Jump to content

غیر مقلد مولوی کا مجدد الف ثانی رحمة الله عليه سے بات کرنا اور حضرت کا ہاتھ قبر سےباہر آنا


محمد حسن عطاری

تجویز کردہ جواب

 

2️⃣  Mujaddid Alfe Sani رحمة الله عليه  Ne Qabar Men Se Wahabi Molvi Ka Hath Pakad Liya

 غیرمقلد مولوی کا مجدد الف ثانی رحمة الله عليه سے بات کرنا، حضرت  کاہاتھ  قبر سےباہر آنا

▶️ Wahabi Najdi Ghair Muqallid Molvi Abdul Majid Sahudari Apni Kitab Men suleman Mansorpuri Ka Waqaya Naqal kkarta Hai Ke
*“Sufi Habib Ur Rahman Sahab Ka Bayan Hai Ke 1910 Men Hazrat ziya Masom Sahab Murshid Amir Habib Ullah Khan Shah Kabul Patiyala Tashrif Laye Tu unahune Sarhind Jane Ke Liye Qazi Ji Ko Apne Sath Le Liya Hazrat Ziya Masom Jab Rauza Hazrat Mujaddid Alf e Sani Per Muraqiba Ke Liye Baithe Tu Qazi  Ji Ne Dil Hi Dil Men Kaha Ke Shayad  In Buzurgaun Ne Apas Men Koi Raaz Ki Baat Kehni Ho in e Alag Hojana Chahiye Abhi Aap Apne Ji Men Ye Khayal Lekar Uth Hi Rahe The Ke Hazrat Mujaddid Alf e Sani Ne Aap Ko Hath se Pakad Liya Aur Farmaya Ke suleman  Baithe Raho Hum Koi Baat Tujh Se Raaz Men Nahi Rakhna Chahte Sofi Sahab Ka Bayan Hai Ke Qazi Sahab Ne Baaz Doston Se zikr Kiya Aur Farmaya Ke Ye Waqaya Muraqiba Ya Makashifa Ka Nahi Balke Bedari Ka Hai”*

📙 Karamat E Ahlehadees Page 22 

💾 Ghair Muqallad Molvi Ke is Waqaye Se Kai Baaten Sabit Hoti Hain

(1)Hazrat Mujaddid Alfe Sani رحمة الله عليه Ka Qabar Men Zinda Hona

 (2) Ghair Muqallid Wahabi Molvi Ka Murdon Se Baaten Karna

(3) Hazrat Mujaddid Alfe sani رحمة الله عليه Dil Ki Baat Jaan lena Jo Ke ilm e Gahib Hai

(4) Hazrat Mujaddid Alfe Sani رحمة الله عليه ka Tasaruf Karna Ghair Muqalid wahabi Molvi Ka Hath Pakadna

📝 Buzurgane Ahlesunnat Ki Karamat Per aitraz Karne Wale Wahabi Najdi Molvi Ab Lagayen Apne in Wahabi Molvion Per Fatwa  Aap Ke Shirk Wa kufr Ke Usol Se imbarim mir Sialkoti Qazi Suleman MansorPuri Abdul Majid sahodari Ya Sab Mushrik Howe Ya Nahi ????

 

IMG_20210626_091223_516.jpg

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...