Mureed-e-Attar مراسلہ: 29 اکتوبر 2007 Report Share مراسلہ: 29 اکتوبر 2007 اس پوسٹ میں بینک کی نوکری کو صحیح قرار دیا گیا ہے۔جبکہ ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ اس میں صاف صاف بینک کی نوکری کو حرام کہا گیا ہے۔ plz روشنی ڈالیے۔ اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 29 اکتوبر 2007 Report Share مراسلہ: 29 اکتوبر 2007 Dono Fatway Post Kerney Ka Shukriya.. Bara-e-Karam Is Key Liye Muftiyan-e-Karam Sey Rabita Kiya Jaye.. Kiyon Key Jawaz Ka Hukm Laganey Wali Jo Hasti Hain.. Shahrah-e-Bukhari, Faqeh-e-Hind Mufti Shareef ul Haq Amjadi Sahib (Aleh Rahma) .. Unho Ney Jawaz Ka Hukm Diya.. Zahir Hai Un Key Pas Is Masla Per Daleel Hai.. Jesey Unho Ney Likha Key Ba Wajah-e-Hajat Kayi Mamno Chezein Jaiz Ho Jati Hain.. Is Key Ilawah Koi Aur Daleel Bhi Ho Sakti Hai.... Wallahu Aalam Aur Jinho Ney Bank Mein Makhsos Job Ko Jaiz Qarar Diya Un Key Pas Bhi Yaqenan Daleel Hai.. Awam Dono Masail Mein Sey Kisi Aik Ko Sahi Nhin Keh Sakti... Aur Ulema-e-Karam Ka Ikhtilaf Hota Rehta Hai.. Aisay Kayi Masail Hain.. Wasalam Ma'Al Ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Talinenoor مراسلہ: 1 نومبر 2007 Report Share مراسلہ: 1 نومبر 2007 Asslamoalaikum 2 all muslims, Bank ki kissi bhi qisem ki maavnet haram hai. Sood ki maavnet kia haram nahin. Auraton ki job kuch sharaet k saath sahih hai mager aam tor per unn ka lehaaz nahin rakha jaata. Musalmaan Aurat ki zimmadari se mutaliq yeh topic parrhen: http://www.islamimehfil.info/forum/index.p...amp;#entry13622 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔