محمد حسن عطاری مراسلہ: 2 جون 2021 Report Share مراسلہ: 2 جون 2021 https://www.dawateislami.net/quran/surah-an-naml/ayat-80/translation-1/tafseer اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MuhammedAli مراسلہ: 18 جون 2021 Report Share مراسلہ: 18 جون 2021 (ترمیم شدہ) Is Tafsir par yeh ihtiraaz phir bi qaim rehta heh ... Murday nahin suntay ... Aur is haq ki bunyad par yeh kaha gaya heh kay mushrik murda hen nahin suntay ... Aur dil murda hen is leyeh nahin suntay. Zinda suntay hen murda suntay nahin is bunyad par yeh kaha gaya heh ayaat mein ... Ihtiraaz phir bi qaim rehta heh ... Is ka jawab yeh heh kay is ayaat mein murdoon say murda banday murad nahin balkay matti kay murda but'h hen. Yehni but'h murda hen nahin suntay ... Lehaza murda do kism kay hen aik but'h joh suntay hi nahin aur nah kabi suna ... Aur murda insaan joh sunta thah aur sun sakta heh jism kay murda honay kay baad ba zaria rooh. Aik aur Quran ki ayat mein kaha gaya heh buttoon ko pukaro agar suntay hen toh ... Yehni nahin suntay. Aur quran ki ayaat 16:20/21 mein idols ko murda kaha gaya heh. Is ayaat mein zinda bandoon ko buttoon jaisa murda tehraya gaya aur un kay dilloon ko .... Jistera buttoon mein sunneh ki quwat nahin. Kuch mushrikoon mein bi yeh nahin aur kuch dilloon mein bi yeh himmat nahin aur nah qubul karnay ki keun kay woh murda hen jaisay but'h . Button jaisa murda kehnay ki waja yeh heh kay jaisay idol murda thay hen aur rahen gay aisay hi mushrik hen kay kabi bi suntay nahin thay aur sunneh gay aur kabi bi hidayqt par nahin thay aur nah hoon gay. ------------- is wazahat say joh wahhabiyun aur deobandiyun ki taraf say sama mauta par daleel aur jis ki bunyad par ihtiraz thah donoon ka hal ho gaya. Edited 18 جون 2021 by MuhammedAli 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
محمد حسن عطاری مراسلہ: 18 جون 2021 Author Report Share مراسلہ: 18 جون 2021 (ترمیم شدہ) محمد علی بھائی تفسیر میں مستند کتب تفسیر خازن اور مدارک اور ساتھ ملا علی قاری علیہ الرحمہ کے موقف سے عقیدہ صاف واضح ہو گیا ہے اور ساتھ امام اہلسنت علیہ الرحمہ کے خلاصہ کلام اور کثیر احادیث سے بلکل درست موقف واضح ہوا ہے اور بات رہی اعتراض کی تو دیوبندی وہابی لوگ تو اپنے اکابر کے کفریات پر پردہ ڈالنے میں مصروف ہیں اللہ پر اعتراض کرتے ہیں معاذ اللہ اللہ کے بارے میں کفریات بکتے ہیں انہیں اس کی کیا سمجھ لگنی ہے وہ تو صمم بكم عمي فهم لا يعقلون کا نمونہ ہیں عام مسلمان انشاءاللہ اس تفسیر کو پڑھنے کے بعد گمراہ نہیں ہوگا آپ فکر نہ کریں Edited 18 جون 2021 by محمد حسن عطاری 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔