Jump to content

Chawmin khana kesa ?


Mureed-e-Attar

تجویز کردہ جواب

  • 1 month later...
  • 1 month later...

(salam)

 

Is link par Ajino Moto ki haqiqat maloom chal jaigi. Ajino moto banane wali company nein Pig ke enzime se banane ki bat bhi kabool ki hai. Allah (azw) hum sabhi ko is se bachae.

http://www.time.com/time/asia/magazine/200....rebellion.html

http://findarticles.com/p/articles/mi_m0WD...n_8/ai_70384808

http://www.just-food.com/article.aspx?id=87474

Edited by pqrst313
Link to comment
Share on other sites

jazak ALLAH 4 SHARING

ALLAH (azw) har haram cheez sy hamain door rakhy AMEEN

 

(wasalam)

 

Jis tarah Chaumin mein dali jane wali ashia AJINO MOTO mein haram cheez pai jati hai usi tarah Alcohal wali perfume me bhi alchohal rahti hai jo ki haram hai. Lehaza hamein alcohal wali perfume se bhi bachna chahie.

 

Dawate Islami ke Mufti e karam ka fatawa alkohal wali perfume ko istemal karne ki ijazat deta hai. Mufti sahab ka manna hai ki alcohal wali perfume common ho gai hai is liey iska istemal jaiz ho gaya. Isi buniyaad par agar kaha jai ke Chaumin mein dali jane wali ashia AJINO MOTO bhi common ho chuki hai; lehaza isko bhi jaiz kar dena chahiye? Kiya is tarah ki batein achhi lagti hai?

 

Is tarah ki dorangi rukh se hum sabhi Ahle Sunnat wal Jamat ko bachaie. AMEEN

fi-aman:

Edited by pqrst313
Link to comment
Share on other sites

  • 4 weeks later...
jazak ALLAH 4 SHARING

Dawate Islami ke Mufti e karam ka fatawa alkohal wali perfume ko istemal karne ki ijazat deta hai. Mufti sahab ka manna hai ki alcohal wali perfume common ho gai hai is liey iska istemal jaiz ho gaya. Isi buniyaad par agar kaha jai ke Chaumin mein dali jane wali ashia AJINO MOTO bhi common ho chuki hai; lehaza isko bhi jaiz kar dena chahiye? Kiya is tarah ki batein achhi lagti hai?

 

Is Ka Jawab Yahan Read Kerein

Link to comment
Share on other sites

  • 3 months later...

(bis)

(saw)

hazrat.....!! ap agr sunni hain to apko sharm aani chahiye k ap beghair daleel k sunni ulama pr etraaz utha rahy hain..........

 

usul e fiqh hy k:

 

"urf" ko fauqiyat hy "qayas" pr

 

yani agr fatwa Qayas ki bina pr diya gya ho to wo wapas liye jata hy, us surat me jb k us fatwy k khilaf URF paya jay.

 

(pehly QAYAS ko samjh lijiye:

 

*. jo baat Quran o hadis me wazeh tor pr bayan ki jay to usko "nass e qat'ee" kaha jata hy,

 

*. jo baat Quran o hadis me wazeh tor pr na ho aur usko Quran o hadis sy akhaz kia gya ho, usko QAYAS kaha jata hy)

 

ye baat yad rakhiye.....Nass e Qat'ee wala fatma kabi b wapis nhe liya ja skta.........haan qayas wala fatwa us waqt wapas liye jata hy jis k khilaf (amal kna aam yani) urf hojay.

Link to comment
Share on other sites

  • 8 months later...
  • 6 months later...
  • 1 month later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...