Saife Raza Sunni مراسلہ: 18 اکتوبر 2017 Report Share مراسلہ: 18 اکتوبر 2017 barelwiyo ke hakimul ummat barelwiyo ke mufti e azam barelwiyo ke mufassir e kabir janab mufti ahmad yr khan ne tafseer e naeemi me etraz or jawab ke mozu me ek hadees naqal ki he :- hadees shareef me he ke agr rab taala jahan ko ( puri duniya ko) dozakh me dal de to wo zalim nhi balke adil he tafseer e naeemi jild 4 safa 81 ..............whabi link removed ...... me barelwiyo se puchta hu Allah taala ne quran me jagah jagah momino ko jannat ke rahmat ke wade kiye he badi badi basharate d he fir iske khilaf agr Allah kare to kya kizb lazim nhi ayega ???? Ye wahabi ne aitraz kiya hai iska jawab chaiye On 18/10/2017 at 2:43 PM, Saife Raza Sunni said: barelwiyo ke hakimul ummat barelwiyo ke mufti e azam barelwiyo ke mufassir e kabir janab mufti ahmad yr khan ne tafseer e naeemi me etraz or jawab ke mozu me ek hadees naqal ki he :- hadees shareef me he ke agr rab taala jahan ko ( puri duniya ko) dozakh me dal de to wo zalim nhi balke adil he tafseer e naeemi jild 4 safa 81 .............wahabi link removed..... me barelwiyo se puchta hu Allah taala ne quran me jagah jagah momino ko jannat ke rahmat ke wade kiye he badi badi basharate d he fir iske khilaf agr Allah kare to kya kizb lazim nhi ayega ???? Ye wahabi ne aitraz kiya hai iska jawab chaiye اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MuhammedAli مراسلہ: 18 اکتوبر 2017 Report Share مراسلہ: 18 اکتوبر 2017 Salam alayqum Janab Jannat mein dakhal keeya jana Allah ta'ala ka karam hoga. Agar Allah ta'ala adil/insaaf karay ga toh phir amaal e salihah ki janch partal hogi. Ek banda namaz parta heh wuzu mein ghalti karta heh. Sura Fatihah parta heh magar ilfaaz ki adaigi tajweed kay qawaneen kay saath ada nahin karta ... in sooratoon mein agar Allah chahay toh insaaf kay taqazat kay mutabiq amal kay kamil nah honay ki waja say qubul nah karay. Karam yeh heh kay Allah qubul kar leh aur bandoon ki khatahoon ko dar guzr karay. Jannat karam ki badolat millay gi. Insaaf karay toh phir jannat hasil karna muhaal ho jata heh. Is'see wastay Allah kay nabi nay bi farmaya kay Allah mujjay bi Jannat mein dakhal karam ki waja say karay ga. Allah ta'ala nay Quran mein naik amal karnay waloon ko jannat ka wada farmaya heh. Jab amaal mein hi nuqs ho aur haqiqat mein amaal darja amaal e salihah taq paunchen hi nah, toh phir nah qubul keeyeh jahen, aur naqis amaal walay ko Allah juhanum behjay, toh yeh insaaf heh ya jhoot? Insaaf keun kay woh naik amaal hasil nah kar sakka. Jinneh woh naik amaal samajta raha haqiqi tor par un mein nuqs thah aur nuqs ki waja say qubul nah huway toh yeh Allah ka insaaf huwa. Agar Allah nuqa-is ko dar guzr karay aur phir bi jannat behjay toh karam huwa. Is mein jhoot kesa huwa aur imkan kizb kesay dakhal huwa. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MuhammedAli مراسلہ: 19 اکتوبر 2017 Report Share مراسلہ: 19 اکتوبر 2017 Dosri baat ek Hadith mein aya heh kay ek banda qayamat kay din kahay ga kay mein nay jannat apnay amaal kay balbootay par hasil keeh. Allah ta'ala us ki aankh ka ana nikaal kar aur us kay amaal e salihah ko tarzooh par rakhay ga aur Allah kay deeyeh huway anay ka wazan ziyada hoga ... yehni agar jannat amaal ki kamahi heh toh banda khuda tooh ek aankh kay barabar bi amal hasil nah kar sakka. Aur Allah ki ek niamat ka badla nah chuka saka apnay amaal say toh phir kistera jannat ka haq dar huwa. Agar kama kar jannat hasil karni heh toh pehlay Allah ki deeyeh huway jism jaan rooh aur niamatoon ka badla chuka doh, aur janat kama kar chalay jana. Aur agar nah chuka sako toh phir samaj loh kay yeh karam say milli. amaal say nahin. Insaaf agar Allah karay toh phir kon sa amal qubul heh aur Allah kesay Kazib huwa aur kesay imkan e kizb sabat huwa. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Saeedi مراسلہ: 19 اکتوبر 2017 Report Share مراسلہ: 19 اکتوبر 2017 کذب کا تعلق چاہت یا قدرت سے نہیں بلکہ اِخبار سے ہوتا ہے۔ کیا حق تعالیٰ اپنی دی ہوئی خبرکے خلاف خبر دے سکتا ہے؟۔یہ ممکن ہے یا نہیں؟ اگر جواب ہاں میں دوگے تویہ امکان کذب ہوگا ۔ مفتی احمدیار خان رحمۃ اللہ علیہ نے ایسی کوئی بات نہیں کہی۔ 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Saife Raza Sunni مراسلہ: 1 نومبر 2017 Author Report Share مراسلہ: 1 نومبر 2017 Bhai is post ko delete kaise kiya jata hai اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
aaftab مراسلہ: 26 دسمبر 2017 Report Share مراسلہ: 26 دسمبر 2017 For complete post read : https://www.facebook.com/DrFaizchishti12/media_set?set=a.450864395288209.1073741859.100010939567859&type=3 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Khalil Rana مراسلہ: 28 دسمبر 2017 Report Share مراسلہ: 28 دسمبر 2017 گنگوہی کا اوریجنل فتویٰ اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Saife Raza Sunni مراسلہ: 10 مئی 2018 Author Report Share مراسلہ: 10 مئی 2018 On Thu Oct 19 2017 at 5:00 PM, Saeedi said: کذب کا تعلق چاہت یا قدرت سے نہیں بلکہ اِخبار سے ہوتا ہے۔ کیا حق تعالیٰ اپنی دی ہوئی خبرکے خلاف خبر دے سکتا ہے؟۔یہ ممکن ہے یا نہیں؟ اگر جواب ہاں میں دوگے تویہ امکان کذب ہوگا ۔ مفتی احمدیار خان رحمۃ اللہ علیہ نے ایسی کوئی بات نہیں کہی۔ Jazakallah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
AbuAhmad مراسلہ: 20 ستمبر 2018 Report Share مراسلہ: 20 ستمبر 2018 (ترمیم شدہ) On 10/19/2017 at 3:30 PM, Saeedi said: کذب کا تعلق چاہت یا قدرت سے نہیں بلکہ اِخبار سے ہوتا ہے۔ کیا حق تعالیٰ اپنی دی ہوئی خبرکے خلاف خبر دے سکتا ہے؟۔یہ ممکن ہے یا نہیں؟ اگر جواب ہاں میں دوگے تویہ امکان کذب ہوگا ۔ مفتی احمدیار خان رحمۃ اللہ علیہ نے ایسی کوئی بات نہیں کہی۔ Allah ap ko aor ap ke family ko khush aor kamyab rakhe.. app Ahle Sunnat ka fakhar hain. Kya khoob hota k app mazeed kitabain terhreer karain Edited 20 ستمبر 2018 by AbuAhmad اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔