Aimon Junaid مراسلہ: 6 جولائی 2018 Report Share مراسلہ: 6 جولائی 2018 Assalamualaikum. Meri shadi ko MASHA ALLAH 5 years hogye hen or ALHAMDULILLAH mere shohar e mohtaram bohat achey hen har lihaaz se khiyal krtey hen or mere in-laws bhi MASHA ALLAH bohat achey hen kabhi koi taqleef nahi hui mkhe in-laws se. Mager mere shohar mkhe mere Ghar nahi Janey detey mere waalden mkhe or mere bachon ko bohat yaad krtey hen mager kabhi boltey nahi k ajao q k unhen is cheex ka ehsas hai k mere shohar e mohtaram ko nahi pasand. Meri do behney or hen mjse choti bus. Mai apney ammi abbu ko bohat yaad krti hon mgr jab bhi apney shohar e mohtaram se kehti hon to work gusa krtey hen or mjhe boltey hen k mere bachon see juda nhi karo ALLAH tumhen maaf nahi karegen or esi baaten krtey hen k mere pas koi jawab nahi hota. Mai jaanna chahti hon k humarey Islam Mai humen is barey Mai Kiya ijazat hai or Kiya saahi hai. Please help. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MuhammedAli مراسلہ: 7 جولائی 2018 Report Share مراسلہ: 7 جولائی 2018 Jin bandoon ka dil murda ho us ko zinda taweez ganda nahin kar sakta aur nah ilm aur samjaya ja sakta heh ... joh insaan ka bacha heh us mein ihsaas aur compassion fitrati heh ... janab ko apni pari heh ... woh buzurg joh tarp rahay hen un ki nahin ... janab khud pait bar khanay aur auroon ko bhook ki ihsaas nah karnay waloon mein say hen ... esoon kay mutaliq Islam mein kuch hota bi toh Islam kuch nahin kar sakta. Walden ko kahen kay khud aa kar mil leeya keren. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔