Zaid Sparrow مراسلہ: 16 دسمبر 2017 Report Share مراسلہ: 16 دسمبر 2017 salam bhai log. kisi kharji kutte ne ye mashoor krdiya hai k Umar Icharwi r.a ne likha hai apni kitaab [Miqyas Hanafiyyat, p.575 to 578] main k shah waliullah hajj se aa kr Wahhabi hogye the or ye bhi likha hai k mazarat shirk k adde ho chuke hain or yahan shirk hota hai wagera wagera koi hai to please mujhe bta do. Fath ul Majeed Chapter 21 Exaggeration in Raising up the graves of Righteous or likha hai kitaab Subul al-salām 2/177 main k mazarat per jana k wahan se faiz haasil ho or ye k mazar wale madad karte hain ye sb shirk hai wagera اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MuhammedAli مراسلہ: 17 دسمبر 2017 Report Share مراسلہ: 17 دسمبر 2017 Salam alayqum, Yeh Shah Wali-Allah rahimullah wali baat darust nahin. Shah Ismail Dehalvi jab Hajj par gaya toh wapis Wahhabi ho kar aya thah ... ghaliban Mawlana Umar Ucharvi (rahimullah) say naam likhnay mein khata ho gai jis ki islah ka moqa nah milla. Agar Mawlana rahimullah nay esa haqiqi mantay huway bi likha ho toh phir bi kissi ghalt fehmi ki bina par hoga. Shah Wali Allah rahimullah kay aqahid o nazriat ka un ko ilm nahin huwa hoga. Shah Wali-Allah rahimullah kay aqaid o nazriat ahle sunnat walay hee hen aur un ki kutub say esa sabat heh. Jab haqaiq un kay Wahhabi honay kay khilaaf hen toh phir Mawlana Umar Ucharvi rahimullah kay farman ko ghalt fehmi par hi mahmool keeya ja sakta heh. Ham donoon qabil e qadr hastiyoon ka adab kartay hen aur sachay aur suchay Sunni mantay hen. Aur kissi ghalt fehmi ki bunyad par un kay Sunni honay ka inqar nahin kartay. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Khalil Rana مراسلہ: 19 دسمبر 2017 Report Share مراسلہ: 19 دسمبر 2017 ایک غیر مقلد وھابی غازی عزیر (بنارس۔انڈیا) نے اپنی کتاب میں شاہ ولی اللہ دہلوی علیہ الرحمہ کی تصوف پر لکھی ہوئی کتابوں پر تنقید کی ہے۔ اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔