Samir مراسلہ: 29 نومبر 2021 Report Share مراسلہ: 29 نومبر 2021 Ghusl karne ke baad jism pe safed mail rah gaya to kya ghusl ho jayega? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MuhammedAli مراسلہ: 29 نومبر 2021 Report Share مراسلہ: 29 نومبر 2021 Salam alaykum. Achi tara istinja aur Miswak istimal keren phir wuzu keren aur phir ghusul ba mutabik Sunnat keren. Saban istimal ghusul doran istimal nah keren Sar par pani. Kandoon par pani kay koee jism ka hissa aur baal sookha nah rahay. Phir donoon hathoon say sar say leh kar pahoon taq mal lenh ... Phir pani dalen phir ussee tareekeh say mallen. Phir tesri aakhri dafa pani dalen. Ghusul ho gaya. Tafseel say ghusul ka zikr nahin balkay aam heh. ghusul say aap ka jism paak saf ho gaya chahay safaid mail ho ya kali. Jis zamana mein ghusul ka hukum huwa us zamana mein mushkil say kali mail utarti thee ... Aap ghusul ka tareeka follow keren phir safaid mail utray ya kali aap ka jism paak heh. ghusul kay baad aap saban say naha lenh. 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Samir مراسلہ: 17 دسمبر 2021 Author Report Share مراسلہ: 17 دسمبر 2021 On 11/30/2021 at 12:36 AM, MuhammedAli said: Salam alaykum. Achi tara istinja aur Miswak istimal keren phir wuzu keren aur phir ghusul ba mutabik Sunnat keren. Saban istimal ghusul doran istimal nah keren Sar par pani. Kandoon par pani kay koee jism ka hissa aur baal sookha nah rahay. Phir donoon hathoon say sar say leh kar pahoon taq mal lenh ... Phir pani dalen phir ussee tareekeh say mallen. Phir tesri aakhri dafa pani dalen. Ghusul ho gaya. Tafseel say ghusul ka zikr nahin balkay aam heh. ghusul say aap ka jism paak saf ho gaya chahay safaid mail ho ya kali. Jis zamana mein ghusul ka hukum huwa us zamana mein mushkil say kali mail utarti thee ... Aap ghusul ka tareeka follow keren phir safaid mail utray ya kali aap ka jism paak heh. ghusul kay baad aap saban say naha lenh. Wa Alaikum Assalam Mera ek sawal or tha ki wet dream aaya lekin sahwat se pahle aankhen khol li aur ehtalaam na hua lekin ek boond nikal gayi to kya ab bhi ghusl wajib hoga? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔