Jump to content

GUZARISH HAI JAWAB SAB DENA

faizy

تجویز کردہ جواب

AGER HUM DO YA TEEN LARKI SE MOHABBAT KARTAI HO TOH SHARIYAT MAI IJAZAT HAI NIKAH KARNE KI KYA NAHI.....

AUR DUSRI BAAT AGER HUM KISE SE MOHABBAT KARAI AUR USSAI SHADI NA KARAI TOH KYA HUM GUNAH MAI SHAMIL HAI AUR WOOH BHI JISSE KARENGAI......

3RD SAWAAL YEH HAI KYA HUM KISE GAIR MAZHAB KI LARKI SE SHADI KARKE REHSAKTAI HAI AGER HUM USKO MUSLIM BANWADAI, AUR WOH KABOOL NA KARAI DIL SE TOH HUMAI GUNAH TOH NAHI MIILEGA YEH EK SAWAAL HAI JISKO JAANNA SAB KE LIYAI ZAROORI HOTA HAI.....

Link to comment
Share on other sites

(salam)

janab faizy bhai

ummeed he khairiat se hongay

mere piyare munne bhai aap ne pocha he muhabbat k bare me ,ham kia jawab den na hamen jawab dena aata he na ham aalim hen bas 1 aalim e ba amal ki tehreer ka link de raha hoon is kitab ko jo k hindi bhasha me he parh len nasamajh aay to bar bar parhen Inshaa,Allah (azw) aap apne dil me madani inqilab barpa hota mehsoos karen ge or aap k aksar sawalat k jawabat bhi aap ko mil jaenge.

pls check this link

http://www.dawateislami.net/library/detail...x?litid=lit-343

wassalam duaaon ka talib faraz attari

JANAAB SAHAAB ASALAAAM ALAIKUM JANAAB MUJHE ABHI JAWAAB MILSAKTA HAI KYOKI MUJHE ABHI JANNA HAI AAP KI KNLEGDE KYA KEHTI HAI AUR AAP KI ISLAAM SE ABHI TAK JITNE JANKARI KYA KEHTI HAI MUJHE ABHI BATA DO SAHAAB THEEK HAI MAI WOH BAAT MAI DEKHUNGA JO SITE DI HAI PER MUJHE ABHI JANNA HAI SAHAAB OK JALDI KHUDA HAFIZ
Link to comment
Share on other sites

(wasalam)

AGER HUM DO YA TEEN LARKI SE MOHABBAT KARTAI HO TOH SHARIYAT MAI IJAZAT HAI NIKAH KARNE KI KYA NAHI.....

janab faizy...2-3 larkiyon se mohobbat ki baat aapny poochi hai...to islam me is tarah ki mohobbat ka koi tasawwur nahin...haan aap agar koi shakhs sahib e hasiyat (khata kamata ) hai..to ehsan tareeqy se larki ke ghar walon ko nikah ka paigham bhej sakta hai....na ki aajkal ke daur me jo pyar mohobbat ka jo faishon hai us se Allah (azw) ki panah........

AUR DUSRI BAAT AGER HUM KISE SE MOHABBAT KARAI AUR USSAI SHADI NA KARAI TOH KYA HUM GUNAH MAI SHAMIL HAI AUR WOOH BHI JISSE KARENGAI......

gunah is many me to naihn ki shahdi na kar say ek dusry se kyu ki taqdeer par humara bus nahin, par haan ye mohobbat gher sharai hony ki wajah se be shumar gunahon ka mustahiq ho sakta hai .......is ka khatra zaroor hai....

3RD SAWAAL YEH HAI KYA HUM KISE GAIR MAZHAB KI LARKI SE SHADI KARKE REHSAKTAI HAI AGER HUM USKO MUSLIM BANWADAI, AUR WOH KABOOL NA KARAI DIL SE TOH HUMAI G1UNAH TOH NAHI MIILEGA YEH EK SAWAAL HAI JISKO JAANNA SAB KE LIYAI ZAROORI HOTA HAI.....

agar usny sirf aapsy shahdi karny ke liye apna mazhab badla hai dil se islam ko qubool nahin kiya to ye nikah siry se hoga hi nahin....kyu ki wo islam me dakhil hi nahin ho payegi to nikah kese ho payega? or iska gunah/wabaal aap par bhi parega agar aapny sahi tehqeeq na ki to.......

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...