faizy مراسلہ: 2 جنوری 2008 Report Share مراسلہ: 2 جنوری 2008 (ترمیم شدہ) kya yeh baat such hai ke Science ki batain Quran pak ne pehle hi bata di hain??? ghair muslim is baat ko yaken kyo nahi kartai aur hum kyo apna islaaam ki rah per kyo nahi chaltai aur aap hmai iska jawab dijiyai theek hai khuda hafiz Edited 2 جنوری 2008 by Sag-e-Attar اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madani Munna مراسلہ: 2 جنوری 2008 Report Share مراسلہ: 2 جنوری 2008 Bhai title main toora aor topic main ziyada likha karoo lolz Bohat si batain aasi hain jo Humain islam ney aaj say 1400 years pehlay hi bata di hain for example Islam main hai k agar kuta(Dog) ki bartan main khaye to us ko pak karney k leye (yani us main say jaraseemoon ko katam karney k leye) us ko 3 martaba taazi mati say dhoya jay tab wo pak hoo ga Scinec ney yeah bat aaj say kuch aarsa pehlay prove ki hai unhoon ney duniya ka har aasa metrial try kiya jis say wo jaraseem katam hoo sakain par kisi chez say b saf nahin hoey un ko yeah bat ek muslim science dan ney batai to wo un kutay k jaraseemon ko katam karney main kamiyab hoey is waqat meray zehn main sirf yeah hi ek example hai اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔