Khalil Rana مراسلہ: 23 دسمبر 2007 Report Share مراسلہ: 23 دسمبر 2007 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madani Munna مراسلہ: 23 دسمبر 2007 Report Share مراسلہ: 23 دسمبر 2007 JazakAllah nice sharing Rana Sahib اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Khalil Rana مراسلہ: 23 دسمبر 2007 Author Report Share مراسلہ: 23 دسمبر 2007 thanks madani munna thanks اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 23 دسمبر 2007 Report Share مراسلہ: 23 دسمبر 2007 Rana Sahib... Share Kerney Ka Buhut Shukriya... Deobandiyon Wahabiyon Ghair Muqalidon Ka Kam Hi Bughz Mein Andha Ho Ker Sirf Jhotey Ilzam Lagana Hai... Aur Apney Ghar Ki Khabar Nhin... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ussaid-e-Raza مراسلہ: 25 دسمبر 2007 Report Share مراسلہ: 25 دسمبر 2007 Subhan Allah (azawajal) thanks for sharing.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mujtaba مراسلہ: 25 دسمبر 2007 Report Share مراسلہ: 25 دسمبر 2007 Khalil Rana sahib for sharing. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Aashique-Mustafa مراسلہ: 27 دسمبر 2007 Report Share مراسلہ: 27 دسمبر 2007 SubhanAllah..!! اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam E Mustafa مراسلہ: 11 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 11 ستمبر 2008 JazakAllah Khair thanks for sharing. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
NoorieQadri مراسلہ: 19 اپریل 2011 Report Share مراسلہ: 19 اپریل 2011 Pyaare Bahiyo Aur Baheno Pls Pls, Aaap Yeh Article Roman Urdu Mein Type Kar denge ALLAH Apko Iski Jaza dega Aur Aap Logon Ki Typing speed Bhi Bad Jayegi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 19 اپریل 2011 Report Share مراسلہ: 19 اپریل 2011 Etraz: Molvi Ahmad Raza khan sahib shia khandan say thay jesa keh in kay nasab naamay sy zahir hay : ''Ahmad raza wald naqi ali wald raza ali wald kazim ali'' Jwab : Yeh etraz aesa hi hay keh jesay koi baywuqoof keh day , Bhayi yeh ahl-e-sunnat barelwi maslak walon ki aik nayi tahreef aor izafa dekho , pehlay to molana ahmad raza khan kay naam kay saath sirf barelwi likhtay thay ab unhon nay saath qadiri bhi eejad kar lea hay , bas inka aqeeda hi aesa hay , yeh to halway maanday khanay walay biddati hain waghera waghera - Haqeeqatan inkay etrazat aesay hi hotay hain. Hazrat Molana Ahmad Raza khan qadiri barelwi ka khandani nasab naama istarah hay : ''Ahmad Raza Khan Ibn-e-Hazrat Molana Naqi Ali Khan Bin Hazrat Molana Raza Ali Khan Bin Hazrat Molana Hafiz Muhammad Kazim Ali Khan Bin Hazrat Molana Shah Muhammad A'zam Khan Bin Hazrat Muhammad Saa'dat Yar Khan bin Hazrat Muhammad SaeedUllah Khan Rahmatullah-e-Ta'la Alaihum Ajmaeen'' (Hayat-e-Alahazrat , Jild Awwal , Matbooa Maktaba-e-Razawia Aaram Baagh Karachi Page.2) Shayad yahan koi parha likha jahil yeh etraz bhi kar day keh jnab is pathan khandan kay nasab naamay main aik nam ''Shah Muhammad Azam Khan'' bhi hay , yeh pathan aor sayed yakja kesay? kiyonkeh is main naam kay saath ''Shah'' bhi likha hua hay. Ab aesay etraz karnay walay kay ilmi yateem honay par afsos hi kia ja sakta hay keh jis becharay ko itna bhi naheen pata keh lafz ''Shah'' izzat kay tor par bola aor likha jata hay , Jesay lafz ''Hazrat'' aor ''Khan'' waghera izzat kay tor pa rbolay jatay hain , istarah aor bhi bahut saray alfaz hain , Aal-e-Rasool kay leay bhi yeh lafz ezat-o-buzurgi kay leay bolaa jata hay , isi tarah lafz ''Sayyed'' bhi izzat-o-buzurgi kay taor par bola jata hay , baaz ghair aal-e-rasool buzurgon kay naam kay saath ''Sayyadi'' ka lafz bhi bola jata hay , Arabi main Aal-e-Rasool Saadat kay leay lafz ''Alshareef'' bola jata hay. Molana Ahmad Raza khan Rahmatullah-e-Ta'la alih kay nasab naamay say kea shi'at zahir ho rhay hai, kuch pata naheen , bas ji naam shion walay hain , kia imam ZainulAabedeen , Imam Jafar Sadiq , Imam Musa Kazim , Imam Ali Raza , Imam Naqi Rahmatullah-e-T'ala alaihum Ajmaeen Shia thay? yeh naam amooman shia kay hotay hain? La Haola Wa La Quwwta Ila Billah Yeh hay tahqeeq Juhala-e-Najdiat ki, in baycharon ko itna khial bhi naheen aata keh ahl-e-ilm hmaray is istidlal ko parh kar kia kahain gay? Ab aaeay in kay ulama-e-Akabir kay naamon ki traf , Shaikh-Ul-Kul Molvi Nazeer HUSSAIN muhaddis-e-dehlvi (Ghair Muqalid) , Molvi Nwab Siddique HASAN khan Bhopali (Ghair Muqalid) , Molvi Muhamamd HUSAIN Batalwi (Ghair Muqalid) , Molvi sayed shareef HUSSAIN , molvi Deputy sayed Ahmad HASAN , Molvi sayed Ameer HASAN Shswani , Molvi SIBT AHMAD , Molvi Hakeem MAZHAR ALI , Molvi Muhammad TAQI , Molvi Syed ALI , Molvi Syed AOLAD-E-HASN , Molvi Nwab Sayed ALI HASAN Bhopali , Molvi Sayed HAIDAR ALI , Molvi KHURRAM ALI Balhori , Molvi Mirza HASAN ALI Lakhnawi- (Tarajum Ulama-e-Hadees Hind, Az Abu Yahya Imam Khan Nosherwi , Matbooa Maktab-e-Ahl-e-Hadees Trust , Karachi , Page.3 To 13) Yeh Naam shia bhi rakhtay hain lihaza kea yeh ghair Muqalid Molvi Shia thay? Agar naheen to Kion? Sihah-e-SItta ki mashhoor kitab ''Sunan Ibn-e-Majah'' kay muqadama main hadees number 65 kay taht darj hay '' حدثنا علی بن موسیٰ الرضا عن ابیہ عن جعفر ابن محمد عن ابیہ عن علی ابن الحسین عن ابیہ عن ابی طالب '' (Kutub-e-SItta (Ibn-e-Maja) , Matbooa Dar-Ul-Salam , RIyad , Saudi Arab) Yeh naam Khandan-e-Ahl-e-Bait-e-Rasool ﷺ kay hain , yeh buzurg Ahl-e-Sunnat kay imam hain , Shiat say inka kia Taluq? Ibn-e-Majah kay dada Ustad Abu Salt nay kaha ''Is Sanad ko agar kisi majnoon par parha jaaye to uska junoon door ho jaye'' (Kutub-e-SItta (Ibn-e-Maja) , Matbooa Dar-Ul-Salam , RIyad , Saudi Arab) SubhanAllah Laikin kia kijiay , in juhala-e-wahabiat ki bad bakhti kla keh wo in babarkat naamon ko daikhain to inka pagal pan aor ziada ho jata hay. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Khalifa مراسلہ: 21 اپریل 2011 Report Share مراسلہ: 21 اپریل 2011 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
NoorieQadri مراسلہ: 25 اپریل 2011 Report Share مراسلہ: 25 اپریل 2011 JajakALLAH ALLAH Apki Mehnat Kabool Farmaye اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mughal... مراسلہ: 16 ستمبر 2012 Report Share مراسلہ: 16 ستمبر 2012 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔