Jump to content

about name


KARAM YA RASOOL ALLAH

تجویز کردہ جواب

(salam)

hum ne apni neice ka name AFEERAH rakha ha

yah name sahabiyaat ki book main dekha tha k aik sahabiya (ra) theen jo k jang e yarmuk main shamil theen

lakin aaj main ne site se iska meaning dekha ha" COVERED WITH SOIL OR DUST"

jo k acha maloom nahi hota

is bare main humein kia kerna chahye?????

change ker dain?

agr koi user ksy aalim sahib se pooch ker bata sakta ha then (ja)

Link to comment
Share on other sites

(salam) Bhai

 

meray naqis Ilm kay mutabiq iss main kuch qabahat nahi hay.

 

Aap nay Sahabiya ki nisbat say naam rakha hay na keh matlab daikh kar.

 

 

RASOOL ALLAH (saw) nay Hazrat Ali raddi ALLAH anhu ko Abbu Turab keh kar pukara tha. aur Turab ka matlab Mitti/Khak/Soil/Dust ko kehtay hain.

 

aur Hazrat Ali raddi ALLAH anhu ko yeh kuniyyat buhat pasand thi.

P1.gif

 

 

 

Abb apni niece kay naam kay baaray main aap khud faisla kar lain

Link to comment
Share on other sites

  • 3 years later...

(salam)

hum ne apni neice ka name AFEERAH rakha ha

yah name sahabiyaat ki book main dekha tha k aik sahabiya (ra) theen jo k jang e yarmuk main shamil theen

lakin aaj main ne site se iska meaning dekha ha" COVERED WITH SOIL OR DUST"

jo k acha maloom nahi hota

is bare main humein kia kerna chahye?????

change ker dain?

agr koi user ksy aalim sahib se pooch ker bata sakta ha then (ja)

 

 

(wasalam)

 

Sahabiya (r-anha) ka naam dekh kr rakha hayy to Sahabiya (r-anha) ki barakat say yeh nam rakhna durust hay

 

http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=29474

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...