عامر مراسلہ: 23 فروری 2020 Report Share مراسلہ: 23 فروری 2020 اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ Agar aik larki kisi k nikkah main he aur os ki apne shohar se baat bhi huti he magar kuch na guzeer wajoohat ki bina pe os larki ka shuhar mulk se bahar he. tu kiya ye larki nikkah main rehte hue kisi dusre mard ko nikkah k liye dekhe. saath main larki k ghar wale jin main larki ki maa aur os ki behen shaamil hu.. on ka kehna ye hu k kal ko hum koi faisla lete hen tu hamare pass pehle se aik rishta mojood huna chahye.. jab k jis k nikkah main wo larki he os se os k shuhar ki baat hafta pandra din main huti rehti he.. Tu aisi soorat main sharyet ka kiya hukum he k nikkah ne rehte hue dusre mard ko dhoondha ja raha hu.. Aise tallukaat ko kaayem rakhne per kon gunnah gaar huga.. Bara e karam islaah farmayen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔