Jump to content

mamta


Khalil Rana

تجویز کردہ جواب

JazakAllah (azw) Khalil rana Sahib Bohat acha Artical hai

ap ka second reply parh ka bohat dukh hoa

Meri walida aor walid b blind hain main b un ki Naafarmani krta hoon

but apni poori koshish karta hoon Un K hr hukam ko mananey ki

meray leyae dua karain k main ap ney waldain ka har hukam mananey wala ban jaoon

Aameen Allah Huma Aameen

Link to comment
Share on other sites

(ja) khail rana sahab aapky dono article par kar aansu ruky nahin rukty bohot ranjeeda or ibratnak waqya tha..insha Allah (azw) mujh se bhi jo na farmaniyan or badtameeziya apni walida ki hui hain me unsy Allah ki panah mangta hu or sachchy dil se tauba mangta hu or ALLAH se dua hai ki wo humary walden ka saya humary saron par qayam rakhy or jitna bhi qeemti waqt humy mila hai unki khidmat mein or unsy duaein kamany me sarf ho....ameeen
Link to comment
Share on other sites

(salam)

 

(azw)(ja)

yaqeenan ap ki is post ne bohat rulaya beshak maan to wo hasti hay wo naimat hay jis ki qadr o ahmiyat ka andaza is naimat se mahroomi k baad hi sahi tarah hota hay.

Allah (azw) pyaray aaqa (saw) k sadqay mein sab musalmanon ko walidain k huqooq sahi tareeqay se samajh ker ada kernay ki madani sa'adat ata farmaye or jin k maan baap ya dono mein se aik bhi hayat hain un ki sahih khidmat kernay ki tofeeq ata farmaye aaaaaaaaameeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen (saw)

jazakAllahu khaira

wassalam ma'al ikram

Link to comment
Share on other sites

Rana Sb Apka yeh article bohat hi riqqat angeez hai' har line ankhon ko ashkbar kardeti hai waqai MAAH jesi hasti humare liye aik aisi azeem naimat hai jis ka shukar lafzoo main ada nahi hosakta . Umaid hai Rana Sb Ap isi tarah degar buzrugaan e deen ki aap betyaan b share karainge ..

Link to comment
Share on other sites

  • 11 months later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...