MuhammedAli مراسلہ: 17 دسمبر 2017 Report Share مراسلہ: 17 دسمبر 2017 (ترمیم شدہ) Qasim Nanotavi nay likha thah Ambiya Ilm Mein mumtaz hotay hen amal mein Ummati barabar ya bar jatay hen. Neechay wali kitab kay safa 74 par likhta heh ilm ladunvi ka talluq tawqa say heh ... Khidr alayhis salam taqwa mein ziyada thay aur Musa alayhis salam kam jis waja say Khidr alayhis salam par teen waqiat ka ilm ladunvi hasil huwa ... Musa alayhis salam sirf Wahi walay ilm mein behtr thay ... aur keun kay Khidr alayhis salam taqwa mein behtr thay is waja say uneh ziyada ghaybi ilm hasil huwa ...https://archive.org/stream/TOOBAA-RESEARCH-LIBRARY.FaraidEQasmiyaMakateebHazratAllamaQasimNanotaviRh.A/faraid-e-qasmiya-makateeb-hazrat allama qasim nanotavi rh.A#page/n47/mode/1up Edited 17 دسمبر 2017 by MuhammedAli اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MuhammedAli مراسلہ: 17 دسمبر 2017 Author Report Share مراسلہ: 17 دسمبر 2017 (ترمیم شدہ) Safa 131/132 bi parnay kay qabil heh ... is mein Tazir un Naas kay masla imkan nazeer kay baray mein kuch arz huwa heh. Qasim Nanotavi ki ghalt fehmi dekhyeh ... muhaal bil zaat awaliat yehni Nooraniat ki waja say heh keun kay misl woh hoga jis ki awaliat bi sabat ho. Jistera ek aur Ilah ka awal Ilah hona muhaal bil zaat heh istera kissi aur makhlooq ka awal makhlooq hona muhaal heh ... aur awaliat RasoolAllah ki shaan heh toh phir muhaal bil zaat huway ... aur agar satti nazr say dekha jahay toh imtinah bil ghayr wada e bari ta'ala ki waja say heh ... magr haqiqat mein wada illahi kay RasoolAllah sallallahua layhi wa aalihi was'sallam jesa peda nah karoon ga ... is ko shamil heh keh aap jesa awal e makhlooq aur sabab tamam makhlooq peda nah karoon ga ... toh is nazr say yeh muhaal bil zaat huwa keun kay joh awal makhlooq kay sabab say peda huwa woh awal makhlooq nahin ... aur muhaal bil zaat ki shart awaliat heh jis say maqabal aur jis ka ma-bad nah ho sakay. Edited 17 دسمبر 2017 by MuhammedAli اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MuhammedAli مراسلہ: 17 دسمبر 2017 Author Report Share مراسلہ: 17 دسمبر 2017 (ترمیم شدہ) Qasim Nanotavi ki ibarat kay tarjumen mein bil zaat ki jaga sayyidi Ala Hadhrat nay aslan ka lafz likha ... magar bey-imanoon ko ihtiraz huwa. Manzoor Nomani nay bila waja ... bil zaat kuch fadheelat nah hogi ... kay jumley mein bil arz mafoom mukhalif leeya ... yehni bil zaat fadheelat nahin bil arz zeroor heh ... aur issee bunyad par baqiyoon nay bil zaat kay tarjumein aslan par ihtiraz keeya ... magar bey-imanoon ko sharm nah aahi ... kuch ka lafz tamam fadheelat ka munkir karta heh bil arz aur bil zaat ka ... jistera jumla ... aap ko yaar kuch aqal nahin ... toh mana huwa bilqul aqal nahin ... yeh nahin kay thori heh ya aur wali heh yeh wali nahin ... yehni Nomani ka jawaz bil arz bil qul mardood heh keun kay kuch zaati aur arzi donoon ki nafi kar chuka. Is kay ilawa bil-zaat ko jis mana mein istimal keeya gaya aur jis ka dawa heh Nanotavi Sahib ko ... asl, aslan [yehni bunyad/bunyadi] bi kutub fiqha mein issee mafoom mein istimal huwa heh aur hota heh. Bey-asal jis ki foundation/bunyad ghalat ho, yehni walidul haram ho. Is kay ilawa sayyidi Ala Hadhrat nay bi lafz asal ba-mana bunyad/bunyadi istimal keeya heh ... jistera sher mein heh; yahi heh asal e alam mada ijaad khalqat ka ... aur Nanotavi nay bi bil-zaat ko bunyadi Nabi jis say awal koi nah ho hee bataya heh ... Abh mein research kar raha thah toh Tahzir Un Naas ka ek naya addition chapa heh jis mein ilm e Nabi ko asli (bil-zaat) aur auroon kay ilm ko arzi (bil arz) bataya gaya heh ... arzi ka mukhalif zaati heh jis par asli ka label lagaya gaya heh ... abwaab ki fehrist mein 16 number par aya heh aur safa 18 par is ki tafseel heh ... safa 18 par Nanotavi nay ilm e RasoolAllah ko haqiqi bataya aur ba-fehm fehrist qaim karnay walay kay asli, bil arz ka mukhalif toh bil zaat heh is leyeh joh bi ho bil zaat ka mana jaiz hoga. Is say Nomani ki hadiyoon ko in sha Allah aag ahay gi kuen kay yeh mantiq Nomani heh bil zaat say bil arz akhaz keeya toh kia bura keeya agar musalman nay bil arz say bil zaat akhaz kar leeya. Is bey-iman kay ham mazboon par Islam ki haqqaniat aur wazia huwi aur zalim khud zaleel huwa. Is new edition ka link yeh heh ... https://archive.org/stream/Tahzirun-Naas#page/n2/mode/1up Edited 17 دسمبر 2017 by MuhammedAli اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔