Talinenoor مراسلہ: 1 نومبر 2007 Report Share مراسلہ: 1 نومبر 2007 Plz Read Ahlehadees ka Manhaj yehi hai. Iss ke muqable main Taqleed kia hai aur Muqalideen ka kirdaar o Amal kia ha? Uss k liye kuch intezaar karen. Jald Post keroon ga. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Shareef Raza مراسلہ: 1 نومبر 2007 Report Share مراسلہ: 1 نومبر 2007 Janab Aap Ki Baat Tab Durust Sabit Hooti Hai Jab Ijma Wa Qayas ki Quran Wa Hadith Main Mumaniat Aayi Hoo Jab Keh Aisa Nahi ..................... .............aap ki post mukammal parhne keh baad sirf yehi mahsoos hota hai aap apne moqqaf ko apne masalik ki shksyat keh aqwal keh zarye thoop rahee hain jab keh yeh baat us waqt durust hoogi jab janib e mukhalif aap keh maslak ka peero hoo pahle tu janab aap apne maslak ko sahih sabit karne keh liye quran wa hadith se sabit karen phir apne moqqafko paish kenre keh liye apne ulma keh dalail dain ... .........chonkeh aap keh maslak main yeh nazariya kaafi aam hai keh sunni ulma keh haan shksyat parasti hai jab keh aap ka topic parhne keh baad koi dosri jamat ka mubtadi talib-e-ilm bsamjh sakta hai keh is thread main sirf aik hadith byan ki gayi hai ,aur us ka b apni man mani taweel karne keh baad is main Kahin ALLAH Wa Rasool ki baat nhi ... .........yeh mutazad batain hain jin ki taraf tawajjah karna zaroori hai chonkeh munafiq ki alamat main se aik yeh b hai keh us keh qol aur fail main tazzad hota hai .... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 5 نومبر 2007 Report Share مراسلہ: 5 نومبر 2007 Aap Ney Likha Jis Ki Bat Quran-o-Hadees Key Khilaf Hoo Usko Hum Deewar Per Dey Martey Hain? Kiya Aap Is Baat Sey Mutafiq Hain??? Aik Shakhs Bidat Per Amal Kerey Kiya Aap Usay Bidati Kahain Gey? Tu Aik Shakhs Kufr Kerey Kiya Aap Usay Kafir Kahain Gey? Merey In Suwalat Per Kafi Soch Ker Jawab Dejiye Ga.. Kiyon Key Aapkey Jawab Key Baad Mein Ney Kuch Suwalat Kerney Hain.. Jin Sey Aapkey Maslak Key Q'ol wa Fail Ka Mawazana Hoga... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Talinenoor مراسلہ: 6 نومبر 2007 Author Report Share مراسلہ: 6 نومبر 2007 Aap Ney Likha Jis Ki Bat Quran-o-Hadees Key Khilaf Hoo Usko Hum Deewar Per Dey Martey Hain?Kiya Aap Is Baat Sey Mutafiq Hain??? Aik Shakhs Bidat Per Amal Kerey Kiya Aap Usay Bidati Kahain Gey? Tu Aik Shakhs Kufr Kerey Kiya Aap Usay Kafir Kahain Gey? Merey In Suwalat Per Kafi Soch Ker Jawab Dejiye Ga.. Kiyon Key Aapkey Jawab Key Baad Mein Ney Kuch Suwalat Kerney Hain.. Jin Sey Aapkey Maslak Key Q'ol wa Fail Ka Mawazana Hoga... Sag-e-Attar sahib, Kissi ko makhsoos shakhas ko kaafir kehna aasaan nahin hai. Iss per tafseeli bahes hai k kab kissi per kafir ka hukam lagaea jae ga. Zaroori nahin hota ke kufer kerne walw per kaafir ka hukam bhi lage jab tak hujjat mukamal na ker li jae. baherhaal yeh tafseeli bahes hai. Doosra main yeh clear ker dena chahta hoon k Ahlehadees Ulma se poochne ya unn ki baton ko qabool kerne ke khilaaf nahin hain kion k yeh taqleed nahin hai. Taqleed hoti hai bila daleed baat manana. Tafseel k liye Taqleed wala topic parhen http://www.islamimehfil.info/forum/index.php?showtopic=2718 Haan, jab kissi ki baat daleel ke khilaaf aa jae to phir uss ko radd ker dia jae ga chahe koi bhi ho. Wasalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔