Jump to content

بریلوی عقیدہ دیوبندی کافر نہیں


zubair ahmed

تجویز کردہ جواب

is pay kia aaitaraz hai ? aaitaraz kay shoq mai tum itnay andhay ho chukay ho kay bas copy paste ka shoq hai koi thori banda apni aqal bhe laga laita hai itna jahilanaa aaitaraz ? is kitab mai jo scan opar lagaya hai wo khud parh lu yaha deobandio kay aaitaraz ka jawab dia gyaa hai kay tauheen ka darobar niyyat pay nahe hai aur nechay bhe yehi likha hai kay kalmat e tauheen mai koi taweel nahe chalti zahir pay he hukam lagay ga

 

baaki tamam deobandio par hukm e kufr nahe un par hai jo gustakhana kalmat likhay aur jinho nay usay qubool kia jo is say waqif hain aur isay sahe samjhtay hain yani qail aur qabil dono par hukm e kufr hai .

 

 

Link to comment
Share on other sites

Janab Hadith ka aik hissa pesh keeya dosra nahin. Hadith ka sayaq o sabaq heh  ... hijrat aur shadi ... aur phir kaha gaya kay amaal ka talluq niyatoon par heh ... yehni woh amaal joh ibadat hoon ... ya joh amaal Shariat mein jaiz hoon ... in sab ka daro madaar niyat par heh. Agar niyat raza illahi wasteh kee toh sawab paya aur nah keeh toh kuch nahin ... joh juraim hoon, chori, zina, qatal, gustakh e Ambiyah, waghayra ... in ka talluq niyat say nahin balkay amal say heh. Abh menh tummen kutteh ka bacha kahoon aur kahoon meri niyat yeh thi kay tum wafadar insan kay bachay ho toh kia tum maan loh gay? Joh masail shar'ah mein jaiz hen aur sabat hen aur achay hen in ka talluq niyat say heh ... agar namaz pari aur niyat ibadat nah keeh balkay is wasteh keeh kay Abba dekh raha heh ... chalo dramahi tor par Sajdeh deh loh ... yeh Ibadat nahin hogi ... ibadat ussee waqt hogi jab Allah ki ibadat ki niyat say ibadat karo gay toh. Joh Allamah Kazmi Sahib rahimullah nay likha heh ... aap ki samaj say bahir heh ... woh bilqul tumaray Deobandiat ka radd karti heh ... likha kia heh aur samja kia heh ... Urdu bi parnay aur samajnay say pedal lagtay ho.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...