faizy مراسلہ: 2 جنوری 2008 Report Share مراسلہ: 2 جنوری 2008 mai yaha psot karo kya aur yaha kya shair karsaktai hai i mean ke shair o shairi aur janaab yaha naat karsaktai hai likh ker bhaij saktai hai janaab aur aap hi batay kya karai humai toh kuch samjh nahi ara aur yaha pata kese chalaiga ke kon online hai aur janaab yaha koi pabandi toh nahi hai girls ka section alag hai na ismai ke kabhi hum kuch unse puchai toh koi burai toh nahi hai aap humai yeh bata saktai hai janaab jadi bataiyai aap ok khuda hafiz اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Nazia مراسلہ: 2 جنوری 2008 Report Share مراسلہ: 2 جنوری 2008 mai yaha psot karo kya aur yaha kya shair karsaktai hai i mean ke shair o shairi aur janaab yaha naat karsaktai hai likh ker bhaij saktai hai janaab aur aap hi batay kya karai humai toh kuch samjh nahi ara aur yaha pata kese chalaiga ke kon online hai aur janaab yaha koi pabandi toh nahi hai girls ka section alag hai na ismai ke kabhi hum kuch unse puchai toh koi burai toh nahi hai aap humai yeh bata saktai hai janaab jadi bataiyai aap ok khuda hafiz Yahan alag alag sec hai har cheez ka app ko jo suitable lage wahan post kardein aghr galat hoga tou addministrator sahi jagah post kar dein gayein yah shair-o-shaire tou hai maghr sirf islamic app Hamd Naat Munajat Munqabat(text) mein send kar saktein hain or naat app Hamd Naat Munajat Munqabat(Audio)mein karsaktein hain اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
faizy مراسلہ: 3 جنوری 2008 Author Report Share مراسلہ: 3 جنوری 2008 Yahan alag alag sec hai har cheez ka app ko jo suitable lage wahan post kardein aghr galat hoga tou addministrator sahi jagah post kar dein gayein yah shair-o-shaire tou hai maghr sirf islamic app Hamd Naat Munajat Munqabat(text) mein send kar saktein hain or naat app Hamd Naat Munajat Munqabat(Audio)mein karsaktein hain PER ISKA MATLAB KYA HAI YEH BATAIYAI.YEH AAP NE LIKHA HAI shair-o-shaire tou hai maghr sirf islamic app Hamd Naat Munajat Munqabat(text) mein send kar saktein hain AUR EK BAAT AUR PUCHNI HAI AAP NE MERE DISCUSSION MAI QUESTION PARAI THAI EK BANDAI KA AYA HAI JAWAAB SIRF UNHONE PAA NAHI KOI SITE DI HAI USMAI HAI . ACHA EK BAAT AUR PUCHNI HAI YAHA JAISE HUM SHAIR POST KARSAKTAI HAI MAI SHAIR O SHAIRI MAI BAHOOT ACHA HO CAB PATA NAHI KISE KO AAYNGAI PASAND YA NAHI SAB KA TOH PATA NAHI AUR YAHA KISTARIKAI KE SHAIR KARSAKTAI HAI POST ZAROOR BATANA AAP MUJHE ABHI OK AAP BAISHAK MEMBER HO HUMARI TARHA PER HUMAI AAP ADMIN SE KAM NAHI LAGTI MAAF KARNA KUCH GALAT KAHA HO THEEK HAI KHUDA HAFIZ اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ubaid-e-Raza مراسلہ: 3 جنوری 2008 Report Share مراسلہ: 3 جنوری 2008 urf e aam main jisko shair o shairy kehtey hain woh ap yahan post nahi kar sakte. islamic shairy (hamd naat manqbat etc) share kar saktey hain. likh kar ya audio.. is ke 2 sections hain.. hamd naat manqbat (audio & text) aam suwalat general discussion main post karain. agar kisi ko jawab ata hoga tu bahawala de ga. yahan par ulema o muftyan nahi hain.. bahtar hai ke dar ul ifta par suwalat send karain.. http://imam.dawateislami.net mazed help chahye ho tu team members se contact karain. admin/super moderator/moderator اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
faizy مراسلہ: 3 جنوری 2008 Author Report Share مراسلہ: 3 جنوری 2008 urf e aam main jisko shair o shairy kehtey hain woh ap yahan post nahi kar sakte. islamic shairy (hamd naat manqbat etc) share kar saktey hain. likh kar ya audio.. is ke 2 sections hain.. hamd naat manqbat (audio & text) aam suwalat general discussion main post karain. agar kisi ko jawab ata hoga tu bahawala de ga. yahan par ulema o muftyan nahi hain.. bahtar hai ke dar ul ifta par suwalat send karain.. http://imam.dawateislami.net mazed help chahye ho tu team members se contact karain. admin/super moderator/moderator assalaam alaikum nazia ji shukria reply karne ka,aapne jo site di hai dawateislami mai isper dekhunga warna admin se kahunga waise mujhe itna sawaal nahi kehne chahiyai thai kyoki aap yaha ki member hai jaise hum hai aur aap ko bhi help chahiyai per masha ALLAH AAP KO BAHOOT TAJURBA HAI SHAYD AAP KE ABBU YA AMMI KE BADOLAT ACHI BAAT HAI aap kya sirf islamic site hi use karti hai ya koi aur bhi kya mai jaansakta ho yeh baat ager aap ko aitraaz na ho nazia ji jawaab dena ager sahi samjhai warna mat dena ji theek hai ALLAH AAP KO SALAMAT RAKHAI AMEEN KHUDA HAFIZ اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 4 جنوری 2008 Report Share مراسلہ: 4 جنوری 2008 janab faizy sahib dekhiye ye aik islami forum hay ,ham sab yahan islami maloomat share kernay k liye jama hotay hain ,bohat achi baat hay k ap bhi maloomat hasil kernay k liye seekhnay k liye aye hay meri ap se guzarish hay k forum per ghair zaroori guftugoo se parhaiz karen ,khas tor per kisi sister se personal swal or ghair zaroori baat na karen. ap ko ager posting men koi problem hay, ya forum ki koi bhi cheez nahi samajh ati kisi help ki zaroorat hay to team memberz(Admin/Super Moderator/Brothers Moderators) se rabta karen. wassalam ma'al ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ubaid-e-Raza مراسلہ: 4 جنوری 2008 Report Share مراسلہ: 4 جنوری 2008 assalaam alaikum nazia ji shukria reply karne ka,aapne jo site di hai dawateislami mai isper dekhunga warna admin se kahunga waise mujhe itna sawaal nahi kehne chahiyai thai kyoki aap yaha ki member hai jaise hum hai aur aap ko bhi help chahiyai per masha ALLAH AAP KO BAHOOT TAJURBA HAI SHAYD AAP KE ABBU YA AMMI KE BADOLAT ACHI BAAT HAI aap kya sirf islamic site hi use karti hai ya koi aur bhi kya mai jaansakta ho yeh baat ager aap ko aitraaz na ho nazia ji jawaab dena ager sahi samjhai warna mat dena ji theek hai ALLAH AAP KO SALAMAT RAKHAI AMEEN KHUDA HAFIZ mere mohtaram bhai jan. mahsos ho raha hay. islami mehfil par posting karne main apko dushwari ho rahi hay. apne jahan quote kya hai woh mera reply tha.. ap ne mujhe pm kye hain.. tu yahi malom ho raha hay. apko pehlay pata nahi chala.. koi bat nahi. ap se pehlay main ne likha tha ke koi masla ho tu ap genral discusion main post kar dain. agar kisi ko ata hoga tu jawab de ga.. bhai jan yahan ulema nahi hain.. laikin phir bhi ap masla post karain agar ba hawala jawab milta hay tu sahi. warna jis site ka link main ne dya hay wahan send karain. or jaldi na karain. ho sakta hay jisko jawab ata ho apki post us ki nazar se na guzri ho. ap ne personal message main likha hay ke apko suwalat ke jawabat nahi mile. main ne abhi ye topic dekha hai.. ap wazahat farmain. konse suwalat ke jawab nahi mile? main mazed wazahat se jawab dene ki koshish karta hon. 1) yahan par dunyawi ishqya shairy jo filmoun daramon novels waghera main hoti hai... POST KARNE KI IJAZAT NAHI. AGAR KOI POST KARTA HAI TU DELETE KAR DI JATI HAI. 2) naatya shairy agar text main hai tu yahan post karain. !!-- Hamad Naat Munajat Manqabat (Text) --!! ager audio naats hain tu yahan post karain. !!-- Hamad Naat Munajat Manqabat(Audio) --!! 3) forum k main page par ap sab se nechay ayen. BOARD STATISTIC ki heading aur neche table hay. wahan par us waqt mojod online users likhe hote hain. or us din online hone wale members k user id likhe hote hain. 4) ye islami mehfil hay. yahan par girlz ka or boyz ka koi section nahi hay. haan albata islami behno ka section hay. agar apke pas islami behno se related koi islamic material hay tu wahan share karain. agar nahi hay tu us section main post na karain. or islamic brothers ke section hain. 3 sisters sections k ilawah sub. umed hay apke suwalon ka jawab mil gaya hoga. agar abhi bhi koi masla hay tu koi bat nahi. ap mujhe pm kar dain. main inshaAllah mazed wazahat ya audio k sath apki madad ki koshish karon ga. yahan par jo bhi member ata hay chahe wo islami bhai ho ya behn. team members pori koshish karte hain k unka masla hal ho jaye. koi tafreq nahi hai. apko koi masla ho mujh se (ubaid-e-raza), Sag-e-Attar, Shareef Raza, Mujtaba, Ya Muhammadah, Madani Munna se pm rabta farmain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔