Jump to content

مسلک اعلی حضرت رحمتہ اللہ علیہ کا بول بالا


تجویز کردہ جواب

 

_Aaj Ke Is Fitne Ke Daur Me Haq Jama'at Giroh Ka Naam *Maslak Alahazrat* (Ahle'sunnat wa-Jama'at Hanfi Maturidi) Hai Jo Is Haq Giroh Se Hata Wo Jahennam Ms Gaya. Isi Liye Is Haq Jamat Giroh Ko Badman Karne Aur Is Jamat Ko Nuq'san Pauchane Ki Din Raat Koshish Karti Hai Jaise Fake Baba Jahil Peer Aur Mureed Dhool Baja Mela Thela Aur Digar Khurafat Jiska Is Jama'at Ss Koi Talluq Nahi Phir Bhi Wahabi Deobandi Inka Amal Hum Sunni Barelvio Par Fit Karke *Maslak e Alahazrat* Ki Mukhalifat Karte Hai Taki Inke Giroh Ko Nuq'san Pauchaya Jaye_ *Alhamdulilla Jitna Ye Haq Giroh Maslak e Alahazrat Barelvio Ko Dabane Aur Nuq'san Pauchane Ki Koishsh Me Lage Hai Utna Hi Allah Humko Buland Farma Raha Hai*

 

_Hazrat Imam *Ibn Majah* Qazwini Al Mutawaffah *273* Hijri Hadith Code Karte Hain_

 

*Hazrat Abu Hurairah رضي الله عنه Se Riwayat Hai Rasool Allah ﷺ Ne Irshad Farmaya Meri Ummat Mese Ek Giroh (Jamat) Hamesha Allah ﷻ Ke Farman (Deen-e-Haq) Par Qayam Rahega Aur Jo Shakhs Us Giroh Ki Mukhalifat (Burai) Karega Usko Koi Nuq'san Na Paucha Sakega Balke Wo Nuq'san Khud Uski Taraf Wapas Palat Jayega*

 

_Maslak e Alahazrat Pe Qayam Raho Ek Pehchan Deen e Nabi ﷺ Ke Liye_

 

Reference Book

*Sunan Ibn Majah* [Published *Saudi Najdi*

Vol *1* Hadees *7*

*Scan Page*

 

Credits Goes to

https://sunnibarelwi.blogspot.com

IMG-20210326-WA0015.jpg

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...