Jump to content

Hayat Un Nabi Sallalaho Alaihe Wasallam


Khalil Rana

تجویز کردہ جواب

(bis)

 

Yahi to tum logonki chalaki aur hoshyari hay ..isi tarah se to tumlog doosron ko bewaqoof banate ho aur seedhe saadhay log ban jatay hein..

 

 

tum kisi bhi bejan cheez se is misaal ko nahi day saktay ..tumhari baton se bewaqoof wo bane ga jisko quran ka ilm nahi..

 

pehlay ye batao ke Rasool Allah  (saw) ko is ummat par EHSAN kion bola Allah  (azw) ne phir tumhari baat ka jawab doonga..hoshyar khan sahab  :rolleyes:

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

Kuffar bhi jab Rasool Allah  (saw) ke saamne lajawab hote thay to yahi kehte thay ke hamare baap dada jahil thay kia..kionke unke pass koi ilmi jawab to hota hi nahi tha..is liye ye keh kar apni jaan chura lete thay..

 

 

Aap logonke pass ilmiat to nahi hay sirf faltu ki mantaqbazi hay ..mujhe pata tha aap log is baat ka jawab day hi nahi sakte kionke Quran wo kitab hay jo bralviat ki jarr kaat deta hay..ye maslak chal hi sirf zaeef riwayat aur sufia ke aqwaal par raha hay..

 

Aur aakhir mein arz hay ke ye Quran mein ne nahi samjha hay ..ye jin mufassireen ne samjha hay mein nay inki samjh aap tak pohonchai hay..ab aap ki marzi jitna bura bhala bolna hay boldo inko..mera kia jata hay.. ;)

Edited by Ya Allah Madad
Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

(salam)

Aaj wahabi nain kafaron ke misal day kar real meanings main yeh sabit kar dia hay keh yeh angaraiz ka gift na Quran ko manta hay aur na Hadees Sharif ko.Jab Toheedi Bhai nain likha keh keh Quran ko tum zyada jantay ho ya Sahib e Quran Sal Allah o Alaih e Wa Aale Hee Wasalam tu is ka jawab sab readers please lazmi parain.Na is nain meri ooper wali post ka jawab dia,Na Toheedi Bhai wali post ka jawab dia(Hadees say rou gardani kar de).Main nain apni pehli posts main in ka akabar k hawalay dia jo sab Haqeeqi Hayat Un Nabji k qayl hain yeh un sab say b bhar gya....

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

Mere bholay badshah..Agar tumhari is post ko sahi maan bhi lein to bhi meri FATAH ho gai.. (al) Aap ki post mein mere moqaf hi ki taaid hoti hay..mera hamesha yahi moqaf raha hay ke Anbiya (as) hoon ya koi aam insaan marne ke baad uski zindagi barzakhi hoti hay na ke dunyavi hiyat..uske sath jo bhi maamla hota hay uska is dunya se koi taalauq nahi hota..

 

 

tumhara jo scan page hay us hadees ke haashia ki sab si aakhri se teesri line (THIRD LAST LINE) ko parho..[ KE JIS HAYAT KA IN 2 HADEESON MEIN ZIKIR HAY WO KOI DUNAVI HAYAT NAHI HAY BALKAY BARZAKHI HAYAT HAY] 

 

aur tum log to is dunyavi qabar ka shor machaey ja rahay ho..yahan to tardeed kardi gai hay DUNYAVI HIYAT ki..BARZAKH mein log kia karte hein kia nahi karte mujhe is se koi saro kaar nahi..kionke saray shirk ki jarr yahi dunyavi qabar mein hayat hay..

 

aur aakhir haqq ki fatah ho gai..aur chisti qadri sahab ko bhi apni lambi chauri post ka jawab mil giya hoga.. (salam)

Edited by Ya Allah Madad
Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

 

Readers daikh saktay hain Wahhabion ke do rangi.Jab hum nain pehlay yeh Hadees Sharif paish ke tu inhon nain kaha keh yeh Hadees Sharif theek nahi hay.Aur jab apnay matlab ke bat nikal aay tu Hadees Sharif theek ho gay.Janab yeh kaisa tamasha laga rakha hay in wahhabia nain.

Janab aap hashia ke bat par hush ho rahay ho laikan yahan hashia ke bat na karo balkeh aap Hadees Sharif ko daikho us main kya byan ho raha hay.Aur ooper main nain aur b Ahadees Sharif paish ke hain kya woh aap ko nazar nahi aayn????

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

Jhooto par Khuda ki laanat mein ne ye kab kaha ke mein ne aap ki pesh ki hoi hadees ko sahi maan liya meri post dobara paro..aur chisti qadri tum bhi parho..na mein ne koi topic badla hay na mein apne moqaf se hata hoon..wo to mein ne tumko tumhari hi baat se tumko chit kar diya aur tum hakka bakka reh gaey..[

 

 

[Mere bholay badshah..Agar tumhari is post ko sahi maan bhi lein to bhi meri FATAH ho gai.. Aap ki post mein mere moqaf hi ki taaid hoti hay..mera hamesha yahi moqaf raha hay ke Anbiya hoon ya koi aam insaan marne ke baad uski zindagi barzakhi hoti hay na ke dunyavi hiyat..uske sath jo bhi maamla hota hay uska is dunya se koi taalauq nahi hota..]

 

kab mein ne topic change kia hay..aur tum log kitne dinnoo se yahi musnad Abi Yaala ki riwayat dikha rahay thay..goya ye hi aik riwayat tumharay maslak ke liye oxygen thi...aur isi riwayat se bralvi maslak ke taaboot mein keel thukk gai...kahan to  Abu Yala ki riwayat bralvi ke liye oxygen ka kaam kar rahi thi aur ab isi par aitaraz Hazrat Essa (as) wali hadees se..WAH RAY TOHEEDI WAH TERI MUNAFQAT

 

toheedi tumjo Hazrat Essa  (as) wali hadees dikha rahay ho ..kia ye hadees Imam Ibn Habban (RA)ne nahi parhi jo wo Anbiya (as)  KI burzakhi hayat ki baat kar rahay hein..

 

Aik dafa aur (THIRD LAST LINE ) ko ghor se parho ..tumharay batil aqeeday par chot parr rahi hay..IS GHAR KO AAG LAG GAI GHAR KE CHIRAGH SE  (sa)

Edited by Ya Allah Madad
Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

(salam)

Wah ray wahhabi teri aqal par qurban jaon.Hadees Sharif ka inkar aur us k neechay dia huay Hashia ka iqrar.Kuch tu sharam kar.REally ilmiat naam ke koi cheez firqa e wahhabia ko wirsay main nahi mili.Tum apna name change kar k Anti Hadees kyon nahi rakh laitay.Ooper aur kitni Ahadees Sharif paish ke gay hain kya tumhain woh nazar nahi aa raheen ya sirf yeh hashia ke nazar aa raha hay....

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

(salam)

Wah ray wahhabi teri aqal par qurban jaon.Hadees Sharif ka inkar aur us k neechay dia huay Hashia ka iqrar.Kuch tu sharam kar.REally ilmiat naam ke koi cheez firqa e wahhabia ko wirsay main nahi mili.Tum apna name change kar k Anti Hadees kyon nahi rakh laitay.Ooper aur kitni Ahadees Sharif paish ke gay hain kya tumhain woh nazar nahi aa raheen ya sirf yeh hashia ke nazar aa raha hay....

 

Mere pass to phir bhi aqal hay ke tum ispar qurban ho rahay ho..laykain meray jahilon ke sardaar ..tumhara khana to bilkul khali hay ..mein to qurban bhi nahi ho sakta thora bhi..

 

 

Baat ye hay ke jis muhaddis ne ye hadees riwayaat ki hay wohi is kay baray mein bata rahay hein ke ye zindagi barzakhi hay dunyavi nahi...samjeee kuch..bayaqal..

 

to jo hadees tum apne fever mein samjh rahay thay wo tumharay hi batil aqeeday ke khilaaf chali gai..tum logon ne kabhi aesa socha bhi nahi hoga ke aesi muh ki khani paregi :wacko::wacko::wacko:

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

Sab se pehlay to ye samjh lo ke aap kehte ho in hadeeson ki sanad sahih hay ..mein ne kaha tha ke zaeef hay..righttt...ab suno ..phir tumne pura page hadees ki kitaab ka paste kia ke ye dekho iski sahih sanad..righttt..mere bhai tum ne ye sanad sahih kion boli kionke sahib e hadees ne isko sahih kaha ..righttt..sahih hadees ki sanad wali baat par to aap bohot pakke jamme hoaey ho aur usko bohot zor o shor se maan rahay ho kionke ye hadees tumharay batil aqeeday ki taaid karti hay..righttt..to usi sahib hadees ki is baat par kion pareshaan ho gaey jab wohi muhaddis jis ne hadees riwayat ki hay wo khud apni hadees ke bare mein keh rahay hein ke ye hayat dunyavi nahi balkay barzakhi hay..

 

ye to bohot hi zabardast usool bata diya unho ne ..yani jahan bhi qabar mein zindagi ki riwayat milay to wo dunyavi nahi balkay barzakhi hay.. (sa)

 

aap log girgit ki tarah rung kion badalte ho..kabhi bolte ho unki hayat dunyavi hay jab dekha kay hum phas gaey to foran statement change kia aur bolne lagay ke(Hum unki hayat ko baaz lihaz se dunyavi zindagi ke mushaba maante hein baaz lihaaz se nahi maante) ye kon si policy hay..koi tamasha ho raha hay kia..jab chahay apne matlab ke mutabiq aqeeda badal liya..yahi muhaddis pehlay to inhi ki hadees par dil o jaan nichawar aur ab Ibn Habban ho Zahbi ho ya koi aur ho..wah wah kia andaaz hay..yani ab inki baat qabil aetabaar nahi..

 

ye 2 hadees jo ap baar baar humko dikhate thay ab yahi aap logonke ke maslak ke taboot mein thukk gainn.. :o

 

barzakhi hayat bhi maante ho to barzkh ka matlab bhi samjh lo zara ..

 

 حَتَّىٰ إِذَا جَآءَ أَحَدَهُمُ ٱلْمَوْتُ قَالَ رَبِّ ٱرْجِعُونِ } * { لَعَلِّيۤ أَعْمَلُ صَالِحاً فِيمَا تَرَكْتُ كَلاَّ إِنَّهَا كَلِمَةٌ هُوَ قَآئِلُهَا وَمِن وَرَآئِهِمْ بَرْزَخٌ إِلَىٰ يَوْمِ يُبْعَثُونَ }

 

وعن مجاهد أيضاً أن البرزخ هو الحاجز بين الموت والرجوع إلى الدنيا. وعن الضحاك: هو ما بين الدنيا والآخرة

. ابن عباس: حجاب. السدي: أجل

. قتادة: بقية الدنيا. وقيل: الإمهال إلى يوم القيامة؛

. وهذه الأقوال متقاربة.

وكلُّ حاجزٍ بين شيئين فهو بَرْزَخ.

قال الجوهري: البرزخ الحاجز بين الشيئين. والبرزخ ما بين الدنيا والآخرة من وقت الموت إلى البعث؛ فمن مات فقد دخل في البرزخ. وقال رجل بحضرة الشَّعْبِيّ: رحم الله فلاناً فقد صار من أهل الآخرة! فقال: لم يَصِر من أهل الآخرة، ولكنه صار من أهل البرزخ، وليس من الدنيا ولا من الآخرة. وأضيف «يوم» إلى «يبعثون» لأنه ظرف زمان، والمراد بالإضافة المصدر.

 

* تفسير الجامع لاحكام القرآن/ القرطبي (ت 671 هـ) مصنف و مدقق

Barzakh ki ye tashree parh lo aur apni taraf se mantaq na jhara karo jab chaha dunyavi zindagi jab chaha barzakhi.....barzakh barzakh hi hota hay ..wahan jane ke baad connection khatam dunya se..parh lo ye tashree..

Link to comment
Share on other sites

Wahhabi pagal ho chuka hay.Apnay andar ka gand zahar kar raha hay.Main nain apni pehli post main is k is question ka jawab day dia hay laykan aqal k anday ko nazar nahi aa raha.Keh barzukhai zindagi ya haqeeqi zindagi meray Nabi e Pak Sallah o Alaih e Wa Aale Hee Wasalam ko kis tarh daikha jata hay.Aur Quran Sharif ke ayat say is ke tashreeh ke.

 

Wahhabi likh raha hay keh dunya say connection hatam.Aray jahal kin ke wajah say tumhain har lamha tumhain nai zindagi mil rahy hay un k baray main kehtay ho connection hatam.Meri tu abhi aik bat ka jawab b nahi dia tu nain

Link to comment
Share on other sites

Wahhabi pagal ho chuka hay.Apnay andar ka gand zahar kar raha hay.Main nain apni pehli post main is k is question ka jawab day dia hay laykan aqal k anday ko nazar nahi aa raha.Keh barzukhai zindagi ya haqeeqi zindagi meray Nabi e Pak Sallah o Alaih e Wa Aale Hee Wasalam ko kis tarh daikha jata hay.Aur Quran Sharif ke ayat say is ke tashreeh ke.

 

Wahhabi likh raha hay keh dunya say connection hatam.Aray jahal kin ke wajah say tumhain har lamha tumhain nai zindagi mil rahy hay un k baray main kehtay ho connection hatam.Meri tu abhi aik bat ka jawab b nahi dia tu nain

 

 

 

Batil aqeede walon ki BOKHLAHATT dekhne se taaluqq rakhti hay  :unsure:  

 

 

Ilmi jawab khatam ho giya to shor machana shroo kar diya.. :o:angry::(

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...