Jump to content

Shirk Ka Gunaah Maaf Nahi Ho Sakta


SanaAli

تجویز کردہ جواب

(bis)

(salam)

Janab Yasir Attari,

 

Pehli to yeh baat apnay dil-o-damagh say clear ker lain k humaray ulema Quran or hadees ke khilaaf bolty hain or humary ulema ka har qowl hujjat hai jo qran aur hadees k mutabiq hai to hum usko mantay hain...humari taqleed andhi nahin hoti hai or na hi baghair kissi dalil k aur

Agar nahin to taweelon ki zaroorat nahin pehs aati aap ko (is tarha kaha, ye matlab tha, ye matlab hai, zaeef ahadith ka sahara, Nabi e Akram (saw) ke bajaye, Sahabah ke bajaye, doosrye logon ke amal ka sahara waghera), in ki zaroorat kion hai.........?

ab pelhy aap batyaein ki unky qowl ko chor dengy jo quran or sunnat ke khilaaf hain or un par kya fatwa lagaengy? apny akabir se aisy palla jhar lene se to baat nahin banny ki ?

 

Yahan per dobara aap taweel pesh kar rahye hain na ke is amal se barrat ka izhar karain.......

 

Jab hum barrat ka Elan karain to Fatwa mango,..........? Jab ke fatwa sirf raye hoti hai kisi aalim, mufti ki apne ilm ke mutabiq or is main ghalati ki gunjayesh bahar haal rehti hai

jab ke hum jis bina per Barat ka Elan kartye hain woh Qurani Aayat, Hadith e Pak (saw), or sahab Iktram (ra) ke aqwal o Aamaal ki roshni main kartye hain....

 

 

Pehlye to aap ne Shirk ki taareef mangi thi ab aap ne jawab or is main mojood hawalye ka mutaliya kiye baghair shoroo ho gaye aap.....

fi-aman:

(salam)

Abdul Salam

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Janab Yasir Attari,

 

Agar nahin to taweelon ki zaroorat nahin pehs aati aap ko (is tarha kaha, ye matlab tha, ye matlab hai, zaeef ahadith ka sahara, Nabi e Akram (saw) ke bajaye, Sahabah ke bajaye, doosrye logon ke amal ka sahara waghera), in ki zaroorat kion hai.........?

 

abhi kon si taweel mene paish ki mene to apna moqif zahir kiya ki Alhamdolillah humary ulema quran or sunnat ke khilaaf nahin jaisa haal aapky GM firqy mein har rewri lagany waly ki tarah apny aapko hadith ka aalim kehta hai (like Ahle Hadith). Nabi or Shahabi ki sunnat par amal paira kon hai ye to forum par aapki halat se zahir hai is par alehda tabsara ki yahan hajat hai kya? or reh gayi baat zaeef hadith ki to insy ye mu na banayiye zaeedf hadith se GMs ka peecha marty dum tak nahin chootny ka is par jald post ki jayegi...

 

Yahan per dobara aap taweel pesh kar rahye hain na ke is amal se barrat ka izhar karain.......

Jab hum barrat ka Elan karain to Fatwa mango,..........? Jab ke fatwa sirf raye hoti hai kisi aalim, mufti ki apne ilm ke mutabiq or is main ghalati ki gunjayesh bahar haal rehti hai

jab ke hum jis bina per Barat ka Elan kartye hain woh Qurani Aayat, Hadith e Pak (saw) , or sahab Iktram (ra) ke aqwal o Aamaal ki roshni main kartye hain....

 

kis amal se baraat ka izhaar karu. abdul salam sahab....? abhi tak to koi amal is thread me zair e behas nahin jis ke ghalat hony par aap mujh se baraat ka izhar karwana chahty hain...? or haan fatwy ke bary mein info. ke liye shukriya. :rolleyes:

 

Pehlye to aap ne Shirk ki taareef mangi thi ab aap ne jawab or is main mojood hawalye ka mutaliya kiye baghair shoroo ho gaye aap.....

Abdul Salam

 

Ye naya tareeqa gm ne ijaad kiya hai behas ka ki jab defi. mango to keh do falan surat dekh lo wahan mil jayega...ye tafseer utha lo us me mil jayega...janab aap to parhy likhy pakky towheedi hony ka dawa karty hain na shirk ki tareef paish karny me itni dair kyu laga rahy hain aap? ya wajah koi or hai? badly me aapny Allama saeed ahmad kazmi ki boook ka page upload kar diya...sawaal chana or jawab gandoom wali bat na karein.

 

mere last Sawal bhooly to nahin GM sahab..?

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

 

abhi kon si taweel mene paish ki mene to apna moqif zahir kiya ki Alhamdolillah humary ulema quran or sunnat ke khilaaf nahin jaisa haal aapky GM firqy mein har rewri lagany waly ki tarah apny aapko hadith ka aalim kehta hai (like Ahle Hadith). Nabi or Shahabi ki sunnat par amal paira kon hai ye to forum par aapki halat se zahir hai is par alehda tabsara ki yahan hajat hai kya? or reh gayi baat zaeef hadith ki to insy ye mu na banayiye zaeedf hadith se GMs ka peecha marty dum tak nahin chootny ka is par jald post ki jayegi...

Aap ne general baat ki ke "Humarye Ulama Quran-o-Hadith se hi baat kartye hain" lehaza main ne bhi aap ko general hi kaha ke "jab aap ko ye bataya jata hai ke ye ghalat istadlal hai, ye hadith ghalat hai", to aap log taaweelain pesh karni shoroo kar detye hain, jesa ke abhi aap ke aik bhai sahib ne "Fiqh ke ye chand masayel" main kia.

 

 

kis amal se baraat ka izhaar karu. abdul salam sahab....? abhi tak to koi amal is thread me zair e behas nahin jis ke ghalat hony par aap mujh se baraat ka izhar karwana chahty hain...? or haan fatwy ke bary mein info. ke liye shukriya. :rolleyes:

Jab hum kisi bhi aalim, ki ya mujtahid ki baat khilaf-e-Sunnat detkhye hain, ya ilm me aati hai to yaqeenan sirf aankhyen band kar ke yaqeen nahin kar letye bulke pehlye saboot dhoondhtye hain, phir sabit ho janye per is se barrat ka izhar kartye hain, or yahi aap se kehtye hain ke aap bhi ayesa hi karain, lakin aap hain ke ye nahin mantye ke aalim, Buzurg, Mujtahid se Khata bhi ho sakti hai, or un ka qol hojjat nahin deem ke mamlye main or taweelain pesh karni shorro kar detye hain, like "Nad-e-Aliya" ki post to isi tarha ki cheezon se barrat ka izhar karnye ko keh raha hon.

 

Ye naya tareeqa gm ne ijaad kiya hai behas ka ki jab defi. mango to keh do falan surat dekh lo wahan mil jayega...ye tafseer utha lo us me mil jayega...janab aap to parhy likhy pakky towheedi hony ka dawa karty hain na shirk ki tareef paish karny me itni dair kyu laga rahy hain aap? ya wajah koi or hai? badly me aapny Allama saeed ahmad kazmi ki boook ka page upload kar diya...sawaal chana or jawab gandoom wali bat na karein.

han kion ke aap ke shyed nazdeek Quran to nauzubillah perhnye ke liye nahin, bulke sirf qote larnye ke liye woh bhi sirf ayat to ayat, pura quran kon parhye, ab aap bhangnye ki koshish na karain, Wapis jayen or Sorah Inam ki Tafseer Az Ibn-e-Kaseer ko mulahiza karrain, merye likhnye ya na likhnye se koi farq nahin parnye wala agar Aap khud hi na chahyen.

 

badly me aapny Allama saeed ahmad kazmi ki boook ka page upload kar diya...sawaal chana or jawab gandoom wali bat na karein.

Ye aap ke liye hi tha ke jab aao ke Wahdat-ul-Wajood" ke nazarye (jo ke aap log Sheikh-e-Akbar Ibn-e-Arabi ne bayan ki) or aap logon ka is per eeman hai, ke mutabiq Sirf Allah ko maan lenye wala or phir sirf us ki zaat ke ilawa tamam ko Fareb maanye wala Mohid hai to phir Shirk ki gunjayesh hi na rahi.......... ab agar main is ko apnye alfaz main likhta to aap ko takleef shoroo ho jati ke hum ye kab kehtye hain....lehaza aap ko un sahib ki tasneef ka page scan kia..... isi ke mutabiq Hazrat Mosa ki qom ne Pachrye ko nahin bulkye us main mojood Allah ke Zahoor ko poja lehaza unhon ne shirk nahin kia (Lahol-Wala-Qouata-illa-Billah)

Ab yaqeenan ye nahin lagye ga ke "Sawal Gandum, Jawab Chana"

 

mere last Sawal bhooly to nahin GM sahab..?

 

Mujhye qatai koi sharam nahin ye kehtye hoye ke "aap zara dobara apnye sawal ko dohra dain"

 

fi-aman:

(salam)

Abdul Salam

Edited by Abdulsalam
Link to comment
Share on other sites

Pehli to yeh baat apnay dil-o-damagh say clear ker lain k humaray ulema Quran or hadees ke khilaaf bolty hain or humary ulema ka har qowl hujjat hai jo qran aur hadees k mutabiq hai to hum usko mantay hain...humari taqleed andhi nahin hoti hai or na hi baghair kissi dalil k aur

 

 

 

(salam)

Taqleed baghair daleel k kissi k qowl ko qabool kernay hi ko kehtay hain. yani k taqleed andhi hoti hai.

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...