Jump to content

اعلیٰ حضرت کی قرآن میں من مانی تحریفات


zubair ahmed

تجویز کردہ جواب

Allahu Akbar, Jis ne bhi ye post ki hai use Sharam ani chahye, Ke aik Allah ke Naik Shaks per is tarha ke jhote ilzamat lagae hain, Agr to ye post apne khud likhi hai to apko lazmi tauba karni chahye aur agr apne kahen aur se copy ki hai to ab ap per ye lazim hai ke jahan se apne ye post copy hai waha ab jo me proof de rha hn wo lazmi post karen.

 

1) Sab se pehle apne SURA E YOUNUS ki ayat me jo Malfoozat-e-Alahazrat ki ayat ko galat tariqe se pesh kia, is photo me wazeh tor per dekha ja sakta hai ke Alahazrat ne bilkul sahi ayat likhi hai, ab ya to apne jhot se kam lia ya phr composing ki galti ko Alahazrat per Mahmool kardia jo nihayat Ahmaqana aur Jahilana kam hai.

a.jpg

Is picture me Alahazrat ki Malfoozat me jo ayat hai mene use highlight kar dia hai, goor se dekhen aur apni is post ko khud delete kardn lazmi. Ye Dawateislami ki publish shuda book hai aur complete book bhi mene attach kardi hai ta ke apki tas'safi hojae.

 

Mazeed jhote aur mangharat ilzam jo apne lagaen hain unka jawab bhi dn ga.

496-1.pdf

Link to comment
Share on other sites

  • 1 year later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...