Jump to content

Mirzaiat ki Buniad


Talinenoor

تجویز کردہ جواب

TALINOOR SAHIB MEH RE MUNEER KA HALWA DETAY HO, LAKIN YE BHI TO LIKO KUB TAK WO HANFI SUNNI, MAIN BATATA HOON WO JUB TAK SUNNI THA JUB TAK WAHABIAT KA USS PER ASAR NAHI HOA THA, WAHABIAT APNAY KAY BAAD HI USS KAY GANDAY PALEED ZAHAN MAIN NAY YE GUL KHILAYA.

 

YAQEEN NAHI AATA TO APNAY ""GHAIR MUQALLID ALIM ANAYATULLAH ASRI"" SAY HI POOCH LO.

 

ANAYATULLAH ASRI LIKHTA HAI:

 

""AIK SAHIB NAY FARMAYA KAH MAIN RUBWA SAY APP KI KHIDMAT MAIN HAZIR HOA HOON, UNHOON NAY BATOON BATOON MAIN YOON BHI FARMAYA THA KAH AKSAR AHLEHADEES AHMEDI HOYE HAIN, MAIN NAY KAHA KAH MIRZA SAHIB TO HANAFI THAY FARMAYA NAHI WO BHI AHLEHADEES HI THAY""""

 

(ALITAR ALBALEEG, PAGE 56, BAHAWALA TA'ARUF E AHLEHADEES)

 

OR TO OR IN HI ASRI GHAIR MUQALLID KAY USTAD BHI QADYANI HI THAY:

 

DARZI KA KAAM KUCH ARSAY HAFIZ GHULAM MUHAMMAD SAHIB WAZIR ABADI SAY BHI SIKHA HAI ...........OR HASIA MAIN KHUD HI LIKHTAY HAIN..........YE HAFIZ SAHIB MIRZAYE KHAYAL THAY

 

BAQI RAHA YE MUAMLAH KEH NAZEER HUSSAIN DELVI SAHIB NAY KYA KYA GUL KHILAYE HAIN...TO APP SUB KO TO MALOOM HI HO GA NAZEER SAHIB HI MIRZA KA NIKAH PARHWA NAY WALAY THAY, CHALA PHIRA NAHI JATA THA PHIR BHI NIKAH PARHANAY KA ITNA SHOOK THA......UB ALLAH HI BEHTAR JANAY SHOOK THA YA MUSALLAH OR 5 RUPPES KA LALACH THA YA PHIR YE DAR THA KAH KAHEEN ANGREEZ SARKAR NARAZ NA HOJAYE DOOLI MAIN BAITH KAR AAYE OR MIRZA KA NIKAH PARHAYA.

 

(TAREEKH E AHMEDIAT, JILD 2, PAGE 56, BAHAWALA TA'ARUF E AHLEHADEES PAGE 129)

 

UB RAHAY IN KAY SANAULLAH AMRITSARI SAHIB WO TO MIRZA KI IKTADA MAIN NAMAZ PARHNAY KO BHI DORUST KEHTAY THAY PALKAH FATWA BHI DIA OR AMLI PRACITICAL BHI KAR KAY DIKHAYA.YE HAIN AHLEHADEES KAY CHAND SHAIKH E KUL FI KUL.......UB KUL FI KUL KA YE HAAL TO BACHOON KA KYA HAAL HO GA.......................................

 

RAHAY IN KAY BATALVI SAHIB BAKOOL TALINOOR SAHIB KAH SUB SAY PEHLA JOOTA BATALVI SAHIB NAY MARA TO ZARA YE BATAO TALINOOR ISS JOOTA KA PRODUCTION DATE KYA THI DATE YAAD NAHI TO SUN TO BATAHIDO.....ITNI TO TAREEKH HO GI APP GHAIR MUQALLIDOON KAY PASS PANAY KULLOON KI.

 

MUJAH SAY UPPER WALI POST HI PARH LAYNA KAH TUMHARAY KULLOON KI AQIDAT KITNI THI BARAHEEN E AHMEDIA KAY SATH KAH ISS KITAB KO TAREEKH KI BAYNAZEER KITAB KA TITLE HI DAY DIA, MAIN TO SUNNA THA GHAIR MUQALLID QURAN OR BUKHARI KAY ELAWA KISI KITAB KI TAREEF HI NAHI KARTAY LAKIN KYA HAI NA MUJAH APP KAY KULLOON KI AQIDAT KA ANDAZA NAHI THA MIRZA KAY SATH.

 

ALLAH AZZAWAJAL NAY JIS TARHAH AMRATSARI SAHIB KO MOUT DI DUA HAI ALLAH AZZAWAJAL TAMAM GHAIR MUQALLIDOON KO UNKAY KUL KI TARHAH MOUT DAY.

 

AAMEEEEEEEEEEN

Link to comment
Share on other sites

Asslamoalaikum 2 all muslims,

 

Aap logon k jawab parh ker iss baat ki amali tafseer saamne aayi k khaali barten ziada aawaaz deta hai. Main ne jis topic ko bian kia hai uss per aik jawab bhi nahin aaya aur siref pehle hawale k ulte seedhe jawab naqal kie gaye hain.

 

Halan k bahes iss baat per to nahin k Mirza k saath pehle pahel kiss ne kia maamla kia kion k main bian ker chukka hoon k woh pehle sahih tha to phir uss waqat uss ka Nikkah parhaana ya uss k saath aur maamle kerna kiss tarah galat hua? Haan jab uss ne kufria kalme kehne shuroo kie to sab se pehle Ahlehadees Ulma ne uss ka radd kia yeh main bian ker chukka hoon.

 

Baqi raha k uss per wahabiat ka asar tha iss liye uss ne yeh jhooti nabuwet ka shosha chora to main dalael k saath bian ker chukka hoon k uss per IBN-e-ARABI wagera ka asar tha unhin ne aisi baaten kahi hain. Doosra uss ne khawabon ko buniad banaia tha aur yeh to saari dinia jaanti hai k Khawabon per kis ka deen chalta hai yaqeen na aaye to Ahmed Raza Khan sahib ki kitaben parh lain aap ko pata chal jae ga k Khawab kis k nazdeek hujjat hain.

 

Asal baat jo topic main bian ki gai hai woh yeh nahin k Mirza ko kaafir kehne wale kon kon the bal k yeh hai k Mirza ko jhooti Nabuwwet ka raasta kis ne dikhaya. Doosra yeh k Mirza hi ki tarah Ummet main Nabi ho sakne ka aqeedah rakhne wale aap k nazdeek wali hain unn ki baaton ko kufria kion nahin kaha jaata jo doosron ko kaafir kehne per hamesha tiyar rehte hain.

 

Wasalam

Link to comment
Share on other sites

TALINOOR SAHIB UB APP KAY KULLON PER JOOTA PARHA TO APP KO YE DALEELAIN SAMJH NAHI AAYEEN YA PHIR APP BHI SHIA KI TAQIYA KAR RAHAY HAIN. AIK BAAT YE MUJAH PATA CHAL GAYE KAH APP KAY PASS APNAY KULLON YA PHIR AHLEHADEES KI TAREEKH MOJOOD NAHI HAI YA PHIR APP NAY BIKUL HI NAHI PARHI APNAY KULLON KAY KARNAMAY YA PHIR APP WOHI BAAT KAH APP TAQITA KAR RAHAY HAIN.

 

DOOSRA MAIN NAY APP SAY YE MUTALBAH KIA THA KAH APP KAY BATALVI SAHIB JAY JO JOOTA MARA THA APNAY UPPER OH MAZRAT MIRZA PER ISS KI TAREEKH YA SAAL HI BATA DEEN APP WO BHI BATANAY SAY KASIR HAIN.

 

TEESRA APP GHAIR MUQALLID KA KAAM HI YE HAI KAH KISI BHI ULLAMA AHLESUNNAT KI BAAT KO CUT OR PASTE KAR KAY USS KA GALAT TAS'SUR PAISH KARNA. APP NAY JO EBARAT PAISH KI HAIN UN KA RAD KISI OR SUNNI ALIM KI KITAB MAIN DEKHA DAIN..... UB APP YAHAN APNAY APP KO SUNNI KAH NA PAISH KI JIYE GA. KISI SUNNI MUSTANID ULLAMA AHLESUNNAT KI BAAT KAR RAHA HOON.

 

JISS TARHAH APP NAY UN KA GALAT MATLAB NIKALA USS TARHAH MIRZA PER JUB WAHABIAT OR ANGERIAT KA ASAR HOA TO USS NAY SIRF OR SIRF QASIM NANOTVI KI EBARAT KA ASAR LIA HAAN PHIR USS NAY HO SAKHTA HAI APNA DIFA KARNAY KAY LIA OR AWAM KO BEWAKOOF BANAY KAY LIA APP KI PAISH KAR EBARAAT KA SAHARA LIA HO. JO USS NAY KIA WOHI APP KAR RAHAY HAIN.

 

APP KO YE TO PATA NAHI MIRZA PER SUB SAY PEHLAY GUMRAH, FASIQ, OR KUFUR KA FATWA KUB LAGA OR KYOON LAGA.

 

JA KAR ALLAMA MOULANA GHULAM DASTGEER KASOORI RAHMATULLAHI ALAIHI KI KITAB TAQDEES E WAKEEL PARH LO JISS MAIN ULLAMA HARMAIN TAYYIBEEN NA MIRZA KI KITAB BARAHEEN E AHMEDIA KI WAJAH SAY MIRZA PER OR APP KAY BATALVI SAIHB PER OR GANGOHI PER KUFUR KA FATWA LAGA THA. OR APP KO BATATA CHALOON KAH BARAHEEN E AHMEDIA KITAB 1880 SAY 1884 TAK 4 JILDEEN PUBLISH HO CHUKI THEEN. OR APP KAY NAZEER DELVI SAHIB NAY 17 NOV,1884 KO MIRZA KA NIKAH PARHAYA THA.

 

UB KAHO UB BHI KOI FARQ NA PARHAY GA DELVI SAHIB KI SHAN MAIN YA APP KAY BATALVI SAHIB KI SHAN MAIN.

Link to comment
Share on other sites

tlinenoor sahb apni sabiqa policy par gamzan.. bohot khob..

 

Sana ullah amratsari Qadyanion ko musalman manta raha marney tak.. unke peche namaz padhta.. namaz ko jaiz likhta raha. (mafhoom hawala RASAIL E AHLE HADES PAGE NO 46, ba zuban ABDUL AZIZ SAHB SECORTORY JAMYAT MARKZI AHLE HADES HIND) je talinenoor sahb.. ab apki maani jaye ye abdul aziz sahb ki? ap kehte hain jab mirza thek tha tab thek kehte the hum? or wo likhte hain qadyanion ke pechay namaz padhi?? jaiz kahi... khair...

 

Taruf ahle hades main khud ikabren ahle hades likhte hain ke mirza ka nikah nazeer hussain dehlvi sahb ne padhaya.. pata nahi kya lalach tha.. chal nahi saktey they.. yani itne zaeef ul umar ho chuke the.. batain ab .. ye pata nahi kufr ka fatwa kab lagaya.. haq tu tha ke taruf ahle hades main likha jata MIRZA TU SUNNI HANAFI YA AHLE HADEES THA TAB NIKAH PADHAYA GAYA.. mager jhoot ke?? pair nahi hote.. aur SUNNI HANAFI agar baqol apke tha tu ahle hadees ne nikah kiyon padhaya? AIK SUWAL? khair... AUB MANI KIS KI JAYE? TARUF AHLE HADES LIKHNE WALON KI YA TALINENOOR SAHB KI KEY MIRZA US WAQT SAHI THA? yeh pedhne wale khud faisla kar sakte hain...

 

Acha aitaraz hai alahazrat per aur ibn e arabi per.. InshaAllah iska jawab bhi zaror dain ge. pahle kuch KHUD SAKHTA FATAH E QADYANYAT ke bare main mazed parh lain ke in ke ikabreen ke kya aqaid hain or ye kin kin ko nabi mante hain..

 

Iska jawab talinenoor sahb zaror dejye ga.. akhir ap ne hum par aitaraz kya hai tu sath apno ko fatah e qadyan bhi likha hai. tu hamari baton ko ghalat karna ap par farz banta hai..

 

ab sb se pehli bat talinenoor sahb ne likhi ke mirza sahi tha. is par chand aitarazat hain.

 

1) AAP NE NA KOI YEAR LIKHA KAB SAHI THA?

 

2) YE NAHI LIKHA KAB TAK SAHI THA?

 

3) NA IS KA KOI HAWALA KE JAB NAZEER HUSAIN SAHB NE NIKAH PADHAYA WOH SAHI THA?

 

4) JAB AHLE HADES ULEMA USEY SAHI KEHTEY THEY TAB WOH SAHI THA?

aap in 4 suwalon ke jawab ba daleel dejye apni bat ke "MIRZA PEHLE SAHI THA" ko sabit karne ke lye or apne ulema ko bachane ke lye.. KYON KE AP NE APNE ULEMA KO FATEH QADYAN LIKHA.. (ye yad dihani hai. phir na kahye ga hamare nazdek hamare aalim ki kisi ki bat ka koi aitabar nahi.)

SO AQAID E AHLE HADEES ABOUT QAYANIS

 

hafiz abdullah or unke namah nigar khud ABULLAH ROPARI jo ABDUL QADIR ROPARI ke bap they khud likhtey hain.. hafiz Abdullah or unke nama nigar ke nazdek mutaqi ka daira itna tang hai ke koi aur daira itna tang nahi hoga. ghair muslim ko mutaqi ki taref se bil bidahat kharij hai. MUSLIM FIRQON MAIN.. RAAFZI, KHAARJI, MUTAZILA, JAHMI, QADYANI, ARSHI, FARSHI WAGHERA sub ghair mutaqi hain. laikin inko musalman maan rahe hain.. (RASAIL E AHLE HADEES PAGE NO 47)

AHLE HADEES ULEMA KE NAZDEEK NABI KON KON HAI?

 

AHLE HADEES ke MASHOOR AALIM NAWAB WAHEED UZ ZAMAAN SAHB KEHTE HAIN.. hamare lye munasib nahi ke hum dosre nabyion ki nabowat ka inkar karain. jiska tazkara Allah taala ne tu apni kitab main nahi kya laikin woh apni apni qomon main tawatur ke sath naiko kar anbya maroof hain. agarche woh qomain kafir hi sahi. jesa ke (1) RAAM CHANDAR (2) LACHMAN (3) KISHAN GEE (yahan par likhte hain) ye teen tu ho gaye hinduon main.. (ab agey sunain) (4) Zartash farsiyon main aag ki poja karne wale (5) Kantafios or (6) BUDHA cheeniyon main or japanyon main (7) SUQRAAT or (8) FEESA GHOURAS yonaniyon main.. ye inke nabi hain.. hum par wajib hai ke hum Allah ke nabyon or rasoolon par eman laye. (RASAIL E AHLE HADEES)

 

jee talinenoor sahb.. jab itne nabi aagaye tu mirza ko nabowat ka dawa karne main kya problem thi?? chunache AQAID E AHLE HADEES dekh kar hi us ne foran aelan e nabowat kar dya.. jiski use bharpor support bhi mili.. chunache AHLE HADES ke sheikh ul islam un ke pechay namaz parhte hain.. namaz ko jaiz kehte hain.. AHLE HADEES ke kul sahb unka nikah padhatey hain.. or janaza bhi AHLE HADES hi ne ghalban padhaya hai. main ne kaheen padha hai hawala.. abhi zehn main nahi araha. aya tu wo bhi zaror post karon ga.

is lye ab kuch udhar apka hum par hai.. or ye sub udhar ap par hai.. dekhte hain khud sakhta FATAH E QADYAN par ye kalank kese dhulta hai..

Link to comment
Share on other sites

APP KO BATATA CHALOON KAH BARAHEEN E AHMEDIA KITAB 1880 SAY 1884 TAK 4 JILDEEN PUBLISH HO CHUKI THEEN. OR APP KAY NAZEER DELVI SAHIB NAY 17 NOV,1884 KO MIRZA KA NIKAH PARHAYA THA.

 

UB KAHO UB BHI KOI FARQ NA PARHAY GA DELVI SAHIB KI SHAN MAIN YA APP KAY BATALVI SAHIB KI SHAN MAIN.

 

GOOD JAD DUL MUKHTAR bhai (ja) .. yahi hawala chahye tha.. nikah padhane wale khud, namaz padhne or jaiz kehne wale khud, qadyanion ko muslim firqa kehne wale khud, hinduon, chenyon, aatish paraston ke nabyon ko sahi kehne wale khud, mirza ko nabowat ka dawa karne ki taraf ma'il karne wale khud... janaze wala hawala bhi mil hi jaye ga. inshaAllah....

 

yani ulta chor kutwal ko dantey..

Link to comment
Share on other sites

TALINOOR SAHIB APP SAY GUZARISH HAI KAH APP MAKTOOB 282 KO SCAN KAR KAY YAHAN POST KARAIN AGAR APP SACHAY HAIN TO TA KAH LOOGOON KO PATA CHALAY KAH APP KITNAY SACHHAY HAIN,

 

DOOSRA KAH APP FATAWA AFRICA KO BHI SCAN KAR KAY YAHAN POST KARAIN TA KAH APP KI HEER PHEER SUB KAY SAMNAY AAJAYE.

 

UMMED HAI APP SACH KA SATH DAY KAR SCAN PAGES POST KARAIN GAY.

Link to comment
Share on other sites

Asslamoalaikum 2 all muslims,

 

Aap sab k jawab parhne k baad itna yaqeen ho gaya k aap logon k lene aur dene k asool alag alag hain. Aitraaz barae Aitraaz koi baat sahih nahin ho sakti jab tak jo baat main ne ki hai uss ka jawab sahih naa aa jae. Ahlehadeeson k aese jhoote ilzaamaat se koi faraq nahin parrta. Batana siref yeh maqsood tha k doosron per kufer ka ilzaam lagane wale jab khud per baat aati hai to kaise machalte hain.

 

jo taveelain tum log Soofia ki kerte ho woho doosron k liye bhi kia kero. Tumhari baaten hamari samajh main nahin aatin jaisa k Khalil Rana sahib ne Ahmed Raza saheb ke hawale k jawab main kaha hai to Doosron ki baaten tum kaise saari samajh lete ho? Allah Insaaf ki tofeeq de.

 

wasalam

Link to comment
Share on other sites

(ja) Mujtaba Bhayi & Rana Sahib... Buhut Hi Khoob... Allah (azw) Aapko Jazaye Khair Ata Fermaye.. Aameen Bijahin Nabiyil Aameen (saw)

 

Kash Mukhalifeen Bhi Aisay Hi Scanned Asal Hawalajat Sey Bat Kertey Tu Maza Aata... Key Batana Kuch Aur Hai Aur Dikhana Kuch Aur Hai...

 

Magar masla yeh hay keh inn ki aksariyyat nay kabhi AalaHazrat ya kissi Sunni aalim ki kitab Khwab main bhi nahi daikhi hoti... Bus apnay molvi sahib ki taqleed main andhay ho kar har jagah woh hawala baghair tehqeeq kay paish kar daitay hain...

 

Abb chahay ussay molvi nay hawala theek diyya ho ya tehreef kar kay jhoot likha ho, inhon nay tau apnay Molvi kay bay daleel Qol ko man'na hota hay...

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...