Jump to content

Hayat Un Nabi Sallalaho Alaihe Wasallam


Khalil Rana

تجویز کردہ جواب

(bis)

(salam)

Janab Toheedi sahib

 

Yaqeenan aap ko ye to ilm hoga hi ke Masnad Abi Ya'la ka shumar teesrye (3rd) tabqat-e-tutub-e-Hadith main hota hai jis main ke Sahih, Hasan, Zaeef, Shaz, Munkar, Ma'roof , GHareeb har qism ki riwayatain mojood hain, or phir is main jin doosri kitabon main is ka riwayat hona zikr hai woh ya to Teesrye darjye hi ki kitabyen hain ya phir chithye darjye ki (Allah ghalti ko muaf farmaye)

main is ki sanad per filhal koi bahas to nahin karta lakin aap se ya zaroor poochna chahonga ke kia is Hadith ki ilawa tamam baton per Asim sahib ki tehreer kafi hai????

 

Agar han (Jesa ke aap kehtye hain ke itnye sarye hawalye or taweel bahas kardi hai lakin humri pesh ki sawal ka jawab bhi de dain jo ke Namz or Roh or Jism ka hai) to phir baat agye barhatye hai.

 

Yahat-e-Nabvi (saw) ke muamlye main jab Quran keh raha hai ke or "Tumhain shaoor nahin" to phir hum kon hotye hain khuah makhuah is zindagi ke barye main khooj laganye walye or phir apnye istadlal ke zariye Istamdad ba'ad al Mot ke aqeedah banaye walye ?

 

Doosri taraf is Hadith main do ya zayed ravion ke naam bhi nahin hain (An ki mojoodgi main) ghayeb hain phir is soorat main is Hadeeth ki bina per per aqeedah qayem karna apni marzi nahin to phir or kia hai.....?

 

Teesri taraf ye bhi aap ko ye bhi dekhna chahiye ke is hadeeth ki sharah main shareheen kiya kehtye hain bajaye is ke aap is se kisi aqeedah ko sabit karain

 

Wallah o Aalam Bissawab

 

 

fi-aman:

(salam)

Abdul Salam

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

 

Assalamu alykum tohidee bhai. yaar shayed aap ko meri baat samajh nahi aa rahi. aap ki hadees ko kesey samjheen? sihaba o muhaddiseen say ya aaj kay molvi sey?

 

dekho yaar mei arabic kay sath poori chain aur hawala bhi daita hun aik hadees hai

 

‏حدثنا ‏ ‏فروة ‏ ‏حدثنا ‏ ‏علي بن مسهر ‏ ‏عن ‏ ‏هشام بن عروة ‏ ‏عن ‏ ‏أبيه ‏

‏لما سقط عليهم الحائط في زمان ‏ ‏الوليد بن عبد الملك ‏ ‏أخذوا في بنائه ‏ ‏فبدت لهم قدم ففزعوا وظنوا أنها قدم النبي ‏ ‏صلى الله عليه وسلم ‏ ‏فما وجدوا أحدا يعلم ذلك حتى قال لهم ‏ ‏عروة ‏ ‏لا والله ما هي قدم النبي ‏ ‏صلى الله عليه وسلم ‏ ‏ما هي إلا قدم ‏ ‏عمر ‏ ‏رضي الله عنه ‏

ما جاء في قبر النبي صلى الله عليه وسلم وأبي بكر الجنائز صحيح البخاري khalifa waleed bin abdul malik bin marvaan kay ahad e hakumat me (nabi kareem sallahu alihewasallam kay hujrah) ki deewar giri aur loge usay uthanay lagey to wahaan aik qadam zahir hua. loge yeh samajh kar ghabra gaye keh yeh nabi sallahu alihewasallam ka qadam hai. koi shaks aisa nahi tha jo qadam pehchan sakey. aakhir arwah bin zubair nay bataya keh nahi Allah gawah hai keh yeh Rasool ALLAH sallahu alihewasallam ka qadam nahi hai. balkeh yeh to omar raziallahanho ka qadam hai(end)

 

yaar yeh ahadees mai koi apni taraf say nahi dekha raha aap check kar lo na hui mai zimme dar hun. agar aap nay jo hadees paish ki hai us ka yeh hee matlab hai to mujhai batao khair ul quroon kay logoon nay yeh kion na samjha keh nabi to qabar mai aisey hee zinda hain jesey hum? samajh mai aata hai keh yeh aqeeda us dorr mai tha hee nahi.

 

doosra yeh keh aik hadees doosri ki tashreeh karti hai. aur faham e sihaba(specially) aqeeda kay mutallik liya jata hai.

 

jub sihaba kehtey hain nabi duniya say chalay gaye to aap kon ho?

 

phir mujhai yeh batao keh agar hum yeh kaheen keh nabi ka jism sahih salamut hai lekin wo aisey zinda nahi jesey hum to hum par kion jaldi sey gustaakh ka fatwa lagta hai?

 

jub ibn e hajar imam behqi imam zahbi imam nawawi imam qazi ayaz kaheen to wo musalmaan yeh khaan ka insaaf hai???

 

aur aap humien wahabi keh rahey hain mai bata dun keh hum hee ahl e sunnat hain. aap hain raza khani. jahmi. murji. bidati. har nangay shah kay mureed ho tum.

 

me ney yeh kehna nahi tha lekin aap nay majboor kiya.

 

mai ney to aap say pyar sey baat ki thi.

Link to comment
Share on other sites

 

(bis)

(salam)

Janab Toheedi sahib

Jaan per humari ban aaye hai ya aap ki.....? jo ke Qurani Ayaat, Ahadeeth or Asr-e-Sahaba (ra) or Faham-e-Muhaddeseen ke bawajood ab is Hadeeth per aakar atak gaye hain????

 

Is se ye to zahir ho gaya ke aap ko Asim sahib ke pesh ki gai riwayat o Asaar per koi aetiraz nahin lakin muamla rah gaya hai Hadith-e-Masnad Abe Ya'la ka ke jis se aap ke Ghazal-e-zaman Kazmi sahib istadlal farma rahye hain, yani ke aap baqi tamam logon ki baton ka inkar mahaz is liye kar rahye hain ke is se Kami sahib ke faham per zarb parti hai.......! afsoos hai ayesi aqeedat mandi per..

 

Jahan tak hadeeth ko mannye per aap ka etiraz hai to pesh kiye gaye hoye asnad (Ravion ke pesh kiye gaye naam) sahi hain lakin "An" ki mojoodgi ye bata rahi hai ke do (2) ya zayed ravi is riwayat main rah gaye hain jin ka majhool, zaeef, ya munkar hona kharij az imkan nahin.....

 

is ke bawajood aap ke is (sirf isi) Hadeeth se istadlal aap ki apni mantiq hai (Wallah o Aalam bissawab)

 

fi-aman:

(salam)

Abdul Salam

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

 

Assalamu alykum yaar aap ki har baat ka jawab day diya gya hai jub keh aap nay meri aik baat ka jawab nahi diya.

 

mai aap ko chain kay sath hadees paish karta hun aap ko koi aieraaz nahi hota. arre is hadees ka anbiya apni qabar mai namaz parhtey hain. tum matlab ziada jantey ho ya sihaba? ya muhaddiseen?

aur me ney us hadees ki tashreeh nawawi say aur qazi ayaz say kar to dee hai? ab tum kya ho?

jawab kion nahi detey tumhara kazmi kya cheeze hai in kay samnay?

 

kazmi ki kya hasaiyat hai batao na dartey ho?

ab tum nay tung karna shuroo kar diya hai.

 

‏ ‏حدثنا ‏ ‏فروة ‏ ‏حدثنا ‏ ‏علي بن مسهر ‏ ‏عن ‏ ‏هشام بن عروة ‏ ‏عن ‏ ‏أبيه ‏

‏لما سقط عليهم الحائط في زمان ‏ ‏الوليد بن عبد الملك ‏ ‏أخذوا في بنائه ‏ ‏فبدت لهم قدم ففزعوا وظنوا أنها قدم النبي ‏ ‏صلى الله عليه وسلم ‏ ‏فما وجدوا أحدا يعلم ذلك حتى قال لهم ‏ ‏عروة ‏ ‏لا والله ما هي قدم النبي ‏ ‏صلى الله عليه وسلم ‏ ‏ما هي إلا قدم ‏ ‏عمر ‏ ‏رضي الله عنه ‏

ما جاء في قبر النبي صلى الله عليه وسلم وأبي بكر الجنائز صحيح البخاري

khalifa waleed bin abdul malik bin marvaan kay ahad e hakumat me (nabi kareem sallahu alihewasallam kay hujrah) ki deewar giri aur loge usay uthanay lagey to wahaan aik qadam zahir hua. loge yeh samajh kar ghabra gaye keh yeh nabi sallahu alihewasallam ka qadam hai. koi shaks aisa nahi tha jo qadam pehchan sakey. aakhir arwah bin zubair nay bataya keh nahi Allah gawah hai keh yeh Rasool ALLAH sallahu alihewasallam ka qadam nahi hai. balkeh yeh to omar raziallahanho ka qadam hai(end)

 

is hadees ka matlab kya hai? agar wo apni qabar mai aisey hee hiyat hain to batao na sihaba nay kion na kaha keh nabi ko bahir nikal liya jaye naudhubillah? ya wo yeh kion na samjhay nabi to aisey hee zinda hain yeh un ka paoon kesey ho sakta hai?

 

tumharey pass meri aik baat ka jawab bhi nahi hai aur na hee ho sakta hai.

 

ibn e hajar,zahbi,nawawi,qazi ayaz, aur imam behqi kay samnay kazmi kuch bhi nahi.

 

aur sihaba kay samnay to kuch hai hee nahi bilkul bhi. kazmi sahab ko qabar say bahar lay aao tub bhi koi jawab nahi aaye ga INSHALLAH.

 

Abdus salam bhai in ko mujh say baat karney do INSHALLAH aisee taisee ho rahi hai in ki sab dekhien gay.

 

Qabar ka mamla barzakh say hai yehi in ko samajh nahi aata. ALLAH farmata hai tum shaoor nahi rakhtey yani shohda ki zindagee ka shaoor nahi rakhtey to yeh chalay hain nabi ki zindagee ka shaoor rakhnay ALLAH say aagay barhnay ki koshish mai hain.

 

meri aik bhi hadees ka jawab nahi diya.

Edited by asimsweetone
Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

 

Some people do not accept the Holy Prophet (sallal laahu alaihi wasallam) to be alive. They say that he is dead and mixed with the soil. Allah forbid! The Ahle Sunnah Wal Jama'at believes that the Holy Prophet (sallal laahu alaihi wasallam) is "Hayaatun Nabi", that is, he is alive both physically and spiritually.

Regarding the Martyrs (Shuhada), those who are slain in the path of Allah, Allah Ta'ala says in the Holy Quran: "And say not those who have been slain in the path of Allah to be dead for they are alive and you do not know." (Part 2, Ruku 3) Since it is evident from the Holy Quran that the Martyrs are alive, then it follows that the Ambiya (alaihimus salaam), whose status are much greater than that of the Martyrs, are also alive. (Fathul Baari Sharah Bukhari)

Allah Ta'ala states in the Holy Quran: "And say not of those who are slain in the Way of Allah 'They are dead'. Nay, they are living, though you perceive it not". (al-Baqarah: 154) "Think not of those who are slain in Allah's Way as dead. Nay, they are alive, finding their sustenance in the Presence of their Lord". (al-Ale' Imraan: 169) The above two Ayahs were revealed after the Battle of Badr. The Ashaabs (radi Allahu anhum) used to feel sorry for those who lost their lives in the battle, and used to say: "Alas, so and so has lost his life and has missed the pleasures of this world!" Allah Ta'ala revealed these Ayahs clarifying that the Shuhada (Martyrs) are not "dead" but are transferred from one place to another where they live and are fed by the Bounteous Lord who is not deficient of anything. If the Shuhada are not "dead", how can we say that the greatest Apostle, Sayyiduna Rasoolullah (sallal laahu alaihi wasallam), is no more amongst us?

Referring to the Messengers, Allah Ta'ala says in the Holy Quran: "And ask those of our Mesengers, whom we sent before you, 'Did We appoint any other god except the All-Affectionate, to be worshipped'?" (Part 25, Ruku 10) This verse proves that the Ambiya (alaihimus salaam) are alive because Allah Ta'ala commands us to ask the Messengers about all matters. If they had passed away and mixed with the soil, surely, we would not have been commanded to ask them about anything. (Tafseer Dur Manthur; Tafseer Roohul Muaani)

Another proof supporting that the Ambiya are alive is that on the night of Me'raj, the Holy Prophet Muhammad (sallal laahu alaihi wasallam) passed by Hazrat Moosa (alaihis salaam). He saw him in his grave standing and reading his Salaah.

The Holy Prophet (sallal laahu alaihi wasallam) said, "Recite Durood upon me in abundance on a Friday since it is a respected day. On that day the Angels are present and whosoever sends Durood upon me on that day, then his Durood is placed before me till the time when they have completed sending Durood and Salaam". (Hazrat Abu Dardah radi Allahu anhu says), "I asked, 'Huzoor! Will you even hear (the Salaam) after your demise?'" The Prophet (sallal laahu alaii wasallam) said, "Verily Almighty Allah has made it Haraam upon the earth to devour the bodies of the Ambiya (alaihimus salaam). Thus, all the Nabis of Allah are alive and they are given sustenance." (Ibn Majah; Jame Sahgeer; Mishkaat Shareef) We learn from this Hadith Shareef that the Ambiya (alaihimus salaam) are alive and they have only been hidden from us. We cannot understand their position, like those of the Angels that they are alive and present but we cannot obtain (see) them. Yes! Those whom Allah has blessed, they can even see them. This has been confirmed that the Ambiya (alaihimus salaam) are alive. (Umdatul Qaari Shara Bukhari)

Hazrat Sheikh Abdul Haq Muhadith Delhwi (radi Allahu anhu) wrote: "There is no death for the Ambiya (alaihimus salaam). They are alive and existing. For them is that one death that has come only once. After this, their souls are put back into their bodies and the life that they had on earth is given back to them." (Takmeelul Imaan)

The greatest proof concerning the Ambiya (alaihimus salaam) being alive is that they make Ibaadah in their graves. They perform their Salaah and they are well provided with food and drink. Like the Angels who are alive, but do not eat and drink. (Mirkaat Shar Mishkaat)

Allah Ta'ala states in the Holy Quran: "And how would you deny faith while unto you are rehearsed the Signs of Allah and among you lives the Prophet". (Sura al- ale'Imraan: 101) This is a typical Ayah proving Hayat-un-Nabi - "among you lives the Prophet". The word "lives" has cleared all doubts. "Among you" has been generalised, meaning with every individual, wherever he or she may be regardless of time. Man's vision and power of hearing is restricted, but it is not so in the case of Sayyiduna Rasoolullah (sallal laahu alaihi wasallam). His powers are far beyond imagination. If somebody says, "Where is the Prophet (sallal laahu alaihi wasallam)? I cannot see him! Why must I stand and read Salaam?" Surely, this statement is absurd because none of us has seen Allah Ta'ala and the Angels. Kiraaman Katibeen are two Angels constantly present with every individual. Can we deny their existence merely because we did not see them?

It was declared in a Hadith, "When a person greets me, Allahu Ta'ala sends my soul to my body and I hear his greeting." Some people quoting this Hadith say that the Prophet (sallal laahu alaihi wasallam) is not alive since his soul returns to his body only when he is greeted.

Imam Jalaal'uddeen as-Suyuti (radi Allahu anhu) said in the book "Anba' al-adhkiya' fi hayat il-anbiya" that "radda" means "ala al-dawam", i.e. permanently, and not temporarily: in other words, Allah does not return the soul and take it back, then return it again and then take it back again, but He has returned it to Rasoolullah (sallal laahu alaihi wasallam) permanently, and the Prophet (sallal laahu alaihi wasallam) is alive permanently, not intermittently as some ignorant people have suggested.

Another explanation of this Hadith is that Rasoolullah (sallal laahu alaihi wasallam) is in the ecstasy of seeing Jamaal-Allah (Allah's Beauty) and forgetful of his bodily senses. Such situations are not scarce in this world, either. One does not hear what people say to one when one is in a deep thought of worldly or heavenly affairs. Can someone who is in ecstasy of contemplating Jamaal of Allah hear any sound ?

Thus, we have proved from authentic sources that the Holy Prophet (sallal laahu alaihi wasallam) is alive both physically and spiritually.

Edited by Chishti Qadri
Link to comment
Share on other sites

we never believe that his body mixed with soil. meri posts parho jawab dena phir. mai nay ibn e hajar,hafiz zahbi,imam behqi,qazi ayaz wagera ka faham day diya hai keh ALLAH kay nabi ki zindagee barzakhi hai duniyawee nahi.

 

wesey tum nay copy/paste acha kiya hai lekin in ka jawab mai day chuka hun. tumharey ghazali e zamaan ki taqreer kuch nahi kar saki tum kya ho?

 

meri posts parho aur jawab do dont just copy/paste.

 

sihaba ka faham diya hai aqeeda kay mamla me. jawab detey huye darr lagta hai na?

 

bus hum par ilzam laga rahey ho keh hum mutti mai mila hua samajhtey hain.

 

ab meri batoon ka one by one jawab diya jaye ga jesey mai nay diya. warna HAQ to wazeh hai hee.

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Chalo main nain copy paste tu kar lia laikan tum nain kon sa answer day dia hay Touheedi Bhai ka?????Aqal par paeda para ho tu is main humara kya qasoor.Aik simple sa question???Jo log Allah ke rah main shaheed hotay hain un k baray main Farmaya gya hay kehUN KO MURDA GUMAN BHEE NA KARO and so on.....Is main yeh bhe hay keh woh khatay bhee hain peetay bhee hain...Mera question yeh hay keh un ko yeh new zindagi kaisay ataa hui????IS main kisi khas shaheed ke taraf ishara tu nahi hay na????Woh bhee kis ka Umati????

Jab umati aur woh bhee keh kya pata us ke past life kaisay guzri woh jab Allah ke rah main shaheed hua tu us ko aisi zindaqi mil gay ke us ko MURDA guman bhe na karnay ka hukam aa gya aur woh Nabi Sal Allah o Alaih e Wasalam jin k lia yeh saari dunya banay gay tum gustakh log is tarah ka aqeeda rakho....

Ab main aur kya kahon tumhari zehani kaifiat par???????

Link to comment
Share on other sites

Assalamu alykum yaar aap ki har baat ka jawab day diya gya hai jub keh aap nay meri aik baat ka jawab nahi diya.

.

 

 

post-2742-1244188305.jpg

Asim sahab tuheedi bhai nein aik sawal kiya hai k Namaz parhna Roh ka kaam hai ya Jism ka?????

aap ko sirf 2 line mein jawab dena hai .

Edited by Qadri Attari
Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Humaray Huzoor Nabi e Kareem Sal Allah o Alaih e Wasalam Shahadat kay azeem martaba say faaiz hain.

Is daawa ke daleel Syedna Imam Bukhari Ashafi As Sunni aur Imam Baihqi ke woh hadees hay jo Imam Jalal Ud DIn Sayyuti Radi Allah o Unho nain apni kitab ;Anba Ul Azkia ba hayat Ul Anbia; main naqal farmay hay.

Syedna Ayesha Siddiqa Radi Allah o Unha say rawayat hay keh unhon nain farmaya keh Huzoor Sal Allah o Alaih e Wasalam apnay maraz main farmaty thay keh main nain khaybar main jo zehar aalood luqma khaya tha main us ke takleef hamaisha mehsoos karta raha hon pas ab woh waqat aa puhncha keh isi zehar k asar say meri rag e jan muqata ho ge.

Aur Imam Zurqani farmatay hain keh

 

Neez yeh sabat ho gya keh humaray Nabi Kareem Sal Allah o Alaih e Waslam nain shahadat say wisaal farmaya.Is lia keh Huzoor Sal Allah o Alaih e Wasalam nain khaybar k din aisi zehar milay hui bakri k gosht ka nawala tanawal farmaya jis k zehar itna qaatal tha keh is k khanay say usi waqat death ho jay.Yahan tak keh is zehar k asar say Huzoor Sal Allah o Alaih e Wasalam ke aik Sahabi Syedna Bishar bin Barra Radi Allah o un ho usi waqat wisaal farma gay aur Huzoor Sal Allah o Alaih e Waa le hee Wasalam ka baqi rehna mojza ho gya.Woh zehar Huzoor Sal Allah o Alaih e Wasalam ko aksar takleef daita tha yahan tak keh usi k asar say wisaal hua.(Zurqani Jild 8 page 303)

Isi tarah again Syedna Imam Jalal Udin Sayyuti apni usi book main farmaty hain jis ka pehla tazkara kia gya hay keh

Ahmed,Abu Yala,Tibrani,aur Mustadrak main Hakam nain aur Dalail Ul Nabuwat main Baihqi nain Hazrat Syedna Abdullah Bin Masood Radi Allah o Unho say riwayat ke keh unhon nahin farmaya keh main 9 bar qasam kha kar kahon keh Huzoor Sal Allah o Alaih e Wasalam qatal kia gay tu mujay yeh bat is bat say zyada mehboob hay keh main aik bar qasam kha kar keh don keh Huzoor SAl Allah o Alaih e Wasalam qatal nahin kia gay yeh is wajah say keh Allah Kareem nain Huzoor Sal Allah o Alaih e Wasalam ko Nabi bhe banaya hay aur Shaheed bhee.(Anba ul Azkia ba hayat Ul Anbia Page 148 and 149)

Abdullah bin Masood Radi Allah o Unho ke is rawayat say sabat hua keh Huzoor Sal Allah o Alaih e Wasalam us ayat jis main Farmaya gya hay keh jo log Allah ke rah main qatal kia jain k amoom main dakhal hain is tarah Huzoor Nabi e Kareem Sal Allah o Alaih e Wasalam ka zinda hona Nas e Qatee say sabat hay....

 

 

O Allah k banday tu abhi Syedon k ghulamon say bat tu kar baad main u ka name laina......

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Chalo main nain copy paste tu kar lia laikan tum nain kon sa answer day dia hay Touheedi Bhai ka?????Aqal par paeda para ho tu is main humara kya qasoor.Aik simple sa question???Jo log Allah ke rah main shaheed hotay hain un k baray main Farmaya gya hay kehUN KO MURDA GUMAN BHEE NA KARO and so on.....Is main yeh bhe hay keh woh khatay bhee hain peetay bhee hain...Mera question yeh hay keh un ko yeh new zindagi kaisay ataa hui????IS main kisi khas shaheed ke taraf ishara tu nahi hay na????Woh bhee kis ka Umati????

Jab umati aur woh bhee keh kya pata us ke past life kaisay guzri woh jab Allah ke rah main shaheed hua tu us ko aisi zindaqi mil gay ke us ko MURDA guman bhe na karnay ka hukam aa gya aur woh Nabi Sal Allah o Alaih e Wasalam jin k lia yeh saari dunya banay gay tum gustakh log is tarah ka aqeeda rakho....

Ab main aur kya kahon tumhari zehani kaifiat par???????

 

humien MASHALLAH gustakh kaha ja raha hai. hum kehtey hain shaheed bhi zinda hain aur nabi badarja oula zinda hain lekin wo apni qabar mai nahi barzakh mai hain. in ka jawab mai day chuka hun. gustakh gustakh ki rutt laganay say kuch nahi ho ga. meri baat ka jawab do na.

 

agar hum gustakh hain tu abu huraira raziallahanho ko bhi kaho jinhoon nay kaha kharaja rasool ullah sallahu alihewasallam minad duniya. rasool sallahu alihewasallam duniya say chalay gaye

 

fatwa lagao meri maa amma aisha raziallahanha jinhu nay kaha yaqeenan nabi sallahu alihewasallam par mout aai.

 

gustakh kaho ibn e hajar ko jinhu nay kaha nabi agarcha zinda hain lekin un ki zindagee okharwi hai duniyawee zindagee kay mushabiha nahi imam behqi na bhi yeh hee kaha.

 

jitnay bhi muhadiseen un ko zinda kehtey hain to woh hamaree sense me kehtey hain keh wo ukharwi zindagee hai hum us zindagee ko pehchan nahi saktey. aap kesey pehchan rahey ho? ALLAH say aagay nikalnay ki koshish kion kartey ho.

 

aap nay humien gustakh kaha indirectly tum nay sihaba o muhaddiseen ko bhi gustaakh kaha wo bhi aisey hee sochtey the jo hum mai arabic kay sath chain kay sath refrence poora day chuka hun.

Link to comment
Share on other sites

post-2742-1244188305.jpg

Asim sahab tuheedi bhai nein aik sawal kiya hai k Namaz parhna Roh ka kaam hai ya Jism ka?????

aap ko sirf 2 line mein jawab dena hai .

 

tohidee ki baat ka mai jawab day chuka hun. mai nay kaha tha keh is hadees ka matlab tum jantey ho ya sihaba.

 

wo kharji the jo faham e sihaba nahi letey the. jesey kharjioon nay kaha hukam sirf ALLAH ka hai to hazrat Ali raziallahanho nay un ko bohet samjhaya lekin wo na manay. unhu nay faham e sihaba nahi liya.

 

aaj merey samnay aik brelvi faham e sihaba o muhaddiseen ka inkar kar raha hai.

 

is hadees ka faham mai nay qazi ayaz say diya arabic text kay sath aur imam nawawi ka hawala bhi poora diya. actually tum new entry ho is liye shayed tumheen pata nahi lag raha meri pehley ki posts parho sari phir kuch kehna.

 

‏ ‏حدثنا ‏ ‏فروة ‏ ‏حدثنا ‏ ‏علي بن مسهر ‏ ‏عن ‏ ‏هشام بن عروة ‏ ‏عن ‏ ‏أبيه ‏

‏لما سقط عليهم الحائط في زمان ‏ ‏الوليد بن عبد الملك ‏ ‏أخذوا في بنائه ‏ ‏فبدت لهم قدم ففزعوا وظنوا أنها قدم النبي ‏ ‏صلى الله عليه وسلم ‏ ‏فما وجدوا أحدا يعلم ذلك حتى قال لهم ‏ ‏عروة ‏ ‏لا والله ما هي قدم النبي ‏ ‏صلى الله عليه وسلم ‏ ‏ما هي إلا قدم ‏ ‏عمر ‏ ‏رضي الله عنه ‏

ما جاء في قبر النبي صلى الله عليه وسلم وأبي بكر الجنائز صحيح البخاري

khalifa waleed bin abdul malik bin marvaan kay ahad e hakumat me (nabi kareem sallahu alihewasallam kay hujrah) ki deewar giri aur loge usay uthanay lagey to wahaan aik qadam zahir hua. loge yeh samajh kar ghabra gaye keh yeh nabi sallahu alihewasallam ka qadam hai. koi shaks aisa nahi tha jo qadam pehchan sakey. aakhir arwah bin zubair nay bataya keh nahi Allah gawah hai keh yeh Rasool ALLAH sallahu alihewasallam ka qadam nahi hai. balkeh yeh to omar raziallahanho ka qadam hai(end)

 

is hadees ka matlab kya hai? agar wo apni qabar mai aisey hee hiyat hain to batao sihaba ko kehna chahiye tha keh wo to aisey hee zinda hain aur namaz parhtey hain to un ki tang kesey ho sakti hai. jub keh wo samajhtey hain keh yeh nabi ka qadam hai. khair ul quroon tha us dorr me tumharaey wala aqeeda tha hee nahi.

arre duniya to momin kay liye qaid khana hai jub aik am banda fout honay kay baad kehta hai qaddamuni qaddamuni mujhai jaldi lay chalo mujhai jaldi lay chalo(refrence me de chuka hun) to nabi ko duniyawee zindagee mai kion ghusa rahey ho? jo keh aik qaid khana hai.

 

gustakh kehney say baat nahi banti daleel do na. muhaddiseen par fatwa kion nahi lagta? hum par jhut say fatwa laga diya

 

ab zra fatwa laga so called ghulam of sayed

 

لأنه بعد موته وإن كان حيا فهي حياة أخروية لا تشبه الحياة الدنيا

be shak aap (sallahu alihe wasallam) agarcha zinda hain lekin aap ki zindage ukharwi (barzakhi) hai duniyawee zindagee say mushabiha nahi hai (fath ul bari jild 7 tehat hadees(tashreeh of hadees) 4046)

غزوة أحد المغازي صحيح البخاري

 

 

abu huraira raziallahanho farmatey hain.

‏خرج رسول الله ‏ ‏صلى الله عليه وسلم ‏ ‏من الدنيا

(Rasool Sallahu alihe wasallam duniya say chalay gaye)

صحيح البخاري

الأطعمة

ما كان النبي صلى الله عليه وسلم وأصحابه يأكلون

hadees 5414

 

aik doosre jagha yeh hee abu huraira raziallahanho farmatey hain.

 

رسول الله ‏ ‏صلى الله عليه وسلم ‏ ‏إن كانت هذه لصلاته حتى فارق الدنيا

aap Sallahu alihe wasallam ki yeh hee namaz thi hatta kay aap dunia say chalay gaye. (hatta faraq ad duniya)

(bukhari:803)

يهوي بالتكبير حين يسجد الأذان صحيح البخاري

 

is hee tarhaan hafiz zahbi farmatey hain.

Aap sallahu alihe wasallam api qabar mai barzakhi torr par zinda hain.(Seyar ilaam al nabla9/161)

 

imam behqi farmatey hain

fahum ahyau inda rabbihim kasshuhada e

(pus wo apney rabb kay pass shohda ki tarhaa zinda hain (hiyat ul anbiya al behqee page 20)

 

laga fatwa in par.....

Edited by asimsweetone
Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Lo g nai bat sun lo.Bajay is k keh meri bat ka jawab dainay k ulta keh dia keh Naozo Billah meray mun main khak keh Sahaba par fatwa lagao.Tum nain abhi tak kis question ka jawab dia hay.Main nain tu Alhamdo Lillah Shaheed bhe sabit kia hay.Ab mujay sirf is bat ka jawab do??????

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Lo g nai bat sun lo.Bajay is k keh meri bat ka jawab dainay k ulta keh dia keh Naozo Billah meray mun main khak keh Sahaba par fatwa lagao.Tum nain abhi tak kis question ka jawab dia hay.Main nain tu Alhamdo Lillah Shaheed bhe sabit kia hay.Ab mujay sirf is bat ka jawab do??????

 

 

tum ALLAH kay nabi ko shaheed kehtey ho hum bhi kehtey hain balkeh mera yeh aqeeda hai keh shohda say 10000000000000000000000 darja ziadah martaba hai mere aqa ka. tum kya ho? laga fatwa merey sihaba o muhaddiseen par lagata kion nahi?

 

baat gol na kar meri ahadees ka jawab day aur muhaddis yeh kahey to wo muslim hum kaheen to gustaakh?

Edited by asimsweetone
Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Subhan Allah ,,,Alhamdo Lillah is ka matlab hua keh aik gustakh nain yeh accept kar lia keh Maray Nabi e Kareem Sal Allah o Alaih e Wasalam qabar e mubarak main hayat e zahari ke tarah zinda hain.

Subhan Allah ab us ko mun torr jawab keh kya barzakhi zindaqi main Shuahada ko khanay ke zarorat hoty hay????????Jaisa keh Quran Sharif main hay keh un ko rizaq dia jata hay tu barzakh main kis tarah ka rizaq???????

 

 

Ab phansa na tu...Sachai woh jis ka ghair b aitraf karay.Abhi tu Syed k ghulam nain start he kia tha aur tu maan b gya.

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Subhan Allah ,,,Alhamdo Lillah is ka matlab hua keh aik gustakh nain yeh accept kar lia keh Maray Nabi e Kareem Sal Allah o Alaih e Wasalam qabar e mubarak main hayat e zahari ke tarah zinda hain.

Subhan Allah ab us ko mun torr jawab keh kya barzakhi zindaqi main Shuahada ko khanay ke zarorat hoty hay????????Jaisa keh Quran Sharif main hay keh un ko rizaq dia jata hay tu barzakh main kis tarah ka rizaq???????

 

 

Ab phansa na tu...Sachai woh jis ka ghair b aitraf karay.Abhi tu Syed k ghulam nain start he kia tha aur tu maan b gya.

 

apnay munh miaan mithu bannaney ki zroorat nahi hai. tumheen to baat karney ki tameez nahi hai.

 

meri batoon ka abhi tuk jawab nahi aaya. o mai kehta hun Mohammad Bin Abdul Wahab Kharji bidati ko bhi qabar say utha la wo bhi kuch nahi kar sakay ga.

 

isay kehtey hain ALLAH ki Madad.

 

idher udher ki batoon mai time zaia kar raha hai kitney hee muhaddiseen kay aqwaal dekha diye kitney hee sihaba kay aqwaal dekha diye lekin abhi tuk bechara jawab na day saka.

 

hai kharji ka kharji.

 

mai kehta hun ALLAH nay kaha tum us zindagee ka shaoor nahi rakhtey.kya tu ALLAH bannaney ki koshish kar raha hai. keh udher khana bhi aisa hota hai wesa bhi hota hai barzakhi zindagee mei khana kesa.?

 

tu shaoor rakhta hai kharji? sirf time zaia kar raha hai. is ko kehtey hain

 

Deaf Dumb Blind (Summun Bukmun Umyun) kabhi EEman nahi lao gay tum raho apnay bidatioon kay andar. sirf jazbaat mai aa kar time zaia karta hai.

 

muhaddiseen o sihaba kay nazdeeq qabar ka mamla barzakh say hai aur hum ALHUMDULILLAH mantey hain keh nabi barzakh mai zinda hain jesa ibn e hajar wagera nai kaha.

 

duniyawee zindagee ka keh kar tu gustakhi kar raha hai duniyawee zindagee momin kay liye qaid khana hai. kya nabi phir naudhubillah terey nazdeeq qaid khanay maui hain?

 

mai kehta hun LANAT HO LANAT HO LANAT HO......... jo yeh kahey nabi ki zindagee duniya kay mushabiha hai jesa ahmad raza bidati nay kaha

Edited by Ya Mohammadah
wahabi Asim tameez ke dairy me rahy..akabir ke liye bury alfaaz istemal na karein. ..warna post aisy hi edit ki jayegi.
Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Abhi say ghusa b aa gya hay janab gustakh ko.....Yeh haqeeqat sab readers par zahar ho chuki hay keh sirf 3 ya 4 questions ka answer b nahi day sakay jahal tum aur ab bat ko idher udhar ghumana jaisa keh sab gustakhon ka kaam hay start kar dia hay.........

Deaf and dumb apnay lia use karo thats good for u bcz everything is glittering in front of your eyes but u r unable to perceive the effect of truthfullness.The reason for this that there is a huge veil on your heart so that u r now unable to understand the reallity.Now there is no need to give any answer to such an illeterate person.

 

This is called the help of Almighty Allah throgh the blessings of Huzoor Nabi e Kareem Sal Allah o Alaih e Wasalam and Huzoor Syedna ghous Ul Azam Radi Allah o un ho......

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Main tu kehta hon us shakhs par laanat ho jo keh Quran e Pak k translation ko bhe nahin samaj saka aur chala aaya Hayat Un Nabi Sal Allah o Alaih e Wasalam par bat karnay mun utha kar....

 

It is my humble request to all of the readers keh aap hud faisla karain keh rizaq kis ko dia jata hay keh jo banda barzukh main zinda ho ya hayat e zahari main??????

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Main tu kehta hon us shakhs par laanat ho jo keh Quran e Pak k translation ko bhe nahin samaj saka aur chala aaya Hayat Un Nabi Sal Allah o Alaih e Wasalam par bat karnay mun utha kar....

 

It is my humble request to all of the readers keh aap hud faisla karain keh rizaq kis ko dia jata hay keh jo banda barzukh main zinda ho ya hayat e zahari main??????

 

 

Wa ibadur rahmanil lazina yamsuna alal ardi haunaw wa iza hatabahumul jahiluna qalu salama

And the servants of the most gracious are those who walk on the earth in humility and when the ignorant address them they say “Peace!”

 

ALHUM DULILLAH maan gya hai keh jawab deney ki zroorat nahi. mai nay kaha tha kharji hai tu kion keh woh hee fahm e sihaba nahi letey the. taveel kartey ho ALLAH kehta hai shaheed apnay rabb kay pass zinda hain rizq diye jatey hain lekin tum shaoor nahi rakhtey. yeh chalay hain shaoor rakhnay ALLAH say aagay nikal raha hai. meri batoon ka jawab na day sakta hai na day sakay ga i challenge all the brelviat jo mai nay sihaba o muhaddisen kay aqwaal paish kiye un ka jawab one by one diya jaye.

 

mai kehta hun ahmad saeed raza bidati ko qabar say bahar nikaal (jin ka kuch bacha hee nahi ho ga) aur keh keh hamari madad karo. ahl e sunnat brelvioon ko lay kar baith aye hain un ki baat ka jawab daina hai.

 

aaj tumhara kuch nahi banay ga. INSHALLAH HAQ KI JEET HO KAR HEE REHTI HAI. mai bhi pehley tumharee tarhaan gustaakh hanafi tha

 

ALLAH ki qasam EEMAN ka maza ahl e sunnat ho kar hee aaya. EEMAN ka maza tub aaya jub QURAN O HADEES KO sihaba kay faham par samjha.

 

kharji hona tumheen mubarak fahm e sihaba ko thukrana tumheen mubarak. jao tumheen ahmad raza bidati mubarak humien harmara MUSTAFA(SALLAHU ALIHEWASALLAM) Mubarak

 

tumheen tumhara ahmad saeed kazmi ka faham mubarak humien hamarey nabi kay sihaba ka faham MUBARAK

 

tumheen bidati ullema mubarak humien hamarey muhaddiseen ka faham mubarak. faisala ho chuka

 

HAQ aa gya aur batil mit gya aur batil to hai hee mitney kay liye INSHALLAH.

Edited by asimsweetone
Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Alhamdo Lillah Haq aa gya hay aur batal mit gya yeh sab daikh b rahay hain aur par b rahay hain.

 

Tum main itni jurat nahi keh Imam e Ahle Sunnat aur Syedi Razi e Doran k dar k sag k aik question ka jawab nahi day sakay tu un ke bat karta hay.Agar woh hotay tu tuj jaisay kai abhi tak zameen bos ho chukay hotay.

 

Aik question ka jawab dia nahi ja raha aur aaya hay batain karnay.......

 

Ab fazool bat na post karna agar kuch post karna hay tu sirf meray question ka answer.....

 

 

Baqi AlhamdoLillah sab nain daikh lia hay in ke halat kya ho rahy hay.....

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Tum jaisay kai aay aur kay gay.Challange karnay walay.Na tum nain Toheedi bhai ke bat ka sahi jawab dia aur na he meri kisi bat ka.Phir behs kis bat ke.Shaoor tu tum jahal log nahi rakhtay keh Kitna prominently Irshad e Mubarak hay keh UN KO RIZQ DIA JATA HAY

Sirf aik question keh rizq barzukhi zindai main dia jata hay ya zahari zindaqi main????

Tauheedi bhai kay question ka answer HAN aur NA main do.......

Edited by Chishti Qadri
Link to comment
Share on other sites

raza khani brelvi bidati murji jahmi sawal par sawal karta ja raha hai. kitni batoon ka jawab dun jub keh har baat ka jawab aa chuka hai aur tumheen mai nay kaha tha keh one by one meri har baat ka jawab do.

 

akhir aa hee gya apni okaat par mai kehta hun apnay ahmad raza ko qabar say utha kar la mai brelvi ho jaoon ga tum to kehtey ho wo zinda hain.

 

aaj khud maan gya keh wo aaj mojood nahi khud hee kaha wo hotey to zameen boss ho jatey mang na madad un say ab khaan hai terey ullema.

 

meri atoon ka jawab do. ahadees ka jawab do. muhaddiseen ki batoon ka jawab do. mai bar bar kehta hun jawab do bhago nahi fazool behes na karo topic par raho.

 

life is duniya me aik hee dafa milti hai. jesa merey abu bakar raziallahanho nay farmaya tha jub unhu nay nabi ki wafaat ki tasdeeq kar li aur kaha be shak ALLAH aap ko 2 moutien nahi day ga. yani ab wo chalay gaye ab dobarah zinda ho kar is duniya mai dobaraha fout nahi hun gay. mai apni sab batoon ka refrence day chuka hun.

death kay baad insaan ka is duniya say talluk khatam ho jata hai.

 

mai sihaba say proof kar chuka hun un ka jawab kion nahi detey sirf time zaia kar rahey ho?

 

ab meri posts ka 1 by 1 jawab do otherwise tumhara jawab kala`dum samjha jaye ga. tumhara jawab hota hee nahi hai kala dum bhi kesey samjha jaye.

 

fazool behes kartey ho.

Edited by asimsweetone
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...