Dr Zakir naik مراسلہ: 15 نومبر 2007 Report Share مراسلہ: 15 نومبر 2007 Asslam alikum main is topic main aya to bara afsos huwa aj muslmaan aik dosre ko kafa qarar de rahe hain lar rahe hain mar rahe hain firqoon ke piche. suni kahta hai wahabi kafar wahbi kahta hai suni kafar shia kahta suni kafar mujy ye bat btlaiye jab america ke foji hamari iraqi kasmiri bahnoo ko marte hain to kya woh ye dakhte hain ke ye suni hai ye shia hai nahi woh dakhte hain ke ye muslmaan hai ye kalma gooh hai mere bhiyoo apsis main larne ki bjai kufar ke khilaf laro ye lariyan khtam karo aap sab ka baai aik muslim na ke suni shia wahabi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 15 نومبر 2007 Report Share مراسلہ: 15 نومبر 2007 Aapki Baat Ka Jawab Itna Hai Key Shia Deobandi Wahabi Aur Sunni Ki Haqeqat Bilkul Bar Haq Hai.. Kiyon Key Aahadees Sey Sabit Hai Key 73 Firqey Baney Gey.. Jin Mein 1 Firqa Naaji Hai Baqi Sub Qat'ee Jahanami.. Aahadees Aap Perh Lein.. Aur Yeh Baat Tu Tasleem Ker Lein Key Firqey Hongey Aur 1 Hi Jamaat Bar Haq Hai.. Us Key Baad Ager Aapko Dalail Ki Zarorat Hoo Key Kon Bar Haq Hai.. Tu Bilkul Islami Mehfil Key Members Aapko Quran-o-Hadees Sey Dalail Dein Gey.. Insha Allah (1) Hazrat Abdullah Bin Umer (Radi Allahu Anhuma) Kehtay hain key Rasool Allah  ney fermaya:
"Bani Israil 72 Firqoun per mutafariq ho gaye aur meri umat 73 firqoun per mutafariq hogi. Siwaye 1 firqa key sab key sab Aag mein Dakhil hongey"
Sahab-e-Karam (Alehim Ridwan) ney Arz ki "Ya Rasool Allah woh firqa konsa hai" Aap ney fermaya: "Jis Per Main Hoon aur Meray Sahaba Hain" (Jamiya Tarimzi, Jild 2, Page231)

(2) Riwayat Hai Key Hazrat Sayiduna Ameer Muaviya Bin Abu Sufiyan (Radi Allahu Anhuma) ney Kharey hoker fermaya key Rasool Allah Hamarey Darmayan Kharey Howay aur Fermaya:
"Khabardar Ho Jaoo Key Tum Sey Pehlay Ahle Kitab 72 Firqoun Mein Bat Gaye They aur An-Qareeb Yeh Umat 73 Firqoun Mein Bat Jaye Gi. 72 Firqey Jahanam Mein Jayein Gey aur 1 Firqa Jannat Mein Jaye Ga aur Woh Jamaat Hai"
Ibn-e-Yahya aur Amar ney Apni Hadeesoun Mein Yeh Bhi Kaha:
"An-Qareeb Meri Umat Mein Aisay Log Niklein Gey Key Gumhrahi Un Mein Yon Sirayat Ker Jaye Gi Jaisay Pagal Kutey Key Katey Howay Jism Mein Zehr Sirayat Ker Jata Hai" (Sunan Abu Dawood Sharef. Jild 3, Page 428)

Siwaye 1 key Sab Qat'ee Jahanami hain.. Tafseer-e-Noor-ul-Irfan Shareef mein Hakeem Ul Umat Mufti Ahmad Yar Khan Naeemi (Aleh Rahma) fermatey hain "72 Jahanami Firqey Sirf Qoumi Shanakht Key Lihaz sey Muslim kehlayein gey.. Jab Key Hongey BAD MAZHAB QAT'E AZAB-E-NAR KEY HAQDAR"

(3) Hazrat Ans  fermatey hain key Rasool-e-Kareem ney fermaya:
"Bani Israil 71 firqoun mein bat gaye aur meri umat 72 firqoun mein bat jaye gi, Sab Jahanam mein jayein gey Siwaye 1 key aur Woh Jamaat Sey Wabasta rehney waley hain" (Sunan Ibn-e-Majah, Jild 2, Page 487)

Yahaan kul 72 kahey gaye hain.. aisay kuch mazed riwayat bhi hain. jin mein kul 72 kaha gaya hai.. mager zayada ter 73 per hi itifaq hai..

(4) Hazrat Abu Zar  sey Riwayat Hai Key Rasool ney fermaya:
"Jo Shakhs Jamaat Sey Aik Balisht Bhi Dour Howa Uss Ney Islam Ki Rasi Apni Gardan Sey Nikaal Di" ("Masnad Imam Ahmad, Jild 5, Page 180" , "Mishqaat Shareef Jild 1, Page 40", Mustadrak Shareef, Jild 1, Page 117")

Yeh Hadees Buhut Hi Qabil-e-Tawajo Hai.. 3 motaber hawaloun sey naqal ki gayi hai...

(5) Hazrat Abdullah Bin Umer Farooq (radi Allahu Anhuma) kehtay hain key Rasool Allah ney fermaya:
"Allah  meri umat ko qayamat tak gumrahi per jama na fermaye ga aur bari jamaat ki itibaa kero... jo bari jamaat sey alehda howa woh aag mein daala gaya"
Imam Hakim  ney iss mazmoon ko teesri sanad key sath Umer bin Deenar An Ibn-e-Umer An Rasool-e-Kareem Tareeq sey bhi naqal kiya.. (Mustadrak Al-Haakim, Jild 1, Page 116)

(6) Rasool Ullah ney fermaya:
"Bani Israil Key Log 71 Firqoun Mein Taqseem Ho Gaye They aur Meri Umat Key Log 72 Firqoun mein Taqseem Hongey. Jin Mein 71 Firqey Jahanam Raseed Hongey aur 1 firqa Janat mein Dakhil Hoga"
Sahaba-e-Karam (Alehim Ridwan) ney Arz Kiya: "Ya Rasool Allah  wa Woh Aik Nijat Yafta Firqa Konsa Hai?"
Fermaya: "Woh Ahle Sunnat Wa Jamaat Hongey" (Tanbeeh-ul-Ghafeleen baAahadees Syid-ul-Anbiya-e-Wal Murasaleen, Page 301)

Aur Yeh Hawala Bhi Aagaya Hadees sey key Barhaq Jamaaat Ahle Sunnat hi Hai..

(7) Nabi-e-Kareem ney fermaya:
"Meri Umat Mein 73 firqey hongey aur Nijat paney wala 1 giroh hoga baqi sab (jahanam mein) Halak ho jayein gey"
Sahaba-e-Karaam (Alehim Ridwan) ney arz kiya "Nijat Paney Wala Konsa Giroh Hoga?"
Irshad fermaya: "Ahle Sunnat Wa Jamaat"
Arz Kiya: "Ahle Sunant wa Jamaat ka Kiya matlab"
Fermaya: "Woh Tareeqa Jis Per Iss Waqt Main Hoon aur Meray Sahaba Hain"
(Al-Malal Wal Nahal, Shehr Sataani, Jild 1, Page 21)

abhi iss topic per kaseer aahadees aur bhi mojod hain.. laikin ager aapkey liye yeh kafi nhin tu wallah woh bhi kafi nhin hain... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
sword_of_ALLAH مراسلہ: 16 نومبر 2007 Report Share مراسلہ: 16 نومبر 2007 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ubaid-e-Raza مراسلہ: 16 نومبر 2007 Report Share مراسلہ: 16 نومبر 2007 mohtram bhai.. ap ne kya opar mojod dalail nahi parhe ke 1 jamat haq par hai. phir har 1 kese sahi ho sakta hai? ap sahaba ke ikhtilafat or aaj ke ikhtilafat ko aik barabar kar rahe hain?? deobandyon ke sheikh ul kul rasheed gangohi sahb likhte hain ke Allah jhoot bol sakta (naozbillah) mudrasa deoband ke bani qasim nanotavi sahb likhte hain ke bad e zamana agar koi nabi aa jaye tu khatmyat e muhamadi par kuch farq nahi parta (naozbillah) deobandyon ke hakem ul umat ashraf thanvi sahb likhte hain ke Aaqa ke ilm jitna ilm tu har aadmi, pagal, janwer ko bhi hasil hai. (naozbillah) ismail dehlvi likhte hain. ke Aaqa ka khayal namaz main agaya tu namaz toot jaye gi. jabke bail gadhe ka khayal namaz main agaya tu namaz nahi toote gi. (muazAllah) mazeed taqwiyat ul eman main likhta hai. tamam nabi wali shahed Allah ki shan ke aage chamar se bhi zalel hain (naozbillah) hum Allah se panah talab karte hain. ye tu chand 1 baten main ne likhi hain. kya ap in ikhtilafat ko sahaba (radiAllah anhum) ke ikhtilafat se mila rahe hain? ap ke walid sahb ko koi gaali de ya ap ke walid ka koi dushman ho ap use seene se lagayen ge? bil farz laga bhi lain tu eman barbad nahi hoga. or Aaqa se muhabat tu eman ki jan hai. unki shan ke khilaf aisi aisi ghatya baten tu esayon yahodyon ne bhi apni kitabon main nahi likhi hain. inko sun kar parh kar hum aise logon ko sahi mazhab kahain? or unko sene se lagayen.? ye chand ashaar hain ghor se parhye. (najdi) chod kar zikr tera ab hai khitab (in) apno se ke hai mabghoz mujhe dil se hiqayat teri mere pyare mere apne mere sunni bhai aaj karni hai mujhe tujh se shikayat teri tujh se jo kehta hon tu dil se sun ghor bhi kar kare Allah ki tofeq himayat teri gar tere baap ko gali de koi be tehzeb ghusa aye abhi kuch or ho halat teri galyan dain unhen shaitan e laeen ke pero jinke sadqe main hai har dolat o naimat teri jo tujhe pyar karen jo tujhe apna farmain jin ke dil ko kare be chain aziyat teri jag kar ratain ebadat main jinho ne kateen kis lye? is lye ke cut jaye musebat teri un ke dushman se tujhe rabt rahe mail rahe sharam Allah se kar kya hoyi ghairat teri? tu ne kya baap ko samjha hai zyada unse? josh main aayi jo is darja hararat teri unke dushman ko agar tu ne na samjha dushman wo qayamat main karen ge na rafaqat teri un ke dushman ka jo dushman nahi such kehta hon dawa be asal hai jhoti hai muhabat teri balke eman ki poche tu eman hai yahi un se ishq un ke ado se ho adawat teri ahlesunnat ka amal teri ghazal par ho hasan jab main jano ke thikane lagi mehnat teri Allah aqle salem de. ameen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Dr Zakir naik مراسلہ: 17 نومبر 2007 Author Report Share مراسلہ: 17 نومبر 2007 Asslam alikum mere bhaai mujay maloom hai ke Nabi saw ne frmaya ke meri umat ke firqe hoon ge . lakeen ye nahi frmaya ke firqe bnao. balke quran ne to baqaida firqa bandi ko haram krar dia hai laken aj hum apne ap ko fakhar se suni shia kahte hain اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 17 نومبر 2007 Report Share مراسلہ: 17 نومبر 2007 Janab Zakir Naik sahib Firqey Banana Aur Baat Hai Firqey Mein Hona Aur Bat Hai.. Aub Aap Batain Jab Firqey Hongey Aur 1 Firqa Haq Hai.. Aur Aap Kehtey Hain Key Deobandi Shia Sunni Choro Sub Theek Hai.. Yeh Tu Aik Alag Hi Firqa Ban Gaya Jo Sub Ko Theek Kehta Hai... Aap Bey Shak Quran-o-Hadees Ki Perawi Kerein.. Mager Yeh Baat Note Fermain Key Jo Firqa Haq Hoga Woh Quran-o-Hadees Per Hi Hoga.. Aur Uski Aik Nashani Aahadees Mein Yeh Bayan Ki Gayi Key Woh Sub Sey Bari Jamaat Hogi.. Yani Jis Dour Mein Bhi Ahle Sunnat Rahay Alhamdu Lilah Sub Sey Bari Jamaat Rahi Aur Aaj Bhi Hai.. Alhamdu Lilah Firqa Na Bananey Ka Bilkul Hukm Hai.. Per Yeh Unkey Liye Hai Jo Quran-o-Hadees Sey Hat Ker Apney New Jadeed Aqaid Bana Rahay Hain.. Jese Oper Ulema-e-Deoband Ki Sareeh Gustakhyan Bayan Hoyi Hain.. Yeh Cheez Firqa Banana Hai.. Hazarha Baras Sey Musalman Taqleed Kertey Aarahay Hain.. 100/200 Saal Pehley Sey Taqleed Ko Shirk Aur Gumrahi Qarar Dey Diya Gaya.. Yeh Cheez Firqa Banana Hai.. Kiya Aaj Tak Jitney Muqalid Musalman Aur Ulema-o-Muhadiseen Guzrey Sub Gumrah aur Mushrik They? Tu Aap Firqey Banana, Firqey Mein Rehna Is Key Farq Ko Samjhein.. Allah Ney Quran-e-Pak Mein Apni Rasi Ko Mazboti Sey Thamney Ka Kaha? Aap Bata Saktey Hain Woh Rasi Kiya Hai? Woh Rasi Quran-o-Hadees Hai Jis Per Aaj Tak Aik Hi Jamaat Sahi Chalti Aarahi Hai Aur Chalti Rahay Gi... Woh Auliya, Sulaha, Muhadiseen Aur Ulema Ki Jamaat Hai.. Is Liye Hum Her Namaz Mein Surah Fatiha Perh Ker Yahi Dua Kertey Hain.. Ae Allah Humein Un Logon Key Rastey Per Chala Jin Per Tu Ney Ina'am Fermaya.. Aur In'aam Kin Per Fermaya? Parah 5 Ki Aayah Ka Mafhoom Hai, Yani Sideeqen, Shohda aur Saliheen.. Yeh Woh Log Hain Jin Per Allah Ney In'aam Fermaya.. Aub Aap Choose Ker Lein Key Kis Rastey Per Jana Hai.. Sirf Quran-o-Hadees Ka Daawa Kerney Walon Key Rastey Per Ya Jinkey Rastey Ka Quran-e-Azeem Khud Keh Raha Hai.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Dr Zakir naik مراسلہ: 18 نومبر 2007 Author Report Share مراسلہ: 18 نومبر 2007 Asslam alikum mere bhaai mujay maloom hai ke Nabi saw ne frmaya ke meri umat ke firqe hoon ge . lakeen ye nahi frmaya ke firqe bnao. balke quran ne to baqaida firqa bandi ko haram krar dia hai laken aj hum apne ap ko fakhar se suni shia kahte hain mere bhaai asslam alikum bat sahi galat firqe ki nahi ho rahi bat firqa na banane ki ho rahi hai akhir hum apne aap ko suni shia wahabi kyon kahin muslim kyon na kahen aap ab deobandi par alzam laga rahe hain to yaqeen karen agey se aap per double alzam lage gain 1 firqa haq par hai se marad ye nahi woh suni hai ya shia hai balke jo koi be quran o hadees pe amal karta hai woh asl muslim hai try to think aur mujy woh par ke bohat afsos huwa ke imam kaba ke pichey namaz nahi hoti mere bhaai jis ko Allah rab-ul-izat ne woh muslaa aata frmaya hai jis par janab aaqa saw namaz prhate they us ke bare main aasi bat kahna bara guanah hai aj hamain firqa bandi ki buri rahon se nikal ke aik dosre se hat se hat mila kar kufar ka muqabla karan ho ga warna jo kafir aj hamari maoon bahnoon se kashmir main kar rahe hain woh sab ke samne hai aap ka bhaai aik muslim اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔