MuhammedAli مراسلہ: 31 دسمبر 2017 Report Share مراسلہ: 31 دسمبر 2017 Ala Hadhrat nay farmaya: "phir khiyal karo us nay keun-kar mutliq ilm aur ilm mutliq mein hasr kar deeya aur ek do har janay ..." Meri samaj mein yeh nahin aya kay mutliq ilm aur ilm mutliq mein kia farq heh ... bazahir toh donoon ek hee hen. Dosra Thanvi nay hasr kesay keea ... meri samaj mein yeh ibarat nahin aa rahi. In points ki wazahat kay saath agar kohi Ala Hadhrat ki ibarat ko asaan Urdu mein pesh kar deh toh bot mahirbani hogi. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Khalil Rana مراسلہ: 2 جنوری 2018 Report Share مراسلہ: 2 جنوری 2018 علم مطلق ۔ کل علم مطلق علم۔کچھ علم اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MuhammedAli مراسلہ: 2 جنوری 2018 Author Report Share مراسلہ: 2 جنوری 2018 Salam alayqum, Dr Saeed Sahib aur moteram Khalil Rana Sahib ki wazahat kay mutabiq mein nay is ibarat ka English mein tarjumah yoon keeya heh:“From them is a fanatical supporters of Gangohi called Ashraf Ali Thanvi. He has written small pamphlet; not even of four pages long. In which he explicitly stated knowledge of Ghayb like of RasoolAllah (sallallahu alayhi wa aalihi was’sallam) like it is possessed by every infant, every lunatic, in fact every animal and every quadruped. And followin is (Shaykh Ashraf Ali Thanvi) the cursed’s statement: ‘If it is correct to attribute knolwedge of Ghayb to holy being (of Prophet) then issue needing to be enquired is: Is this baaz from Ghayb or qull Ghayb; if baaz from knowledge of Ghayb is intended then what is so unique about Hadhoor’s (sallallahu alayhi wa aalihi was’sallam) knowledge of Ghayb; knowledge like this is even possessed by Zayd and Amr; but every infant, lunatic, all animal and quadrupeds. And if all knowledge of Ghayb is intended, from which none of detail (of Ilm al-Ghayb) is excluded, then falsehood of this (belief) is proven from textual and logical evidences.’ I say look at the effect of Allah’s seal (placed on his heart) how he establishes equality between RasoolAllah (sallallahu alayhi wa aalihi was’sallam) and between creation. And how the boastful ignormous could not understand that Zayd and Umru and names of others he mentioned; if they know a matter of Ghayb even then it would gained through speculation. And definitive (knowledge of) matters of Ghayb is purely for Prophets (alayhis salam). And definitive knowledge of Ghayb if it is known by non-Prophets then it is through Prophets informing them and not through anyone else. And have you not seen how your Lord has stated: ‘Allah reveal to you the unseen. But Allah chooses of His messengers whom He wills, so believe in Allah and His messengers.’ [Ref: 3:179] ‘The knower of the unseen (i.e. Allah subhanahu wa ta’ala) does not disclose His Ghayb to anyone, Except whom He has approved of messengers, and indeed, …’ [Ref: 72:26/27] See how this man left the Quran and lost his faith. And ended up enquiring what is difference between Prophet and animals (in regards to Ghayb). Allah (subhanahu wa ta’ala) sets seal on heart of every deceptively arrogant (person) like this. Notice how he restricted; limited knowledge (i.e. علم مطلق) and unlimited knowledge (i.e. مطلق علم): And he (Shaykh Thanvi) did not differentiate between knowing of one or two matters (of Zanni Ghayb by; Zaid, Amr, lunatics, animals, infants) and of those matters (of Ghayb known by RasoolAlllah sallallahu alayhi wa aalihi was'sallam) which are beyond enumeration.” [Ref: Hussam Al Haramayn Ala Munharil Kufr Wal Mayn, Pages 87/88] Baqi ka tarjuma jari heh ... Mein koshish mein hoon kay Sayyidi Ala Hadhrat ka Thanvi kay mutaliq joh material heh us ka tarjuma karoon. English mein ek tarjuma para joh samaj say bahir aur rooh e mazmoon say khali heh ... parh kar yeh pata nhin chalta kay joh zameer heh woh kis ki taraf heh aur maqabal o mabad mein kia talluq heh... koshish heh kay brackets mein izafaat kay saath tarjumein ko asaan banaya jahay ... aur aam fehm banda thori mehnat say samaj sakkay. In sha Allah kissi ahle ilm say is pooray mazmoon ki Sharh likhwa kar woh bi tarjumah kar doon ga ... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MuhammedAli مراسلہ: 6 جنوری 2018 Author Report Share مراسلہ: 6 جنوری 2018 Blue underlined mawad kee taraf tawajoh: Sayyidi Ala Hadhrat ki ibarat mein, zameer yeh aur woh kis taraf lotahoon? Yeh Quran ki ayaat kay mutaliqa mazmoon par ya thanvi kay asool; mutliq fadheelat kay ahata ki taraf? Dosra ... Allah (subhanahu wa ta'ala) ko ashya mein/sha'i mein gina gaya ... mein janta hoon kay Ahle Sunnat aur Sayyidi Ala Hadhrat kay yeh nazria nahin kay Allah (subhanahu wa ta'ala) sha'i heh ... keun kay unoon nay bey-deen likh kar ibarat shoroon ki heh ... kohi esa firqa heh joh Allah (subhanahu wa ta'ala) ko ashya mein ginta ho aur woh firqa musalmanoon say mansoob ho? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔