Faraz Madani مراسلہ: 10 دسمبر 2007 Report Share مراسلہ: 10 دسمبر 2007 AAina Un Ko Dikhaya To Bura maan gaye Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madani Munna مراسلہ: 10 دسمبر 2007 Report Share مراسلہ: 10 دسمبر 2007 thnx Bro Nice Post keep it up Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 10 دسمبر 2007 Report Share مراسلہ: 10 دسمبر 2007 Faraz Bhayi... Buhut Hi Khoob... Suna Hai Yeh Tu Isi Topic Key Khilaf Buhut Bolta Rehta Hai.. Auratein Aur Beauty Parlour... Aur Apney Ghar Ka Yeh Haal Hai.. Is Sorat-e-Haal Per Aik Shair Yaad Aagaya.. Thi Uski Aur Raqeeb Ki Rahein Juda Juda Akhir Ko Yeh Donoon Dar-e-Janaan Pey Ja Miley Aur Jang Tu Deobandiyon Ka Mash'hoor Akhbar Hai... Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madinah_Madinah مراسلہ: 10 دسمبر 2007 Report Share مراسلہ: 10 دسمبر 2007 hehehehehehe,,,,,, so funnnny..........!!! thnx bhai........!! gr8 news hansi aa re hy mujy to........... Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mujtaba مراسلہ: 10 دسمبر 2007 Report Share مراسلہ: 10 دسمبر 2007 to all Muslims Brother for sharing the news iss par tau yehi keh saktay hain Auron ko Naseehat, Khud miyan fazeehat main nay 27 July kay Express main Abdullah Tariq Sohail sahib kay column main yeh news unn kay tabsaray kay sath parhi thi but mujhay kuch samjh nahi laggi keh yeh kis kay baaray main hay. main nay apnay aik dost say bhi poocha magar ussay bhi maloom nahi tha Alhamdulillah aaj Faraz Bhai nay woh news share kar kay meray sawal ka jawab fraham kar diyya.......buhat buhat shukriyya column ka woh hissa aap sab bhi parh lain Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ubaid-e-Raza مراسلہ: 11 دسمبر 2007 Report Share مراسلہ: 11 دسمبر 2007 very interesting news & article.... wala hazrat naraz ho gye tu jannat ke mahalat mansookh... Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sunni Tehreek مراسلہ: 11 دسمبر 2007 Report Share مراسلہ: 11 دسمبر 2007 Zabardast news hai yeh !!! waaqayi is mouzu ke ilawa iska koi mouzu nahin hota, mene iske aik do beyan sune hain bas yehii kehta hai ke humari maaye behne aaj kal beauty parlours me hain aur gaane bajane, pardah nahin raha aur angrezoun ne islam ke khilaaf mansoobe banaye etc etc, iska beyan koi bhi check karlen. Halake apne haan maamla hi kuch aur hai Shaid yeh bhi parlour me jaate houn lol. Link to comment Share on other sites More sharing options...
Malang مراسلہ: 11 دسمبر 2007 Report Share مراسلہ: 11 دسمبر 2007 Charag taley Andhera Hi hota ha koi bari baat nai Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mujtaba مراسلہ: 11 دسمبر 2007 Report Share مراسلہ: 11 دسمبر 2007 Charag taley Andhera Hi hota ha koi bari baat nai Malang jee Kaya pehlay ghar say tableegh nahi ki jaati. ghar wlaay waisay hee rahain aur saari duniya ko gumrah karnay ka thiaka lay kar nikal jao. aur deobundion kay chiragh kay neechay kuch ziada hee andhaira hota hay balkeh andhair micha hota hay. yeh siraf Tareek jamil ka hee haal nahi aksar deobundi tableejion kay gharon ki yehi haalat hoti hay Link to comment Share on other sites More sharing options...
Malang مراسلہ: 12 دسمبر 2007 Report Share مراسلہ: 12 دسمبر 2007 1.Malang jee Kaya pehlay ghar say tableegh nahi ki jaati. 2.ghar wlaay waisay hee rahain aur saari duniya ko gumrah karnay ka thiaka lay kar nikal jao. aur deobundion kay chiragh kay neechay kuch ziada hee andhaira hota hay balkeh andhair micha hota hay. 3.yeh siraf Tareek jamil ka hee haal nahi aksar deobundi tableejion kay gharon ki yehi haalat hoti hay 1.zarori nai ha bal k amoman ye dekha gaya ha k ghar waley apney ki baat ki taraf itni tawaja nai kartey jitney dosrey ki baat par kartey hain 2. kitney hi nabi AS ese guzrey hain jin k ghar waley kharab they ....Hazrat Huh AS key betey ney baat nai mani thi ..... tum logon ki ankhoon par ta'asub ki patti bandhi hoti ha 3.ankhoon ka ilaaj karwao agar aaj ma do wakat ki namaz parh leta hon to wo bhi tableegi jamat walon ki mehnat ka natija ha warna mere emaan ki halat koi brelvi ya Gair Muqalid pochney nai ata Link to comment Share on other sites More sharing options...
Tayyib Qadri مراسلہ: 18 دسمبر 2007 Report Share مراسلہ: 18 دسمبر 2007 Link to comment Share on other sites More sharing options...
Aarzoo e Madina مراسلہ: 18 دسمبر 2007 Report Share مراسلہ: 18 دسمبر 2007 asslam o alikum nyc sharing ye Molovi tariq Jameel Sunni hain kia is nko sun laina chahye plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz is swal ka koi jawab day day plzzzzzzzzzzzzzzzzz JazakAllah azzwajal Allah azzwajal hafiz wasalm o alikum, warehamtullah Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ubaid-e-Raza مراسلہ: 18 دسمبر 2007 Report Share مراسلہ: 18 دسمبر 2007 asslam o alikum nyc sharing ye Molovi tariq Jameel Sunni hain kia is nko sun laina chahye plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz is swal ka koi jawab day day plzzzzzzzzzzzzzzzzz JazakAllah azzwajal Allah azzwajal hafiz wasalm o alikum, warehamtullah paka wahabi deobandi tableeghi.. bad mazhabon se bachye Link to comment Share on other sites More sharing options...
Malang مراسلہ: 18 دسمبر 2007 Report Share مراسلہ: 18 دسمبر 2007 ab to brelvi hazrat ka fatwa aye ga k parler may jana haram ha Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ubaid-e-Raza مراسلہ: 18 دسمبر 2007 Report Share مراسلہ: 18 دسمبر 2007 ab to brelvi hazrat ka fatwa aye ga k parler may jana haram ha malang tumhari jahalat dekh kar itni hansi aarahi hay.. yaqeen nahi ata ke aisa jahil malang munazra sec. main... apne jan,ne wale deobandyon ko is forum ka link mat dena warna woh tumhain mil kar marain ge. or bohot buri tarha marain ge.. jamya ashrfya lahore ka tumhain nahi pata ke yeh deobandion ka mashor mudrasa or dar ul ifta hay.. Link to comment Share on other sites More sharing options...
Malang مراسلہ: 19 دسمبر 2007 Report Share مراسلہ: 19 دسمبر 2007 isi liye to keh raha hon k unho ney sirf ehtraaz ka kaha ha to tum loog mukabley may haram ka fatwa do gey iss masley ko or uchalney k liye ab mujey tymharey baat na samajhney par hansi arahi ha Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 21 دسمبر 2007 Report Share مراسلہ: 21 دسمبر 2007 1.zarori nai ha bal k amoman ye dekha gaya ha k ghar waley apney ki baat ki taraf itni tawaja nai kartey jitney dosrey ki baat par kartey hain 2. kitney hi nabi AS ese guzrey hain jin k ghar waley kharab they ....Hazrat Huh AS key betey ney baat nai mani thi ..... tum logon ki ankhoon par ta'asub ki patti bandhi hoti ha Assalamo ala man ittaba alhuda yaqeenan mr. malang ap ne bilkul hi sahi kaha, tariq jameel k ghar walay us ki baat ki taraf tawwaju nahi kertay hongay(ahhh dunya men hi ibrat) or yaqeenan us k ghar walay kharab hain ,ye baat ham ne nahi kahi ap ne hi is taraf hamari tawajju dilai hay Lo Ap Apnay Daam Men Sayyad agaya jab qiyamat k din Allah ahl o ayal k baray men swal farmaye ga to ap k molwi haseen o jameel shayad yehi uzer paish karaingay k nabi alihis salam k ghar walay bhi kharab thay or hazrat nooh alaihissalam k betay ne bhi un ki baat nahi mani thi(sharm tum ko mager nahi ati) Allah pyaray aaqa k sadqay men muslim ummat ko is fitnay k shar se mahfooz rakhay or ham sab ko aaqa ki sachi pakki mahabbat ata farmaday aameeeeeeeeeeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ubaid-e-Raza مراسلہ: 21 دسمبر 2007 Report Share مراسلہ: 21 دسمبر 2007 isi liye to keh raha hon k unho ney sirf ehtraaz ka kaha ha to tum loog mukabley may haram ka fatwa do gey iss masley ko or uchalney k liye malang fatway se hukm hi jab mil gaya tum phir kya haram o halal ki rat laga rahe ho.. tumhain malom nahi ke ja e tohmat par khara hona, jana gunah hai? ja k muftri e jamya asharfya se pocho.. 1) ghar waley apney ki baat ki taraf itni tawaja nai kartey2. kitney hi nabi AS ese guzrey hain jin k ghar waley kharab they tariq jameel k ghar walay us ki baat ki taraf tawwaju nahi kertay hongay(ahhh dunya men hi ibrat) yaqeenan us k ghar walay kharab hain,ye baat ham ne nahi kahi ap ne hi is taraf hamari tawajju dilai hay bohot acha point... tareek haseen o jameel sahib jo shair aksar apne bayanat main pedhtey hain.. malang or tamam tableeghi ab jhom jhom kar is tarha pedho.. jahan main hain fashion k har soo namoney jameeloon ko andha kya rang o bo ney hain abad parlour jo thay kab se soney tableeghi jamaat ke dekho namoney jaga g lagane ki dunya yahi hay ye fashion ki jaa hay tamasha nahi hai Link to comment Share on other sites More sharing options...
Aarzoo e Madina مراسلہ: 21 دسمبر 2007 Report Share مراسلہ: 21 دسمبر 2007 Jazakallah azzawajal Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ussaid-e-Raza مراسلہ: 22 دسمبر 2007 Report Share مراسلہ: 22 دسمبر 2007 Subhan Allah azawajal ... thanks for sharing.. Link to comment Share on other sites More sharing options...
superhuman مراسلہ: 26 دسمبر 2007 Report Share مراسلہ: 26 دسمبر 2007 ispe date kya hai? 2 rajab ??????? 6 months baad yeh paper kahan se mila? isse pehle to kahin nahi padha mein ne. Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mujtaba مراسلہ: 26 دسمبر 2007 Report Share مراسلہ: 26 دسمبر 2007 ispe date kya hai?2 rajab ??????? 6 months baad yeh paper kahan se mila? isse pehle to kahin nahi padha mein ne. bhai Jang walay par date kuch clear nahi hay.Jahan tak main samjha hoon ghaliban dates kuch iss tarah hain Nawai Waqt.... 09 Rajab 1428 Hijri....25 July 2007....Wednesday Jang.... 10 Rajab 1428 Hijri....26 July 2007....Thursday Express.... 11 Rajab 1428 Hijri....27 July 2007....Friday agar dates main kuch ghalti hau tau correct karwa dain............. aur paper tau mil hee jata hay kahin na kahin say. iss main tau koi paraishani wali baat nahi hay main nay jab 6 months pehlay parha tha tau mujhay samajh nahi aai thi keh kaun say MAULANA HASEEN O JAMEEL ki shaamat aai hui hay Abdullah sahib kay haath say. aur phir Dec main ja kar news ki details maloom hui. agar aap ko koi confusion hau tau bayshak kissi tableeji ko iss ka Print day kar confirm karwa lain. Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qaseem مراسلہ: 27 دسمبر 2007 Report Share مراسلہ: 27 دسمبر 2007 (ترمیم شدہ) وعلیکم السلام۔۔۔ ارے۔۔!۔ مولوی حسین و جمیل تو دَیّوث نکلے۔۔۔ مولٰی عزوجل ہم سب کو اس روحانی کمزوری سے پناہ دے۔۔ والسلام مع الکرام Edited 27 دسمبر 2007 by Qaseem Link to comment Share on other sites More sharing options...
Hafiz Asad مراسلہ: 27 جنوری 2008 Report Share مراسلہ: 27 جنوری 2008 Mere Bhaiyo aur Behno: assalamualikum, Hum logoun ko Ashiq-e-rasool hone ke baad yeh baat zeb nahi deti ke kisi ke kirdar par keechad uchalein. Pehli baat parlour jana aur jayaz singhar karna jayaz hai. agar perde ka lehaz rakh kar aurat ke zariye se singhar karaya ho aur niyyat sirf shauhar ko dikhane ki ho to bila karahat jayaz hai. Ab rahi baat Maulana Tariq Jameel ki ahlia ka jana sahi hai ya nahi: main yeh kahoonga ke itne azeem oshaan aalim aur muqarrir aur dayee kabeer ki biwi ko jana zeb nahi deta. ahtiyat karna chahiye tha Bil farz man liya jaye ke parlor jana haraam bhi hai tab bhi hamein Maulana tariq jameel par keechad nahi uchalna chahiyee. Islami tareeq gawah hai ke loot alaihissalam aur Nooh alishissalam ki biwiaaan kafir huin hai. woh nabi hokar apni biwioun ko hidayat nahi dila sake. Zahir hai Maulan ya koi aur doosra bade se bada aalim, mufti sheikh nabi ki zaaat ka muqabla nahi kar sakta. Jab nabi apni biwion ko nahi sudhaar sake to aam logaoun ka kia shumaar hai. Agar maulana ki biwi unke samjhane ke baad bhi parlor jaye to unka kia kasoooor hai. Please meri guzaarish hai ke itne bade AAALIM KE BAARE MEIN BEGHUDAA BAATEIN MAT LIKHA KAREIN Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sunni Suave مراسلہ: 27 جنوری 2008 Report Share مراسلہ: 27 جنوری 2008 itne bare alim deen? kis ki bat kar rahe ho bhai? molvi hasen o jamil ki? isko kis ne alim kaha hay? bhaya iske bayanat main kufryat sune hain? chalo choro ap allah ka jism mante ho? or agar koi mane tu fir? deobandion se fatwa le lo. or molvi hasen o jamel k tu bayanat dua main kufryat ki bharmar. ae allah tu mere samne hota main tere paon pakar leta. teri jholi main sir rakhta. maaz allah allah bas sahi samajh ata farmae. zid se bachae. sedha rasta dikhae. Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب