Amna Kanwal مراسلہ: 4 اپریل 2019 Report Share مراسلہ: 4 اپریل 2019 Asalam alaikom me ek sunni gharane se hn but me ek ismaili larke ko pasand krti hn .. me ye janna chahti hn k kya mera nikkah us se ho skta h kya wo jaiz hoga ya nhi please mujhe ahl e sunnat ka nukta nazar btaen is hawale se.. JAZAKALLAH HU KHAERA اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MuhammedAli مراسلہ: 7 اپریل 2019 Report Share مراسلہ: 7 اپریل 2019 On 4/4/2019 at 6:54 PM, Amna Kanwal said: Asalam alaikom me ek sunni gharane se hn but me ek ismaili larke ko pasand krti hn .. me ye janna chahti hn k kya mera nikkah us se ho skta h kya wo jaiz hoga ya nhi please mujhe ahl e sunnat ka nukta nazar btaen is hawale se.. JAZAKALLAH HU KHAERA Wa alayqum salam, Moterma aap joh sawal pooch rahi hen is k talluq nah aap kay Islam say, nah ap kay iman say, aur nah hamaray jawab say heh, yeh aap ki pasand heh ... pasand mein nah ap nay Allah aur Rasool kay deen ka lehaz keren gi aur nah hamaray jawab ka ... mukhtasar ... Ismail Musalman nahin hen ... Namaz, Hajj, Roza, Zakat ... aur baqi kay munkir hen ... is inqar ki waja say yeh logh 100 say ziyada ayaat kay munkir hotay hen aur hukm kufr lagta heh ... aur GHAYR MUSLIM SAY AAP KA NIKKAH NAHIN HOGA ... aik maulvi kia hazaaar aa kar Nikkah kar denh Shar'ri tor par aap ka Nikkah nahin hoga ... aur Zina ki murtaqib aur haram ki ulaad peda keren gi. 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
waseemazhari774 مراسلہ: 6 جون 2019 Report Share مراسلہ: 6 جون 2019 Jazak Allahu KhairSent from my Redmi Note 5 using Tapatalk اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔