Jump to content

IMAN E Waldain e Mustafa صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم


محمد عاقب حسین

تجویز کردہ جواب

السلام على من اتبع الهدى

Is Mazmon par InshaAllah Tafseeli guftago hogi Abhi filhall Imam jalalludin syuti ki kitab IMAN E Waldain par parish karaha hon kyun Kay Wahabi or Deobandi Hazrat Jo Kay MazAllah Nabi صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم Kay Waldain ko Kafir kehtay hen dekhya👉

Sochne Ka Maqam Hai Yeh Wahi Deobandi Wahbi Hai Jo Kafir Ko Kafir Kehne Se Hume Rokte Hai Lekin Jab Baat Nabi Alayhissalam Per I Toh Inke Walidein Ko Kafir Bolna Kya Apni Kitabo Me Likh B Diya.
 
Ibn Taymiyah Jo 661 Hijri Me Paida Hua Mulk E Sham Me ,Isne Ek Kitab Likhi , Iktsa Us Siraate Mustaqeem, Is Kitab Me Ibn Taymiyah Ne Bada Zor Lagay K Nabi Alayhisssalam K Walidein Dono Kafir Thay Aur Unka Inteqal Kufr Per Hua .
 
Ibn Taymiyah Ki Taqleed Karte Hue Tamam Wahbi Nabi Alayhissalam K Walidein Ko Kafir Kehte Hai , Maz ALLAH
 
Isi Tarah Deoband K Bahut Bade Alim Guzre Hai Jinka Naam Rasheed Ahmed Gangohi Hai , Inhone B Apne Fatwe Me , Yaani Fatawa Rasheediya Me Safa 104 Per Ek Sawal K Jawab Me Kaha K Hazrat Swallallahualaihiwasallam K Walidein K Imaan Me Ikhtelaf Hai ,Hazrat Imam Sahab Ka Mazhab Yeh Hai K Inka Inteqal Halat E Kufr Me Hua Hai Faqat.
 
Maz ALLAH.
 
Yeh Haal Hai Deobandi Wahbi Ka

Filhall Aik kitab paish karraha hon Aur InShaAllah jald Az Jald is mamlay may QURAN AUR HADEES Kay Saath wapas Aon ga AUR Sabit Karon ga Kay Wahabi AUR Deobandi jhootay hen Waldain Mustafa Momin bhe thay AUR jannati bhe لبیک لبیک لبیک یا رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم

27187818-WALDAIN-MUSTAFA-KA-ZINDA-HO-KAR-IMAN-LANA.pdf

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
×
×
  • Create New...