18273_1491593562 مراسلہ: 9 اپریل 2021 Report Share مراسلہ: 9 اپریل 2021 Assalamu alaiykum Bhaiyo mene jo scan Page bhejhe hai ye book Mufti Faiz ahmad owaisi sahab ki hai isme Page 13 Par Likha hai jima'h awwal ke bad agar bagair waju Ke Jima'h kiya Aur Nutfa thehr gaya to aise Nutfe ko Waldul haram hoga Maine 3-4 Muftiyane Kiram se pucha To Unhone bataya waju karna behtar hai lekin bina waju ke aisa kar liya aur nutfa Thehar gaya To waldul haram Nahi hoga Ab aap hi masla bataye aur kya mufti Sahab ki ye jati tahqiq hai ya yahi sahi mazhab hai aur ek bhai Ne kaha Tha Alahzrat ki bhi Yahi tahqiq hai lekin hawala Mangne par kahe ki dhyan me nahi Hai اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔