayi karna

ghalti karne wale se rabta kia baghair uski ghalti ko dosron k age bayan karna

tanzemi tarkeb ko chod kar apni marzi karna

 

(salam)

Mazeed...

Markaz Ki Kisi Aik Bhi Policy Per Tanqeed Kerna

Chand Ya Aik Sey Zaati Dostiyan Aur Group Banana

Kisi Dawat-e-Islami Waley Per Bey Ja Tanqeed Kerna

Zuban Ki Bey Aehtiyatiyaan

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(salam)

(ja)(azw) brotherzzzzz.....!!!

 

ALLAH (azw) haqeeeqi manu me madani kaam krny ki taufeeeq dy.....

 

Is sy pehly imaan o afiyat sy maut dy dy k Dawateislami ko hamari waja sy koi nuksaan puhchy.......

 

aameeeeeeeen bijahin Nabiyyil Ameeeen (saw)

Link to comment
Share on other sites

ASLMOLIKUM

 

MASHALALH VERY NICE TOPIC (MADINA MADNIA)

 

AIK AUR prob bhi hoti jo nEW DAWTEISLAMI mein aye hoty hain

 

aiik tu zada maloomaat nahi hoti un ko d.i key bary mein

na he koi merkaz weghreea se rabta hota hay

 

ab jesy hamery alqey mein koi terkeeb nahi

 

aik saal phley start hoi tu merkaz walonn ney un ISLAMI BAHI ko unki family sammet yhan se bhej dia

 

jo kamm sarat hua wo rukk gya aur ab tu bilkul bhi nhi hota is lea jo new oss waqt mahoole se wabsta huey unka rabta toot gya

 

mahole se durr ho gye na................

 

tu wo sara tempoo toot jata hay

 

ab her aik key gher computer ya net ki shaloot nahi hoti

 

is lea un ko bhi mushkill hoti hoge yaqeenne n

 

aur phir JIN KO IM mil jaye tu kuch asara hota hy

 

JAZAKILLAH

 

DUON KI ILTJA KEY SATH

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(wasalam)

madinah, mera madani mashwara hy k aap maloom karaeen..... (ia)(azw) purany zimme daran ki jaga new zimme daran aay hungy......

 

aur mera nhe khayal k Markaz ny kisi ko kaheen aur shift karaya ho....... :unsure:

 

kisi k ilm me ho to plz guide kry k is tarha ki koi takreeb hoti hy kia>...???

 

aur agr ap k area me d.i ki koi zimme dara nhe.......ya filhal koi halqa etc nhe bana......to aap tarkeeb bnwany ki koshish kren......cz dekhen........dawateislami ka kaam krny k liye b koi haami bhary ga to kaam start hoga na.......means k markaz would b needing sum medium to work in any area.....

ummeed hy aaaap samjhi hungi......

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(salam)

madani jazba rakhny waly log madani kaam krny k liye aagy aain na......

 

peechy nhe hatna.......do ur best with every best.....

 

u can b a muballigha, mudarrisa, or muallima........aap apny ghr me ijtema krwany ki tarkeeb banain......ya agr ye possible na ho to kisi hamsai waghera ka mind banaen......

 

mera naqis mashwara hy.......

 

ghalat ho skta hy

 

kisi k pas koi solution ho to plzzzz bataiye....!!

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(salam)

 

 

(sa) (sa) (sa)

broz!!!!!bohot hi achay andaz men guide kiya jazakumullah (azw)

 

hamery alqey mein koi terkeeb nahi

pyari behan! bohat mumkin hay k ap k alaqay men tarkeeb ho or ap k ilm men na ho or bilfarz ager nahi bhi hota ho to ap apnay alaqay k zimmedar islami bhai tak apnay maharim k zariye paigham ponhchain k yahan islami behnon ka madani kaam bhi hona chahiye yaqeenan ager nahi hota hoga to tarkeeb ban jaye gi (azw)(ia)

mazeed ye k ap apnay tor per apnay ghar men to sab se pehlay madani mahole bananay ki koshish karen, apnay ghar men ghar dars or cassette bayan( roz aik bayan ya madani muzakra sunnay) ki tarkeeb banain,

phir ajkal to rabi un noor shareef ka meetha meetha mahina hamaray dermyan mojood hay yaqeenan mahafil bhi muna'qid horahi hongi wahan parday k sath shareek hon wahan zaroor biz zaroor hasb e istita'at langar e rasail ki tarkeeb banain,is tarah ghar ghar ameer e ahl e sunnat (m-a) ka paigham ponhchay ga or kaam kerna ziada asan hojaye ga, un mahafil k ikhtitam per nai islami behnon se un k address fone no zaroor hasil karen or baad men un se contact men bhi rahain, fone ker k naiki ki dawat or infiradi koshish ka amal jari rahay to madina madina.

phir is tarah jald hi ap ko ye bhi samajh ajayega k kin islami behnon ka zehan bananay men ap kamyab hogai hain ab aisi tarkeeb karen k apnay ghar men cassette ijtima rakhain her haftay ya aik 2 haftay baad hasb e moqa ameer e ahl e sunnat (m-a) k bayan ka cassette ya vcd dekhnay ki tarkeeb ho, or nigran e shoora (m-a) farmatay hain ap sirf ameer e ahl e sunnat (m-a) k bayanat or vcds ghar ghar ponchain baqi kaam meray ameer e ahl e sunnat (m-a) khud karlaingay to is tarah ki tarkeeb bhi ager ban jaye k vcd ya cassette tohfatan deejiye ya ager tohfatan na desakain to dekhnay/sunnay ko dain or kahain k ye vcd dekh lain phir agli vcd ki tarkeeb banaingay, ummeed hay is tarah se ap apnay tor per apnay ird gird ki islami behnon per infiradi koshish k zariye unhain madani mahole se wabasta kernay men kamyab hojaingi laikin sab se pehlay ye bhi maloom karen k markaz ki tarkeeb se ap k area men kaam hay ya nahi ager hay to apni zimmedara islami behan ki ita at kertay hoay kaam karen werna jald az jald us ki tarkeeb banwain apnay alaqay k zimmedar islami bhai tak paigham ponhchain (azw)(ia) tarkeeb bhi ban jaye gi.

sister khud bhi madani inaamat per pabandi se amal kerti rahain or rozana fikr e madina bhi karen or apnay ghar walon ko bhi amal ki targheeb dilain (ia) jald hi madina madina hojayega.

jazakillah (azw)

wassalam ma'al ikram

Link to comment
Share on other sites

(salam)

 

apnay ghar men ghar dars or cassette bayan( roz aik bayan ya madani muzakra sunnay) ki tarkeeb banain,

 

Yeh Start Hai.. Is Sey Hi Tarkeeb Mazboot Ho Sakti Hai.. Ager Ker Lein Tu...

 

k madani kaam kon kon sy tareeqoon sy krna ziada mo'ssar ho skta hy........

 

madani inamaat

 

Madani Inamaat Mazboot Ho Jayen Tu Her Madani Kam Khud Ba Khud Mazboot Ho Jaye Ga.. Dars Bhi, Cassete Ijtima Bhi Waghera... Aur Madani Inamaat Per Mazbooti Key Liye Islami Bhayon Ka Madani Qafilon Mein Safar..

 

ya filhal koi halqa etc nhe bana......to aap tarkeeb bnwany ki koshish kren

 

Ameer-e-AhleSunnat (dba) Fermatey Hain..

 

Main Akela Hi Chala Tha Janib-e-Manzil Mager

Aik Aik Aata Gaya Aur Karwaan Banta Gaya

 

Wassalam Ma'Al Ikram

Link to comment
Share on other sites

G

 

INSHALALH

 

zrur ba zrur koshish ki jy ge

 

naye islami bahi ayein hain os masjid mein lakin jis terha phley waly bahi aur unki family thy

 

shaed inki family nahi hay

 

is lea yeh males mein he kerty hain

 

aur kam start kerny key lea SUPPERT BHI TU CHIYE

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(salam)

ghar walon ki support leny k liye pehly ghar walon ka madani mind banana zaroori hy........jis k tareeqy Umme anwar aapi ny ooper batay hain......

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(salam)

ata ho ghame madinah sis!

ghar walon ki support to beintiha zaroori hay us k bighair madani kaam qareeb ba na mumkin hay or yad rahay k kamyab muballigh wohi hay jo apnay ghar men bhi kamyab hay is liye sab se pehlay to ghar walon per hi infiradi koshish kerni hay is k liye ameer e ahl e sunnat (m-a) ne ghar men mahole bananay k madani phool ata farmae hain mazeed is topic per ham Yahan disscuss ker hi chukay hain.

or naye islami bhai jo bhi aye hain ap apnay mehram k zariye un tak ye paigham zaroor pohanchwain k hamain yahan islami behnon k madani kaam ki bhi zaroorat hay , ummeed hay jab ap ki ya deegar islami behnon ki taraf se ijtima ki tarkeeb ka taqaza hoga to jald hi tanzeemi tor per madani kaam ki tarkeeb bhi ban jaye gi (azw)(ia)

jazakillah (azw)

wassalam ma'al ikram

Link to comment
Share on other sites

WA ALIKUM SALAM

 

dear sis jazakillahu khiara ameen

 

apko jab kabi ya kissi bi sister ko koee tanzimi masla darpesh ayee

 

tu baray Madina without any hesitation Pakistan mulki mushawret sey rabta ker k rahnumyee hasil ker sakti hein

 

 

aor ap k zehan main ager koee madani mashwara hu tu ussey bi apni mulki mushwaret k saath share ker sakti hein ..............insha Allah Azzawajal

 

wasalam with request of dua e maghfirat.

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

(bis)

(saw)

(salam)

important madani Nikaat 4 students taken from bayan regarding madani work:

"Dard e Murshid"

 

*. Jamia tul madinah k tulaba sy BAPA JAN buht buht buht khush hoty hain. aur BAPA JAN ny in sy buht c ummmeeden wabasta ki hui hain. (ey kash hum log b in me shamil ho jain.........MUBARAK HO JAMIYATUL MADINAH K TAMAM TULABA O TALIBAAT KO......!!!)

 

*. BAPA JAN (dba) ki khuahish: Bashamool Majlis e shura Dawateislami me ulama hi ulama hun. aur ye us surat me hoskta hy jb k ye tulaba o ulama madani kamo me barh charh k hisa lain.

 

*. BAPA JAN (dba) ko is soch sy sadma hota hy k "pehly taleem hasil kr lain phir madani kam kren gy".

 

*. Doran e Taleem Madani Kaam krty hi jana hy.

 

*. hr mah madani imanaat ka card/resala jama karwaen.

 

*. hr isl bhai hr mah me kam az kam 3 din k madani qafily me safar kren aur islami behnen apny maharim ko madani qafilo me safar krny ki targheeb dila kr safar krwaeen,

 

*. BAPA JAN (dba) ny baar bar ye farmaya hy k ey kash in ulama aur tulaba ko mera dard samajny aur uska madawa krny ki taufeeq ata ho.... (mafhoom hy)

 

*. BAPA JAN (dba) farmaty hain: jo tulaba khush dili k sath parhai k sath sath madani kam krty hain un sy mera dil buht khush hota hy, ALLAH (azw) kry un sb k ilm e naafe me izafa ho. ey ALLAH inko sirf sanad ka nhe, bal k ilm ka aalim bana, (sa)(azw) (kitny khushnaseeeb hain ye log........ :rolleyes: k Murshid ki Duaen hi duaen in k sath hain.....aur kitni barhi bisharat dy di BAPA JAN ny in tulaba ko....ILM E NAAFE ki....)

 

*. Farman e BAPA JAN (dba) : aalim isl bhai/ behnen apny dil me aajizi paida kren aur bilawaja apna zehen na banaty phiren k me aalim/aalima hun, aur bila ijazat e sharee sb ko bataty na phiren....

 

*. sarapa e ikhlas bany rahiye......

 

*. Dua e Attar: jo hr mah Tulaba k madani phool pehli peer shreef ko parhy unko aur mujy (Attar (dba) ko) jannatul firdaus me ikatha rakhna.

aameeeeeeeeeen bijahi Sayyedil Mursaleeeeeeen (saw)

 

 

(sa)(azw)(sa)(azw)(sa)(azw)

Edited by madinah_madinah
Link to comment
Share on other sites

ab aisi tarkeeb karen k apnay ghar men cassette ijtima rakhain her haftay ya aik 2 haftay baad hasb e moqa ameer e ahl e sunnat k bayan ka cassette ya vcd dekhnay ki tarkeeb ho,

 

 

dear sister

 

meri naqis aor mehdood maloomaat k mutabiq

 

islami behnu ko vcd ijtema ki kaheen bi ijazet nahi hey

 

jesa k 8 madani kaamu mein iss ki tafseel mujood hey

 

mazeed jab multaan chaloo multaan wali ijtema'ee etekaaf vcd ayee thi tu

 

Pakistaan mulki mushawaret ki zimmardara ki taraf sey 1 nahi kaee baar yeh sms Zimmadaar islami behnu ko ponchey they k vcd ijtema ki tarkeeb na karein

 

YOON VCDs ka silsala start huney sey pehley hi inform ferma diya tha

 

ab ager ijazet mill chuki hu tu mujey maaloom nahi

 

baray Madina islaah ya tasdeeq ferma dein

 

wasalam

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(salam)

islami behnu ko vcd ijtema ki kaheen bi ijazet nahi hey

 

jesa k 8 madani kaamu mein iss ki tafseel mujood hey

ji sister ap ne bilkul sahih farmaya ,main ghalati per thi.

isi tarah islah farmati rahain.

jazakillah (azw)

wassalam ma'al ikram

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(salam)

 

ji sister ap ne bilkul sahih farmaya ,main ghalati per thi.

isi tarah islah farmati rahain.

jazakillah (azw)

wassalam ma'al ikram

 

 

 

(bis)

(saw)

(wasalam)

g ss.........mujy b confirm nhe tha is k bary me.........

 

thnx 4 in4ming abt VCD ijtema of ss........

 

bt can i ask k markaz k hr order me jistarha dekha gya hy k koi na koi hikmat posheeda hoti hy, isi tarha is me hikmat kia poosheeda ho skti hy......??? matlab k islami ss q na VCD ijtema kren......???

 

Note: me koi aitraz nhe utha rhi markaz k order py...............i've No OBJECTION AT ALL on this order of markaz.........mgr me samajhna chahti hun........jst hikmat......!!!!

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(salam)

MAdinah,

zime daar islame behnon aur islami bhaiyoon sy mera suwal hy k

 

AGAR KOI BUD MAZHAB HUM SY BEHES SHURU KR DY IKHTILAFI MASAIL PR........TO HAMARY BAPA JAN ny to hamenn mana farmaya hy k ye behes Ulama ka feild hy.......hum log behes shuru krny waly ko kesy chup karain......???

 

agr behes khatam krny ki koshish ki jay to phir aam log budmazhabo k suwal uthany pr un sy khush ho k ye samajny lgen gy k inko deeen ka barha knowlege hy........jb k chup krany waly k baary me ye ta'assur qaim hoga k ye ghalati pr tha.......ya is k concepts theek nhe hain.........jabhi to ye apny aap ko support nhe kr sk raha.......

 

kia kren esy mokon py......ahsan andaz me kesy dafa kren usko.....???

:unsure:

Link to comment
Share on other sites

wa alikum salam methi behna

 

Ammeer e Ahlesunnet damat barakatuhum aliya fermatey hein

 

1 chup 100 sukh

 

beywaqoof key saath bey-waqoof nahi bana ja sakta

 

ager kissi ki ziada ki sehat kharab hey aor chillaney sey bazz nahi ata tu aysey mareez ko kissi achey doctor k paas ley jaein ( ULLam e Ahlesunnet)

 

ager doctor k pas bi nahi jata tu dwa haath men thama dein ( Ahlesnnet k jawab per mushtamil books cassete cd etc)

 

wo bi nahi chahyee tu aaysey khatarnaak mareez sey Allah Azzawajal ki panah mangein

 

jitna ziada bach saktein hoon bachien

 

kion k Ammeer e Ahlesunnet fermatey hein

 

KAFIR B ZALIM HEY BADMAZHAB BI ZALIM HEY AOR FASIQ BI

 

shaitaan ki 2 aqsaam hein

 

1 from jinns

2 from inns

 

badmazhab insani shaitaan hein.....inn sey panah mangna bey-had zarori hey

 

Auzabillah partey rahein,,,,,,,,,,,,,la hul shareef partey rahein

 

baray MAdina listen bayan of nigran e shora

 

WASWASOON K NUQSAAN

 

ghaliban yahi naam hey search ker lijyee

 

wasalam

Link to comment
Share on other sites

wa alikum salam methi behna

 

Ammeer e Ahlesunnet damat barakatuhum aliya fermatey hein

 

1 chup 100 sukh

 

beywaqoof key saath bey-waqoof nahi bana ja sakta

 

ager kissi ki ziada ki sehat kharab hey aor chillaney sey bazz nahi ata tu aysey mareez ko kissi achey doctor k paas ley jaein ( ULLam e Ahlesunnet)

 

ager doctor k pas bi nahi jata tu dwa haath men thama dein ( Ahlesnnet k jawab per mushtamil books cassete cd etc)

 

wo bi nahi chahyee tu aaysey khatarnaak mareez sey Allah Azzawajal ki panah mangein

 

jitna ziada bach saktein hoon bachien

 

kion k Ammeer e Ahlesunnet fermatey hein

 

KAFIR B ZALIM HEY BADMAZHAB BI ZALIM HEY AOR FASIQ BI

 

shaitaan ki 2 aqsaam hein

 

1 from jinns

2 from inns

 

badmazhab insani shaitaan hein.....inn sey panah mangna bey-had zarori hey

 

Auzabillah partey rahein,,,,,,,,,,,,,la hul shareef partey rahein

 

baray MAdina listen bayan of nigran e shora

 

WASWASOON K NUQSAAN

 

ghaliban yahi naam hey search ker lijyee

 

wasalam

 

(bis)

(saw)

(salam)

(ja)(azw)

i'll try to listen this bayan (ia)(azw)

Link to comment
Share on other sites

  • 1 year later...

 

*. Dua e Attar: jo hr mah Tulaba k madani phool pehli peer shreef ko parhy unko aur mujy (Attar (dba) ko) jannatul firdaus me ikatha rakhna.

aameeeeeeeeeen bijahi Sayyedil Mursaleeeeeeen (saw)

 

(bis)

(saw)

(salam)

Tulaba (Students) k Madani Phool:

55.JPG

 

 

56.JPG

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...