Jump to content

اس فتوی کبارے میں تفصیلی جواب چاہئے کیا سیدی پیر علی شاہ رحمہ اللہ نے علمائے دیوبند کی تعریف کی ہے.اعلی حضرت کے بارے میں جو لکھا ہے پتہ چلتا ہے سراسر جھوٹ ہے


Aashiq

تجویز کردہ جواب

Bhai khud-sakhta fatwa hy.. 

1- Fatwy mein jo btain likhi gyi wo ghalat hain..

2- Stamp aisy nahi lagi hoti alag se aur fatwa us Jamia k Pad pe hota hy na k Blank page pe..

3- Fatwa Number, Date wagyra bhi majood hoti hy..
 

aur bhi bohat c btain hain jin se clear ho raha k khud edit kar k likha gaya hy..

Link to comment
Share on other sites

اس فتوےکے متعلق یہی کہا جاسکتا ہے کہ

لعنت اللہ علی الکاذبین

دیوبندیوں کا سارا کاروبار ہی جھوٹ اور دھوکہ بازی پر مشتمل ہے

اس جعلی فتوے والے سے سوال ہے کہ کیا علامہ کاظمی علیہ الرحمہ کی کتاب میں

عبارت اسی طرح ہے جیسے کہ اس جھوٹے فتوے میں ہے

اور کیا امام احمد رضا علیہ الرحمہ نے تمہید الایمان میں ایسے ہی لکھا ہے جیسا کہ اس جھوٹے فتوے میں ہے۔

کچھ تو شرم ہونی چاہءیے

اللہ تعالیٰ کے ہاں جواب بھی دینا ہے

Link to comment
Share on other sites

اسمیں خواجہ غلام فرید صاحب کے بارے میں بھی لکھا گیا ہے اہل سنت والجماعت کے نزدیک انکا مقام کیا ہے اگر یہ سنی تھے تو انہوں نے دیوگندیوں کی تعریف کیوں کی .میں نے کہیں پڑھا ہے کہ انہوں نے دیوگندی خلیل احمد انبیٹھوی کی کتاب کی تقریظ بھی لکھا ہے.نیز یہ بھی بتائیں کہ کیا سچ مچ پیر مہر علی رحمہ اللہ نے ان وہابیوں کی تعریف کی ہے اگر کی ہو تو اسکی وجہ کیا ہے

Link to comment
Share on other sites

Salam alayqum.

Janab joh dawa karta heh us say pehlay daleel manga karen aur joh daleel ho ussay pesh keeya keren. Hazaroon banday kia kia baktay hen har kissi ki ko agar baghayr daleel wali bakwas ka jawab denay lagay toh phir aur kaam kissi nay kia karna heh. Pir Mehr Ali Shah Golarvi rahimullah nay kissi bi jaga Deobandi Ulamah ko acha nahin likha. Khawaja Ghulam Fareed rahimullah Deobandiyoon kay apni zindgi mein sakht mukhalif thay. Un kay marnay kay baad logoon nay un ko Deobandi aur Deobandiyon ka ham-nawa banaya heh. Jab taq woh zinda thay wo Sunni aur Ahle Sunnat kay muhafiz thay. Unoon nay Sunni Ulamah ki kutb ki aur Fatwoon ki ta'eed bi ki thee aur munazroon mein jahan par judge muqarrar huway wahan par un ka fesla Ahle Sunnat kay haq mein deeya. Magar jab banda zinda nah raha toh us ko kohi kuch bana sakta heh. Misaal kay tor par Syed Saifullah Shah Farooqi, Sabiq Deobandi thay joh Wahhabi huway, phir Allah ka karam huwa aur Sunni ho gahay, magar Wahhabi un ki video upload kartay hen kay yeh hamara heh Barelwi tha abh Wahhabi huwa heh. Aur yeh doka baazi aur faraad baazi aap kay zamanay mein ho rahi heh. Maulana Saeed Ahmad Qadri pehlay zamanay mein Deobandi thay ... bad mein kissi mauzoo par munazra huwa toh Sunni ho ga'hay. Wahhabi abi taq un ki kitaboon ko phblish kar rahay hen kay yeh hamara heh aur koshish kar rahay hen kay yeh hamara heh. Halanh kay Maulana Sahib nay taqreeri ilanaat bi keeyeh aur internet par mojood hen. Mujjay bi is ka pata heh aur joh ilm rakhtay hen un ko bi pata heh, magar ainda 25/50 saloon mein yeh recording Ghayb ho jahay gi aur phir Deobandi kahen gay jistera abh kehtay hen kay us kay Sunni honay ki kohi daleel nahin. Woh toh Deobandi thah, raha aur is'see per mara. Is zamanay kay banday apna maqsid hasil karnay ki khatir kuch bi kar saktay hen aur kartay hen. Agar kissi Sunni Maulvi nay us zamanay mein la-ilmi mein ya rawayati mulaqatoon mein kissi Wahhabi ko salam kalam keeya aur meethay bol bolay toh ussay aaj kay dawr mein Deobandi/Wahhabi bana leeya gaya. Doobtay ko tinkay ka sahara aur Wahhabi/Deobandi ko shubay, jhoot aur farad ka. Yahan par abh sab kuch chalta heh. Jhoot jhoot nahin raha aur sach jhoot ho chuka heh. Imandar bey-iman heh aur bey-iman imandar. Yahi qayamat ki nishani thee aur yahi ho raha heh. Behtreen tariqa yeh heh kay Zaatun kay chakr say nikal kar batoon par fesla karen. Yehni is baat par mat tawajoh denh kay Deobandi kehta heh falan nay is ki ta'eed ki. Balkay tawajoh is par denh kay joh baat likhi heh woh ghalat heh ya sahih. Agar ghalat heh toh, Pir kia Ghawth bi ho toh darust nahin ho sakti aur joh sahih ho ussay Sahabi ka kehna bi ghalat nahin kar sakta. Zaaton kay chakroon mein paren gay toh sari zindgi Maulviyoon ki safahiyan pesh kartay rahen gay aur safahiyan talab kartay rahen gay. Batoon kay chakr mein paray toh ek doh wazahatoon mein fesla ho jahay ga aur jaan choot jahay gi sari zindgi ki maghz mari say.

Link to comment
Share on other sites

جناب عاشق صاحب یہ جعلی فتوی ہے اس کا ثبوت اوپر لگا دیا گیا ہے ۔۔۔۔۔۔

 

وسے تو اس پر مزید کلام کی ضرورت نہیں ۔۔۔۔لیکن میں سمجھتا ہوں کہ یہاں دویو اصول بھی بتا دیا جاے ۔۔۔۔تاکہ دویو پر اس ہی کے گھر سے حجت ہو جاے

 

In Ka Naam Nihaad Munazir taher Husain Giwayi mafrur katiyar munazra ...Apni Kitab Barviyat Ki khana Talashi Me lilkhta Hai K 

      jo fatwa Kisi Kitab Se Naqal Nahi Kiya jata Us Per Aitemad Nahi Kiya ja Sakta 

 

Deo Gandi Agli Martaba Aisi Froud kari karte Waqt Akhirat ka Na Sahi Apne Ghar Ka Khayal Rakhe 

20171025_033626.thumb.png.9c98943a343cdd4b432c7ca4bb2cb234.png

Link to comment
Share on other sites

Wahabi Bolta Hai per Samjhta nahi :P.

 

is fake fatwa Me Likha Gaya Hai K Aala Hazrat Ne Al mohannad Manazr e Aam Per Aane K Bad Takfir se Ruju Farma liya

Kaha Ruju Farmaya ?

jawab ..

سبحان السبو ح اور تمہد ایمان میں

 

Hasna Mana Hai .....

سبحان السبوح 1309 ھجری 

Me Likhi Gai 

تمہید ایمان 1326  ھجری 

Me Likhi Gai

Fatwa E Kufr 1320 Me DiyaGaya.....

 

Al monnad ...1353 Me Chapi

Sarkar Aala HAZRAT رضی اللہ تعالیا Ka Wisal 1340 hij Ko Huwa 

Ab Sawal Y Hai K 1320 Me fatwa E Kufr De Kar Aala Hazrat Ne 1309 Wale Risale ( سبحان السبوح ) Me Yani Fatwa Dene Se 11 Sal Qabl Fatwa Se kaise Ruju Kiya Honga ? :o Wo Al Mohannd Ki Bina Per Jo 1353 Me Chapi Ja K Aala Hazrat Hayat Bhi Nahi The 

   Ya Illahi Y Majra Kiya Hai ? 

 

Koi Deo Hai jo Aisa Maths Janta Ho jis Se Y Hisab Ka Kitab Ho Sake ?

 

IMG-20160807-WA0016.jpg.5abe3c13a4d322c29d08030613703919.jpg

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...